Wow ma'am..aapko pata hai.. maine kitna cartoon k boxes fake diye ...Kai log bolte hai fungus ka ag jata hai mat use kare...even Praveen sir ne bhi kaha hai...but aap toh use karte hai aap k plant toh achche hai...maine kitne ghas fus bhi fek diya ab next time se aap wala method use kar k dekhungi...aur haan ma'am mera mogra plant sahi ho gaya aapne jo fitkari aur neela thotha bataya tha na wo use Kara ...bhut badhiya result aaya hai...ab bilkul new dak green leaves aa rakhi hai.... thank you ma'am...❤❤❤...aur haan ma'am mere hibiscus mein mili bugs lagne shuru hue hai ...toh kya karu ..ek baar neela thotha aur chuna use Kara tha par us se koi fayada nahi hua kyunki aapne kaha tha ki month mein ek baar se jyada nahi use karna
Video update dene ke liye बहुत-बहुत dhanyvad, milibg ka to simple solution hai aap 1 litre Pani mein panch bunden Neem oil le usmein Aadhi chammach baking soda len panch bunde sempo ki len aur usse plant mein 1 din chhodkar spry karte rahen achcha result milega, aur na dikkat jyada hoti hai to use samay Neela dhota aur chune ka Jo solution hai uska spry aap kar sakte ho agar bimari ho rahi hai ya jyada kide Lage Hain to yah kar sakte ho
@@Manjugardening1 ok thank you 🙏😊.. shampoo wala use karte hai... kyunki mili bugs ek do kar k lag rahi hai jyada nahi.. Isliye neele thotha ka solution jaruri nahi hai abhi...luv u ma'am.. aastha dwivedi
Kya apka amla ka plant seed se lga h or fruiting Ane me kitna time lagega mare nimbu ke plant me abhi tak flawering nahi hui maine seed se lagaya. h 3 years ho chuke h
Video dekhne ke liye dhanyvad ji aap agar seedd se plant lagate ho to 5,6,7 sal bad hi frouteing ,flowering hoti hai, acchi variety ke plant lijiye grafted plant lena, grafted plant mein 6 manth mein hi flowering Ho jaati hai, mere channel per dekhen nimbu ke plant mein kitni nimbu Lage Hain sare plant hain aap video dekhen
Ji aapane video puri nahin dekhi Maine video mein detail se bataya hai bahut kuchh hai jo aapko video dekhkar hi pata chalega na aap video dekhen ek bar Puri 🌹🌹🌹
Video dekhne ke liye dhanyvad Ji main Puri khaad khareed leti hun, Puri trolley leni padati hai mujhe bahut garden hai ground garden hai terrace garden hai
Aap apne neerrest Shop se le Jahan bij aur khad milta hai vah Sahi rahega, aur agar nahin hai to fir online dekh lijiye, kahin nursery mein bhi milta hai yah
Video dekhne ke liye dhanyvad Ji main online bhi mangati hun Maine ek video bhi Dali hai online kahan se lene hain kaise lene hain aap vahan se le sakte hain
Ji video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad main Haldwani City se hun, ji agar aap chemical fertilizer dalte hain to vah bilkul band kar dijiye usse plant jal hi jaate Hain thoda si bhi jyada ho gaya to dusra abhi pani ka bahut hi roll hai plant per Pani kam ya jyada hone se bhi plant ki pattiyan jali si Ho jaati Hain aur han कभी-कभी plant mein bimari ya fungus hone se bhi plant Sukha Sukha jala jala sa ho jata hai
Ji han bilkul Laga sakte hain abhi to gulab ka time chal Raha hai gulab abhi lagaya jata hai cutting bhi lagaye jaati hai aur abhi flowering bhi Hoti hai gulab mein
Video dekhne ke liye dhanyvad ji aap apne plant Ko Na ek bar report Karen ho sakta hai uski jadon mein Na neematot ke problem ho gai Ho uski ganth ban gai Ho Jado mein use aapko hatana hoga aur plant mein fungi site aur insecticide ka spry Karen ismein chusk kida Laga hai, vah pattiyan aane hi nahin deta hai
Video dekhne ke liye dhanyvad ji pahle to aap yah bataen aapka plant grafted ya hybrid hai ,nahin hoga kyunki yah plant 6 mahine mein hi flowering kar dete Hain agar aapane bij se plant gro kiya hai na ismein 5, 6, 7 sal mein frouteing hoti hai, lemon ki sabse acchi variety hai kumbhkarth is variety ka grafted plant lekar aana aapko nursery mein hi usmein phool ya fal Lage dikh jaenge bahut achcha result milega use lagao
