Bilkul sahi jankari di ❤👍❤👍❤👌❤👌❤👌❤palak kep se jyadatar honda ka ECM kharab hota hai par mai horo sorum me kam karta hu. Honda sorum me mere dost hai aaf ka kantet nambar milega
Ji uska loose chabhi switch aur galat plug cap ki wajah se ECM udh gaya tha jiske karan current nahi Aa raha tha... Jaise hi Humne sab thik karke ECM naya dala to current Aa gaya 🙏❤️
Bade bhai fuse me thoda balav kijiye ga 15 Ampiar ki jagh 20 ka lagay ye or apane jo 20 ka lagaye he vha 7.5 ka.... Baki jankari achhi thi thank you...🙏🙏
Ji sahi kaha aapne us time pe specific fuse available nahi tha to dusre no. Ka fuse laga kar dekha tha fir baad me company type laga diya gay.... Man gaye par ki najar 😜
Sir me mechanic hu mere pass shine bs6 aayi hai Uska Bhi fuse ud rhe hai main relay or starter relay bhi dala lekin problem solve nahi ho raha plz bataiye
Bilkul sahi kaha sir aapne ki company ne humko training deni hi chahiye👌
Ji bilkul sahi❤️
Bilkul sahi jankari di ❤👍❤👍❤👌❤👌❤👌❤palak kep se jyadatar honda ka ECM kharab hota hai par mai horo sorum me kam karta hu. Honda sorum me mere dost hai aaf ka kantet nambar milega
Bahot Bahot Dhanyawad.🙏... Aage bhi acchi jankari lane ki puri koshish rahegi.. Support kijiyega ❤️🙏
Thackbyou so mach bhai apki help se ye promdlem do gadiyoka soll kiye he obhi Honda ki 🙏🙏
My pleasure 🙏❤️
Thanks bhai
🙏❤️keep supporting
Apki sabhi jankari hame jyada sab sikhati hai sir all the best for you 🎉
Thank you for watching... Aap ka pyar yunhi banaye rakhiyega🙏❤️
Chabhi switch to thik tha pr plug cap se bhi ecm ud jata hai ye kuch nya sikhne ko mila❤
Ha plug cap bas Honda ka genuine hi dalo🙏❤️
Bahot sahi
Thank you so much ❤️🙏
👌👌👌
❤️
Very nice
Thank you so much ❤️🙏
Sir Avi ap to satik batay hay thik hay lekin karant nahi aneka karan kya kharab tha nahi batay
Ji uska loose chabhi switch aur galat plug cap ki wajah se ECM udh gaya tha jiske karan current nahi Aa raha tha... Jaise hi Humne sab thik karke ECM naya dala to current Aa gaya 🙏❤️
Bade bhai fuse me thoda balav kijiye ga 15 Ampiar ki jagh 20 ka lagay ye or apane jo 20 ka lagaye he vha 7.5 ka.... Baki jankari achhi thi thank you...🙏🙏
Ji sahi kaha aapne us time pe specific fuse available nahi tha to dusre no. Ka fuse laga kar dekha tha fir baad me company type laga diya gay.... Man gaye par ki najar 😜
👍🙏
Thank you 🙏❤️
Nice video
Thank you for watching ❤️🙏
👌👍
Thank you for watching 🙏❤️
👌👌👌👍
🙏❤️
Good
Thank you
Sir please ap sp 125 bs6 relay wiring ke details and ECM ka input consi wire me aata hai aor output consi wire me ppp
Ji bilkul SP 125 bs6 ab jab bhi aayegi problem lekar aap ke liye mai special puri Relay ke ek ek wire ka detail video banaunga🙏❤️
Sir me mechanic hu mere pass shine bs6 aayi hai Uska Bhi fuse ud rhe hai main relay or starter relay bhi dala lekin problem solve nahi ho raha plz bataiye
Ji aap ka bhi problem same hai ... Aap bhi aapke gadi ki chabhi switch aur plug cap change kare... Sath me ECM ka bhi fault hai🙏❤️
Battery ka current (black or red wire) aage tk nahi pahuch raha hai main relay bhi daal kr dekha
Ek bar aap wiring check karke ECM change kare
Plug cap vali bat pe like to banta hai
Thank you so much 🙏❤️
Sir new ecm dalne pe software marna padta hai kya, please reply
Ji nahi direct plug and play hai... Aap direct laga do 🙏❤️
@@shivashrivastava119 thank you🌹🌹
Sir apke workshop ka address kya hai
Honda software nahi marna padega ok
Phele ki gadi 100 se 200 m thik ho jati thi mene kya galti kr si shine lekr last month hi uthai 🥴
Koi nahi sab ke sab gadi ek jaisi nahi hoti ...
Paletina110 m yahi problem hi
Ji Bajaj ki Bs6 150 cc ke niche Wale gadiyon me bhi ECM ka hi problem aata hai jyadatar❤️🙏
Shine ecm problem
Yes
Sir G ECM?
Han
Asian update nahin karvaya
Nahi ji isme ECM update ka koi Funda nahi tha... Iska ECM loose Ignition switch aur galat plug cap ki wajah se ud gaya🙏❤️
Hamesha bezzati hai mechanic ke
Yes ab sabhi company ko bahar ke mechanics ko training dena jaruri ho gaya hai kyunki showroom se jyada to gadiyan 10 Guna bahar banti hai ... 🙏❤️
Horn may short hone say fuse ur jate hay.. change horn...
Ohkk