ये सच है यदी काम वासना को अलग कर दिया जाए तो ऐीसा प्यार सिर्फ कवि कि कल्पना मे ही हो सकता है। स्त्री ओर पुरुष मे आकर्षण शरीर मे कुछ केमिकल रिएक्शन के कारण ही होता है। इसे अलग कर दिया जाए तो सब खोखला है।
8:42 same feeling 💔 Edit - matlabi, khudgarz apne ahankar ka shikar hai chandar, jo sudha or binti dono ka meera sa pyaar, deewangi, bhakti or prem na hote to chandar koi devta na hota. Agar deewan e aam na ho koi akbar na hua, jo tumhare sir jhuke to shenshah me hua..
Aapne is Upanyas ka bahut hi achhe se Manvikaran kiya hai aapki aawaz me ek alag hi sukun hai✨💫 Me is Upanayas ke sabhi Bhag sun rahi hu aur samj rahi hu Jeevan ke katuta ke bare ,Jeevan me kaise badlao hote hai aur Manushya me bhi kaise kaise Paribartan hote hai🥲 Bahut hi Abhar Aapka🙏 Ki Aapne hamare liye Is kahani ko kaha hai aur bahut hi achhe tarike se Prastut kiya hai Me Prathna karti hu ki aapki sabhi Aakankshaye puri ho🤗🌸🏵️ Bahut Bahut Dhanyawad🙏💫✨
The second last paragraph! The beautiful use of language! I swear, 40% toh samajh bhi nhi aaya mujhe 😅 lol. But bohot hi sundar, and metaphorical, the expressions! 🌸
FEEL SAD FOR CHANDER...VO JANTA H SAB KI VO KYA KR RHA LEKIN PHIR BHI KR RHA....HE IS JUST MISSING SUDHA...HE JUST DESTROY HIMSELF...HE IS IGNORING THE EFFORTS OF SUDHA AND BINTI...HE NEED SOMEONE...HE IS SUFFERING FROM FEAR OF LOOSING BINTI TOO
Chander red flag nhi hai , wo kritagya hai doctor saheb k upkar se and unke aur sudha k sneh se ,par wo nadaan tha ki kb Sudha ka sneh Prem mein bdl gya , sayd buddhijeevon ki kamzori hai ye wo kitabo ki duniya ko vastewikta maan baithete hai
And this is how, my dear friends, JERKS like Chander are produced 😆 Also, Binti has fallen for him, too? That's TRAGIC. Bichaari Binti. This girl really deserves better than getting heartbroken in the midst of two VERY confused and VERY young souls. Sigh.
In today's time real feelings are the one getting ruined by people break pure souls apart fill it with hate agony not towards them but that naive heart.
Lekhak Chandra ke ke bhane se jivan ke vibhinn bhagon se hamen parichit kara rahe hain.. yah sabhi sthitiyan hamare jivan mein aati hai aur sab ka apna sthan hota hai.. masoomiyat bhara Bachpan... Aadarsh yovan.. aur uske bad jivan ki sacchai.. asaliyat ke dharatal per..
7:10 binti ekdam sahi hai..mujhe lagta hai.aage binti bhe chander ke gale padane wali hai...wah re devta...chander ma baap ko chhode baitha hai..jimedariyo se bhage huye ladakiyo ke chakker me ilahabad me baitha hai.....aaj bhe waise he duniya chal rahi hai jaise pehale chalti thi....bahot naam suna tha dhermver bharti ka...but dheere dheere vo bhrum tut raha hai... Ye अमृता प्रीतम प्रेम चांद Aur महादेवी verma Suryakant tripathi Maitheli sharn gupt ke aas pass bhe nahi hai.. 😢
Sir mujhe lagta h aapne inki baqi ki rachnaaye nhi padhi h kya aapne andha yug padha h padhiyega aur baat rahi is katha ki to we keval 21 varsh ke the us samay ho sakta h unhone jeewan ko tab tak purn roop se nhi jaana ho agar kuch truti Hamaari or se ho to maaf kijiyega 🙏
@@sunokahaani4423 aap sahi hai Just उम्र me कथा की रचना हुई है..उस बात का बहुत प्रभाव rehta है..ye bhe सत्य है ये मेरी pehali कहानी है from धर्मवीर भर्ti
ये सच है यदी काम वासना को अलग कर दिया जाए तो ऐीसा प्यार सिर्फ कवि कि कल्पना मे ही हो सकता है। स्त्री ओर पुरुष मे आकर्षण शरीर मे कुछ केमिकल रिएक्शन के कारण ही होता है। इसे अलग कर दिया जाए तो सब खोखला है।
8:42 same feeling 💔
Edit - matlabi, khudgarz apne ahankar ka shikar hai chandar, jo sudha or binti dono ka meera sa pyaar, deewangi, bhakti or prem na hote to chandar koi devta na hota.
