khutba Juma By Sheikh Abdul baqi Al mokashfi

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 18 ноя 2024

Комментарии • 14

  • @MountainsHiker
    @MountainsHiker 3 года назад

    بلکل یہ تاریخ کا حصہ بن چکا ہے

  • @hussanbhai891
    @hussanbhai891 3 года назад

    Masha Allah So Nice

  • @lasanisportsjaranwala1534
    @lasanisportsjaranwala1534 3 года назад

    mashallah

  • @ম্যাক্সিম64
    @ম্যাক্সিম64 2 года назад

    Original video recording milega?

  • @tayyabyaqub7073
    @tayyabyaqub7073 2 года назад

    Dono naik kaam hein es leye yeh comparison krna he nahin chahiye. Waisy b kisi authentic source se aisy koi khutba nahin mila.

  • @NaveedAhmad-lh3bp
    @NaveedAhmad-lh3bp 2 года назад

    any evidence or refrence?

  • @AbuZikraBilal
    @AbuZikraBilal 3 года назад +1

    Ye to khilaf e sunnat khutba diya. Juma ka khutba 2 parts me hota hai aur inhone to ek he part me kah kar finish. Mujhe to ye farzi ki khabar lag rahi hai

    • @MountainsHiker
      @MountainsHiker 3 года назад

      یہ مختصر خطبہ اب تاریخ کا حصہ بن چکا ہے بھائی۔ ذرا تحقیق کریں۔ وہاں سخت قہط تھا تبھی حضرت نے اتنا مختصر خطبہ دیا

    • @AbuZikraBilal
      @AbuZikraBilal 3 года назад +2

      @@MountainsHikerKya qahat ki halat me sunnat chhor di jayegi? Aap tahqeeq me meri madad kijiye aur hawala dijiye ki ye kahan se pata chala. Besanad waqyat to Aaqa ﷺ ke bhi qubool nahi kiye jate. Mujhe hawala de dijiye plz. جزاكم الله خيرا
      Humare Nabi ﷺ ka Irshad hai ki kisi shakhs ke JHOOTHA hone ke liye sirf yahi kafi hai ki wo har suni hui bat yunhi age bayan kar de. (Sahihain - Mafhooman)

    • @greenme7094
      @greenme7094 3 года назад

      @@MountainsHiker qahat m bhi masjid se behtar amal nahi bhookay ko khana dena. Ye wo amal hay jis ko na kerna jahanam m le jaye ga. Ap ko taufiq hay lekin ap bhookay ko khana nahi detay lekin is ka masjid tameer kernay se koi taluq nahi. Ye sheikh quran jay mutabiq sahi nahi hay. ALLAH bachaye aisey jhootay juhlaa se

    • @greenme7094
      @greenme7094 3 года назад +1

      @@AbuZikraBilal True. Masjid tameer kerna bhi zarori hay. Jitni masjidain hongi utna hi langar chalay ga !

  • @ayazmuhammad6765
    @ayazmuhammad6765 Год назад

    Jhoot hey koi saboot hey ?

  • @Khans-01
    @Khans-01 2 года назад

    یہ صرف روایت ہے اور وہ بھی من گھڑت... خطبہ کہنا اور سننا واجب ہے اور دو حصوں پر مشتمل.. جو الفاظ حضرت محمد صل اللہ علیہ وسلم نے کہہ دیے وہ اس دنیا میں آخری خطبہ تک ویسے ہی رہے گیں لہٰذا سنی سنائی باتوں کو سچ ثابت کرنے کوشش نہ کریں