सर जी मैं बजाज शो रूम में सर्विस करता हूं इस टूल्स को अलग अलग बाईक में कनेक्ट के लिए क्या हर बार मोबाइल नम्बर डालना पड़ेगा ??? क्या हर बार OTP डालना पड़ेगा ???
Bhai ji aap knse service center m ho muje aapni pulsar n160 chck krwani h. Usme left side engine m kuch noise aarhi h jese or vo Sirf jb m right ki trf gadi jhuka rha hu tbi aarhi h
Excuse me sir naya ecu update hota hai ismein nai file bhi Dala jaati hai Jo bush company ka tools kam karta hai vah pura yah kam karta hai Jo Mobile wala aaya hai yah pura boost ki Jaise hi Kam karta hai pura scanning karta hai bosh tools kam karta hai utna hi yah pura kam karta hai
ECU kaise kharab ho gaya sir pahle to thik chal rahi thi bike update karwane aar to ECU kharab ho gaya aisa kyu hame samajh nahi aa raha hai sir help kariye
Sar platina 100 2020 model mein ek Kami hai vah chalte chalte kuch duri par band Ho jaati hai kya yah Kami abhi bhi hai Hamare gaon mein 3 Bike hain 3 mein hi problem hai
Bhai mere n160 me morning jab start karke 1st gear dalke accelerator karta hoon start off hojara next start kare to achha chalra Only morning first start me ye problem aara kuchh solution batao bhai 🙏
Hlw bhaiya ham aaj apni bike NS160 update karane gai the wo isi tool se update kar raha tha 1st time jab update start hua to 50 se 60 tak jake error ho gaya 2nd time bhi successful nahi hua 3rd time me bhi nahi hua aur phir kuch minutes ke baad wo bol raha hai ki tumhara ECU kharab ho gaya hai aur pahle hamari bike 1st me start ho jati thi sab kuch thik hai update karwane ke chakkar me ECU kharab ho gaya
Think you sir 🙏🙏🙏🙏
Sir ji
Ecu ko flash krne ke liye
Is tool's ko computer se jode bina hi flash kar sakte hai ????
Haan ji es tool me computer ki jarurat nahi hoti hai
सर जी मैं बजाज शो रूम में सर्विस करता हूं
इस टूल्स को अलग अलग बाईक में कनेक्ट के लिए
क्या हर बार मोबाइल नम्बर डालना पड़ेगा ???
क्या हर बार OTP डालना पड़ेगा ???
हां जी हर बार डालना पड़ेगा
Yes
Is se ecu Naya fiting kar sakte ha ya nahi
Haan ji kar loge
Sir aap kaha se ha mujhe bhi ye sikhna ha aap se
Gurgaon se
Sar aap kahase dawnlod kre
Bhai bajaj ka app play store par mil jayega kis naam se hai
Play store par nahi hai, Bajaj se link milta hai
Bhai ji aap knse service center m ho muje aapni pulsar n160 chck krwani h. Usme left side engine m kuch noise aarhi h jese or vo Sirf jb m right ki trf gadi jhuka rha hu tbi aarhi h
Magnet ke under ek oneway gear and uski goli hota hai usko change karwalo thik ho jayegi
@@biketechnicaldanveer bhai ji vo oneway ki goli jo aap kh rhe ho vo chargeable base p Hota h?
Nhi free of cost
Mera dongle connect nh ho rha bs usb se ho rha hai wifi se nh uske liye kuchh hai apke paas
Bhai Maine aapse p0641 code ke bare mein poochha tha uska kya hua
Bataya toh tha, side stand sensor ko check krlo uske baad ECU Ko check krlo thik ho jayegi
Bro mera work shop h me bike ko kese update karu please Ripley
Sirf Bajaj authorised service centre wale hi update kar payenge
Excuse me sir naya ecu update hota hai ismein nai file bhi Dala jaati hai Jo bush company ka tools kam karta hai vah pura yah kam karta hai Jo Mobile wala aaya hai yah pura boost ki Jaise hi Kam karta hai pura scanning karta hai bosh tools kam karta hai utna hi yah pura kam karta hai
Sir Esu kaise thik kare
Mobile me settings kaya karna hai
bhiya muje apni bike top speed badvani hai kese badegi
Sir inko computer se nhi connect karna hai
Nhi
Es tool ka name kye he
Es tool sa new ecu u ka sa dala biik ma bhai
Davneer ji...authorised workshop me video banana permission he kya.....workshop itna hands pads he...engine kholke range he stand bhi nahi he...
