Parcel booking me apka saman kisi bhi train se bheja jayega Aur luggage booking me aapka saman apke sath usi train me jayega Jiske liye confirm ticket chahiye Aur parcel booking aap bina ticket ke bhi ke sakte hain
Bhai 50 se 70 kg. Tak ka luggage free me ja sakte hain ac 2Tier me Aur jo normally problem hoti hain vo to maine video mein btaya hi hai Apko nhi believe ho raha hai to fir Google karke ek baar khud hi limit chek kar lo
Cycle le jani he khud se train bogi me chadae to time lagega..to train nikl b sakti he to kya kre? or cycle first ya second ac me sath me allowed he kya?
Hello 👋 Please reply sir .....!!!! Mera plastic cooler (45×45×110) cm ka hai Kya mei luggage ke liye extra sleeper ticket book krke apne sath le ja sakta hu ???
Dekho bhai aise to aap ke ja sakte hain aur aise bahut sare passengers kafi jyada luggage le jaate hain Ac coach me But agar TTE dekhta hai ya fir luggage ka size jyada hone se kisi passengers ko problem hoti hai aur o shikayat karta hai tab problem hogi But jab aap parcel me book karwa diye hain to usi me jane dijiye
Bhai Mera question bara hai , Mere ko symphony touch 55 litre cooler Dhanbad junction to Patna junction ,ganga damodar express se 17 May 2023 ko apne sath le jana hai ! Mujhe ye samaj nahi aa rha ki luggage kis time pe book karne le jau , 17 may ko hi ya 1din phale ,aur jab train pauch jaye to kya platform pe ki mera luggage ya godown jana hoga ?
sir mujhe led nhi woofers wala tv Dwarka, New Delhi to Gurdaspur lekar jana hai. .sir ye 21" tv hai aur body ke sath more than 30" hoga..aur box packaging ke sath thora aur badh jayega. .aur iska weight I think maybe about aur more than 40kg hoga. .sir kya ise sleeper class mein carry kr skte hain. .
अगर गन्तव्य स्टेशन तक दो ट्रेन चेन्ज करनी पड़ रही हो । तो सामान कैसे पहुंचेगा । इसमे कितना समय अतिरिक्त लगेगा । Eg (बथिंडा से पूने ) भी Direct train नही है।
Hame agr dahej ka saman leke jana ho to kaise leke jayenge station pr saman ko kab submit krna hai or hamare hath m kab tak hamara saman aaa jayega bistar se bata dete....❤
Bhai sab kuch to bta diya video me Booking Krna hai to book kr do parcel office me jakar Parcel booking ki video aapko mere channel par hi mil jayegi dekh lo
kiya rail mein nazuk samaan jaise computer TV xerox etc. bhejh sakte hain. agar Delhi se hyderabat samaan bhejagaya tuo kiya bilt ko post se bhejna hoga bilt milne mein daer ho tuo kiya bilt ki photo batakar liya jasakta hai. agar samaan toot phoot jaye tuo koun zimmadar
Bhai TV ko pahle pack kr lo ya fir parcel office ke bahar hi packing hoti hai ya fir station ke pass hoti hai har jagah alag alag system hai to vahan pack krwa lijiye uske baad parcel office jaker TV ki details ek form me fill karna padegaa,aapki Id lagegi mobile no. Bhi lagega ye sab kreke book kar dena aur bilty le lena usi bilty se TV recieve hoga
Mera 32 inch ka LED tv le jana hai. dimension aur weight bahut less hai toh isko le jane ke liye kisi se permission lena hoga ya directly le ja sakte hai?
