Dear Sir Good evening 🙏 Mera anubhav praman patra me date of joining 21.07.2014 ki jagah 30.07.2014 ankit ho gya hai deo karyalay ke karmi dwara....bhut prayas kiye lekin sahi nhi hua.....thak har kar mai 29.03 2024 ko form fill up kr diya ........ab mai praman patra sudhar kr liya hu......lekin upload purana wala hi hai.....kya kru...bhut tension me hu....khi kucch galat n ho jaye.....kripya uchit salah diya jaye
Sir maine head teacher ke application bharte samay keval graduation ka marksheet aur certificate dala hai aur na hi maine d.el.ed , inter, ka dakshata ka certificate dala hai .mera isme result ho gaya hai to kya counseling ke samay koi samasya v hoga kya
Sir pranam ek prashna tha ki anubhav praman patra joining tithi se 9years 9month ho raha tha jabki deo office mein 10varsh likh diya gaya hai .kya koi problem hogi
Sir mere pass apply ke samay ncl nahi tha ncl ke jagah bc cast certificate upload kr diya hu lekin antim date ke pahle ncl bana liya hu koi problem to nahi hoga
Sir mere anubhav me block teacher or vidyalaya adhyapak dono ko milakar 8 saal huwa hai or mai pradhan teacher me qualified ki hu or mai jab apply ke time HM ke signature mohar par ki thi
Sir मेरा आधार से लिंक नंबर कोई और है और फॉर्म भरते समय कोई और नम्बर दे दिए है और दोनों नम्बर चालू है क्या करे कोई दिक्कत हो सकता है सर कृप्या बताने का कष्ट करें सर
Sir pradhan teacher k liye niyamawali k anusar shaikshnik yogyata kya hai es par video k madhyam se samjha de ..Inter tak degree hai koi dikkat hogi.please jarur bataye
Maine form fill karte time provisional certificate upload kiya tha,ab original certificate aa gya hai to counseling ke time kaun le kar jana sahi rahega
Please sir घोषणा पत्र कहा से ओर कैसे बनता है इसकी पूरी जानकारी देने की कृपा करे । घोषणा पत्र प्रखंड से बनता है कि कोर्ट से बनता है । और उसमें क्या क्या मेंशन करना होता है।
Sir प्रणाम मैं पहले नियोजित शिक्षक primary school में 10 साल काम किया हूँ उसके बाद tre 1.0 से 9-10 me select हूँ मैंने भी प्रधान शिक्षक का फॉर्म डाला था और पास भी कर गया हूँ. मेरा मन है कि मैं प्रधान शिक्षक बनूँ..अगर ज्वाइनिंग करूंगा तो कोइ problem नहीं न आएगी..please बताया जाय 🎉Sir
आपका दिल से आभार व्यक्त करती हु सर।
मैने सिर्फ और सिर्फ आपकी क्लास ज्वाइन की ,और मेरा result हो गया।
तहे दिल से धन्यवाद ।
ग्रेजुएशन का फाइनल ईयर का ही मार्कशीट लगेगा ,,, ये जान लीजिए कि फॉर्म भरते समय जो जो डॉक्यूमेंट आपने अपलोड किया होगा सेम टू सेम वही डॉक्यूमेंट चाहिए।
Anubhav praman patra keval headmaster sahab se banwa kr upload kiye hai. Kya jila shiksha padadhikari se bnwa lena chahiye sir
Ye wahi kaam krega
आप का book एवं पीडीएफ बहुत हेल्पफुल हुआ प्रणाम
Thanks
जाति प्रमाण पत्र प्रखंड स्तर का होगा या अनुमंडल स्तर का ?
फॉर्म भरते समय प्रखंड का लगा था
Aapki disha nirdesh me mera bhi Pradhan teacher me ho gya . thanks sir.
Congratulations 👏👏
Dear Sir
Good evening 🙏
Mera anubhav praman patra me date of joining 21.07.2014 ki jagah 30.07.2014 ankit ho gya hai deo karyalay ke karmi dwara....bhut prayas kiye lekin sahi nhi hua.....thak har kar mai 29.03 2024 ko form fill up kr diya ........ab mai praman patra sudhar kr liya hu......lekin upload purana wala hi hai.....kya kru...bhut tension me hu....khi kucch galat n ho jaye.....kripya uchit salah diya jaye
Sudhar ke liye jo application submit kiye the uska Xerox lekar jaiyega
Sir maine head teacher ke application bharte samay keval graduation ka marksheet aur certificate dala hai aur na hi maine d.el.ed , inter, ka dakshata ka certificate dala hai .mera isme result ho gaya hai to kya counseling ke samay koi samasya v hoga kya
Sir pranam ek prashna tha ki anubhav praman patra joining tithi se 9years 9month ho raha tha jabki deo office mein 10varsh likh diya gaya hai .kya koi problem hogi
सर कृपया बताएं
Thakyou Sir
आपके D El. Ed विडियो देख कर पढा और Head Teacher मे selected हुआ😂
Congratulations 👏👏
Sir mere pass apply ke samay ncl nahi tha ncl ke jagah bc cast certificate upload kr diya hu lekin antim date ke pahle ncl bana liya hu koi problem to nahi hoga
Koi dikkat nahi hogi
Sir nios wale ko Head teacher me mauka milega??
