Jio Airfiber बाय - बाय 👋 अब internet चलेगा Unlimited | 5G unlimited Internet |

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 27 ноя 2024

Комментарии • 225

  • @GopalBhuia-c2l
    @GopalBhuia-c2l 3 дня назад +1

    Mera ghar me aisa hi chalate hai thanks you

  • @Basudevkrishna9
    @Basudevkrishna9 Месяц назад +3

    Nice video 📸 bhai.....
    Keep growing.....we all are with you....

  • @fantasylovers6144
    @fantasylovers6144 Месяц назад +5

    Nice video bhai 💯.

  • @jyotibose9456
    @jyotibose9456 8 дней назад +1

    Technically you are correct.
    Jio will launch 5 g plan as soon as possible,in this plan no unlimited 5 g will be provided to their user.

  • @krishnagopalsamanta6999
    @krishnagopalsamanta6999 11 дней назад +2

    Bhaiya 1 month me kitna 5g data use kar sathe ho ...koi limit ha kaya

  • @mohdtaufeeq.
    @mohdtaufeeq. Месяц назад +6

    Lekin pahle 12000 ka 5G Phone laao fir 3000 ka Router + Ethernet Cable bahut jyada Kharcha ho jayega

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад +5

      Are bhai itna dimag mat lagao tumhari umra padhaai likhai ki hai Tum padhaai likhai per Dhyan do baki sab ham per chhod do aur copy kitab lekar fear fiber aur mere jugaad ka compare kar lena samajh a jaega air fiber Tum se vah sari chijen le jaega aur ₹700 pratimah bhi leta hai jabki hamare wale jugaad mein sirf Van time investment hai aur ₹300 Pratima unlimited Internet unlimited speed aur har chij tumhari hi rahegi hamesha aur jaruri nahin hai ki 12000 ka phone kharid do hajar rupaye ₹3000 ka purana phone le Lo टूटा-फटा sa 2000 rupaye ka router le lo hajar 500 ki lead aur connector mil jaega bus 5000 mein tumhara system pura ban jaega hamesha ke liye

    • @therakeshkumar
      @therakeshkumar Месяц назад +1

      Are mere bhai Tumahre paas bilkul Dimaag Nhi hai Agar Maan Lo Jio ne 5G Unlimited ki Data Service bn kar di to sb ke sb Dhara Rh jaayega Kyu karna Itna khrchaa​ aur Upar se 5G Mobile ki bettery ki bhi bnd bjwaa do Tumhari Video Sb Copy Paste hoti Hai.@@SanjuPathshala

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад +1

      Achcha mere bhai 2 sal Tak koi bhi 5G unlimited nahin band hoga is per bhi Maine video banaa Diya Shayad aapane dekha nahin jab naye tariff plan aaenge aage chalkar tab naye roll aaenge tab 5G unlimited khatm ho sakta hai lekin koi jaruri nahin aur Rahi baat hamare sab video copyright ki to Bhai jitne bhi main video banata hun sari chijen khud se test karta hun aur uske bad video banata hun jabki RUclips per aapko yah sari chijen aasani se dekhne Ko nahin milenge aur main jo bhi chijen batata hun hundred percent work karti hai aur galat jankari main kisi Ko nahin deta dusri baat main khud is jugaad ko 3 mahine se use kar raha hun bahut achcha chal raha hai paise bhi Bach rahe hain baki samne wale ki marji vah kya Karta hai main kisi ke sath koi Jor jabardasti nahin karta ki tumko Aisa hi karna hai main bus ek Tarika batata Hun ki kaise aap is tarike se bhi internet chala sakte hain baki samne wale ki marji vah kya Karta hai kyunki Mera kam hai video banana logon Ko dikhana ki is tarike se bhi ham internet chala sakte hain...