Thnks mam mai n nursarry buy Kiya tha unhone to y hi bola tha grafted ha 2ra jo plant ha usma flowering bhut aey thi usko bhi 3 sal ho gye vo mera zameen ma ha
Ji video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad aparajita mein phool nahin a raha hai to itne sare organic fertilizer Maine bataye Hain unhen Apne plant per dalen aajkal sarson ki khali ka fertilizer dalo bahut achcha result milta hai aur mere channel per aparajita ki videos hain aap unhen bhi dekhen aur gulab ka bhi samay ho raha hai abhi gulab mein shuru ho gai flowering aap usko nutrition Den aur video dekhen aap mere kaise plant Ko taiyar Kiya hai idhar latest Dali hai gulab ki bhi🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Aap to lut kar aa gaye kabad wale ko hamare Chandigarh me to nahi dete itne rupey me kabad wale bhai,,itne rupey me to 20liter ki balti bhi nhi dete,,aapne to sch me bahut acha souda kiya hai
Video dekhne ke liye dhanyvad ji han hamare yahan to kabad wale ne de diya na vah Apne yahan chemical mangate Hain naye dibbe hote hain thodi chemical Safai karni hoti hai aap pata karna unse mil sakte hain aapke yahan bhi
Ji video dekhne ke liye dhanyvad jab vah halka Gila hai to vah garm Pani se pura nikal jata hai sukhne per to vah kanch ki tarah nikal aata hai pura pot saaf ho jata hai thanks for visit,💐💐
Ek bar thoda pata kariye itni mehnat to karni hi padegi hamare yahan milta hai mujhe to mila hai na isliye share kar rahi hun aapke vahan per milega dekh lijiye
Excellant
Bilkul sahi kaha aapne main bhi use karti hoo bahut majbut hota hai bas hamare yaha 250ka milta hai
Thanks dear thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐💐
Video best h thanks mam ❤❤
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐
Very good information ji ...mujhe aapki baatein karne ki style acchi lagi ..Basanti yaad Agaye 😊😊
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐🌹💐💐🌹🌹💐
Itni acchi jankari dene ke liye dhanyvad
Thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐
Bahut badhiya jaankari di aapane. 150 me to bahut sahi mil gaye aapko . 🎉🎉🎉
Dil se shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏💐💐
बहूत ही बढ़िया दीदी जी आपने जानकारी शेयर करी है आपको बहुत बहुत बधाई और दीपावली की हार्दिक शुभकामनाएँ❤ ❤❤❤
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐💐💐💐🌹🌹💐
Sister Aap hamesha hasti, muskurati, dekh ta hoo. Mera dil khush hojaa hai. God hamesha Aap ko sandush kushi se rakhe. Ameen. 👍🤲 from CHENNAI.
Dil se shukriya thanks video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏💐💐💐💐💐💐
Wow ma'am..aapko pata hai.. maine kitna cartoon k boxes fake diye ...Kai log bolte hai fungus ka ag jata hai mat use kare...even Praveen sir ne bhi kaha hai...but aap toh use karte hai aap k plant toh achche hai...maine kitne ghas fus bhi fek diya ab next time se aap wala method use kar k dekhungi...aur haan ma'am mera mogra plant sahi ho gaya aapne jo fitkari aur neela thotha bataya tha na wo use Kara ...bhut badhiya result aaya hai...ab bilkul new dak green leaves aa rakhi hai.... thank you ma'am...❤❤❤...aur haan ma'am mere hibiscus mein mili bugs lagne shuru hue hai ...toh kya karu ..ek baar neela thotha aur chuna use Kara tha par us se koi fayada nahi hua kyunki aapne kaha tha ki month mein ek baar se jyada nahi use karna
Video update dene ke liye बहुत-बहुत dhanyvad, milibg ka to simple solution hai aap 1 litre Pani mein panch bunden Neem oil le usmein Aadhi chammach baking soda len panch bunde sempo ki len aur usse plant mein 1 din chhodkar spry karte rahen achcha result milega, aur na dikkat jyada hoti hai to use samay Neela dhota aur chune ka Jo solution hai uska spry aap kar sakte ho agar bimari ho rahi hai ya jyada kide Lage Hain to yah kar sakte ho
@@Manjugardening1 ok thank you 🙏😊.. shampoo wala use karte hai... kyunki mili bugs ek do kar k lag rahi hai jyada nahi..
