🙏 app plz bataye ki grow bag ke niche kitne aur kitne bade hole kare bag ke side side chota hole he lekin plants sukh jate pani nahi sukh rahe he jitne v soil mixturebanaye
Ji video dekhne ke liye dhanyvad main grow bag mein extra hole nahin karti ismein hole hote Hain Jo kafi Hain sabse pahle niche se ismein sukhi ghas vagaira aapko rakhni hogi, aur grow bags mein well draine soil aap banaaiye, mere channel per video hai bahut hi bada grow bag Maine fil Kiya hai, use dekhen isase pahle ki video mein vegetable harvesting ki hai usmein bade grow bags ka link hai use video mein aap use dekhe jaa.k 💐💐
श्रीमती मंजू जी आप यह बड्स कितने कितने दिनों में देना चाहिए आप यह भी तो बताइए मुझे अगर दिल्ली ऐसे महानगर में रख नहीं मिलती है तो उसकी जगह क्या डालना चाहिए
Video dekhne ke liye aapka dhanyvad ji organic fertilizer Hain jinhen ham 10 din bad repeat kar sakte hain sab mein अलग-अलग hai to Maine samjhaya hai agar aapko shahron mein rakh nahin milati hai to aap banana peel fertilizer daliye oniyan peel fertilizer dalen potato peel fertilizer dalen bahut sare organic fertilizer hai mere channel per please aap mere channel per visit kijiye
Manju ji, mere gudhal me mily bug aur ants bahut jayada hai aur her prakar ka spray kar chuki hu par mily bug aur ants kahatm nahi ho rahi hai.please advice
Video dekhne ke liye dhanyvad ji channel per kuchh din pahle hi video Dali hai milibag koi bhi insect Ho sabka safaya hoga please channel per visit Karen
Ji video dekhne ke liye dhanyvad agar aapko hight badhani hai to aapko site ki sari branche kaatni hogi sidha upar kijiye aur usko support dijiye support ke sahare bahut jaldi badhati hai aage ko
Mem ji namaskar Mai aapko batana chahti hu maine 1 mah pahile pyaj or kele ka (chilke) Pani store Kar ke rakkha hua hai kya Mai padhon me dal sakti hu or l litr me kina Pani maila sakte hain please bta deejiy Thank you.
Ji han aap dal sakte hain liquid fertilizer ko acchi tarike se chhan lena aur usmein dugna Pani double water, Milana jab barish na ho rahi ho, soial thodi sukhi si Ho use samay paudhon mein dalna,
Hiii...mam...rose plant ki tehni ko cut krne pr....cut hisaa black ho jata h....humne us per saaf ka fungicide bhi use kiya .....use ke baad bhi tehni black ho jati ....nd dhire dhire krke....puri tehni black ho jati h.......plzzz....koi solution batiye....cut hisse pr kya lgaye.....jisse tehni black na ho....😢😢😢
Video dekhne ke liye dhanyvad ji cutting lagane ki video kuchh din pahle hi publish hai channel per aap jarur dekhiaega, cutting ko lagane ke bad dhup mein mat rakhiega aur cutting bilkul hilni chahie agar aap ki cutting hil jayegi na to vah niche se usmein die back ki problem shuru ho jayegi aur sadne lag jayegi aur cutting mein Pani bhi tab dalna hai jab uski mitti bilkul Sukh jaaye
Mam maine kal hi pyaz or alovera ka fertilizer banakar daala tha kyoki mere gudhal ke poudhe me kaliya nai ban rahi to ise daalne se kya kaliya bi aa jayengi
Ji aap 10 din bad isko dobara repeat karna aur plant mein koi bhi compost bhi jarur dalna aur video dekhte rahiye jo bhi fertilizer mein banati hun 10-10 din mein unhen repeat karte rahiye
Ji goodhal ki kafi video Dali hai aap unhen jarur dekhen usmein Maine kafi fertilizer bataye Hain organic unhen aap follow Karen fertilizer Dale plant mein jisse plant ki growth bhi acchi hoti hai aur leaves bhi बड़े-बड़े nikalte Hain ,
