Assalam o alaikum MA SHA ALLAH Owsum apne rice basmati long grain daale haina aur han plz ab Sardi ka mosam hai ap plz shab daigh ki recipie jo daigh wale banate hain wo zarur share karen aur han bare ka daighi kaju qeema bhi JAZAK ALLAHU KHAIR ALLAH apko dono jahan main kamyabi de Ameen
Janab aapnay video daikha per suna nahi maine explain kiya time ki kami ki wajah se marinate nahi kiya aap overnight kare aur jab lid khola maine kaha agar aap kachhe gosht ki banaye 45 min dum lagana aur istarhan banaye tab 35 min
Aap professional cooking ka koi course Kiya hai ya Allah ne aapko aisi salahiyat khud ba khud aapke shauk ki wajah se ataa farma di hai jo app taste karke hi wesi bana dete hen😊
meri dadi aur mere walid dono hi khane kay bade shaukeen thai allah unki maghfirat farmaye chatni bhi proper measurements kay hisab say banatay thai itna lehsun itni mirch kitni bareek pisni hai na kam na zyada kafi kuch unsay seekha aur kuch experience say aaya main spice ka business bhi karta hoon kafi study bhi ki hai aur north india main lotghoom kar yahi khane restaurant main shadion main dakhne ko miltay hain Russia aur south Africa main professional cooking bhi ki hai
Shukriya... Kya baat hai teri dishes mein ai rahbar Ghar aane lage ahbaab aur zyada Is nasheman mein abhi aur bhi apno ki jagah hai. Dastar khuwan ki wusat ko do jawaab aur zyada... Allah kare zore sha.......
Sbse pehle mene hii apse request kia tha is receipe ke liye
☺👍
Best recipe 🎉🎉
Thanks 😊
Masha Allah
thanks
😋😋
thanks ☺
😋😋😋😋 nice very nice
Thanks a lot 😊
Thanks for sharing this biryani
😊👍
Looking delicious❤
Thank you 😋
Sar aapki racepi bhut achi hoti
thanks ☺
Definitely I will try this and than comment krngi 😊
thanks 👍
Looks so good, In sha Allah, will try soon! Your dishes and masalas are great! And biryanis are amazing 👍👍
Jazak'Allah khayr, try it and let me know! 😊
Wa iyyaki Bhai, In sha Allah... zaroor
👍👍👍👌
thanks👍
Lajawab biryani gift for you for this biryani 🎁
Thanks 😊
Bahut acchi Recipe hai bhai
thanks
❤ very 👍 nice
Thank you! Cheers!
lajawaaaaaaaaaab 👌🏻
thanks
Thankyou so much
Bhai looking very delicious and tasty 😋❤
Thank you 😋
Boht sahi, aik aur recipe add ho gyi apni list me
😊👍
Assalam o alaikum MA SHA ALLAH Owsum apne rice basmati long grain daale haina aur han plz ab Sardi ka mosam hai ap plz shab daigh ki recipie jo daigh wale banate hain wo zarur share karen aur han bare ka daighi kaju qeema bhi JAZAK ALLAHU KHAIR ALLAH apko dono jahan main kamyabi de Ameen
@@ShabnamKhan-s8u inshallah
Jafar Bhai ki biryani lag rhi hai
yeh kon hain
Bhaijan Dehli ki hotel al Nawaz ki mutton biryani recipe bataye
soon inshallah
Bhai oil ka measurement nahi bataya apne😢
bhai 350 ml
Sir champa ran mutton ki recipe Sher kijiye
try this
ruclips.net/video/KtlN3L4_2XM/видео.htmlsi=RADhWzKfPIOLu1Th
Zaroor try karungi
thanks 😊
Janab unki kachche gosht ki hoti hai marinate karke banatay hai
Janab aapnay video daikha per suna nahi maine explain kiya time ki kami ki wajah se marinate nahi kiya aap overnight kare aur jab lid khola maine kaha agar aap kachhe gosht ki banaye 45 min dum lagana aur istarhan banaye tab 35 min
Aap professional cooking ka koi course Kiya hai ya Allah ne aapko aisi salahiyat khud ba khud aapke shauk ki wajah se ataa farma di hai jo app taste karke hi wesi bana dete hen😊
haa mujhe v janna hai😊
meri dadi aur mere walid dono hi khane kay bade shaukeen thai allah unki maghfirat farmaye chatni bhi proper measurements kay hisab say banatay thai itna lehsun itni mirch kitni bareek pisni hai na kam na zyada kafi kuch unsay seekha aur kuch experience say aaya main spice ka business bhi karta hoon kafi study bhi ki hai aur north india main lotghoom kar yahi khane restaurant main shadion main dakhne ko miltay hain Russia aur south Africa main professional cooking bhi ki hai
Shukriya...
Kya baat hai teri dishes mein ai rahbar
Ghar aane lage ahbaab aur zyada
Is nasheman mein abhi aur bhi apno ki jagah hai.
Dastar khuwan ki wusat ko do jawaab aur zyada...
Allah kare zore sha.......
@@KhansKitchen kya baat hai👍
@@rashidhasan-pr2lf ☺
❤ ans nahi kiya aapne
@@rashidhasan-pr2lf kis ka question kya hai