Bro thats not 900 or 1100 watt thats volt amp nd both having different meanings ... 1100 va can only deliver 850 watt so you can calculate according to that .. watt= Power factor * voltage* ampere... Please don't spread wrong information
मेरे पास 80 watt ka solar panel hai or muje 75 से 150 ah ki battery के लिए microtech का pure shine wave inverter lena hai to muje 75 se 150 ah ki battery ke liye konsa inverter lena chahiye jo battery को जल्दी चार्ज करे और अच्छा बैकअप दे सके।
Hello sir, I need some information. 1. Mere pas 110ah ki battery aur 12v ka eb800 microtek inverter hai, usme kitne fan aur bulb use kr skte hai. 2. Full charge hone ke bad bhi agr light rhti hai to inverter ko kaise use kre, use on krde kya. Pls suggest
Hello bhai, make necessary corrections. VA stands for Volt-Amps (it is Rated Capacity of microteck) which is different from output power (that is Watt). Output power is more means, the inverter can load more. like LED Bulb 8W, LED Bar 20-40W, Iron 350W. Hope for the best
मेरा सवाल sir ये है कि. 24 volte वाले inverter में जो कि dabble बैट्री को सपोर्ट कर्ता है. तो क्या sir जी हम उसमे सिंगल बैट्री use kar सकते हैं न. या फिर डबल बैट्री लगाना अनिवार्य है.
Mera ghar me vguard ka 230ah ka battery hai isme luminous jelio+ 1100va pure sine wave ka inverter lagana thik rahega . Load- 5fan ,10led 9w, 1 LED TV 32" light 15-20 ghanta rahta hai
Helo, microtek 900 watt ka inverter ka price kya hai aur iske saath kitne amp tak ki tubular battery lega skte hai aur kis company ki battery leni chahiye
Good question sir Mictotek 900watt ka invertor 3000 ka hai 150amp ki battery Aap laga sakte ho Aur Aap Microtek Mtekpower ki battery lagaye Bahut accha backup hai main Khud use kr raha hu. Ok.. Subscribe my channel more information more vedios 👍
Bahi Exide battery sahi hai Aap le sakate ho but Aap battery 36 months Guarantee 12 month warranty ki he lena and 150 MH ya 160 MH. And I will Advice if you don't mind. Aap Microtek tek ki Mtekpower ka 36+12 ki battery Aap le sakate ho. Microtek Mtek Power ET-648 Tall Tubular Battery 150Ah Price 11800 ya 12300 ki hai. 👍
@@INFORightNow Chal kya raha he bhai, current ka unit he Ampere (A), Battery ka capacity ko A-hour pe hisab hota he, Inverter ka rating VA pe hota he (V stands for Volt). Power ko Watt me bataya jata he. Basic physics ulta pulta lag raha he, Either correct me or do necessary correction at your end.
Agr aapke pass ek bettery hai 12 volt ki to Aap 1100watt ka invertor le ligiye Sahi charge karega Waise to kisi bhi company ka invertor bettery charge kr sakta hai but Aap Microtek ka le to jadhya accha rahega OK
Sahi hai but aapke ghr Pr light Agr acchi aati hai to Aap 900 laga lo Lekin Agr km aati hai to 1100 jadhya Sahi rahega... Kyuki bettery 180ah hai Isliye jadhya watt Sahi rahega OK
Mera 900watt ka microtek inverter with 200ah battery, 1.5 ton inverter ac ka load nhi leta hai . Overload ho jata hai .toh kya inverter may kuch problem hai ? Ya ac may problem hai ? Ya fir jyada watt ka inverter ups lena padega ? Plz reply
Sir mere area me 5 se 10 mint ke liye jati hai bar bar isse mere computer work me bahut efffect hota hai to mujhe koun sa inverte sahi hai jisse computer 1 Valb, 1 fan or computer chal sake, pls help me
Hamare light bht kam jati h almost na k baraabar too 700 sufficient rahega ? Battery nayi lgayi 150 amaron. Microtek ka bht purana model h ab us mai battery chnge k bad b us mai mains supply nai aa rhi keval overload aa rha h , wht to do ?