Isliye neele thotha ka solution jaruri nahi hai abhi...luv u ma'am.. aastha dwivedi
Bahut hi achi jankari mili apse didi❤❤❤❤❤❤
Thanks dear thanks for visit 💐💐💐
💕👍
Thanks for visit 🙏💐
Best hai ❤❤❤
Thanks for visit 🙏💐💐💐
Beautiful garden... But I have a small balcony garden....
Thanks dear thanks for visit 🙏💐💐💐💐
Wah bahut badhiya
Thanks for visit 🙏💐💐💐
Best use 🎉🎉🎉
Thanks 🙏🙏🙏
Kya apka amla ka plant seed se lga h or fruiting Ane me kitna time lagega mare nimbu ke plant me abhi tak flawering nahi hui maine seed se lagaya. h 3 years ho chuke h
Video dekhne ke liye dhanyvad ji aap agar seedd se plant lagate ho to 5,6,7 sal bad hi frouteing ,flowering hoti hai, acchi variety ke plant lijiye grafted plant lena, grafted plant mein 6 manth mein hi flowering Ho jaati hai, mere channel per dekhen nimbu ke plant mein kitni nimbu Lage Hain sare plant hain aap video dekhen
Aap poudho mai kon sa khad dalte hai
Ji aap video dekhen aapko pata chal jaega
Karban cantent me kya bachho ke book ke kagad le sakte hai kya
Han
V. Nice🎉🎉
Thanks for visit 🙏💐💐💐💐
Chatt pr mitti kyese chadhatin hyen😅
Bahot koob
Thanks 🙏🙏🙏🙏
बहुत ही उपयोगी जानकारी..मैम इस ड्राम में छेद एकदम नीचे वाले भाग में करना है या ड्राम के किनारे, कृपया बताने का कष्ट करें.. धन्यवाद
Ji bilkul niche se Karen
niche se hi karna chaiye
Very nice👍 so much🎉🎉🎉🎉
Ful watching🙏
Badhiya pots 🎉🎉🎉
Thanks 🙏🙏
Aap gober ki khad kaha se late hai
Ji gobar ki khad kharidni padati hai
Ma'am jo pot me aapne khad banane rakha hai usko dhak kar rakhna hai ki nahi aur isko bich bich me pani hi dena hai ki aur kya de
Ji aapane video puri nahin dekhi Maine video mein detail se bataya hai bahut kuchh hai jo aapko video dekhkar hi pata chalega na aap video dekhen ek bar Puri 🌹🌹🌹
Kha se se ho mam aap
Haldwani City hai
Video best h mam
Dil se shukriya thanks for visit 🙏💐💐💐
Waooooo superb 😊😊
Thanks dear thanks for visit 💐💐💐💐
Nice pot are nice plant bahut Sundar didi
Thanks dear thanks for visit 💐💐💐💐
Aap gober ko khad kanha se lite hai batana pls
Video dekhne ke liye dhanyvad Ji main Puri khaad khareed leti hun, Puri trolley leni padati hai mujhe bahut garden hai ground garden hai terrace garden hai
Very good
Dil se shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 💐💐💐💐💐💐💐💐
Bahut sundar hamare liye bhi lana ye pot😂😂
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏💐💐💐💐
Dii cocopeat kaha sa magna sahi raha ga online 🙏🙏
Aap apne neerrest Shop se le Jahan bij aur khad milta hai vah Sahi rahega, aur agar nahin hai to fir online dekh lijiye, kahin nursery mein bhi milta hai yah
First comment...😊😊😊
Thanks dear thanks for visit 💐💐💐💐
बहुत बढ़िया💕👍🎉🎉❤
Thanks dear thanks for visit 🙏💐💐💐
V very nice information 👌👌🙏
Thanks for visit 🙏💐💐
Manju ji Haldwani mai kaha dukan kaha pe hi
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad ji aapke neerrest Jo kabad wali dukaan hai na vahan pata Karen aap
Bhut sundar laga
Thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐
Very good ji
Dil se shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏🙏💐🌹🌹💐🌷
Nice fruiting amla
Thanks dear thanks for visit 🌹🌹💐
Bahut achha laga idea 👏
Dil se shukriya thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐
