Sir, mere paas Hero Honda Splendor Plus 2010 (BS3) bike hai. head cylinder, clutch plate, pressure plate, primary gear aur timing chain kit replace kar li hai. Lekin in sabko change karne ke baad bhi jab main 50 km/h ki speed pe jata hoon, tab footrest, tank, seat aur handlebar pe vibration aane lagti hai. Maine tappets ko bhi agency se set karwaya hai. problem ka solution bataiye. Plzz help ( kya 50 km ki speed ke baad vibration ana normal h hero honda bs3 splendor me ? )
2v me bhi aana chahiye
Mileage kitna degi bhiya ye highway pr
@@gauravsikarwar1923 40 kmpl
Sir, mere paas Hero Honda Splendor Plus 2010 (BS3) bike hai. head cylinder, clutch plate, pressure plate, primary gear aur timing chain kit replace kar li hai. Lekin in sabko change karne ke baad bhi jab main 50 km/h ki speed pe jata hoon, tab footrest, tank, seat aur handlebar pe vibration aane lagti hai. Maine tappets ko bhi agency se set karwaya hai. problem ka solution bataiye. Plzz help ( kya 50 km ki speed ke baad vibration ana normal h hero honda bs3 splendor me ? )
Ha Bhai thodi boht vibration ana normal hai
Bhai bike change kr le ek hi solution hai