Fridge ko nearest parcel office le jana hai aur vahan par form fill karna hai fridge ko pack karwa dena lagbhag parcel office ke pas me hi packing wale hote hain ya fir Ghar se hi pack ke lo Aur uska weight hoga fir apko ek rasid di jayegi usko sahi se rakha hai usi se apka saman recieve hoga Bas done ho gya 5 to 7 days jaisa distance hoga usi hisab se aapka fridge pahuch jayega
@@RailJourneyWithRahulओके भाया जैसे देहली से भाटपार जंक्शन पोछने में हमको 24 घंटे लगते है तो लिचमी डायरेक्ट जाति है देहली से तो फ्रीज भेजने में भी उतना ही समय लगेगा क्या और क्या यदि में नही जाती हूं तो समान पॉच जाएगा स्टेशन पर
हाँ, आप ट्रेन में इन्वर्टर बैटरी ले जा सकते हैं। हालाँकि, यह देखने के लिए विशिष्ट ट्रेन कंपनी से जांच करना महत्वपूर्ण है कि क्या उनके पास बैटरी के परिवहन के संबंध में कोई नियम या प्रतिबंध हैं। यह सुनिश्चित करने के लिए कि परिवहन के दौरान बैटरी सुरक्षित है, बैटरी को ठीक से पैकेज करना भी एक अच्छा विचार है।
hello sir kya main train mein about 55 kg ka parcel book karke usi train ke general class mein travel kr skta hun ..sir train mein booking seats available nhi hain bhut dino tak. .aur parcel humein kitni der pehle book krana hai..sir mujhe woofers wala tv aur speakers carry krne hain. .aur kya mera saman(parcel ) train mein safe rhega. .
Sir 50 inch tv ko le ja sakte hai apne shath mera ticket sliper ka confirm hai plice bataiye
50 inch ka TV hai to book kar dijiye because kafi jyada space lega train me aur others passengers ko bhi problem hogi
Microwave oven le ja sakte hai train me?
Yes , But pack hona chahiye aap usko apne sath le ja sakte hain
Packing khud krni hogi
Yaa station me krte hai ??
Parcel booking me apka saman kisi bhi train se bheja jayega
Aur luggage booking me aapka saman apke sath usi train me jayega
Jiske liye confirm ticket chahiye
Aur parcel booking aap bina ticket ke bhi ke sakte hain
Jo zaroori tha ki kaise le Jay wo nhi bataya.. Baki sb faltu bat bataya apne jiski zaroorat bhi nhi sb jante hai
Parcel booking ki ek alag video hai usko jaker dekh lijiye
43" LED TV saath me 2nd AC me le sakthe hey ? Luggage Charges pay karna hey kuch ?
Le ja sakte hain koi problem nahi
@@RailJourneyWithRahul luggage charges pay karni hey ?
No
@@RailJourneyWithRahul is it sure bro ? Becoz i came across other sources that charges must be paid or penalty will be levied by TC
Bhai 50 se 70 kg. Tak ka luggage free me ja sakte hain ac 2Tier me
Aur jo normally problem hoti hain vo to maine video mein btaya hi hai
Apko nhi believe ho raha hai to fir Google karke ek baar khud hi limit chek kar lo
Cycle le jani he khud se train bogi me chadae to time lagega..to train nikl b sakti he to kya kre? or cycle first ya second ac me sath me allowed he kya?
Cycle kitni badi hai
Direct train ni h to bhej sakte h kya parcel...kuch log bol re bhej sakte h ... please clear btaiyae
Jhahan tak train direct jati hai vahan tak parcel kar sakte ho
Kya train me inverter circuit ya inverter components bag me le ja sakte he?
Achhe se pack karke le ja sakte ho
43 Inch ka LCD le ja skte hai 3ac me ya parmition Lena prega
Le jao
Bhai wheel chair le jaana hai 1st Ac me to kya le jaa sakte hai saath me ya alag se booking karana hoga chair ka
Yes
Le ja skate hain
Sir samana train ke khud load krni hoti hai kya ??
Nhi
Bhaiya plastic cooler h bda nhi h jyada space ni leta,, meri 3Ac ki ticket he usme le ja skta hu kya apne saath
Plz reply
Kitna bada hoga
@@RailJourneyWithRahul jyada bda nhi he window k paas khda rh skta he
Ok TTE se baat kar lo to fir le jao
@@RailJourneyWithRahul bt kese krunga night late ki train he bina puche le jau to koi problem thodi he
Jao
Hello 👋
Please reply sir .....!!!!
Mera plastic cooler (45×45×110) cm ka hai
Kya mei luggage ke liye extra sleeper ticket book krke apne sath le ja sakta hu ???
