Aap ki dholak ki tal padhdhati bahut saral hai. Mai aap ki sabhi dholak step shikh raha hu. Bahut aanand milta hai. Aap ko Dhanyavad. Mai 74 years javan ho kar bhi dholak shikh rahaahu.,,,
Namaste mam aap bahut achha sikhati hain mai bhi kahrwa taal ki teesra part ki practic kr rahi hoon mujhe yahaan tak to sajana achhe se aa gay hai jaldi se kahrwa taal ka forth upload kariy pls.
Manju ji ap man lga ke practice kariye.jitna jyada practice karegi apki finger utni jaldi achche se chalne lagegi.or ap abhi kaharba tal ka part 1 hi bja ke practice kariye.thoda time lagega per ap jarur baja payegi.or jab ap bajane lage to mujhe comment jarur kariyega🙏
mam meri part 3 tak practice ho rahi hai hath chal raha hai per kyuki men abhi plastic ki dabbey per kar rahi hu dholak nhi hai mera sawal ye hai ki thaap per 1 3ka afdha aur cgar per haath beech men raheyga ya thap per ek men uper aur 3 men beech men fir char men uper ya sab ek hi jageh padega
mam meney apkey 1 2nd aur ye 3rd part dekha hai abhi first time mam ap kamal hai itney easy explain kiya hai bus kal sey oractise chalu fir apsey sawal ki ladi. vesey men dono hath ek sath chalani ki practise hai per ye dhun nhi aa rahi abhi .
Aap &aap ka learning style is good 👌👍🙏🙏
आपकी सब ढोलक बहुत अच्छी हैं। और आपकी साङिया भी बहुत बहुत अचछी लगतीं हैं। 👌👌
Bahut bahut Sundar 👍👍👍
Aap ka dolak sikhane ka trika dhut hi asan h
Bhut sundar Aap ne
Dolak Shika te ho ji
Bhut easy we aapne bataya thanks
Very nice dear sister
Wah! Aunty wah! Ap aisa dholak bajati ho ki mai Sikh hi nhi pati itna acha dholak ap kaise bajate ho 😫😫
Bhut achh si khati hai
Aap ki dholak ki tal padhdhati bahut saral hai. Mai aap ki sabhi dholak step shikh raha hu. Bahut aanand milta hai. Aap ko Dhanyavad. Mai 74 years javan ho kar bhi dholak shikh rahaahu.,,,
Thanks bhaiji🙏🙏🙏
160 लाइक बहुत बढ़िया आप ढोलक बजाती है 👍🙏🙏🙏🌹💐🌷🌺🌹💐
Bahut sunder tarike se sikha rhi hai aap
Mam mujhe part 2 nahi aa raha hai please aur simple Tari kese Bataiye aur mam aap bahut accha dholak bajate Hain very nice 👍🙂
बहुत सरल तरीके से आपने बताया है
6 like jai mata di 🌺 🌷 🌺 bahut sundar kaherwa taal btai apne tq sis 🙏
Dolak sikhane ka tarika 👌👌👌👌👌
5 बार लाइक
Jainmata di.. Bahut sundar.. You and your way of smiling presentation👌👌👌🙏
super teaching
Ye tal mujhe bahut achhi lagti hai....... Mene kuchh din pehle hi Sikhi hai....... Please mere channel ko bhi support kijiye
Dholak sikhane ke liye dhanyvad Banwari Lal Delhi se Jay Shri Ram
Nice ❤️👍
बहुत सुन्दर ढोलक बजाते हो ताल के साथ may dear friend
27th lk dear bahot sundar dholak bajati hain aap
Mam, bahut achha aap sikhati h.
Kaharva taal kathin hai aap se aasani se sikh pa rhe hai didi
Men laga ker practice kariye .part4 jaldi le ke aungi.🙏
Bhut achcha sikhati h aap mbhi roj prectis krti hu🙏👌👍
Main aapse ek request hai aap kuchh lesson Dholak per bajaye jaane wale taalon per banaaiye please 🙏🙏🙏
Bahut hi bdhiya
Dede ak bar fir se part one and part 2 kon sa hea tal kharva Ka Thanks ji 🙏🏼
Vrey nice di👌👌👌👌
Namaste mam aap bahut achha sikhati hain mai bhi kahrwa taal ki teesra part ki practic kr rahi hoon mujhe yahaan tak to sajana achhe se aa gay hai jaldi se kahrwa taal ka forth upload kariy pls.