    • @videoseditor5832
      @videoseditor5832 20 дней назад +1

      Yeh pagal he re tu prati mahina yeh amount Lage ga kya ahse baata raha he😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂

    • @videoseditor5832
      @videoseditor5832 20 дней назад +1

      ​@@therakeshkumarTo fir 4G chalao daily ka 2gb 😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂
      Or
      Laga lo jio Fiber 470 rupe ka or Air Fiber 699 ka laga lo bohut Amir hona 😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂

  • @sahilsinghchib1963
    @sahilsinghchib1963 4 дня назад +1

    bhaiya 5g phone ka hotspot on kr k pc me wifi k sth connect kr k unlimited download kr sktei ha.pc k sth connect kr k koi problem to nahi hogi

  • @Mugli2024
    @Mugli2024 Месяц назад +3

    Faltu, chat pe phone ko rak kar kaisa charge karega, 😅

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад +1

      भाई इसका भी जुगाड़ है amzn.to/408tfGv

  • @manojhalder4285
    @manojhalder4285 Месяц назад +6

    Mein bhi setup kya hu bohut badiya chalta hai

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Achcha

    • @shivanirani8175
      @shivanirani8175 21 день назад +1

      ​@@SanjuPathshalamobile charger hota rhega khud ya fir karna padtha hai

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  21 день назад

      @@shivanirani8175 ek alag connector aata hai usmein aapka mobile per charge hota rahega or internet bhi chalta rahega

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  21 день назад

      @@shivanirani8175 amzn.to/48kkmMb

    • @shivanirani8175
      @shivanirani8175 21 день назад

      @@SanjuPathshala ye to bahut mehenga hai,, khud charge hota rahega ya esko charger lagana padega

  • @vivek.anand.82
    @vivek.anand.82 Месяц назад +1

    Idea acha thanks..
    Ye idea use kar computer me internet chala sakte hai kya... Lan cable direct cpu ka lan port me dalne se.. plz check kar ke bataiyega...

  • @malihabadiguruji776
    @malihabadiguruji776 23 дня назад +2

    Bhai link to de diya kro sepret all parts ka jo apne abhi use kiya hai

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  22 дня назад

      Bhai Maine bataya to video mein ke sare link aapko mere WhatsApp channel per mil jaenge aur WhatsApp Channel ka link aapko video ke discription mein mil jaega

  • @krishnagopalsamanta6999
    @krishnagopalsamanta6999 11 дней назад

    Bhaiya or ek bat tha.. Ph me setting me USB Tethering ha , Ethernet Tethering nahi ha connect ho paya ga..Type c to Ethernet Port me, Ethernet Tethering option Raha na chaiye Kaya???Plz reply kar dijiye

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  10 дней назад

      Developer setting khol ke ek bar usmein check karo

  • @ANOKHESHORTS23
    @ANOKHESHORTS23 День назад

    Bhaiya mene aapka video dekh ke setup banaya hai mere pass TP link Archer AX12 1500 wifi6 router aur tp link ka UE300C usb to type c RJ45 connter hai iqoo 7 5G mobile hai mobile m speed 800 se 1000 mbps aati hai but es jugaad se 200 mbps aati hai be wo bhi thodi thodi der baad band ho jata hai baar baar please bataoo kya kari sara saman badiya liya hai bhaiya aapke link se mene

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  День назад

      Cat 6 cable li hai

    • @ANOKHESHORTS23
      @ANOKHESHORTS23 День назад

      @SanjuPathshala hanji bhaiya TP link ka router liya thaa 2800 ka uske sath aayi hai

  • @pranjalbhalani
    @pranjalbhalani Месяц назад +1

    USB TETHERING IS THE BEST AND FREE OPTION HE, FULL SPEED KE LIYE

  • @MEGHNAD1
    @MEGHNAD1 17 дней назад +1

    Bhai kya jio air fiber 5g me data unlimited hai ya isme bhi 1000gb ki limit hai

  • @gopaln.ambore4255
    @gopaln.ambore4255 Месяц назад +1

    बारिश ओर धूप से मोाइल को कैसे बाचावोगे भाई😂

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      मतलब सभी लोगों को धूप में ही थोड़ी ना फोन को रखना है वह तो मैं एक दिखाने के लिए बताया कि अगर आपके गांव में 5G इंटरनेट नहीं आता है और छत पर आता है या फिर बहुत ऊंचाई पर आता है तो आप इस तरीके से कर सकते हो और बाकी धूप और बारिश से बचने के लिए इस पास में एक छत फिट कर दो धूप से भी सुरक्षा बारिश से भी सुरक्षा लेकिन भाई मैं आंधी से नहीं बचा सकता 😃