Sir plz replay... Ac ka outdoor unit ko first ac cupe me le ja sekte hai
Weight kitna hoga uska
@@RailJourneyWithRahul 29kg
Yes
Bh@@RailJourneyWithRahul bhai train apples box transport hotha
Kya confirm ticket k sath 1 washing machine apne sath le jaa skte hain by train ?
Yes but washing machine ko book karna padega
@@RailJourneyWithRahul ok, thanks 👍🏻
Air condition le jana hai total weight 35 kg 2 passenger jouney me
Kis class me le jana hai
Pc le jasakte hai kya ac 3me
Yes ,but agar desktop ,CPU, keyboard, ye sab alag unit hai to aapko booking karna padega
Sir me 2 nd ac 3 members jaraha hu led tv 40 inch apne saht le ja sakte he..? Please reply me
Yes
sir ac leja sakte h kya
Book kar dijiye
ac ko second ac me le ja sakte hai kya ,please reply
Ac size me bada hota hai to app usko parcel yan me book karwa dijiye
@@RailJourneyWithRahul 1.5 ka ac hai 2nd ac me le ja sakte hai kya
Parcel ka kitna lagega ac le jane me
2nd ac me AC
lekar jaa sakte hai kya
Nhi Bhai book kar dijiye
Train me freeze luggage keyse book kare, kitna kharach aayega???
43"ka LED tv 3ac ma mara saath la ja sakta hu sir please reply me
Yes
@RailJourneyWithRahul kuch ticket booking karna padaga sir
Kya mai washing machine le ja skti hu 2nd ac me
No ,you can book in parcel van
Kya hum split ac ka machine ac forst me apne sath le ja sakte hai?
AC first class me 70 kg.Tak luggage allow h
Cooler bhejna h lekin kuch log bol rhe h usme se motor chori ho jaaega to kya saman safe pahuchta h ya kuch parts ki chori ho jaati h
Aisa nhi hai, bas cooler ko pack karwa dena
Sir monitor, cpu with all parts,
Le ja sakta hi kya?❤
Yes
Bhai 55inch TV local se la ja sakta hai kiya
Ha
3ed ac mai washing Machine apne sath le ja sakte hai kya ? Hm 2 log hai plz reply me 🙏 odisha to gujurat jamnagar.
No
Banglore se Dehradun train direct nahi hai to samman kaise lya furniture ,fridge, sofa ,washing machine
Jahan se direct train hai vahan se book kro
Banglore se dehradun ki direct train nahi delhi se phir kaisay book hoga
Booking kitne din tak karwa sakte hai
Confirm tickets ke sath
On spot hoo sakta hai kya 🤔
24 hours pahle
Main sleepar me 21 inch tv le ja sakata hu kya
Yes
Train chhutne ke kitne time phle paraal booking krna pdta hai ?
24 hours pahle
Kya hamra samna jis Passenger train me travel kr rhe hai ussi me jaa skta hai
Yes
Home traiter tower le ja skte hai kya?
Ya uska bhi charge lagega ?
Inverter ki battery bhej skate hai kya
Yes, but packing achhi honi chahiye aur pani bhi nikal diya ho
@@RailJourneyWithRahul ok
Kya 32"ka tv parcel mein book karne ke baad apne sath le ja sakte hai?
Dekho bhai aise to aap ke ja sakte hain aur aise bahut sare passengers kafi jyada luggage le jaate hain Ac coach me
But agar TTE dekhta hai ya fir luggage ka size jyada hone se kisi passengers ko problem hoti hai aur o shikayat karta hai tab problem hogi
But jab aap parcel me book karwa diye hain to usi me jane dijiye
Can i take a 24" monitor with me in 2A?
Yes
@@RailJourneyWithRahul how. .
Normally jaise other luggage le jate Hain
Mere pass silai machine hai sath mein le ja sakte hain..
Kis class ka ticket hai
Mere pass chota fridge hai 50l wala usko kese leke ja skte hain?
