010-Qurbani Related Important Questions & Answers by Engineer Muhammad Ali Mirza | EMAM

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 8 сен 2024
  • 🔥 NOTE : If you see any Video Ad. in start of this video, that is only due to the New Policy of RUclips applied in Nov-2023 ! ! !
    QURBANI Important Questions & Answers by Engineer Muhammad Ali Mirza | EMAM
    Q.02 | HAJJ Wali Qurbani aur EID-ul-ADHA Wali Qurbani mein FARQ ???
    Q.03 | QURBANI Krne Wale aur HAAJI Ka Nakhun (Nails) Kaatna ???
    Q.04 | Zul Hijjah Kay Mahiney Ki Qurbani Kay Ilawah Aur Kia Fazeelat Hai ???
    Q.05 | 9 Zul Hijjah Kay Rozay Ki Fazeelat Kia Hai Aur Woh Saudi Arabia Ki Tareekh Kay Hisaab Se Rakhenge Ya Apnay Mumalik Ke Aitbaar Say ???
    Q.06 | 10, 11 Aur 12 Zul Hijjah Aur Yaum-e-arafa Peh Parhi Jaane Wali Tasbeehat Ke Alfaaz?
    Q.07 | Eid E Qurban Ki Qurbani Wajib Hai Ya Sunnat?
    Q.08 | Qurbani Kay Liyay Sahib-e-ista'taat Honay Ka Nisaab Kia Hai?
    Q.09 | Aik Khandan Kay Sab Afraad Ko Alag Alag Qurbani Deni Hogi Ya Aik Qurbani Ki Kaafi Hai?
    Q.10 | Kia Maqrooz Shakhs Qurbani Kar Sakta Hai Ya Woh Qurbani Na Karay?
    Q.11 | Kin Kin Janwaron Ki Qurbani Di Ja Sakti Hai Aur Us Mein Kitnay Log Shareek Ho Saktay Hain?
    Q.12 | Qurbani Kay Janwar Ki Minimum UMAR (Age) Kitni Honi Chahiyay?
    Q.13 | Kia Oont (Camel) Aur Gai (Cow) Mein 10 Log Bhi Shareek Ho Saktay Hain?
    Q.14 | Kia Bhains Ya Bhainsay Ki Qurbani Jaiz Hai?
    Q.15 | Qurbani Kay Janwar Mein Woh Kon Kon Say Aib (Imperfections) Hain Jinse Qurbani Jaiz Nahin Hogi?
    Q.16 | Agar Qurbani Ka Janwar Zakhmi Ho Jaey, Bimar Ho Jaye Ya Mar Jaey Tau Kia Naya Janwar Kharidna Zaroori Hoga?
    Q.17 | Khassi (Castrated Animal) Janwar Ki Qurbani Peh Sunni Aur Shiah Ka Ikhtelaf?
    Q.18 | Eid-e-qurban Mein Qurbani Kay Waqt Ka Aghaz Kab Hota Hai? Kia Raat Mein Qurbani Karna Darust Hai?
    Q.19 | Qurbani Kay Din Kitnay Hotay Hain Aur Chauthay Din (4th Day) Qurbani Karna Kaisa Hai?
    Q.20 | Qurbani Karnay Ka Sahih Tareeqah Kia Hai Aur Janwar Ko Zibah Kartay Waqt Takbeer Kay Sahih Alfaaz Kia Hain?
    Q.21 | Qurbani Ke Waqt Kia Janwar Ko Qibla Rukh Laitana Aur Dayein (Right) Hath Se Zibah Karna Zaroori Hai?
    Q.22 | NABI ﷺ Ki Taraf Say Qurbani Aur Faut Shudgan Ki Taraf Say Qurbani Di Ja Sakti Hai?
    Q.23 | Kia Qurbani Kay Janwar Kay 7 Hisson Mein Aqeeqay Kay 2 Hissay Bhi Dalay Ja Saktay Hain?
    Q.24 | Qurbani Kay Gosht Kay Teen Hissay Karna Kia Sunnat E Mubaraka Hai?
    Q.25 | Kia Qurbani Ke Din Ussi Gosht Se Roza Kholna Chahiyay Ya Uskay Bagair Bhi Nashta Kiya Ja Sakta Hai?
    Q.26 | Qurbani Ki Khaal (Leather) Kis Tanzeem Ko Deni Chahiyay?
    Q.27 | Kia Ghair Muslim Ko Qurbani Ka Gosht Diya Ja Sakta Hai?
    Q.28 | Online Qurbani Karne Ka Kia Sharai Hukam Hai?
    Q.29 | Ghair Muslim Mumalik Mein Rehnay Walon Ko Wahein Qurbani Karni Hogi Ya Apnay Abai Mulkon Mein Qurbani Kay Liyay Raqam Bhijwana Ho Gi?
