RX100 mein Rear Tyre 2-75 X18 aur Front 2-50X18 fit karna theek rahta hai.Rear mein stability ke liye 3-00X18 fit tou karte hain ishse chaal bike ka bhari ho jata hai.Gear /Clutch saab par jor padta hai aur maza nahi aata hai.Jyada bada tyre size matlab jyada load poore mechanical system par aur load jyada tou wear&tear jyada tou repair parts replacement bhi jyada.Matlab janha spare ka scarcity hai original bhi mushkil se miltaa hai tou aisa karna theek nahi hai.Yeh bike jaisa aapne lights ka magneto coil plate ko upgrade 12v mein kiya ye jaroorat bhi hai aur acha bhi hai ishse koi parts kharab nahi hoga aur light, starting ,chaal behtar hota hai.Tyre rim orignal size he rahne dijiye,milage bhi sahi rahega.Ek baat hai aab ye bike enjoy karne ke liye hai usko usi tarah se jitna tak ho,sahej kar rakhna chahiye...Ab Coil Plate aur Magnet ki baat se aapne bahuton ka confusion dur kiya aur sahi maane mein upgrade karne ki baat bhi bataya.Humne Coil Plate aur Magnet ke baare mein aapse video laane ka baat rakhne he wala thae ki aapka ish subject par video aaya iske liye dhanyabad.Aab ek request hai Coil Plate mein teen nos.Coils hote hain yeh teeno ka kya function hai aur Connecting Wire Socket Coupler RX100 aur RX135 mein alag size ka hota hai jo main Wiring Harness ke saath matching Connecting Socket Coupler ka hota hai.Is paar thoda video se samjhaeye.Umeed karta hun aap ishwar gaur karenge.Dhanyabad.
..dost !! 12 v magnet jyada current banata hai aur wo jyada current ignition coil mei bhejta hai , to kya 12v igntion system se bike ki power aur average mei bhi farak padta hai !!!!!???
Bhai mere paas 84 model Japanese rx 100 hai aaj tak completely stock condition main hai.. Maine ab uska bulb aur rr unit(rx 135 wala) 12 volt pe upgrade karaya hai .. 5 saal se pareshaan ho gaya hoon bhai😂 upgrade karaake.. Bhai main coil plate aur magnet change nahi karna chahta originality ke liye.. Hope you understand my emotion and point for keeping it stock.. Ab problem kaise solve hogi kya light coil iska rewind karwaye, (karwaye toh kitte round aur kitte mm gauge wire se), 12 volt rx 100 ka light coil daale ya fir rx 135 ya 135 5 speed ka light coil daale)) please give your honest opinion
bhai meri bike 1986 ki hai or uska magnetic 6v ka h tho market me 6v recitfire nahi mil raha h 12 v ka mil raha h tho rx100 ka tho soot hoga kya 6v m ko 12 v rectifier
Sir front tyre jo appne dala hai 2.50.18 ka wo jyada chota to nahi hai, meri Rx 135 4 speed hai 2002 model uska company ki taraf se kon sa tyre lag k aya tha 2.50 ya 2.75??? Agar hum 2.75 front me lagate hai tu kya fark padta hai??
Bro company ki tarf se front me 2.50 × 18 and 2.75× 18 back me lag ke ata tha , agar tum 2.75×18 agge dalte ho to peeche 3.00×18 dalo koi dikkat nahi hai bike or acchi or todhi uchi ho jati hai
Meri Rx me Front 2 .75 - 18 & Real me 3.00 tyre dala Gaadi ki paakd 1 nbr ho gyi... Road pkdke chalti he .. breking kr ne pr gaadi unbalancing nahi hoti he
Meine 12v karaya tha but problem 12 v battery se hai. Wo chassis to touch karti hai aur acid se frame damage ho rahi hai. Kuch solution hai aapke pas ?
My Rx 100 cylinder is recently rebored and running on 0.75 piston. What difference do we notice in engine performance during running in period vs fully open engine whose running in is completed?
@Moto Sound (Rajesh Goutam) Sure. Thanks brother. Actually my question was, engine rebore ke baad turant pickup, pulling power aur top speed improvement feel hota hai ya running in complete hone ke baad feel hota hai. I hope you got my question now.