Sir mere yha Microtek eb 900 ka inverter hai aur luminous 180ah ki battery hai aur lekin backup 200 watt par kewal 2 se 2.5 ghante ki hai kya inverter charge nhi kar pata bijli 2 ghante se jyada continue nhi rahti total 7 se 8 ghante hi aati hai aur 300 watt ka solar bhi hai
Aapke yaha Kabhi Kabhi light jati hai to Aap 700watt ka invertor le lo Aur Microtek Mtekpower ki 3years garranty aur 12months ki warranty vali bettery le lo Bahut Sahi kaam karegi OK
Mere pas maicrotek1250 (12v)ka inverter hai o light rahte tk Koi pb nahi krta light Jane ke bat 5-10minut me batter low batata hai Aur light aane pe jald hi charging full btata hai Yesa Kiyo?
Sir mere ghr me 900eb ka Microtek inverter &150amp Exide ka battery hai pr yh 2fan and 9led bulb ka load bhi nhi utha rha hai aur iski warranty bhi khtm ho gyi hai ise kaise thik kre
Ek baar digital water check kr le.. Aur warranty se bahar hai to private dikha sakte hai Aur ho sake to km load de ek fan chalaye Aur 4 led chalaye Kyuki bettery ki life Bahut km ho gai hai... Jb tk chale tb tk chala Lo jadhya Paisa nhi karch kare Usko Bech k Kuch Aur paise daal k new Microtek Mtekpower ki 3 year warranty vali le lo mast chalegi OK
Sir Aap ne ups online ya offline kahe se bhe purchase keya ho Aap ke Microtek Inverters ke parts Microtek ke Tollfree Number pur melege . Tollfree Number 1800 102 4447 hai. Ok
Aap ko 1100v ka ups 200mh ki battery ko charging kar dega 8 hours full MH ka only for use ye battery ka beckup batata hai. Aap 150mh se 180mh ka battery sahi hai jo long time tak backup and long life ke hate hai. Ok
Namaste Sir Mere Pas Inverter hai microtek ka 800eb 135 ah battery livguard ka Kinta backup dega 250 watt Load Dene per 3 fan hai or 2 led bulb hai 9 watt ka bus itna hi load dena hai inverter pe
Bhaiya ji namaskar, mere pass Microtek shine web 700 va inverter hai, kuch time pahle vo kharab ho gaya tha to company person ne uske andar 700 va ki pcb nikal kar badle mein 900 va ki pcb change kar di thi, uske baad se hi mera inverter light ke jane ke baad fan ko slow kar deta hai, please kuch solution batayen.
Sir, mera village ma sirf puri (raat)night light rahti haa, or pura din light nahi rahti,mujha invoter pa aak cooler, two fan 8 hours chalana ha mujha kon sa invoter lena chahiye 900ev ki 1100 ev, kon sa lu Or please kitna ah ka battery lu 150ah ya 200 ah, please sir help 🙏 kara aap ka channel subscribe kar rakha haa, please
मेरे पास दिव्यांग वाला ट्राइसाइकिल है तो उसमे का बैटरी में इनवर्टर चला सकते हैं क्या? उसमे दो है बैटरी 12volt - 33ah की, तो इसमें कितने volt ka inverter लगा सकते हैं।
I guess Im asking randomly but does anybody know of a trick to get back into an Instagram account?? I stupidly lost my password. I would appreciate any tricks you can give me
700 vt ka inverter kitna der led tube or fan ka use kar sakte hai continue. Qki mere ghar me 24 ghane ligh rahata hai bus kabhi kabhi chala jata hai to problem hota hai
150ah 12volt ki battery le ligiye Sahi rahegi but bettery branded hi lena local nhi Aur bettery me garranty dekhi jati hai.. Warranty nhi so careful... OK
Amit jee aap Microtek Inverters and Microtek ki battery Mtekpower 36+12 model MT648 model ki battery he purchased kareye ye best hai Price Aap ups 900v ka 3200 price And battery Microtek Mtekpower ki 36+12 and price 11800 only purchase kareye OK. Any problems to tell me. 👍
Hi, muje computer k liye ek invertor aur battery lena h jo 4 hours ka backup deti ho, to konsa aur kitne watt ka lena chahiye, uska price bata dijiye dono ki aur achi company bhi suggest kare...