    Q.30 | 2:34:26 Hajiyon Ko Haj-e-qiran Ya Hajj-e-tamattu Ki Qurbani Kafi Hai Ya Alag Se Eid Ki Qurbani Bhi Karni Hogi?
    Q.31 | Qurbani Ki Jagah Woh Raqam Kisi Ghareeb Khandan Ko Day Di Jaey Tau Kia Woh Behtar Amal Nahi Hoga?
    Q.32 | Kia Qurbani Kay Janwar Ki Ojhri Weghaira Khana Makru Aur Gunah Hain?
    Q.33 | Kia Gai Ke Gosht Mein Bimari Hoti Hai?
    Q.34 | Qurbani Ka Practical Tareeqah Record Karwa Dein?
    Q.35 | Kia Zakhmi Janwar Ko Goli Maar Kar Zibah Kia Ja Sakta Hai?
    Q.36 | Kia Sab Say Pehlay Kaleji Ka Gosht Khana Sunnat Hai?
    Q.37 | 1 Kia Qurbani Kay Janwar Par Sawari Ki Ja Sakti Hai?
    Q.38 | Kia Qurbani Kay Gosht Ke 5 Hissay Aur Qasai Ke Liye 2 Hissay Rakhay Ja Saktay Hain? Agar Qurbani Ka Janwar Gum Ho Jaey Aur Baad Mein Mil Jaey To Kia Ussay Baich Kar Raqam Lay Saktay Hain?
    Q.39 | Kia Janwar Ko Bay-hoshi Ka Teeka (Injection) Lagakar Zibah Kia Ja Sakta Hai?
    Q.40 | Kia Sunni, Shiah, Barelvi, Deobandi, Aur Ahle Hadith Aik Hi Qurbani Mein Shareek Ho Saktay Hain?
    Q.41 | Kia Kisi Ghair Muslim Say Qurbani Ka Janwar Khareeda Ja Sakta Hai? Kia Ghair Muslim Qasai Say Janwar Zibah Karwa Saktay Hain?
    Q.42 | Kia Qurbani Kay Moqa Par Tamam Hissay Daaron Ki Maujoodgi Aur Haath Phairna Zaroori Hai? Kia Janwar Ki Rassi,ghanti Aur Zanjeer Waghairah Zaati Istamaal Mein Laa Saktay Hain Ya Unhein Bhi Khairat Karna Hoga?
    Q.43 | Kia Qurbani Kay Janwar Ko Maar Peet Saktay Hain?
    #EngineerMuhammadAliMirza
    #EMAM
    #Shorts
    Your Queries:
    Engineer Muhammad Ali Mirza
    Engineer Muhammad Ali Mirza Latest Bayan
    Engineer Muhammad Ali Mirza Bayan
    Engineer Muhammad Ali Mirza Clips
    Engineer Muhammad Ali Mirza Reaction
    Engineer Muhammad Ali Mirza Live
    Engineer Muhammad Ali Mirza Exposed
    Live With Engineer Muhammad Ali Mirza
    Muhammad Ali Engineer
    Engineer Muhammad Ali Emotional Bayan
    Engineer Muhammad Ali Mirza Funny
    Engineer Muhammad Ali Mirza Latest
    Question Answer Ali Mirza
    Question Answer by Engineer Muhammad Ali Mirza
    Question Answer Session Engineer Muhammad Ali Mirza
    Copyright Disclaimer Under Section 107 Of The Copyright Act of 1976, Allowance Is Made For “Fair Use” For Purposes Such As Criticism, Comment, News Reporting, Teaching, Scholarship, Education And Research. Fair use Is A Use Permitted By Copyright Statute That Might Otherwise Be Infringing.

Комментарии • 8

  • @tayabansari152
    @tayabansari152 2 месяца назад +4

    The Earth rotates around the Sun from west to east in the anticlockwise direction.

    • @sikandarmasood
      @sikandarmasood 2 месяца назад +1

      Absolutely wrong

    • @733PV
      @733PV 2 месяца назад

      Engineer sb shaid bhul gye

  • @muhammadsagheer9244
    @muhammadsagheer9244 2 месяца назад +1

    Love you Ali bahi ❤❤❤❤❤❤

  • @fareedahmed8065
    @fareedahmed8065 2 месяца назад

    Ja kam kr ja k .