Agar deewan e aam na ho koi akbar na hua, jo tumhare sir jhuke to shenshah me hua..
Sudha ke prem sneh or dullar ke bina devta bhi insaan ban gaya
बुद्धिमान व्यक्ति भावनाओ को झूटा ही समझते है 😢
Aapne is Upanyas ka bahut hi achhe se Manvikaran kiya hai aapki aawaz me ek alag hi sukun hai✨💫
Me is Upanayas ke sabhi Bhag sun rahi hu aur samj rahi hu Jeevan ke katuta ke bare ,Jeevan me kaise badlao hote hai aur Manushya me bhi kaise kaise Paribartan hote hai🥲
Bahut hi Abhar Aapka🙏 Ki Aapne hamare liye Is kahani ko kaha hai aur bahut hi achhe tarike se Prastut kiya hai
Me Prathna karti hu ki aapki sabhi Aakankshaye puri ho🤗🌸🏵️
Bahut Bahut Dhanyawad🙏💫✨
Mera sobhagya jo ise padh paaya aap logon ke liye 🙏😇
Agar Episodes aur jaldi laa paate to bada acha hota kyunki man karta h ke puri kitaab ek baar mein sun daalu , khair episode bohot acha tha 😊
Puri Koshish karenge apni aur se 😇🙏
addicted subah se sun rahe hai ❤
🙏❤️❤️😇
❤❤❤ wonderful
Thank you! 😊
Bhut acha h, apki aawaj bhi bahut hi madhur h, next part jaldi...
Thank u so much...Hum puri koshish karenge jaldi episode lane ke liye
The second last paragraph! The beautiful use of language! I swear, 40% toh samajh bhi nhi aaya mujhe 😅 lol. But bohot hi sundar, and metaphorical, the expressions! 🌸
🙏😄
Mujhe es upnayash se bhoot sikh mil ehi hai dard nak hai par saty hai 😊
Bahut badhiya ❤
FEEL SAD FOR CHANDER...VO JANTA H SAB KI VO KYA KR RHA LEKIN PHIR BHI KR RHA....HE IS JUST MISSING SUDHA...HE JUST DESTROY HIMSELF...HE IS IGNORING THE EFFORTS OF SUDHA AND BINTI...HE NEED SOMEONE...HE IS SUFFERING FROM FEAR OF LOOSING BINTI TOO
🥺
👍👍
🙏
Mujhe upnyas padhana bhut pasand hai ..maine Gaban pdhi huyi hai ...chandar aur sudha ki story sun mujhe rona aa gyaa🥺
🙏❤️
HAVING FEMALE LIKE BINTI AND SUDHA A MEN SHOULD FEEL HIMSELF LUCKY
True
Agar koi aisa upanyas likhe to use amar to hona hi hai , manushya ke man ke bhitar ke antardwandh ko kya likha h bharati ji ne 🙏
Ji Bilkul 🙏
Vinti ko bhi pyar ho Chandra se par use pta bhi nahi hai kya yaar is feeling par kisi ka bhi bs nahi 😢😢😢
Ji sir... 🥺
Ret ki machli....... Is upnyas ko v laye agr possible ho to😢❤
Thanks for your recommendation, we will try to upload it as soon as possible 😇, till then you can listen other stories 🙏
@@sunokahaani4423 ji😍
ess apisode me jb binti bol rhi thi to mano esha lg rha tha bhut km sabdo me usne jindagi ki hakikat ujagar kr di ho .......(बुद्धि VS भावनाएं)
🙏✍️
Jab bhaavna aur Saundarya ke upasak ko buddhi aur vastvikta ki thes lgti hai.. tab wo sehsa katuta aur vyang se ubal uthta hai...