RX100 mein Rear Tyre 2-75 X18 aur Front 2-50X18 fit karna theek rahta hai.Rear mein stability ke liye 3-00X18 fit tou karte hain ishse chaal bike ka bhari ho jata hai.Gear /Clutch saab par jor padta hai aur maza nahi aata hai.Jyada bada tyre size matlab jyada load poore mechanical system par aur load jyada tou wear&tear jyada tou repair parts replacement bhi jyada.Matlab janha spare ka scarcity hai original bhi mushkil se miltaa hai tou aisa karna theek nahi hai.Yeh bike jaisa aapne lights ka magneto coil plate ko upgrade 12v mein kiya ye jaroorat bhi hai aur acha bhi hai ishse koi parts kharab nahi hoga aur light, starting ,chaal behtar hota hai.Tyre rim orignal size he rahne dijiye,milage bhi sahi rahega.Ek baat hai aab ye bike enjoy karne ke liye hai usko usi tarah se jitna tak ho,sahej kar rakhna chahiye...Ab Coil Plate aur Magnet ki baat se aapne bahuton ka confusion dur kiya aur sahi maane mein upgrade karne ki baat bhi bataya.Humne Coil Plate aur Magnet ke baare mein aapse video laane ka baat rakhne he wala thae ki aapka ish subject par video aaya iske liye dhanyabad.Aab ek request hai Coil Plate mein teen nos.Coils hote hain yeh teeno ka kya function hai aur Connecting Wire Socket Coupler RX100 aur RX135 mein alag size ka hota hai jo main Wiring Harness ke saath matching Connecting Socket Coupler ka hota hai.Is paar thoda video se samjhaeye.Umeed karta hun aap ishwar gaur karenge.Dhanyabad.
Thank you
Sure pakka ane wala hai and tyre pe bhi
@@RajeshMotoSound Besabri se intezar rahega.Dhanyabad.
टायर्स के बारे मे बिलकुल सही
निप्पान डेन्सो इंडिया का मैग्नेट कब से कब तक के RX100 में आया था
Which bike coil plate and magnet can be fitted for yamaha rx 100/135 as other option.
What are the parts that need to be replaced other than the satator? 🤔
Very good point sir mere bhe yahe prb the ab solved
Kya hum new model wala magnet jisse Bina shelf ke start hoti hai wo video banao aap aur advice kijiye plz
I've ordered rxking cobra magnet coil set for my rx 100. Any problem?
Pickup ke liye maneget konsa acha hai sir
Kya 6 volt magnet me 12 volt ka coil laga sakte hai...
Ha jarur laga sakte hai
Rajesh sir,This is Manoj,
Now I have no complaints.
You sort out all my queries, thanks a lot sir
🙏👍
Very good presentation . Keep it up.
And give more information
Give ur whats app no
Installing Rx100 4hole 6v magnet in 2hole 12v coil plate and vice versa will work ?
12v magnet mf company konsa hai ? rajesh goutam sir kya aap yamaha rx135 ka magnet coil set provide kar sakte hai ?
Sir can we install 4TL magnet in RX100
I have 4tl magnet with all their coils??
Please reply??
Yamaha RX 100 ka double oll wala magnet coil chahie
Sir 12 volt megnet ki coil milti kya kyuki us ki coil thodi lambi hoti hai or istading coil or laiting coil konsi campani ki dalni chaye
Sir please bataye magnet coil plate nahi badale sir usme k coil pin badale to kam ho sakta hai
Kuch hud tak
Bhai 12 volt magnet ka pick coil ka speed range and 6 volt magnet ka pick coil ka speed kitna hai ?
Bike height gets reduced, also chain sprocket set gets damaged frequently while using 3.25*16 tyre
Denso ka 12v magnet plat purches karne ka link hoga to please share karo
Thank you 🙏
Dont have
Kon sa magnet Dale bataye plz
12v RX100 2 hole magnet kaha mile sakti h, ya aap help karde please
6 volt vs 12 volt settings hoga
Meri bike me piche 120/80/16 v15 bike ka lagaya hai bike speed me bhi achi stable rahyti hai
Rx 100 ka waring rxg me lagjayga sir
Hlw bhaiya ye 12v magnet or coil kaise milega please help
Yahama rx135 4speed megnet kesharahe ga
Mene bhi kall 12v light coil 6v magnet me lagwai hai light thodi down hojati hai agar khadi hai to chalate time no problem full bright light
Starting me koi problem
Bhai jaan mujhe 12 vol wala megnaitt chai he
Coil mil sakta hai kya
Iska saman bhai kis website par mil jayega ya app par kis chij par milega amzone par mil jayega online
Super sir
Sir i want magnet for rx 135 4 speed, how to buy online.