Jaldi hi part 4 le ke "aungi jab tak ap or achche se practice kariye🎉🙏
Thanks Bahut achha sikha rhi hai
जय श्री कृष्णा आप बहुत अच्छा ढोलक बजाते है मै बहुत कोशिश करती हूं लेकिन उल्टा हाथ ठीक नहीं चला पाती कैसे। सीखे समझ नहीं आता 🙏🙏👌👌💐💐🌿🌿💞💞
Ap dhire dhire ginti bol ke practice kariye.jaldi sikh jayengi🙏
Aap bahut acha sikhati h meri apni hi bjne lgti h🌹🙏🌹💞
men abhi dabbey per practise kar rahi hu ap pls bataye konsi dholak ley sahi dholak ki pechan kya hai
Garba.daliye
Ji jarur jaldi le ke aungi🙏
Good
Di him aap ki sath hai shart aap hi jitogi
Bahut badhiya bahn muzhe bhi dhoalak sikhne ki chah h pr left hand chalta nahi 😒
Apka left hend bash me chalta hai uchati me chalta hai🙏
Manju Soni Bhajan Mala left hand uchati p chalta h
Ap left hend ki 3 finger uper or 1 finger neche karke dhere djere isi ki practice kariye.kam se kam 30 minit.ap ke finger chalne lagengi🙏
Ascha laga
Iska part 4 bhi jaldi daliye didi
Ji jaldi hi le ke aungi🙏
Simplified & best teaching♥️
L
नमस्कार!आपका ढोलक सिखाने का तरीका बहुत ही आसान है दीदी।मैंने पार्ट -3 तक सीख लिया है।प्रैक्टिस जारी है।प्लीज पार्ट-4 भी बताएं।
Mujhe bahut khushi ho rahi hai ki apko dholak ane lagi.mai jaldi hi part 4 le ke aungi🙏
11th lk dear bahot sundar video sis
kai baar bhul jate h or kai baar jyada lag jati h , manju ji puri kaushish karti hu
Nice auntyji
बहुत बढ़िया जी 👌👌 कभी हमारे चैनल पर भी आओ बहन जी 🙏🙏
You are great
Thanks🙏🙏
Didi mai dono hath se ek sath nahi baja pa rahi hun. Kuch upay bataye.
Manju ji ap man lga ke practice kariye.jitna jyada practice karegi apki finger utni jaldi achche se chalne lagegi.or ap abhi kaharba tal ka part 1 hi bja ke practice kariye.thoda time lagega per ap jarur baja payegi.or jab ap bajane lage to mujhe comment jarur kariyega🙏
mam meri part 3 tak practice ho rahi hai hath chal raha hai per kyuki men abhi plastic ki dabbey per kar rahi hu dholak nhi hai mera sawal ye hai ki thaap per 1 3ka afdha aur cgar per haath beech men raheyga ya
thap per ek men uper aur 3 men beech men fir char men uper ya sab ek hi jageh padega
3me ti chati me ayega or in base me ayega🙏🏻
Mam! Aapse ek request hai ki aap pahadi, garwali taal mai ek tutorial bna deejiye please. Aap bahut acche se sikhate ho.
Thanks
For you
Hi Manju di bhut achi Dholak sikha rahi ha ap🙏🙏🙏welcome my channel di 🙏🙏🙏🙏
Mere chnl pr bhi aaye ap ji🙏🙏🙏🙏🙏🙏🌹🌹🌹🌹🌹
ਮੈਮ ਇਸ ਵਿੱਚ 5 ਕਿਉਂ ਨਹੀਂ ਲਾਇਆ
1 like di bdiya trika
78 like bhut hi sahi tarika sikhane ka Dear friend
Very nice 🌷🌷
Like 58 Wow very nice sharing
Very nice
🙏🙏
Didi ji aap bahut achcha sikhati hai v bhajan geet bhi bahut 👌👌👌 hai. Didi mere ko bhi sune .like v subscribe bhi kre🙏🙏🙏💐💐💐❤️💐❤️💐🙏
Namasteki.
Bahuth achha hai. Teaching is very good and easy to understand.
Achha Dolak kaha milega mam?
Bata dijiye.
Dr Reddy
Principal
Nice ji
Ok. Thanks Mam
Bahut jyda nahi bolkr sheedhe batana chahiye .
61 like
Very nice 👌
9 like...Nice Shearing Dear👌
Next video Four bheje
Jo 7 matra ki dolke apne bataye thi ye bhi taal hai
Me bhi soni hu
And me bhi ji😊
Kaun se time part 1. 2 and 3 bajti hai. Har gane m alag
Kaharba tal part 4 me puri hui haipart 1 2 3 step me dali hu.ap part 1 se sikhe part 4 tak.🙏
mam meney apkey 1 2nd aur ye 3rd part dekha hai abhi first time mam ap kamal hai itney easy explain kiya hai bus kal sey oractise chalu fir apsey sawal ki ladi.
vesey men dono hath ek sath chalani ki practise hai per ye dhun nhi aa rahi abhi .
कहरवा ताल भाग 1 को किस प्रकार के गाने में बजायेगे मेरी प्यारी बहन एक video अवश्य डालना,,
16#
Great upload
very useful vidio
Didi jaldi Hame in parts ko jodkar bajana bataiye please
Ji jarur🙏
Part 1
👌
Iski dhapak
67 Like New friend
43like 👌
Very nice
👌