Ncl julay ka bana huwa hai wahi pardhan shiksak mai aply ki thi kiya fir se banwana prega
Nahi
Sir mai apply k time BA ka marksheet apload kiya tha usme kumar h lekin mai sudhar krwa liya hu sath hi affidavit v bnwa liya hu koi dikkat v higi
Koi dikkat nahi hogi
Mere Aadhaar me pita ka name aur Applucation me name me one letter ka difference hai correction karna hoga ya affidavit se kaam ho gayega
काउंसलिंग में तो शपथ पत्र से काम चल जाएगा लेकिन ज्वाइन करने के बाद प्राण नंबर जनरेट करने के लिए सुधार करवाना होगा।
Abhi aadhaar me correction Kiya ja sakta hai
Sir mere anubhav me block teacher or vidyalaya adhyapak dono ko milakar 8 saal huwa hai or mai pradhan teacher me qualified ki hu or mai jab apply ke time HM ke signature mohar par ki thi
Ho jayega
Marksheet ke jagah pr Transcription certificate diya ja saktaa hai sir ismein teeno year ka marksheet ek hi page mein hai. Please reply sir
Sir mere form fillup karte samay Kumari me m ko chord diye hai councilling ho payega
Ho jayega
Sir mera ews 2022 ka hi apload hua hai. Kya mera counseling hoga?
Naya wala bhi lete jaiyega
Sir मेरा आधार से लिंक नंबर कोई और है और फॉर्म भरते समय कोई और नम्बर दे दिए है और दोनों नम्बर चालू है क्या करे कोई दिक्कत हो सकता है सर कृप्या बताने का कष्ट करें सर
Jo number linked hai use lekar counselling mein jaiyega tab OTP Dene me pareshani nahi hogi
Koi dikkat nahi
Sir NCL July 2023 ka bana hua hai,dobara banvana padega kya
Nahi
Kewal ghoshna patra dena hoga
Thanks 🙏🙏
Sir pradhan teacher k liye niyamawali k anusar shaikshnik yogyata kya hai es par video k madhyam se samjha de ..Inter tak degree hai koi dikkat hogi.please jarur bataye
Experience kab se joining se ya training hoga
Joining se
Sir form bharte samay galti se date of joining 2014 k jagah 2013 dala chala gaya koi dikkat v hoga sir HEAD TEACHER
Sir mai niyotit se bpsc tre 1 jioinig ki hu or pardhan sikshak bhi qulify ki hu sir mujhe kiya noc lena prega kiya sir pelse बताये sir
NOC sabhi ko dena hoga. Vibhag ke dwara uska format aane ke baad banwaeyenge.
Maine form fill karte time provisional certificate upload kiya tha,ab original certificate aa gya hai to counseling ke time kaun le kar jana sahi rahega
ओरिजिनल, वैसे दोनों लेकर जाइए।
Sir agr matric ka certificate ma father name ma ek spelling mistake ho to gazette sa kam chl jaegaku nhi jyunki cbse wale correction nhi kr rhe
Ho jayega
Sir pradhan shiksha ka anubhw prmanptr nhi bna tha Kya Abhi ke date ka ba anubhw prmanptr dv me manya hoga btaye
Sare documents 20.04.2024 ke pahle ka hi liya jayega
Abhi aap Anubhav praman patra banwa lijiye aur usme joining se 20.04.2024 tak aath varsh tak minimum experience pura hona chahiye
Sir 02.04.2024 n
Nice sir 🙏🏻🙏🏻
Aadhaar me abhi correction karne se koi problem to nahi na hoga?
Nahi, yadi koi dusre rajya se bihar ka address change karwate hain to unko dikkat ho sakti hai.
@@SHIKSHAKSHIKSHASir pradhan shikshak me d.o.b 02 01 1992 ke jagah 01 01 1992 ho gya ab kya hoga sir
मैं ebc कैटेगरी में आता हूं पर मेरा सेलेक्सन जेनरल केटेगरी में हुआ है, तों क्या सर हमें भी किरीमीलेयर देना होगा।
Yes
सर, आवेदन करते समय NCL नवंबर 2023 ही लगाये थे। फिर भी बनवाना पड़ेगा।
Nahi
अनुभव प्रमाणपत्र पर पत्रांक और दिनांक विद्यालय का होगा कि deo कार्यालय का।
Deo ka
Tet /ctet ka nahi dena hoga? Sir!
Ha, lekin notification me iska jikra nahi kiya hai
Inter yogyata wale ko 1-5 head teacher me joining milegi?
2024 ke niyamavali me kahi bhi Graduation ka jikra nahi hai kewal prashikshit shikshak ki baat ki gai hai to uske according ho jana chahiye
NCL bhi 2022 ka h, please reply,Sir
Koi dikkat nahi hogi. Naya banwa lijiye. Nahi to ghoshna Patra se bhi kaam chal jayega
Graduation ka only final marksheet hi dena hoga na kyunki sab year ka marks last marks sheet mein add rahta hi hai
Seperate year ka bhi marksheet college se milta hai, to submit karne me kya problem hai?