Hi bro im using rxking coils with rx100 maganet the bike over heat
Bhai 16 inch wheel 1st gear Mai full throttle open karenge tho wheeli hojaega
..dost !! 12 v magnet jyada current banata hai aur wo jyada current ignition coil mei bhejta hai , to kya 12v igntion system se bike ki power aur average mei bhi farak padta hai !!!!!???
Awesome video
Meri Bike ka Aage wale 4 ka pipe dono kharab ho gaye hai vah kitne Me Milte Hai
Bhai mere paas 84 model Japanese rx 100 hai aaj tak completely stock condition main hai.. Maine ab uska bulb aur rr unit(rx 135 wala) 12 volt pe upgrade karaya hai .. 5 saal se pareshaan ho gaya hoon bhai😂 upgrade karaake..
Bhai main coil plate aur magnet change nahi karna chahta originality ke liye.. Hope you understand my emotion and point for keeping it stock.. Ab problem kaise solve hogi kya light coil iska rewind karwaye, (karwaye toh kitte round aur kitte mm gauge wire se), 12 volt rx 100 ka light coil daale ya fir rx 135 ya 135 5 speed ka light coil daale)) please give your honest opinion
Mere pass RX 100 Hai Main Usko five gear Mein convert karna chahta hun uske liye Kuchh video banaen ya bataen sar
Sure
Sair rx100 ka magnet kaha mela ga
12 volt magnet available hoga kya aajkal .... ?? .... कहां
मिलेगा ....??
Rx 100 nd 135 magnet weight difference
Neat to change the 12v coil plate or the same coil plate only magnet changing is ok bro
Hello sir lovely video
Good Information bro .Thank you
Appa ka pasa ha magnet coil 2 hole bala 12 volt
BHAIYA MAGNET ME WEIGHT DIFFERENCE SE KUCH PROBLEM TO NAHIN HOGA...I THINK 12 V MAGNET IS HEAVY THAN 6 V..
2 hole magnet coil nipon ka hai magar 12v lekha nhi hai. Ooo khonsa hai 12v r 6v
Coil plat 12 volt hona chahiye magnet 🧲 kuch bhi chalta hai
Ager 12 volt likha hai means wo 12 v wla coil hai
2.75/18 is best aap dunlop main tyre lagvaana
2 hole magnet ka coil plate missing hai milsakta hai kya?
Mil saktI he ji
@@mahendramahendar9073kaha milega
bhai meri bike 1986 ki hai or uska magnetic 6v ka h tho market me 6v recitfire nahi mil raha h 12 v ka mil raha h tho rx100 ka tho soot hoga kya 6v m ko 12 v rectifier
12 volt laga do koi probb nhi hai
@@RajeshMotoSound tysm sir
Visited your page for the first time and nice to talk to you
12 volt qual dalne seaverage badhega kya
1-2 km jyaada
Mujhe be magnet coil chahiye
Mujhe 12 volt ka coil cahiye
Sir front tyre jo appne dala hai 2.50.18 ka wo jyada chota to nahi hai, meri Rx 135 4 speed hai 2002 model uska company ki taraf se kon sa tyre lag k aya tha 2.50 ya 2.75??? Agar hum 2.75 front me lagate hai tu kya fark padta hai??
Bro company ki tarf se front me 2.50 × 18 and 2.75× 18 back me lag ke ata tha , agar tum 2.75×18 agge dalte ho to peeche 3.00×18 dalo koi dikkat nahi hai bike or acchi or todhi uchi ho jati hai
Bike tends to skid during turn with 16" wheel
Rx100 ka magnet kaha par milega bhai
yeh kaha mil sakta hai
Rx 100 magnet weight?
8.5.2024❤
Meri Rx me Front 2 .75 - 18 & Real me 3.00 tyre dala Gaadi ki paakd 1 nbr ho gyi... Road pkdke chalti he .. breking kr ne pr gaadi unbalancing nahi hoti he
Ok and avg par koi farak
@@RajeshMotoSound Avg ke kuch farak nahi pda
Ok
Aapko dekkey hame aisa lagta hai, jaise aap yamaha rx 100 ki hame tution de rahe ho aap Teacher ki tarha Student ko pada rahe ho.