Ye video dekh lo
ruclips.net/video/AN34Jf05UnI/видео.html
Zridge ka charge kitna aayega.. Or proseceser kya h
Charges to nhi pta but process ke liya
Parcel booking ka ek video aur hai channel pe Jaker dekh lo
Bahiya mujhe moving chair le Jana hai to kya mai ishko le jaa saktha hu kya
Yes
With us ya in luggage compartment.
In luggage compartment
My train is on 4th October at 6pm to, Kitna phale luggage booking ke liye Jana padhe ga
Sir agar direct train nhi h to phir ham kaise parcel kaise bheje
Jahan Tak train jati hai vahan tak bhejo
Train me delhi se stationary saman 50 kg thak hamare sath le ja saktey hi pls sir
Kis class me ticket book kiye hain
Dressing table leke Jana h kese le jaye train m?
Book kr lo parcel office jaker
43 ench ka tv hai sir kiya my 3ac me sath me le ja sakta hu
TV hai ya fir LED
मेरा डिजिटल टीवी है तो लेके जा सकता हूं 43 इंच का है स्लीपर में
Yes
Fridge ko Lekar jaane ke liye kya procedure hai
Fridge ko pack krke parcel office me jo form denge fill kro and charges pay kro jo gya
Bhai Mera question bara hai ,
Mere ko symphony touch 55 litre cooler Dhanbad junction to Patna junction ,ganga damodar express se 17 May 2023 ko apne sath le jana hai !
Mujhe ye samaj nahi aa rha ki luggage kis time pe book karne le jau , 17 may ko hi ya 1din phale ,aur jab train pauch jaye to kya platform pe ki mera luggage ya godown jana hoga ?
Booking aapko 24 ya 48 hours pahle karna hoga aur booking process parcel office me hi hota hai
Mujhe luggage ke rup me apne sath le jana hai, tab kitna phale Jana hoga train khulne se phale.?
Luggage Booking to 24 hours pahle ho jayegi
Mera ticket online book hai ,to kya online ticket se kaam ho jayega ya physical ticket lena hoga
Confirm Ticket ho bas online aur physical dono chalega
सर टिबी रेलवे में बुक करने के लिए क्या कागज चाहिए
TV ke liye aapki id lagegi aur tv ka current price value form me fill karna padegaa
sir mujhe led nhi woofers wala tv Dwarka, New Delhi to Gurdaspur lekar jana hai. .sir ye 21" tv hai aur body ke sath more than 30" hoga..aur box packaging ke sath thora
aur badh jayega. .aur iska weight I think maybe about aur more than 40kg hoga. .sir kya ise sleeper class mein carry kr skte hain. .
40 kg. Tak to allow hai sleeper me le ja sakte hain
SE MUJE 75 LITRE KKA COOLER LE JANA HAI LE JAA SAKTE HAI KYA DELHI SEY BIHAR PLEASE JARUR JAWAB DE SR ❤❤❤
Parcel me booking krwa lijiye
अगर गन्तव्य स्टेशन तक दो ट्रेन चेन्ज करनी पड़ रही हो । तो सामान कैसे पहुंचेगा । इसमे कितना समय अतिरिक्त लगेगा । Eg (बथिंडा से पूने ) भी Direct train नही है।
To fir aapko Jahan se direct train milti hai vahan se booking karna padega
4 feet ka cooler apne saath le ja sakte hai sleeper m
Book kar do bhai
सर गाजियाबाद से बैड जा सकता है नरेला
Yes
Hame agr dahej ka saman leke jana ho to kaise leke jayenge station pr saman ko kab submit krna hai or hamare hath m kab tak hamara saman aaa jayega bistar se bata dete....❤
Bhai dahej ka saman le jana hai to train se mat le jao aap road transport se le jao sahi rahega
Genral boggy me 32inch ka tv le ja sakate he
Yes
Sir mujhe apne sath frez le jana hai kya kya document chahiye please reply 😊
Ek confirm Ticket lagega fridge ka paper rakh Lena aur apni ID mobile number
@@RailJourneyWithRahul sir paper nahi ho toh 🤔
Purana fridge hai to koi baat nhi uska old price shayad likhna padat hai