Hello Madam Aap ko 4 se 5 hours ka backup chahiye to Aap standard brand hi le.. Aap Microtek Mtekpower ki battery le ligiye jo 36+12 me aati hai ET 648 jo 3years ki garranty k saath aati hai Aur invertor bhi Microtek ka 900watt ka le ligiye Sahi rahega Price ...invertor. = 3450 Bettery = 12100
Great yrr apke smjhane ka tarika kafi achha h .. meri sari confusion dur kr di
Bro thats not 900 or 1100 watt thats volt amp nd both having different meanings ... 1100 va can only deliver 850 watt so you can calculate according to that .. watt= Power factor * voltage* ampere... Please don't spread wrong information
Yes absolutely correct
@@mahiranw6305 Thanks 👍
But incase of sinusoidal wave inverter watt=va. In case of DC
ye lawdo ko kuch pata hai nahi , vedio bnanne lagte hai..
Sir mere paas microtek inverter 1225 12v Dg hai wo Naya Naya liya hai 2nd time pehle Digital ev 1100 tha microtek ka in dono main best kon sa hoga
Battery में oil इंडिकेटर (जो अलग से बैटरी के साथ दिया रहता है) को लगाना जरूरी रहता है क्या।
Ji ye Aap ki battery me acid ka measurement ko sho karatata hai.
Microtek UPS SW EB1100 12V baterry 100ah laga sakte hai ya tubler betrey hi lena hoga
1000 वाट सोलर पैनल में इनवर्टर कितना बड़ा
Mere pass microtek (UPSE2 +1225)ka inverter hai
Kis company ka battery thik hoga
Hmko 2 fan & 4 LEd bulb jalana hai
Sir merkin 2 cooler 1 double door fridge 3 fen 3 tub lite ke liye konsa invi. Kitan Betty or kitna power ka Betty laguna hoga please adv
Microtek hybrid 24x7 1125va vs exide ? Which is best
मेरे पास 80 watt ka solar panel hai or muje 75 से 150 ah ki battery के लिए microtech का pure shine wave inverter lena hai to muje 75 se 150 ah ki battery ke liye konsa inverter lena chahiye jo battery को जल्दी चार्ज करे और अच्छा बैकअप दे सके।
900 watt
Hello sir, I need some information.
1. Mere pas 110ah ki battery aur 12v ka eb800 microtek inverter hai, usme kitne fan aur bulb use kr skte hai.
2. Full charge hone ke bad bhi agr light rhti hai to inverter ko kaise use kre, use on krde kya. Pls suggest
Aap mera ye video dekha legeye
🔗 👉
ruclips.net/video/IUmGte2iBks/видео.html
Livgard inverter lg1100 me
Kitna load de sakte hai
Kya 1hp ka samarsebul chla sakte hai
Hello bhai, make necessary corrections. VA stands for Volt-Amps (it is Rated Capacity of microteck) which is different from output power (that is Watt). Output power is more means, the inverter can load more. like LED Bulb 8W, LED Bar 20-40W, Iron 350W. Hope for the best
(1 battry )exide 230 Ah invatubllar ..ke leye kon sa inverter sahi rahega please...suggest....
1100ev ka
Sir mere pass microtech ka 1025 inverter hai uske saath kon sa battery use kru 250ah ya 200ah plz guide. Mere yaha light 20 hours rahti hai
5years hogye battery ko .... ur battery low hojti kya change krni pdegi???
Sir invetor coper ya fir aluminum dono me kon sa badiya hai
Copper is best only copper
Exide GQP 1050 VA ya Microtek UPS EB 1100 kouna sa lagwaye
मेरा सवाल sir ये है कि. 24 volte वाले inverter में जो कि dabble बैट्री को सपोर्ट कर्ता है. तो क्या sir जी हम उसमे सिंगल बैट्री use kar सकते हैं न. या फिर डबल बैट्री लगाना अनिवार्य है.
