Thank you Sister Allah apko Ajar de. me biryani bohot shoq se khata bhi hun aur banata bhi hon. Darasal aaj 04 Feb 2021 ko me Beef 🍖 Biryani bana raha tha to bad me pata chala kay chawal beth gaye thy aur tab mujhe kafi dukh hua q k chawal ache nahi thy iss liye. Khair Chef banna itna asaan kaam nahi jitna logon ka khayal hai. isky liye bhi josh aur jazba hona chahye.
Jub hm biryani ke liye chawal ubalte ha to 1 kanni pr boil krte ha to dum ke doran thora sa pani is liye dalte ha ta k steam bane or 1 kanni pr jo chawal the wo steam pr puk jae
Me aaj hi try karungi...JazakALLAH
Nice video
Thanks
Boht zabrdst
ZABRDAST SISTER
Well
Masha Allah
Good Tips 101% 👍
Good tips
Apne khule burtan me hi banaya hai aur bilkul bhi dhaka nahi..wow MashaALLAH..
Nice trick👍
Nice
Thank you Sister Allah apko Ajar de.
me biryani bohot shoq se khata bhi hun aur banata bhi hon. Darasal aaj 04 Feb 2021 ko me Beef 🍖 Biryani bana raha tha to bad me pata chala kay chawal beth gaye thy aur tab mujhe kafi dukh hua q k chawal ache nahi thy iss liye. Khair Chef banna itna asaan kaam nahi jitna logon ka khayal hai. isky liye bhi josh aur jazba hona chahye.
JazzakAllah.aap sela rice se b biryani bna sakte hai bus sela rice ko boil krne se pehle 2 ghante bigo le
Jazak Allah,
Insha Allah aapk sath apna next experience share karunga.
Minutes ke hisab se batayen plz kitny minute boil krnaa chahiye
Thanks
Kmalll😍😍
MA Sha ALLAH!
JazzakAllah
Jazak allah sis chawal konsa use krin r ya to chawal tot jata h ya kacha reh jata h es k liye koe behtren tip btaiye plz
Very nice
sirka konsa use krna
V good thanks 👍
JazzakAllah
Ap konse brand ke chawal istamL karti ho
Nice movie
ASAK Aik Kani chawal ko break karne par kitne pieces chawal mein hona chahiye. Aur do kani kya hota hai. Please help. Shukria.
Which rice u used
Namak kesy check kr skty hain biryani mein😊
Sirka konsa Dala h ?? Anghori ya white
White vinegar
Aap konse brand chawal use kare maam
Dear aap rice brand is video link pr click kr ke dekh sakti ha
ruclips.net/video/SzeprD2L4T4/видео.html
👍👍👍👍
1 kanni means kya
Bazare 2 doroner cal paowa jay konta nibo atop naki siddo basmoti...
Humein kaise pata chalega kai chawal ab ready hai ? 1 kanni ka ?
InshaAllah is pr main 1 detailed video jald banao gi
Api ek kuny chawal reh gae hain kese pata chale ga mtlb ek kuny ka andaza kese hoga
Chawal ko chaba kr dekhe jub na hone k braber kache lage to smj jae 1 kanni ha
mere rice hmysha zyada pkk jaty hea hlwa ki trh
Same to you
Biryani kay dum kay doran rice ka bacha hoa pani dala jata hay wo kion..??
Jub hm biryani ke liye chawal ubalte ha to 1 kanni pr boil krte ha to dum ke doran thora sa pani is liye dalte ha ta k steam bane or 1 kanni pr jo chawal the wo steam pr puk jae
Dheemi aanch par boil karna ya low ya medium par ?
Medium flame se thori tez aanch pr rice boil kare
Kachi baspati hy ye ya pakki ?
Ye purani basmati ha
1 किलो बासमती राइस बिरयानी में कितना सिरका डालना है 6 टेबल स्पून ज्यादा खट्टा कर दिया मेरी बिरयानी को सिस्टर
Agr chavlo ma Pani kam lag jay to Kya krna chay
Chawal ko hamesha khule bartan main our zyyada pani main hi boil kre
👊👊👊👊👊👊👊👊👊
Chawal knsa ha ????
Guard ultimate
Agr zyada boil ho jaye to
Chawl gull q jaty hai
Achi quality k rice use kre
Mere chawal rubber ki trh ho jate h
Aap purane Basmati Rice use kre
Chawal toot jatay hain
Dokandar jhot bol kr 400 wala dety h
𝑻𝒉𝒂𝒏𝒌,𝒔 𝒂𝒑𝒑𝒊🤗🤗
👍👍👍👍