@@RailJourneyWithRahul ok thank you sir
Fridge bad sofa bike sab lejana ho to charge kya rahenge
Ine sabke charges unke weight ke hisab se aur kilometer ke hisab se padhte Hain
43 inch led tv apne sath me le jaa sakte sleeper pe
Yes
Ac le jata sakte hai kya
Yes
Sath le jaane ke liye fridge kaise book Karen Mera agar ticket 3 AC
Fridge ki packing krwa lo aur parcel office jaker book karna padega with pnr number
Sewing machine (सिलाई मशीन) badi bali le ja sakte hai
Yes
65inch tv leke Jana heh train meh ,merko 3rd AC ka ticket heh ,tv price around 70k heh , procedure batavo bro
Bhai sab kuch to bta diya video me
Booking Krna hai to book kr do parcel office me jakar
Parcel booking ki video aapko mere channel par hi mil jayegi dekh lo
Mllsmall cooler of 35L le ja sakte hai kya
Yes, booking karke
Bhai normal freez ko mere sath me le ja sakta hu kya without parcel
Fridge kitna bada hai
bhaiyaa sleepeer mai 1.5 ton kaa ac lejaa skta hai
Book kar do bhai
Sir kya ham 42 inch ka Tv train me le ke ja sakte hai
Yes
Govo gosaround sound bar Kiya 3ac par lay ja saktahune dada❤❤❤
Aap ki baat samajh me nhi aayi
Sir mujhe agar almari lejana hai to tren se leja sakte hai ky
Yes
Kaise le jaye ye to batao
ruclips.net/video/AN34Jf05UnI/видео.html
Cooler le kr ja sakte h kya
Yes
Delhi se refrigerator le jana hai parsal me kitna paisa lagega
What about inverter + battery???
kiya rail mein nazuk samaan jaise computer TV xerox etc. bhejh sakte hain. agar Delhi se hyderabat samaan bhejagaya tuo kiya bilt ko post se bhejna hoga bilt milne mein daer ho tuo kiya bilt ki photo batakar liya jasakta hai. agar samaan toot phoot jaye tuo koun zimmadar
Doubt clear konsa kara hai jo reh gya ho puchh rahe ho
Parcel booking ka ek video alag hai
Us video ka doubt video hai
@@RailJourneyWithRahul thumbnail kya hai tv fridge kaise le jaaye btao fridge kaise le jaaye
Mujhe jana nhi hai train se bs fridge bhejna hai kaise bhejenge
Bhai TV ko pahle pack kr lo ya fir parcel office ke bahar hi packing hoti hai ya fir station ke pass hoti hai har jagah alag alag system hai to vahan pack krwa lijiye uske baad parcel office jaker TV ki details ek form me fill karna padegaa,aapki Id lagegi mobile no. Bhi lagega ye sab kreke book kar dena aur bilty le lena usi bilty se TV recieve hoga
Saaman koi aur receive nahi kar sakta kya ?????
Kr sakta hai
Train me parcel karne se damage nahi hota?
Nhi
Mera 32 inch ka LED tv le jana hai. dimension aur weight bahut less hai toh isko le jane ke liye kisi se permission lena hoga ya directly le ja sakte hai?
Kis class me le jana hai
@@RailJourneyWithRahul 3rd AC me. Ek baar Mai le ke aaya hu but koi puchha nhi. Agar koi TT ne dekha to fine krega kya?
Nhi aap le ja sakte hain because 32 inch ka h aur led compact hota hai to koi problem nhi hai
@@RailJourneyWithRahul thank you
most welcome
Sir kitne din lgte h agr hum 1000 km ke distance pr percel bhejte h to
Normally 3 ya 4 din and Maximum 6 ya 7 din
Takta kaise le jaaye
Hame Voltas ka air cooler le jana hai
Le jao
Booking process
ruclips.net/video/AN34Jf05UnI/видео.html
Thank you bhaeyaji
Jo pata nahin thi kam ki baten vah to bataya nahin ki fridge ko kaise parcel karana hai uski kya prakriya hoti hai
ruclips.net/video/AN34Jf05UnI/видео.html
Cooler le ja skte hai
Yes
Bhai fridge le jyge to tootne ka dar hi kya ?