No sir
Aap 24v ke invertor me 2 battery use hoge.
Jo inverter 12v ka hai oseme signal battery use hoge.
बहुत ही अचछी जानकारी दिया है भाईसाहब जी
बहुत अच्छा जानकारी दिए भाई, 24 वोल्ट वाले मे सिंगल बैटरी चार्ज कर सकते है क्या ?
No
हेलो सर 0.5 एचपी का टुल्लू पंप मोटर चलाने के लिए कौन सी इनवर्टर यूज करने पड़ेगा
Sir mere pas microtec invetor 1000 eb ka h.kya m 1/2hp ka motor chala sakte h
Microtek UPS eb 700 12v 2 kilo wat ke panel ko aur battery ko support Karega ya nahi
100rm ki baitari
Invaitar charjing indicet ke liye
Invaitar ko thokna padta hai
Tb charjing karta hai
Kya problam hai
13/04/2021
Naya leya ???
sir 200 ah ka bettray sa microtek 1225 sw e2 inveter ka back swtich setting all swtich STD mode ma rakha koi problem ho ga
Luminius zelio 1100 ya microtek 1100 kaun sa best h exide 200ah bettry ke liye tell me sir
Ya es se bada lagye 1400 va ka
12V ka hi hona chahiye single bettery k liye
Kaun sa le sir luminous ya microtek 1400 ya 1100
Aap ka Microtek ka ups 1100v ka purchase kar legeye.
It's best for other.
Sir 12 valt 900 wat ka Agor atche bettry ke saath lo toh minimum kitana ho sakta hai price total....Water motor ...TV. Sala sakte hai....
Hair Drayer chlana hai single bettery main kon sa ups leya jaye
Mera ghar me vguard ka 230ah ka battery hai isme luminous jelio+ 1100va pure sine wave ka inverter lagana thik rahega .
Load- 5fan ,10led 9w, 1 LED TV 32" light 15-20 ghanta rahta hai
Bilkul Aap le sakte ho accha Aur Jaldi charge karega
Kitne ghante ne charge kr degga
Sir 12 v,75 ah solar battary k liye konsa corverter a66a hoga(dc to ac)plzz boliyega🙏🙏
Please help me
I have microtech 860eb and want to install solar panel 500watt to 1kw .will my inverter capable to handle this much load
Sir mere pas maicrotec ka invaiter hai aur mere pass luminous ka 120 aur ek 110 ka battery hai charj karega ki nahi
Helo, microtek 900 watt ka inverter ka price kya hai aur iske saath kitne amp tak ki tubular battery lega skte hai aur kis company ki battery leni chahiye
Good question sir
Mictotek 900watt ka invertor 3000 ka hai 150amp ki battery Aap laga sakte ho Aur Aap Microtek Mtekpower ki battery lagaye Bahut accha backup hai main Khud use kr raha hu. Ok.. Subscribe my channel more information more vedios 👍
@@INFORightNow , Thanks for response 👍👍👍👍👍
@@INFORightNow battery Exide kaa kesa rahega
Bahi Exide battery sahi hai Aap le sakate ho but Aap battery 36 months Guarantee 12 month warranty ki he lena and 150 MH ya 160 MH.
And
I will Advice if you don't mind.
Aap Microtek tek ki Mtekpower ka 36+12 ki battery Aap le sakate ho.
Microtek Mtek Power ET-648 Tall Tubular Battery 150Ah
Price 11800 ya 12300 ki hai.
👍
@@INFORightNow Chal kya raha he bhai, current ka unit he Ampere (A), Battery ka capacity ko A-hour pe hisab hota he, Inverter ka rating VA pe hota he (V stands for Volt). Power ko Watt me bataya jata he. Basic physics ulta pulta lag raha he, Either correct me or do necessary correction at your end.