@SHIKSHAKSHIKSHA kiya ja sakta hai sir par Final marksheet hi Manya hota hai
Mera anubhav 2022 ka h,naya banana hoga kya?
Jaruri nahi hai, vaise Naya bhi bana kar rakh lijiye.
Inter walo ko nai liya jayega kya unka v result huwa h
2024 niyamavali me kewal trained teacher hone ki baat ki gai hai, lekin 2021 wale me minimum qualification Graduation rakha gaya hai.
Sir mera tet ka oreginal certificate पंचायत में जमा ho gaya Tha ab de nahi रहे हैं unhe nahi mil raha haikya karen?
Iske regarding ek application aap sachiv ko dekar receiving rakh lijiye
Xerox aur receiving lekar counselling mein jaiyega
@@SHIKSHAKSHIKSHA sir application me kya likhna hai ekbar application diye the certificate dene k liye
Sir ek video bpsc tre 3.0 prt ke liye documents pe bhi banaie
Inter का प्रोविजनल है सर।original नहीं है।कोई दिक्कत भी होगी?
Original nikalwa lijiye
Inter wala join kar sakta hai
Jai hind sir
Jai Hind
Sir, form bharne ke samay purana ncl dala hu jo 1 years se purana hai mera pradhan shikshak ne resul aaya hai mai kya karu
Ghoshna patra dena hoga
Please sir
घोषणा पत्र कहा से ओर कैसे बनता है इसकी पूरी जानकारी देने की कृपा करे ।
घोषणा पत्र प्रखंड से बनता है कि कोर्ट से बनता है । और उसमें क्या क्या मेंशन करना होता है।
1 साल से पुराना NCL है जो कि फॉर्म भरते समय लोड हुआ है। घोषणा पत्र कैसे बनता है बताने की कृपा करें।
PLEASE HELP ME SIR
Sir
Mai 2005 ka teacher hu .Kya mujhe head teacher join karna chahiye ki nahi?
हां
Thank you sir
Ab jarur joining karunga.
Inter wale ko pradhan shikshak me koi problem hoga ?
Es question ka answer ka intajar hai
Edit ka moka nahi diya gaya hai. Mera adhar galat ho Gaya hai kya kare.
Parnam sir aapse jurne ke karan Headteacher banane main hamain kafi madad mili dhnybad
Congratulations Sir 👏👏
मेरा रैंक Genral में 4000 है तो क्या मुझें Counceling कोई दिक्कत तो नही होगी। ध्यान आकर्षित करे mera delhi ka 9 saal ka experience hai.
दिक्कत क्यों होगी?
Bihar ka liye tha
Eligibility jab BA tha to inter ka certificate kyu mangega higher decree hi dekhega
सारे सर्टिफिकेट लिए जाते हैं
@SHIKSHAKSHIKSHA tre2 me to snatak teacher me sirf higher hi liya hamse
सर मैं 2005 से शिक्षक हूं प्रधान शिक्षक बनने में वेतन तो कम नहीं होगा?
जी, कम हो सकता है।
सर मैं कस्तुरवा गाँधी बालिका विद्यालय से हू प्रधान शिक्षक में मेरा होगा
Ji ha
Koi dikkat nhi hai
Nios वाले ka होगा sir
हो जाना चाहिए
@@SHIKSHAKSHIKSHAdefinitely
Mera admit card kho gya hi kya kre
अपने लॉगिन आईडी में चेक कीजिए। यदि वहां एडमिट कार्ड है तो डाउनलोड कर लें।
Sir प्रणाम मैं पहले नियोजित शिक्षक primary school में 10 साल काम किया हूँ उसके बाद tre 1.0 से 9-10 me select हूँ मैंने भी प्रधान शिक्षक का फॉर्म डाला था और पास भी कर गया हूँ. मेरा मन है कि मैं प्रधान शिक्षक बनूँ..अगर ज्वाइनिंग करूंगा तो कोइ problem नहीं न आएगी..please बताया जाय 🎉Sir
no nothing
यदि जिला शिक्षा पदाधिकारी अनापत्ति प्रमाण-पत्र दे दे तो कोई दिक्कत नहीं
कम ग्रेड पे मे जाने की अनुमति नही होती है , वर्तमान से उच्च मे जा सकते है
Koi dikkat nahi hogi, aap join kar sakte hain.
@@abdulmujeeb8407 Sir जिला शिक्षा पदाधिकारी से अनुभव और अनुमति बनवा लिए है
Mera graduation ka original certificate nahi hai koi problem?
Abhi time hai nikalwa lijiye
Aply me mera aadhar number galat ho Gaya tha
Kaise thik hoga
मेरा रैंक Genral में 4000 है तो क्या मुझें Counceling कोई दिक्कत तो नही होगी। ध्यान आकर्षित करे mera delhi ka 9 saal ka experience hai.