🤌😇
😮
सच मे ऐसा कुछ नही होता है।
❤ 😔
"कोहबर की शर्त" उपन्यास को भी पढ़िये ।
Ji jarur
can u please cover kasap pleaseeeeee
Spotify pe uploaded h aap waha sun sakte h open.spotify.com/show/3uD3y15EJbbSj53r3zd7b1?si=8kz-gtH4ThWdXCLDJv2yqg
Bhaiya divya novel par video banaaiye Yashpal ji ki divya
Prayas karenge 🙏😇
@@sunokahaani4423 bilkul bade bhaiya ❤️
Chander 😔
🙁
Chander such mai red flag hai
Vivadit baat h khair baqi log kya sochte h wo unke mat h sabki apni apni raay h 🙏😇
HE IS NOT IS JUST INSECURE... HE NEEDS SOMEONE
Chander red flag nhi hai , wo kritagya hai doctor saheb k upkar se and unke aur sudha k sneh se ,par wo nadaan tha ki kb Sudha ka sneh Prem mein bdl gya , sayd buddhijeevon ki kamzori hai ye wo kitabo ki duniya ko vastewikta maan baithete hai
And this is how, my dear friends, JERKS like Chander are produced 😆
Also, Binti has fallen for him, too? That's TRAGIC. Bichaari Binti. This girl really deserves better than getting heartbroken in the midst of two VERY confused and VERY young souls. Sigh.
In today's time real feelings are the one getting ruined by people break pure souls apart fill it with hate agony not towards them but that naive heart.
ye chander ko kya ho gaya hai , ajeeb sa ho gaya hai, man hi kharab ho gaya sunke ye episode, bada gussa aa rha h chander par😤
Ab sir hum kya kar sakte h isme ye to Writer k Haath Mein hai 😅
Lekhak Chandra ke ke bhane se jivan ke vibhinn bhagon se hamen parichit kara rahe hain.. yah sabhi sthitiyan hamare jivan mein aati hai aur sab ka apna sthan hota hai.. masoomiyat bhara Bachpan... Aadarsh yovan.. aur uske bad jivan ki sacchai.. asaliyat ke dharatal per..
Agar mere samne chandra hota to AK47 se uda deta
7:10 binti ekdam sahi hai..mujhe lagta hai.aage binti bhe chander ke gale padane wali hai...wah re devta...chander ma baap ko chhode baitha hai..jimedariyo se bhage huye ladakiyo ke chakker me ilahabad me baitha hai.....aaj bhe waise he duniya chal rahi hai jaise pehale chalti thi....bahot naam suna tha dhermver bharti ka...but dheere dheere vo bhrum tut raha hai...
Ye अमृता प्रीतम
प्रेम चांद
Aur महादेवी verma
Suryakant tripathi
Maitheli sharn gupt ke aas pass bhe nahi hai..
😢
Sir mujhe lagta h aapne inki baqi ki rachnaaye nhi padhi h kya aapne andha yug padha h padhiyega aur baat rahi is katha ki to we keval 21 varsh ke the us samay ho sakta h unhone jeewan ko tab tak purn roop se nhi jaana ho agar kuch truti Hamaari or se ho to maaf kijiyega 🙏
@@sunokahaani4423 aap sahi hai
Just उम्र me कथा की रचना हुई है..उस बात का बहुत प्रभाव rehta है..ye bhe सत्य है ये मेरी pehali कहानी है from धर्मवीर भर्ti
इस लिए कहते है जवान लौंडे को घर मे नही घुसाए rakhana चाहिए जहां chori जवान gher मे ho..
कांड तो होगा ही..