Nhi
❤ cooler pankha TV kaise le jaen
Parcel office jaker apna saman pack krwa lijiye aur form fill karke book kar dijiye
Bhai Main Apne home theatre pahchan hai muradabad usko kaise book
मेरा 43 इंच ka google स्मार्ट टीवी है 3rd ऐसी में साथ ले जा सकता हूं मुंबई से prayagraj
Yes
@@RailJourneyWithRahul koi charge to Extra nahi nahi lagega sir
Ac b le ja skte h
Book karna padega
Washing machine le ja skte h ky
Yes
Bed ko bhi le Jana hai to kya karen
Jaise sab saman ko book krte hain vaise uski ki bhi booking ho hogi parcel office me
Bhai Mera 55 inch Tv Hi Usko trein mye leja sakte kya
Ha usko parcel yan me book karwa dijiye
Mujhe sofa mangwana h bihar se mumbai kya price hoga lamsam
Price fix nhi hai ye km. Aur weight ke hisab se padta hai
Bhiyya mai fridge pacel karana hai uska process bata dijiye na plz
Bhai process same hai bas fridge loading apne Samne krwana
Sir per kg kitna pay karna padta hai
Ye to station par jaker pta chalega
Fridge Le Jana Hai Kolkata se Delhi Tak Kaise Le Ja sakte hain train mein
Parcel me book kr sakte hain
Frij kaha book hoga kese
Fridge ko nearest parcel office le jana hai aur vahan par form fill karna hai fridge ko pack karwa dena lagbhag parcel office ke pas me hi packing wale hote hain ya fir Ghar se hi pack ke lo
Aur uska weight hoga fir apko ek rasid di jayegi usko sahi se rakha hai usi se apka saman recieve hoga
Bas done ho gya
5 to 7 days jaisa distance hoga usi hisab se aapka fridge pahuch jayega
@@RailJourneyWithRahulओके भाया जैसे देहली से भाटपार जंक्शन पोछने में हमको 24 घंटे लगते है तो लिचमी डायरेक्ट जाति है देहली से तो फ्रीज भेजने में भी उतना ही समय लगेगा क्या
और क्या यदि में नही जाती हूं तो समान पॉच जाएगा स्टेशन पर
43inch ke led la ja sakta h
Same question mera b h...
43 inch ka LED bada size hota hai to aap usko luggage me book karwa dijiye
32 Inch ka TV leja sakte hai kripya bataye please
Yes
Bhai inverter le jaa sakte hai kya kyoki usmai battery hoti hai
हाँ, आप ट्रेन में इन्वर्टर बैटरी ले जा सकते हैं। हालाँकि, यह देखने के लिए विशिष्ट ट्रेन कंपनी से जांच करना महत्वपूर्ण है कि क्या उनके पास बैटरी के परिवहन के संबंध में कोई नियम या प्रतिबंध हैं। यह सुनिश्चित करने के लिए कि परिवहन के दौरान बैटरी सुरक्षित है, बैटरी को ठीक से पैकेज करना भी एक अच्छा विचार है।
Thank you so much bhai ji
hello sir kya main train mein about 55 kg ka parcel book karke usi train ke general class mein travel kr skta hun ..sir train mein booking seats available nhi hain bhut dino tak. .aur parcel humein kitni der pehle book krana hai..sir mujhe woofers wala tv aur speakers carry krne hain. .aur kya mera saman(parcel ) train mein safe rhega. .
Bhai parcel booking pnr no. se hota hai
@@RailJourneyWithRahul woh to sir aap bol rhe the k luggage. .to kya parcel bhi pnr no. se hi book hota hai..
To apka ticket genral class me h aur general class ke ticket me pnr no. Nhi hota hai agar aap counter se ticket book karte ho to
Bed kaise leke ja sakte hai bro please reply
Bhai booking process same hai
Koi 2nd person samman parcel karwaye toh hme saamn ki recepit se luggage mil jayega
Matlab
Cooler le ja sakta hai
Yes but parcel me booking krwa lijiye