  • @Neelkamal_Vaishanaw
    @Neelkamal_Vaishanaw Месяц назад +1

    भाई साहब क्या 5G सिम सपोर्ट करने वाले Router में जिओ के 5G प्लान को डाल के ऐसा उपयोग नही कर सकते क्या, क्योंकि मोबाइल कि बैटरी कुछ समय बाद ख़तम भी तो होगा फिर चार्ज करने के लिए सब कुछ बंद भी करना पड़ेगा।

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      भाई अभी 5G वाला राउटर जिसमें सिम डालने की व्यवस्था हो अभी मार्केट में आए नहीं है और जो यह मैंने जुगाड़ बताया है इसके लिए आप यह खरीद लो amzn.to/48kkmMb जिससे आपकी चार्जिंग भी होती रहेगी और नेट भी चलता रहेगा

    • @santanusasmal9501
      @santanusasmal9501 Месяц назад

      Please suggest a budget friendly item which works as the same.

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      whatsapp.com/channel/0029VaPQ7dv9WtC9y9q6Cb2J
      Bhai WhatsApp channel Mera hai is per sari chijen aapko mil jaati Hain Jo bhi main batata hun ek bar jarur dekh lena aur join bhi kar lena

  • @RaajOfficial-i4b
    @RaajOfficial-i4b Месяц назад +1

    Bhai itni lambi cable se phone ki battery zyada use hogi kya?

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Koi problem nahin hai,, aur agar aapko parmanent charging bhi chahie to uske liye ek alag dongle aata hai WhatsApp channel per Maine link dal Diya hai WhatsApp Channel ka link discription mein hai to aapke sare problem solve ho jaenge

  • @ANURAG-v3x3h
    @ANURAG-v3x3h 15 часов назад +1

    BHAII LAN CABLE GALE ME DAL KAR CHALANA HOTA HAI KYA

  • @imtiyajali6956
    @imtiyajali6956 Месяц назад +2

    TP link router c64 vs C6 v4 mein kaun sa best hai 😢😢😢😢❤❤❤

  • @badboyshubham
    @badboyshubham Месяц назад +1

    Direct 5g phone ke hotspot se ma chalata hoo phone ko charge me rakh ke usme eak cooling fan laga diya hoo phone bhi nhi heat hota hai automatic charge hote rahta hai

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Bahut mast jugaad hai

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Meri telegram channel ko join kar lo vahan per aapko chat ka option milega aur apna video chahe to share kar sakte ho

    • @jwala_ksp
      @jwala_ksp Месяц назад +1

      😂😂😂

    • @badboyshubham
      @badboyshubham Месяц назад

      @@jwala_ksp haa bro tum bhi kar lo

  • @sarifulmondal5583
    @sarifulmondal5583 Месяц назад +1

    Sir cat 5e kitne speed dega plzz reply ,long 20 meter 5 gigabi

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Bhai cat 6 cable ka use karo jyada majbut Hoti hai jyada acchi hoti hai speed bhi jyada milati hai aur baki Jo yah aapke Keval hai jo aap Bata rahe ho isase bhi ठीक-ठाक speed mil jayegi lekin jyada Bator hai cat 6 Cable Maine ek WhatsApp channel banaya hai jis per main sari chijon ka link de deta hun jo chijen behtar hoti hain WhatsApp channel chaho to join kar sakte ho iska link discription mein hai

  • @thegame8260
    @thegame8260 Месяц назад +1

    fiber hi sahi hai jab 5g network nhi aa raha hai to bhai 4g me to speed hi nhi hai

    • @adg2302
      @adg2302 7 дней назад

      Wifi hotspot on karo. Phone ko charge pe lagao. Ek Windows Laptop lo, Internet Connection Sharing (ICS) on karo aur Laptop ke ethernet se Internet ko kheecho!!!

