Bhai Declaration from Print Karna hai usme jo details mang raha hai usko fill karna hai uske baad jiske aadhar se aap apna sudhar karna chate hai us se sign karna hoga sign hone ke baad aapko copy scan kar ke portal pe upload karna hoga.
Agar kisi ko dusre district me jana ho par baki family phele wale district me hi rehti hai to uske liye kay solution hai kaun sa document lagae , naye district me kisi rent par reh kar job karni ho. Is situation me kay kare please bataye.
aapko CERTIFICATE FOR AADHAAR ENROLMENT/ UPDATE (TO BE USED ONLY AS PROOF OF ADDRESS*) ye form fillup karke niche diye hue kisi bhi officer se sign karwana hoga uske baad aapko portal pe upload karna hoga ispe video daalne wala hu aap channel ko subscribe kar legiye. Gazetted Officer - Group A Village Panchayat Head or Mukhiya Gazetted Officer - Group B MP/ MLA/ MLC/ Municipal Councillor Tehsildar Head of Recognized Educational Institution Superintendent/ Warden/ Matron/ Head of Institution of Recognized shelter homes/ Orphanages EPFO Officer
Meri dadi ko sign krne nhi aata pr mughe unke address wala document chiye to kya self declaration form me kya unka thumb ka jaise sign lete hai waise le skta hu
@@GovtGyann mere Google adsense ka verification pin mangana tha aur address ganv ka pada hai mai vaha rahta nahi hu mai 20km door Fatehpur city me rahta hu aur pin aane me dikkat hogi isliye
Bhai sabkuch samjh aa gya h thank you bus declaration form samjh n aaya use kese bharna h please vo bta dijiye please request
Bhai Declaration from Print Karna hai usme jo details mang raha hai usko fill karna hai uske baad jiske aadhar se aap apna sudhar karna chate hai us se sign karna hoga sign hone ke baad aapko copy scan kar ke portal pe upload karna hoga.
Agar kisi ko dusre district me jana ho par baki family phele wale district me hi rehti hai to uske liye kay solution hai kaun sa document lagae , naye district me kisi rent par reh kar job karni ho. Is situation me kay kare please bataye.
aapko CERTIFICATE FOR AADHAAR ENROLMENT/ UPDATE (TO BE USED ONLY AS PROOF OF ADDRESS*) ye form fillup karke niche diye hue kisi bhi officer se sign karwana hoga uske baad aapko portal pe upload karna hoga ispe video daalne wala hu aap channel ko subscribe kar legiye.
Gazetted Officer - Group A
Village Panchayat Head or Mukhiya
Gazetted Officer - Group B
MP/ MLA/ MLC/ Municipal Councillor
Tehsildar
Head of Recognized Educational Institution
Superintendent/ Warden/ Matron/ Head of Institution
of Recognized shelter homes/ Orphanages
EPFO Officer
@@GovtGyann yeah certificate kaha se milega
@@sabseacchathebest2417 ye Certificate aapko aadhar portal pe milega us pe mai jaldi video lane wala hu
Meri dadi ko sign krne nhi aata pr mughe unke address wala document chiye to kya self declaration form me kya unka thumb ka jaise sign lete hai waise le skta hu
Bhai Khud se sign kar do toda alag type se
@@GovtGyann vai form me likha hai ki kuch galat hoga to adhar ko lock kr dega 😂😂
Are Bhai kuch nhi hota hai
Good
Are bhai mere father ka address aur mere adhar ka address same hai phir mujhe apne adhar ka adreess change karna hai to kya karu
phir aapko change kyo karna hai
@@GovtGyann mere Google adsense ka verification pin mangana tha aur address ganv ka pada hai mai vaha rahta nahi hu mai 20km door Fatehpur city me rahta hu aur pin aane me dikkat hogi isliye
@@mythist14275 are bhai phir aapko address sahi daalna tha na adsense pin mangane ke liye usme koi proof todi mangta hai
@@GovtGyann pata hai par ganv me koi nahi rahta agar usko koi nhi mila to vo laut jayega
Aap adsense account ko login karke address change kar degiye
Mera update 5 din me ho gya lekin 12 din baad download karne per purana bala hi so ker rha h please
status check kar ke dekho kuch galat dala hoga details
kuch bhi wrong nahi fill Kara complete bata raha he
15 din hogaye but ouspe correction nahi ho raha please help
Aadhar card ka status check Karo bro
Bro Mera Sirf pincode change karwana h baki address barabar h?
Bhi address proof phir bhi dena hoga
Ghao ka name change nhi ho raha hai sir
sabhi jagah ka hota hai
Puri family shift ki hai to kiska aadhaar denge new flat me aaye hai to
aadhar centre me ek form milta hai us form pe parsad se sign karwana hota hai us se change ho jata hai
@@GovtGyannbrother as hof chal sakta he ky
Ji
not able to get self declarationn form
rb.gy/87rfy
Father k naam ki jagah husband ka naam aayga kiya
ji bilkul
in how many days addressed get changed bro
7 days to 30 days
आधार कार्ड में एड्रेस चेंज करने बाद कितने दिनों में अपडेट हो जायेगा
7 to 90 days
Agar Hof ki death hui hai to kya krna hoga??
Family ka koi bhi person chalega
@@GovtGyann Agar wo bhi dead hai to
Ghar me koi nhi hai jo hai uska id se ho jayega
Koi nahi. Koi aisa document batao jisse ye kaam ho jaye.
Legiye ye video dekhiye or khud apply kigiye
ruclips.net/video/A4I9vL37Be8/видео.htmlsi=mMWx5805igruvt3c
Sir y aadhar card ka form kha per milga
aapko aadhar seva kendra and uidai ke website pe bhi mil jayega
Site open nahi hori udai ki
myaadhaar.uidai.gov.in/
BHAI FORM KA LINK KEHA HAI
rb.gy/87rfy
Only pin code kaise change karein
Same address dalkar pincode change kar degiye magar uska ek vailed proof hona chaiye
Koi proof nahi hain
Village me hai to mukhiya se agar sahar me hai to parsad se likwana hoga
Hlw sir....... humkoo address change krwana hai mere chacha ka adhar se shi hojyga kyaa....
ruclips.net/video/A4I9vL37Be8/видео.htmlsi=mMWx5805igruvt3c
Isme bataya gya hai
thankyou so much sur
Signature kiska karwana hai form par
Side me likha hua hai uspe pen se signature karna hai
Dada date change
bhai uska bhi video bana hua hai