Sir 700watt wala inventor pe 40ah ki battery laga shakte hai
40ah ki battery to Bahut hi choti hogi Bahut Jaldi charge kr degi 2 hours me
Sr ghar main kitna volt rahna chahiye bijli tab betry ko charge kar paye gi
180AH EXIDE BATTERY ke liye kitna power ka inverter shi rahega ... aur kaun si company ka.. please tell me sir urgent.
Agr aapke pass ek bettery hai 12 volt ki to Aap 1100watt ka invertor le ligiye Sahi charge karega Waise to kisi bhi company ka invertor bettery charge kr sakta hai but Aap Microtek ka le to jadhya accha rahega OK
900watt ka v sahi ha
Sahi hai but aapke ghr Pr light Agr acchi aati hai to Aap 900 laga lo Lekin Agr km aati hai to 1100 jadhya Sahi rahega... Kyuki bettery 180ah hai Isliye jadhya watt Sahi rahega OK
Mera 900watt ka microtek inverter with 200ah battery, 1.5 ton inverter ac ka load nhi leta hai . Overload ho jata hai .toh kya inverter may kuch problem hai ? Ya ac may problem hai ? Ya fir jyada watt ka inverter ups lena padega ? Plz reply
एकदम सही बताया आपने
Sir mere area me 5 se 10 mint ke liye jati hai bar bar isse mere computer work me bahut efffect hota hai to mujhe koun sa inverte sahi hai jisse computer 1 Valb, 1 fan or computer chal sake, pls help me
is a 230 ah battary suitable for 865eb mircrotek inverter?
बहुत अच्छा भाईसाहब धन्यवाद
Hamare light bht kam jati h almost na k baraabar too 700 sufficient rahega ? Battery nayi lgayi 150 amaron. Microtek ka bht purana model h ab us mai battery chnge k bad b us mai mains supply nai aa rhi keval overload aa rha h , wht to do ?
Supra sir ji ♥️♥️
Thankuu
04 desktop computer aprox two hours tak chalane ke liye 12 volt me kitne watt ka inverter aur kitne ah ki battery chahiye. Pls mujhe bataiye.
Sir mere yha Microtek eb 900 ka inverter hai aur luminous 180ah ki battery hai aur lekin backup 200 watt par kewal 2 se 2.5 ghante ki hai kya inverter charge nhi kar pata bijli 2 ghante se jyada continue nhi rahti total 7 se 8 ghante hi aati hai aur 300 watt ka solar bhi hai
Mera es 700 he aur light 15-20 hours...kitne wali battery Lena jorurot he
7 light 2fan 1led tv toh konsa ups sahi rahega
Hamere kabi kabi light jati hai to konsa invertr lagiye
Aapke yaha Kabhi Kabhi light jati hai to Aap 700watt ka invertor le lo Aur Microtek Mtekpower ki 3years garranty aur 12months ki warranty vali bettery le lo Bahut Sahi kaam karegi OK
Sir me ye 900vatt ka invetar mangawaya hai esme pankha to chal jayega
Micro tek 900 W wala inveter me kya hm 220 wala battery laga sakte hai ... Agar haan to battery ka full charging time kya hoga
Nhi 17h me charge
700 watt me bettery kon si lagani h 150 ah mere me 160AH ki lagi h
Bro its shine wave inverter or Digital
Sir mere pass 65AH ki battery hai iske liye kiansa inverter best hoga sir batayega ga jarur
Aap ka review bahut bahut achcha laga kiyon jis tarhan se bataya is tarhan se koi nahi bata
Thanku so much sir ye to Aap sabka pyaar hai yese hi aap ka support bana rahe.. Plz share and subscribe my channel 👍
Mere pas maicrotek1250 (12v)ka inverter hai o light rahte tk Koi pb nahi krta light Jane ke bat 5-10minut me batter low batata hai Aur light aane pe jald hi charging full btata hai Yesa Kiyo?