  • @RaajOfficial-i4b
    @RaajOfficial-i4b Месяц назад +1

    Bhai phone ka ethernet kitna maximum kitna speed deta hai

  • @cosmosshiva
    @cosmosshiva 13 часов назад

    Jio fiber router work karege kya mere pass wahi hai

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  2 часа назад

      Nahin work Karega privacy lagi hoti hai but ek bar TRAI kar sakte ho

  • @pmunboxing
    @pmunboxing Месяц назад +2

    ❤❤❤

  • @GExpert
    @GExpert Месяц назад +3

    Apne gaon me 5G hi nahi hai to kaise hoga

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      आपके गांव में कहीं ना कहीं तो आता होगा छत पर आता होगा या और भी ऊपर जाकर चेक करो मतलब पेड़ पर चढ़ के एक बार चेक करो कि वहां आता है कि नहीं फिर मैं तुमको एक जुगाड़ बता दूं

    • @adg2302
      @adg2302 7 дней назад

      mat karo

  • @technicalpoint999
    @technicalpoint999 Месяц назад +1

    Bhai mobile charge kaisa hoga bro mobile ko bar bar nikalna paraga bro

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Charge bhi hota rahega ise khareed lo amzn.to/48kkmMb
      Mera WhatsApp channel discription mein hai usko join kar lo vahan se aapko bahut sari chijen sikhane ko dekhne ko milati Hain

  • @tusarroy7835
    @tusarroy7835 Месяц назад +1

    Bhai belkin ka c to rj45 +type c adapter work korega kya

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Han bilkul Karega lekin Maine test nahin kiya hai kabhi bhi jo maine test kiye Hain UN sari chijon ka link maine apne WhatsApp channel per direct Diya hua hai aur WhatsApp Channel ka link aapko discription mein mil jaega vahan se jitne product mein dalta hun sab genuine product hai acche category ke Hain aur tested hai jo 200% work karte Hain

    • @mayur6686
      @mayur6686 26 дней назад

      Nhi support karta

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  25 дней назад

      100% support karta hai jo chijen main bataya hun agar aap vah karte hain baki mujhe nahin pata aap kya kar rahe hain

  • @revolutionineducation1481
    @revolutionineducation1481 Месяц назад +2

    Bhai recharge nahi karne par disconect hone par router khol ke le jate hain jio wale
    Apka nahi le gaye kiya..??

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Company ka phone aata hai kuchh Na kuchh sikha deta hun.. unhe

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Lekin Abhi tak koi le jaane ke liye nahin aaya

    • @shortstrendingvideoYT
      @shortstrendingvideoYT Месяц назад +2

      Call kare to bolo hum yaha ni hain. Koi bahana bana do fir wo 6 mahina ke baadh call karega. 😅 fir wahi bahana banayea kro mere pass 4 rakha hua hai sab ko extension bana bana krke use krte hai 😅😅😅

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      👌🤨

    • @revolutionineducation1481
      @revolutionineducation1481 Месяц назад

      @@SanjuPathshala kitna din ho gaya bhai.. diconect huye

  • @akshaychavhate7601
    @akshaychavhate7601 Месяц назад +1

    Aur phone charging kaise karege

  • @RahulSuman0555
    @RahulSuman0555 Месяц назад +1

    Are bhai FIR dusre phone mein pin lagane ki kahan jarur a rahi hai sidha router connect kar do aur uske Wi-Fi se use kar lo
    Ya FIR jo jis phone mein 5G hai use phone ko router Wi-Fi repeater mod se karke router se pure ghar mein internet de do itna
    Dodo dongle ki kahan jarurat jankari do to kam aane wali do fokat ke kharche wali nahin

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Bhai ine sari chijon per Maine video banaa Diya hai Lekin bahut se log Jor router nahin Lena chahte aur vah fir bhi internet chalana chahte Hain to unke chhat per 5G aata hai niche nahin aata hai to yah unke liye hai video aur baki Jo aap Tarika Bata rahe hain is per maine bahut pahle hi video banaa diya hai aur kafi tarike se Maine bataya hai ki aap is tarike se 5G internet chala sakte hain

  • @pramodsbi3479
    @pramodsbi3479 Месяц назад +1

    Bhai upar wala Jo phone fix kiye ho wo discharge ho jaye to😂

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Charge bhi hota rahega ise khareed lo amzn.to/48kkmMb

  • @chandannicky
    @chandannicky Месяц назад +2

    Yaar tum reply nahi karte ho, maine pucha tha ki kya hum same time pe mobile charge and usb tethring ek saath kar sakte hai , usb hub se .

