S_medico aapko jis book ki language easy lage aap us book ko use le sakti hain maine GT ke liye educart ki book li thi usme 10 solved practice papers and 5 unsolved practice papers the and arihant ki ek book aati hai aap chahe to vo bhi use le sakti ho but main to aap 12 ke syllabus par focus karo. For more videos you can subscribe my channel
Hello di jaise mai hindi medium se krna chahti hu aur mera subject arts hai to mujhe koi problem to nhi jayegi na Mtlb usme kaise syllabus aayenge arts ke hisab se
बहुत ही ज्ञानवर्धक, बहुत बढ़िया 👍
Excellent
Good jiji ❤❤❤❤❤❤
Bahut kuch samajh aaya apki video se...kitni sweet ho aap❤
Best ❤
Bahut sahi aage jaogi❤️
Cuet me only 12 class ka syllabus aata hai pagal mat bana
Di sample paper practice pyq kha se kru kon se books se pcb se in hindi medium me exam dene hi plz di reply..🌼
S_medico aapko jis book ki language easy lage aap us book ko use le sakti hain maine GT ke liye educart ki book li thi usme 10 solved practice papers and 5 unsolved practice papers the and arihant ki ek book aati hai aap chahe to vo bhi use le sakti ho but main to aap 12 ke syllabus par focus karo.
For more videos you can subscribe my channel
@shwetabhardwaj5837 arihant ki book hindi medium me aati hi di??
@shwetabhardwaj5837 already subscribe di🌼
Jii aati hai
Hello di jaise mai hindi medium se krna chahti hu aur mera subject arts hai to mujhe koi problem to nhi jayegi na Mtlb usme kaise syllabus aayenge arts ke hisab se
Di tayari kese karen road map kya h please bta do
Cuet concept channel kesa h.? ma English k liy