Aunty maine marigold lagaye aabhi ful bhi aagye lekin muze aur lagane haito kya abhi beej growvlar sakti hu
Han han abhi kar sakte ho Grow abhi lagaiye
@@Manjugardening1 thanku
बहुत सुंदर प्लांट होते है ये हमारे यहा नही मिल ते
Video dekhne ke liye dhanyvad Ji main online bhi mangati hun Maine ek video bhi Dali hai online kahan se lene hain kaise lene hain aap vahan se le sakte hain
Aap kaunse city se ho hamereko apka terrace garden dekhneke liye ana hai
Hamne Jo paudha ugaya hai vo jal jate hai to Inka upay bataye
Ji video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad main Haldwani City se hun, ji agar aap chemical fertilizer dalte hain to vah bilkul band kar dijiye usse plant jal hi jaate Hain thoda si bhi jyada ho gaya to dusra abhi pani ka bahut hi roll hai plant per Pani kam ya jyada hone se bhi plant ki pattiyan jali si Ho jaati Hain aur han कभी-कभी plant mein bimari ya fungus hone se bhi plant Sukha Sukha jala jala sa ho jata hai
Kya hum abhi gulab laga sakte hai pot me nursery se lake
Ji han bilkul Laga sakte hain abhi to gulab ka time chal Raha hai gulab abhi lagaya jata hai cutting bhi lagaye jaati hai aur abhi flowering bhi Hoti hai gulab mein
@@Manjugardening1 thanku mam
Nice share
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad thanks 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Very nice🎉
Thanks for visit 😊
Nice ma'am
Thanks for visit 🙏🙏🙏🙏
Mam,ek 2saal ka nimbu ka pocha h jo badh ni rha h uske upr leaves b ni h sirf kante Han uska solution bàtaèyen please
Video dekhne ke liye dhanyvad ji aap apne plant Ko Na ek bar report Karen ho sakta hai uski jadon mein Na neematot ke problem ho gai Ho uski ganth ban gai Ho Jado mein use aapko hatana hoga aur plant mein fungi site aur insecticide ka spry Karen ismein chusk kida Laga hai, vah pattiyan aane hi nahin deta hai
Thanku mam par vo podha jameen me laga huaa h kya use pot me laga sakte h
Agr lkdeke bhusese khad bnani ho to kese bnae?
Video dekhne ke liye dhanyvad kuchh din pahle hi Maine channel per video Dali hai lakadi ke burade ki aap dekhen
Very nice mam
Mera nibu k plant h 3 saal ho gye han sab dal diya but vo fruitng nhi kar rha uski leaf bdi bdi ha
Video dekhne ke liye dhanyvad ji pahle to aap yah bataen aapka plant grafted ya hybrid hai ,nahin hoga kyunki yah plant 6 mahine mein hi flowering kar dete Hain agar aapane bij se plant gro kiya hai na ismein 5, 6, 7 sal mein frouteing hoti hai, lemon ki sabse acchi variety hai kumbhkarth is variety ka grafted plant lekar aana aapko nursery mein hi usmein phool ya fal Lage dikh jaenge bahut achcha result milega use lagao
Thnks mam mai n nursarry buy Kiya tha unhone to y hi bola tha grafted ha 2ra jo plant ha usma flowering bhut aey thi usko bhi 3 sal ho gye vo mera zameen ma ha
Thnks yr support
Apki sari videos jankari Vali hoti han
ऑरगॅनिक खा द क्या क्या देते हो
जी नमस्ते जी आप मेरी वीडियो देखें मेरे चैनल पर विजिट करें आपको बहुत सारी ऑर्गेनिक खादें पता चल जाएगी, घरेलू ऑर्गेनिक फ्री की है
Great sharing dear sister 🌹❤️🙏🏻
Thanks dear thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐💐💐
Hello dear 🙏, mere अपराजिता per phool nahi aa rhe or gulaab per bhi nahi aa rhe ,
Tub kya kru ?