ECU kaise kharab ho gaya sir pahle to thik chal rahi thi bike update karwane aar to ECU kharab ho gaya aisa kyu hame samajh nahi aa raha hai sir help kariye
क्या टूल की सहायता से हम अपने घर पर अपडेट कर सकते हैं, इसके लिए एजेंसी पर जाना पड़ेगा, कृपया इसके बारे में बताएं
अपडेट वाला टूल आपको मिलेगा ही नहीं और आना तो आपको एजेंसी में पड़ेगा ही
Bajaj company ka naya scanner Jo aaya hai compan mujhe yah chahie
Sirf Bajaj authorised service centre me me hi milega
BAHI HUME BHI A SCANNING TOOL CHAHIYE KAHA PER MILENGE BHAI
Abhi bahar market mein available nahi hai sirf Bajaj authorised service me milega
@@biketechnicaldanveerHUM KO BHI A TOOL PURCHASE KARNA HAI BAHI AAP KA WHATSAPP NUMBER PLZ🙏
Humare Bajaj authorised me nahi hai khate a tool aap hi purchase kara do plz mai iski price paid kartha. Ho🙏
Dongal not found likh raha hai to kaya kare
ये टूल केसे खरीद सकते है
Sirf Bajaj authorised service centre wale hi kharid sakte hai
सर यह स्कैनर कितने का है और कैसे इसको हम खरीद सकते हैं
Aap ka naam kya hai sir
नया ecu इस टूल के द्वारा केसे लगा सकते हे
Haan ji new ECU install karte hai koi problem nahi hai
@@biketechnicaldanveer केसे करते है बता सकते हे
Nhi hoga uske liye key coding hogi sirf system pr ho pati h
Es wale tool se key coding ho jati hai
Ye Bajaj ka hi tool hai
@@biketechnicaldanveer kya price hai eska
Update tools ka naam kya hai
Sar platina 100 2020 model mein ek Kami hai vah chalte chalte kuch duri par band Ho jaati hai kya yah Kami abhi bhi hai
Hamare gaon mein 3 Bike hain 3 mein hi problem hai
Us bike ka spark plug check krlo local toh nahi hai, agar local hai toh change karwalo thik ho jayegi
❤❤❤❤😢pls reply me say something
ECU kharab ho Gaya hai toh warranty me change karwalo thik ho jayegi
Bhai mere n160 me morning jab start karke 1st gear dalke accelerator karta hoon start off hojara next start kare to achha chalra
Only morning first start me ye problem aara kuchh solution batao bhai 🙏
Morning me engine cold hone ke karan problem aa rahi hogi
@@biketechnicaldanveer or Bike nutral pe start karke chod deta hoon to start off hojara iska solution kya hai
3in1 sensor change karwalo thik ho jayegi
@@biketechnicaldanveer ok thank you Bhai 🙏
Hlw bhaiya ham aaj apni bike NS160 update karane gai the wo isi tool se update kar raha tha 1st time jab update start hua to 50 se 60 tak jake error ho gaya 2nd time bhi successful nahi hua 3rd time me bhi nahi hua aur phir kuch minutes ke baad wo bol raha hai ki tumhara ECU kharab ho gaya hai aur pahle hamari bike 1st me start ho jati thi sab kuch thik hai update karwane ke chakkar me ECU kharab ho gaya
Update karte time link error aa gaya hoga esliye ECU kharab ho Gaya hai
@@biketechnicaldanveer to ab ECU naya lagwana padega na sir😥
@@biketechnicaldanveer ECU naya lagwale ke baad to kuch problem nahi rahega na bike me sab update ho jaega na phir to koi issue nahi hoga na sir
@@biketechnicaldanveer pls sahi se bata dijiye sir❤️😥
@@biketechnicaldanveer NS160 bike hai uska ECU ka price kitna tak hoga sir ye bhi bata dijiye agar aapko pata hai to❤️
Tool milega hame bhi
Please send me app link sir 🙏
Only Bajaj authorised service centre me available
Ecu error aaraha hai to kya kare?
New wale tool se update karke dekhlo agar update nahi hua toh naya ECU dalna padega
Please send link
Eska link nahi hota hai
Password change kese Kare
Tools kaise milega
Bahar market ke liye available nahi hai abhi
Baja ki bike bhut hi bekkar hoti ha 😡
Kyon
Use nahi Kiya to
Hello Sar aapka number kya hai
Bhai Mujhe aapke contact number de mujhe aapse Kuchh baat karna hai thoda sa