Meine 12v karaya tha but problem 12 v battery se hai. Wo chassis to touch karti hai aur acid se frame damage ho rahi hai. Kuch solution hai aapke pas ?
Acha battery laga acid kyu niklega
2 whole 12 vold magnet kb lunch hua tha
1996-march
Yeh milega kha sir
4 hole magnet me 12 v atahe Or neai atahe
Good Information Rajesh,
12volt magnet price kya hai?
Please do reply
App se baat ho payega kya
My Rx 100 cylinder is recently rebored and running on 0.75 piston. What difference do we notice in engine performance during running in period vs fully open engine whose running in is completed?
Kindly maintain sppeed 50 to 65 till 5to 8 thousand km
Also make sure 2t oil need more quantity per liter means just double
@Moto Sound (Rajesh Goutam) Sure. Thanks brother. Actually my question was, engine rebore ke baad turant pickup, pulling power aur top speed improvement feel hota hai ya running in complete hone ke baad feel hota hai. I hope you got my question now.
Turant feel nyi hoga.
Jaise jaise (bore-piston) Engine free hoga waise aapko pickup n mileage acha milega aur heating bhi kam hogi bike me.
@@ajaybhosle100 Thanks for the reply.
Dada milega kya
36l kon sa konsa hai 12 ya 6
Engine me likha hota hai 1L2-12volt ka hai &1L1 6-Volt
speaker 🔈 lga lijiye bhai
Yeh कहाँ मिलेगा sir
Bhai aap apni rx dikhao aap ke pass ek ya do bike h
Kaha se milega bhai...
Thanks alot.
Please bhai..
Rx100 magnet kaha mela ga q ke Mera bike start ulta horaha he
Plz sair
16 Inch tyre will give more stability in braking & sudden pickup . Problem is top speed will get decrease also milege decrease
Oky if 17 size
@@RajeshMotoSound ya 17 is better
Which Tyre is best.....16 inch...or 17 inch...
@@Aravinth.93 17 bro is better
18 is best .. go for 3.00-18 Moto d
Good
Sir price of 12 volt magnet, it's available in Yamaha sphere parts store?? Plzz suggest me
Not available you can purchess second till 2500 only
@@RajeshMotoSound yamaha rx 100 12 volt magnet coil plate available price
2t pumps ki seals kaha milengi.. Ya fir orignal 2t pump kaha milega
Mere pass haiga
@aghazakir8709 पंप हैं या सील्स
@@Sudhanshuy36 dono cheez h mere pass bhai
Sir I am from Nepal aur mai eak Rx 100 ko restore Kar Raha Hu par mujhe ye Nahi pata ki magnet 12v hey ya 6v . Kaise identify Karen sir? Please reply
12 v par 12 volt densonippon india likha hota hai
App mujhe insta par pic bhej de
Rajesh_motosound
@@RajeshMotoSound ok
Meri gadi ka mileage ka bahut problem sab kuchh change kiya mileage mileage deta hi nahin
12volt ka chiye
Bhai Any Problem/ Disadvantage After Install 12 V Coil?
Average bhai
I want rx100 magnet bhaya
Magnet kaha mela ga
Kindly msg me on insta i will provide the detail
@@RajeshMotoSound
Rx100 magnet melaga
Bhai please replay karo...
Bhai
Coil change Karna Se 6 volt Se 12 volt nahi ajaye GA.
Mene to 6v magnet me 12v coil change krvai hai just abhi
@@pankajkumar-bz1se starting coil change kiye hai aap
Mre 12volt magnet or disc chiye
My rx100 1995 model hai
Mere paas hay
@@gaddamnagaraju8522 mengnet chahiye
Rajesh, is cdi support both kind of magnet or is there any seperate cdi required for 2 hole magnet? clarify me plz
Use new cdi it is use for both
Please muje bhi chahiye..
Bhai muje bhi chahiye ....
Mene bullet ka lagaya hai sahi chal rahi hai milege 32 ka aa rha hai
Kya lagaya hai bullet ka?
@@waynesaldanha361 Tyre
Hello bhaiya
Original properly rim saiz dalvalo baike ka look kharab mat karo
Average main bhi kuch fark nahin padta he ... Fayde hi fayde he ...
2/75/18 thik hai.