Video dekhne ke liye dhanyvad ji Jo fertilizer mein Apne paudhon per apply Karti hun aap video dekha kijiye aur aap bhi unhen apply kijiye aapke paudhon mein bhi ISI tarike se flowering hogi
Ji aaj ki video mein sari jankari Di hui hai aap video acche se dekhen ine fertilizer ko follow kijiye apni plant mein apply kijiye to aapki bhi flowering aaegi
जी वीडियो देखने के लिए धन्यवाद आप वीडियो देखा करिए जो भी खाद में बनाती हूं डालती हूं आप भी डालें देखेंगे आपकी प्लांट भी ऐसे ही अच्छा-अच्छा रिजल्ट देंगे
Bahut sunder jankari di h aapne❤❤
Dil se shukriya thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐💐
Really nice
Thanks Dil se shukriya 💐💐💐💐🙏
Very nice
Dil se shukriya thanks 🙏🙏🙏🙏🙏
Very important information thanks di ❤❤
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐💐
Bahut badhiya information and informative video😊
Dil se shukriya dear thanks 🙏💐💐💐💐💐🌷🌷🌷🌹🌹🌹🌹🌹🌹
बहुत अच्छी जानकारी मिला दीदी आपसे❤❤❤❤❤❤❤❤
Thanks dear thanks for visit 💐💐💐
Nice informative vlog🎉
Thanks 😊
Sabre achi baat yh hai Mam sa beck friendly fertile karate hai so I subscribed mam
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad thanks 🙏🙏
Nice information 👍
Thanks for visit 🙏💐🌹
Hibiscus plant ki flowering ka acha fertilizer ki jankari di aapne 🌞👍🪴
Dil se shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏💐🌹💐💐🌹🌹💐🌷
Background bhut accha hai aap kha rehte ho sister over all good information I will try it thanks for sharing ♥️♥️♥️
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏🙏💐🌹💐🌷🌷💐
Nice tips 😊
Thanks 🌷🌷🌹🌹🌹
Nice seyring
Thanks 🙏🙏🙏🙏
❤❤❤❤🎉🎉
Thanks for visit 🙏💐🌹💐💐😊
❤❤
Thanks 💐💐💐
V. Nice
Thanks 😊
बहुत अच्छी जानकारीदी आपने❤❤❤
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏💐🌹🌹💐🌷☘️
😊🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Thanks dear thanks 🌹🌹🌹🌹
Nice Sharing 👍
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐
Aj first like first comment..😊😊😊
Thanks dear thanks for visit 💐💐💐💐💐🌹🌹🌹🌹🌹🌹
😊 bahut achcha bahut hi badhiya bataya bahut hi achcha fertilizer insecticide ka kam bhi Karega
Dil se aapka shukriya thanks for visit 🙏💐🌹💐💐
🙏
app plz bataye ki grow bag ke niche kitne aur kitne bade hole kare
bag ke side side chota hole he
lekin plants sukh jate pani nahi sukh rahe he
jitne v soil mixturebanaye
Ji video dekhne ke liye dhanyvad main grow bag mein extra hole nahin karti ismein hole hote Hain Jo kafi Hain sabse pahle niche se ismein sukhi ghas vagaira aapko rakhni hogi, aur grow bags mein well draine soil aap banaaiye, mere channel per video hai bahut hi bada grow bag Maine fil Kiya hai, use dekhen isase pahle ki video mein vegetable harvesting ki hai usmein bade grow bags ka link hai use video mein aap use dekhe jaa.k 💐💐
श्रीमती मंजू जी आप यह बड्स कितने कितने दिनों में देना चाहिए आप यह भी तो बताइए मुझे अगर दिल्ली ऐसे महानगर में रख नहीं मिलती है तो उसकी जगह क्या डालना चाहिए
Video dekhne ke liye aapka dhanyvad ji organic fertilizer Hain jinhen ham 10 din bad repeat kar sakte hain sab mein अलग-अलग hai to Maine samjhaya hai agar aapko shahron mein rakh nahin milati hai to aap banana peel fertilizer daliye oniyan peel fertilizer dalen potato peel fertilizer dalen bahut sare organic fertilizer hai mere channel per please aap mere channel per visit kijiye
Manju ji kya barish ke maosam me jab roj barish hoti tab to nahi dena hai naa?