Ji video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad aparajita mein phool nahin a raha hai to itne sare organic fertilizer Maine bataye Hain unhen Apne plant per dalen aajkal sarson ki khali ka fertilizer dalo bahut achcha result milta hai aur mere channel per aparajita ki videos hain aap unhen bhi dekhen aur gulab ka bhi samay ho raha hai abhi gulab mein shuru ho gai flowering aap usko nutrition Den aur video dekhen aap mere kaise plant Ko taiyar Kiya hai idhar latest Dali hai gulab ki bhi🌹🌹🌹🌹🌹🌹
Ye pot kaha milega
Please video dekhen video mein detail se bataya hai 💐💐💐💐💐
Mam aap se contact karne ka koi Tarika bataiye
Video dekhne ke liye dhanyvad aap mujhe comment karke baat kariye Na Jo karni hai please number kaise dun nahin de sakti
@@Manjugardening1 Main Agar aapko free mein plant bhejun to aap video banaa sakti hai
Like 175 nice & informative video 🙏 namaste manju ji
Dil se aapka shukriya video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏🙏💐🌹💐💐🌹🌹💐🌷☘️🙏🙏💐🌹
Plz guide us
Thanks for visit 🙏💐💐💐💐
Aap to lut kar aa gaye kabad wale ko hamare Chandigarh me to nahi dete itne rupey me kabad wale bhai,,itne rupey me to 20liter ki balti bhi nhi dete,,aapne to sch me bahut acha souda kiya hai
Video dekhne ke liye dhanyvad ji han hamare yahan to kabad wale ne de diya na vah Apne yahan chemical mangate Hain naye dibbe hote hain thodi chemical Safai karni hoti hai aap pata karna unse mil sakte hain aapke yahan bhi
@@Manjugardening1 hanji jarur pata karungi mujhe bhi chahiye aise hi dram
Madam bahut sasta mil chuka hai hamare vah yah bahut mahanga milta hai
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🙏💐💐💐
Jab Mera khud ka ghar hoga tab mai aapki ek na ek hack ka awlamg karungi...
Bhagwan Ki Krupase Apko Jaldi Khud ka Makan Ho Jayega
Thank you 😊😊@@ashokbhai3908
Bhagwan ki kripa Ho Ji bahut jaldi aapka Ghar bane,💐💐💐🙏🙏
Mujhe 100 ka pda wo fish Box h
Ok💐💐💐💐💐
Bhut sare chemical toxic hote hai or unka residual effect rehta hai jo ki hot water se dhone se nhi jata. Use karne se pehle puri jankari le le
Ji bilkul sahi kaha aapne 🙏🏻
Ji video dekhne ke liye dhanyvad jab vah halka Gila hai to vah garm Pani se pura nikal jata hai sukhne per to vah kanch ki tarah nikal aata hai pura pot saaf ho jata hai thanks for visit,💐💐
🙏🙏join hogai ji❤❤🎉🎉
Dil se shukriya thanks for visit 🙏💐💐💐💐💐💐💐💐🌹💐🌷🌷
Free me le aaye madam ......
🙏🙏💐💐💐💐
मैं आज ही सोच रही थी इस टाइप का ड्रामा लेने का तब तकआप लेकर आए❤❤❤❤❤
Video dekhne ke liye बहुत-बहुत dhanyvad 🌹🌹🌹
Koi sasta nahi milta
Ji milta bangarwali ki Jo dukane hoti hai usme
Nice idea 🎉🎉🎉🎉❤❤❤❤❤❤