Sir mere ghr me 900eb ka Microtek inverter &150amp Exide ka battery hai pr yh 2fan and 9led bulb ka load bhi nhi utha rha hai aur iski warranty bhi khtm ho gyi hai ise kaise thik kre
Ek baar digital water check kr le.. Aur warranty se bahar hai to private dikha sakte hai Aur ho sake to km load de ek fan chalaye Aur 4 led chalaye Kyuki bettery ki life Bahut km ho gai hai... Jb tk chale tb tk chala Lo jadhya Paisa nhi karch kare Usko Bech k Kuch Aur paise daal k new Microtek Mtekpower ki 3 year warranty vali le lo mast chalegi OK
Microtek single battery inverter h and stabilizer 5kv lagaya to inverter m band ho ja raha h, kya aap bata sakte ho kya issue hi sakta h
sir 900watt wale invertor pr load kitna de sakte hai i mean agar 14 LED 7 watt aur 4 fan 80watt kitne ghante chalega battery full charge hone wane par
Bhiya microtek best sw ka advice dezya..... Plz it 750 battery hm mera... I will waiting ur reply 🙏
Exide 230 ah battery me kon sa inverter best rhega
Sir maine Amaron tabular 200ah ki battery and microtech ka Eb900 liya Ye battery kitne der me charge karega
10 se 12 hours me
Sir ye 1200 va pure sine wave bhi microtek inverter ka hi part h kya..kuki mene shop se ye hi kharida h
Sir Aap ne ups online ya offline kahe se bhe purchase keya ho Aap ke Microtek Inverters ke parts Microtek ke Tollfree Number pur melege .
Tollfree Number 1800 102 4447 hai.
Ok
Sir 1100 watt ke inverter ke sath 150 ah ki battery lga sakte ha
Merepass 100ah battery hai kaun sa inverte lagega. Aage chal kar jayda ah battery laga sakta hu.
900 12v ko exite 260ah battery chala saktey hai?
200 ah exide ki bettry h to kitna va ka invitar use kre hm ligt 8 ghnate ati h
Aap ko 1100v ka ups 200mh ki battery ko charging kar dega 8 hours full MH ka only for use ye battery ka beckup batata hai.
Aap 150mh se 180mh ka battery sahi hai jo long time tak backup and long life ke hate hai.
Ok
Bahut badiya explanation
75 Ah se 150 ah ke bettary charging ke liye kon sa invator sahi hai
700 watt Sahi rahega
Namaste Sir
Mere Pas Inverter hai microtek ka 800eb
135 ah battery livguard ka
Kinta backup dega 250 watt Load Dene per
3 fan hai or 2 led bulb hai 9 watt ka bus itna hi load dena hai inverter pe
बढ़िया सर जी
Nice information 👍🏻🥰
Bhaiya ji namaskar, mere pass Microtek shine web 700 va inverter hai, kuch time pahle vo kharab ho gaya tha to company person ne uske andar 700 va ki pcb nikal kar badle mein 900 va ki pcb change kar di thi, uske baad se hi mera inverter light ke jane ke baad fan ko slow kar deta hai, please kuch solution batayen.
Sir, mera village ma sirf puri (raat)night light rahti haa, or pura din light nahi rahti,mujha invoter pa aak cooler, two fan 8 hours chalana ha mujha kon sa invoter lena chahiye 900ev ki 1100 ev, kon sa lu Or please kitna ah ka battery lu 150ah ya 200 ah, please sir help 🙏 kara aap ka channel subscribe kar rakha haa, please
मेरे पास दिव्यांग वाला ट्राइसाइकिल है तो उसमे का बैटरी में इनवर्टर चला सकते हैं क्या? उसमे दो है बैटरी 12volt - 33ah की, तो इसमें कितने volt ka inverter लगा सकते हैं।
Hamare pass Ek 12bold Batra hai use per kitne badh ka inverter freeg Chala sakta hai
you sound like manoj bajpayeeee. .💗💗💗💗 i love your voice and the way you speak. thanks for making a video bro.
I guess Im asking randomly but does anybody know of a trick to get back into an Instagram account??