Ji han jab barish ho rahi ho tab mat dalna jab thodi si dhup nikale mitti sukhe Pani Na dal kar liquid fertilizer dalna
Manju ji, mere gudhal me mily bug aur ants bahut jayada hai aur her prakar ka spray kar chuki hu par mily bug aur ants kahatm nahi ho rahi hai.please advice
Video dekhne ke liye dhanyvad ji channel per kuchh din pahle hi video Dali hai milibag koi bhi insect Ho sabka safaya hoga please channel per visit Karen
Mam ,hybrid gudhal ki hight jamin me hydasa jyda kitni ho sakti hai, muze mere second flower tak le jana hai hight
Ji video dekhne ke liye dhanyvad agar aapko hight badhani hai to aapko site ki sari branche kaatni hogi sidha upar kijiye aur usko support dijiye support ke sahare bahut jaldi badhati hai aage ko
Mem ji namaskar Mai aapko batana chahti hu maine 1 mah pahile pyaj or kele ka (chilke) Pani store Kar ke rakkha hua hai kya Mai padhon me dal sakti hu or l litr me kina Pani maila sakte hain please bta deejiy Thank you.
Ji han aap dal sakte hain liquid fertilizer ko acchi tarike se chhan lena aur usmein dugna Pani double water, Milana jab barish na ho rahi ho, soial thodi sukhi si Ho use samay paudhon mein dalna,
Apne y sprey bottle kaha se kharida
Ji spreybotal bij khad ki dukaan mein mil jaate Hain
Hiii...mam...rose plant ki tehni ko cut krne pr....cut hisaa black ho jata h....humne us per saaf ka fungicide bhi use kiya .....use ke baad bhi tehni black ho jati ....nd dhire dhire krke....puri tehni black ho jati h.......plzzz....koi solution batiye....cut hisse pr kya lgaye.....jisse tehni black na ho....😢😢😢
Video dekhne ke liye dhanyvad ji cutting lagane ki video kuchh din pahle hi publish hai channel per aap jarur dekhiaega, cutting ko lagane ke bad dhup mein mat rakhiega aur cutting bilkul hilni chahie agar aap ki cutting hil jayegi na to vah niche se usmein die back ki problem shuru ho jayegi aur sadne lag jayegi aur cutting mein Pani bhi tab dalna hai jab uski mitti bilkul Sukh jaaye
Mam maine kal hi pyaz or alovera ka fertilizer banakar daala tha kyoki mere gudhal ke poudhe me kaliya nai ban rahi to ise daalne se kya kaliya bi aa jayengi
Ji aap 10 din bad isko dobara repeat karna aur plant mein koi bhi compost bhi jarur dalna aur video dekhte rahiye jo bhi fertilizer mein banati hun 10-10 din mein unhen repeat karte rahiye
Thank you mam
Mera gudhale k plants k leaves bohut chote Hai me kya karo jis se leaves normal aur bade ho?
Ji goodhal ki kafi video Dali hai aap unhen jarur dekhen usmein Maine kafi fertilizer bataye Hain organic unhen aap follow Karen fertilizer Dale plant mein jisse plant ki growth bhi acchi hoti hai aur leaves bhi बड़े-बड़े nikalte Hain ,
Ye kon sa गुड़हल है पिंक कलर का
Yah desi variety ka gudhal hai
Kitna care kare lekin aapke you tube viedio dalte vaise humare paudhe badte nahi
Video dekhne ke liye dhanyvad ji Jo fertilizer mein Apne paudhon per apply Karti hun aap video dekha kijiye aur aap bhi unhen apply kijiye aapke paudhon mein bhi ISI tarike se flowering hogi
Hello main Maine gudhal ka paudha lagaya hai usmein phool nahin a Rahi hai main kya Karun kripya bataiye
Ji aaj ki video mein sari jankari Di hui hai aap video acche se dekhen ine fertilizer ko follow kijiye apni plant mein apply kijiye to aapki bhi flowering aaegi
answerjaldi dijiye plz
🌹🌹
आप के जैसे कालिया नहीं लागती, हमारे यहाँ
ईतिनी केयर केबाद भी....😢