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад +1

      Han bhai bilkul kar sakte hain sorry kyunki bahut jyada message a jaate Hain aur mujhko bahut sare kam hote Hain to message main aapka dekh nahin Paya hoga once again sorry

    • @santanusasmal9501
      @santanusasmal9501 Месяц назад +1

      Please suggest good usb hub jisse hum mobile ko charge v kar sakte hai aur sath me usb tethering v kar sakte hai.

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад +2

      Charge bhi hota rahega ise khareed lo amzn.to/48kkmMb

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад +1

      Charge bhi hota rahega ise khareed lo amzn.to/48kkmMb

    • @chandannicky
      @chandannicky Месяц назад +1

      ​@@SanjuPathshala
      Thanks for the reply ,
      Ek aur baat puchan hai bhai,Maine dekha hai bahot saari router aise hai jo usb k saath aate hai ,so hum directly mobile ko connect kar k net and charge same time pe kar sakte hai .
      Mujhe ek best router with usb 3,with mumi facility and upto 1 gbps wala router suggest kar do plz,price is not a concern for me.

  • @rameshthakur7638
    @rameshthakur7638 Месяц назад +1

    Bhai Jio air fiber band karwayenge to fiber le jayega kya

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад +1

      Hmm filhal hamare pass kafi din se pada hai abhi tak koi Lene nahin aaya aur na hi kisi ka phone aaya

    • @rameshthakur7638
      @rameshthakur7638 Месяц назад

      @@SanjuPathshala cancel ho gaya na or jio store me Jake cancel kiye the ya call se

  • @PrabirsLofi
    @PrabirsLofi Месяц назад +1

    Phone charge kaise hoga?? Bar bar sab kuch phir se karna hoga

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Iske liye alag Dangal aata hai use per bhi video banaa dunga

  • @gurvindersidhu3959
    @gurvindersidhu3959 Месяц назад +1

    Mere ton room main h jio 5g ki 450mbps ki speed hai

  • @jaishriram5_54
    @jaishriram5_54 18 дней назад +1

    esko ap 6000 rupeme bhi kar sktte ho

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  17 дней назад

      Achcha kaise explain karo

    • @adg2302
      @adg2302 7 дней назад

      Wifi hotspot on karo. Phone ko charge pe lagao. Ek Windows Laptop lo, Internet Connection Sharing (ICS) on karo aur Laptop ke ethernet se Internet ko kheecho!!!

  • @mayur6686
    @mayur6686 25 дней назад

    Problem solve Karo
    Belkin ka sabse pehle try kiya tha....woh android ko support nhi karta.... uske baad sounce ka try kiya.... support karta hai....but charge ka issue tha.... isliye....rj45 with charge adpotor try kiya....par jab mobile charge shuru karoge ethernet turn off ho jaata hai.... uske baad usko manual mein jakar chalu karna padta hai.... charging turn off karke......baad mein meine Poe adapter try kiya but woh mobile ko charge nhi kar paya... adapter Cable creation ka liya tha....
    Tum Aisa POE adapter batao joh mobile charge or ethernet dono eksathe share karta hai..... Mobile hamesha usb thetering with charge ko support karta hai..tum usb thetering on ho jaye Aisa adapter batao...joh charge bhi kare or internet share bhi...
    Agar mobile charging or data eksathe Jaise computer ko lagane ke baad hota hai...waisa koi device batao joh charging or thetering dono kk support karta hai....

