Akbar Ne Ro Kar Di Sada | Shah E Mardan Haider | Noha | 2022/1444 | Muharram 2022 |

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 6 фев 2025
  • Akbar A S Ne Ro Kar Di Sada | Shah E Mardan Haider | Noha | 2022/1444
    Track: Akbar A S Ne Ro Kar Di Sada
    Reciter: Shah E Mardan Haider
    Lyrics:
    Akbar A.S Ny Ro Kar Di Sada
    Reciter: Shah e Mardan Haider
    Poet & Compose: Jinab Mazhar Abidi sb
    Audio: Lawa Studio Mesum zaidi
    Video: The Focus Studio Safdar kaleem
    Lyrics:
    Akbar as ny ro kar Di Sada
    Ghory sy girta hai Jawan
    Muj ko sambhalo baba jan
    Maloom ha muj ko padar
    Takty hain Sab rasta magar
    Mujh par kaza ha noha gar
    Gheery hain gham ki andhiyan
    Mujh ko sambhalo baba jan
    Gharey hovy Hain ashkiya
    Larta kaha tak main bahla
    Ye barchiyon ki hai faza
    Hai ranj o gham Ka asman
    Mujh ko sambhalo baba jan
    Arman phophi Zainab SA ko tha
    Daikhain gi wo sehra mera
    Lekin na pura ho saka
    Hai mery lub par ye fughan
    Mujh ko sambhalo baba jan
    Hasrat ha gham ha yas ha
    Sheedat ki muj ko piyas ha
    Phr bhi mujy ehsas hai ab ap tanha haim yaha
    Mujh ko sambhalo baba jan
    Hai agg jesi ye zameen
    Nazdik darya bhi Nahi
    Zakhmi badan zakhmi jabeen
    Zakhmo sy hai khoon bhi rawan
    Mujh ko sambhalo baba jan
    Baba bari uftad hai
    Sughra SA Ka wada yad hai
    Duniya sitam ijaad hai
    Likh daina sughra ko bayan
    Mujh ko sambhalo baba jan
    Hai Shah e Mardan marsiya
    Mazhar sy jo noha Likha
    Ik lafhz main ha dastan
    Mujh ko sambhalo baba jan
    Mujh ko sambhalo baba jan
    Akbar as ny ro kar Di Sada
    Ghory sy girta hai Jawan
    Mujh ko sambhalo baba jan
    #AkbarNyRoKarDiSada
    #shahemardanhaider
    #nohay
    #karbala #labbaikyahussain #azadarinetwork #majlis #muharram #matam #yahussain #2022

Комментарии • 21