I stupidly lost my password. I would appreciate any tricks you can give me
@Vihaan Walter Instablaster ;)
Bhai invter Cooper mai hai ya alluminium hai
For 150 ah exide battery which is best microtek e2 1225 va inverter or exide 1050 va inverter in less load shedding area?
900 is best according to me
700 vt ka inverter kitna der led tube or fan ka use kar sakte hai continue.
Qki mere ghar me 24 ghane ligh rahata hai bus kabhi kabhi chala jata hai to problem hota hai
sir mere pass 65Ah ki 2 battery h uske liye konsa invater chaiye
Sir luminous 220 ah ki battery ke sath microtek 900 va inverter laga sakte hai????
700watt ke inverter ke sath 150mh ka battery laga sakate hai?
Sir ji computer shop k liye kon sa inverter le sinewave ya squarewave
sinewave
20 gnte lite chahiyeee.. 2 cooler
4 led blb.... Kitna wala invoter lena chahiye aur price v bta.. digye
Bhai ek cannon laser printer k liye kitne power ki battery lena chhiye
150ah 12volt ki battery le ligiye Sahi rahegi but bettery branded hi lena local nhi Aur bettery me garranty dekhi jati hai.. Warranty nhi so careful... OK
Sir mai rural area se hu mujhe 900 se 1200 watt me microtek ka jis bhi series acha response ho bta dijiye please
1100v UPS Microtek
And
Battery mtekpower model 648ET
36+12 only.
Kaun sa model copper mein hai
Saare copper me hai Koi bhi le lo
900 watt kitna fan aur led bulb use kar sakte hai
Humne new invertr laina hai konsa lay
Microtek ka invertor and Microtek Mtekpower ki battery
0.5hp ki motor kis inverter se chalegi or kitni battery chahiye.
Aap 700 watt ka invertor le ligiye Aur bettery le lo 36+ 12 wali Microtek Mtekpower Aaram se chala degi OK
@@INFORightNow 1100va ka microtek inverter already hai 1min bhi nahi chalti pump fully charged battery pe
Bhaiya,, mujha 3 selling fan ,,3 led bulbs,, 1 tv,, 6 hour roj chalana hai tv ko hata ka to kitna mah ka battery lu
Sir 2 battery wale inverter me 1 battery laga sakate hai ..
No
Sir 3oo vatts ke load ke liye ,2 se 2:30 ghnte ke backup ke liye kitne va ka inverter lena chahiye
Sir mujhe apka video bhut achha lga, mujhe new inwarter kharidna hai please bataye aap kon thik rahega
Aap Microtek ka lijiye... Bahut accha charge karta hai ...main Khud use kr raha hu
Amit jee aap Microtek Inverters and Microtek ki battery Mtekpower 36+12 model MT648 model ki battery he purchased kareye ye best hai
Price Aap ups 900v ka 3200 price
And battery Microtek Mtekpower ki 36+12 and price 11800 only purchase kareye OK.
Any problems to tell me. 👍
@@INFORightNow sir itne ka kaha milega
900 watts wale inverter ke saath kitne ah ki battery lagau
Thanks. Aapne bahot accha bataya
Bhai Microtake EB 900 me 1-Computer,2-fan and 3-light chalasakhte hey and kitna time tak ?
Hi, muje computer k liye ek invertor aur battery lena h jo 4 hours ka backup deti ho, to konsa aur kitne watt ka lena chahiye, uska price bata dijiye dono ki aur achi company bhi suggest kare...
Hello Madam Aap ko 4 se 5 hours ka backup chahiye to Aap standard brand hi le.. Aap Microtek Mtekpower ki battery le ligiye jo 36+12 me aati hai ET 648 jo 3years ki garranty k saath aati hai Aur invertor bhi Microtek ka 900watt ka le ligiye Sahi rahega
Price ...invertor. = 3450
Bettery = 12100
@@INFORightNow thank you for your quick response and such information....
Sukriya mam🙏
Thanks bro achhi jankari di
Microtek ups hai Bhai 875 w2 Ka USKO 200ah battery laga sakte hai 🤗 reply please