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  24 дня назад

      Pahli baat To yah hai ki कभी-कभी phone hi nahin support karta hai - to vah faltu mein itna dimag mat lagao tumhen kam kar sakte ho mobile ka hotspot on karke sidhe router ko connect karo aur router se 2.5 ki ghats aur five gigahertz donon ka maja lo pure ghar mein pure office mein aur router se aur bhi router connect kar sakte ho ismein na yah tumhen ethernet cable ke jarurat hai na hi koi device ki jarurat padegi aur upar se jitne rupaye ka yah donon chijen loge utane rupaye mein router a jaega aur phone bhi parmanent charge kar sakte ho kyunki phone ka USB to hamesha free rahega charcha Ho charge karo

    • @mayur6686
      @mayur6686 24 дня назад

      @SanjuPathshala Problem yah ki 5 g network 2nd floor ke छत par aata hai .toh hotspot ki range ground floor ke Router Tak nhi pahuch pati.
      Mere paas already chat se router tak cat 6 Cable Aayin hai.
      Router available hai
      Mobile available hai
      But problem yah hi ki charging or thetering eksath nhi chal Raha hai...
      Jab bhi Charging ke liye mobile on karte hai toh thetering off ho jaata hai.... Isliye bol Raha hoon koi Poe adapter batao joh charging or thetering eksath karke de..

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  24 дня назад

      Second floor pay phone rakho first floor per hotspot rakho matlab router to tumhara second floor bhi connect Karega first floor bhi connect Karega aur ground floor mein connect Karega

    • @adg2302
      @adg2302 7 дней назад

      Wifi hotspot on karo. Phone ko charge pe lagao. Ek Windows Laptop lo, Internet Connection Sharing (ICS) on karo aur Laptop ke ethernet se Internet ko kheecho!!!

  • @myfur5011
    @myfur5011 Месяц назад

    हॉटस्पॉट ऑन करने के बाद इंटरनेटनहीं चलता है

  • @sonividhyasagar5754
    @sonividhyasagar5754 23 дня назад +1

    बी एस एन एल सही है भटको मत

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  21 день назад

      Achcha

    • @videoseditor5832
      @videoseditor5832 20 дней назад +1

      Achha Bsnl me unlimited he😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂
      To use kyu nhi karte 😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂

    • @videoseditor5832
      @videoseditor5832 20 дней назад +1

      3G me atke raho Saab 😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂

  • @romanramx6856
    @romanramx6856 Месяц назад +1

    Bhai 2 phone engage ho jayege kya fayda hua

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Han matlab maine bataya ki aap aise bhi internet chala sakte ho aur iske alava bhi maine bahut tarike bataye Hain to vah chahe vah Aaj maloom koi dikkat nahin hai main Bus logon Ko batata Hun ki is tarike se aap internet chala sakte ho baki samne wale per depend hai ki vah kya Karta hai

  • @mr-pubgvalaop8210
    @mr-pubgvalaop8210 Месяц назад +1

    bhai 2Nd hand 5g phn kaha saste me milega??

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Koi bhi mobile shop per chale jao vahan se pata kar do Jo repair wali mobile ki dukaan Hoti hai vahan jakar

  • @rameshthakur7638
    @rameshthakur7638 Месяц назад +1

    Bhai ek app se 5g connection hamesh active rahta hai

  • @myfur5011
    @myfur5011 Месяц назад +1

    Unlimited 5g शेयर नहीं हो रहा है

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Bhai Airtel se nahin hota hai jio se ho jata hai

    • @adg2302
      @adg2302 7 дней назад

      Wifi hotspot on karo. Phone ko charge pe lagao. Ek Windows Laptop lo, Internet Connection Sharing (ICS) on karo aur Laptop ke ethernet se Internet ko kheecho!!!

  • @RaajOfficial-i4b
    @RaajOfficial-i4b Месяц назад +1

    Router niche lagao phone uper

  • @sayanmondal9577
    @sayanmondal9577 Месяц назад +1

    Ethernet cable ko directly pc connected kardo

  • @vijayboy5466
    @vijayboy5466 Месяц назад +1

    Phone charge kaise honge bhaiya ji❤❤❤

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад +1

      Dekho phone charge ke liye ek alag Dangal aata hai usko Lena hoga usse ho jaega

    • @santanusasmal9501
      @santanusasmal9501 Месяц назад +1

      Please suggest better dongle for charging and usb tethering

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад +1

      Charge bhi hota rahega ise khareed lo amzn.to/48kkmMb

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад +1

      Charge bhi hota rahega ise khareed lo amzn.to/48kkmMb

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Charge bhi hota rahega ise khareed lo amzn.to/48kkmMb

  • @Darkworld1399
    @Darkworld1399 26 дней назад +1

    Bhai jo mai phone connect karunga router se usse agar hamesha start rakhunga to kuch problem to nahi hoga na us phone me matlb battery futna ya kuch aur complection?

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  26 дней назад

      Bhai main khud use kar raha hun 3 mahine se koi problem nahin hai

    • @shivanirani8175
      @shivanirani8175 21 день назад

      Mobile charger kese hoga​@@SanjuPathshala

  • @guest10202
    @guest10202 Месяц назад +1

    Lekin phone charge kaise karenge

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Bhai uska bhi jugaad hai aap yah khareed lena amzn.to/408tfGv 5G internet aur charging ek sath kar paoge donon chijen ek sath aur Maine ek WhatsApp channel bhi banaya hai uska link discription mein mil jaega vahan se aapko bahut dher sari chijen dekhne ko milati Hain

    • @guest10202
      @guest10202 Месяц назад +1

      @@SanjuPathshala test kiya h working hai ki nhi

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Ha working hai

    • @adg2302
      @adg2302 7 дней назад

      Wifi hotspot on karo. Phone ko charge pe lagao. Ek Windows Laptop lo, Internet Connection Sharing (ICS) on karo aur Laptop ke ethernet se Internet ko kheecho!!!

  • @nitindudhgundi7869
    @nitindudhgundi7869 Месяц назад +1

    Jio tv kese chalaye

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Jio TV per chalega hundred percent ek video mein bataunga jaldi

  • @Box4vines
    @Box4vines Месяц назад +1

    Mere pass alphino asee 1443 rauter hai isse ho jayega 😢😢😢😢😢

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Ethernet se ho jaega phone connect karke iska video Maine banaa Diya hai

    • @Box4vines
      @Box4vines Месяц назад

      @@SanjuPathshala but alphion asee 1443 rauter me WAN OR LAN port nahi hai

    • @Box4vines
      @Box4vines Месяц назад +1

      @@SanjuPathshala kuvh Or port diya hai hsme

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Okay pura model number bhej dena company ka naam bhi sahi se main internet per check karke bataunga

    • @Box4vines
      @Box4vines Месяц назад

      @@SanjuPathshala alphion asee 1443 model name hai

  • @A.P.Singh-Chess
    @A.P.Singh-Chess Месяц назад

    भाई, अपने मोबाइल में USB टेथरिंग का ऑप्शन इस्तेमाल करो और आसानी से फुल स्पीड इंटरनेट अपने computer में चलाओ। इसके साथ ही मोबाइल का हॉटस्पॉट ऑन कर दो, जिससे घर में सभी मोबाइल भी 5G का इस्तेमाल कर पाएं वाईफाई से। मैं अपने 5G मोबाइल से अपने computer में नेट चलाता हूं और हॉटस्पॉट ऑन करके घर के दूसरे मोबाइल वाईफाई से कनेक्ट कर लेता हूं। 😍

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Bhai is per main already video banaa chuka hun

  • @abby4927
    @abby4927 Месяц назад +1

    T&C apply😂

  • @rahuldev344
    @rahuldev344 Месяц назад +1

    Mobile ka screen lock hone per internet Kam nahin kar raha hai

  • @817ravikumar
    @817ravikumar Месяц назад +1

    Is video Naya kya ye sab koi jaanta hai ki 5 mobile mein unlimited hai

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      शायद भाई आपने पूरा वीडियो देखा नहीं इसमें मैंने ऐसी चीज बताई है जी को अभी तक किसी ने नहीं बताया

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      फ्लाइट मोड पर अपने मोबाइल को लगाने के बाद भी इंटरनेट कैसे चला सकते हैं और घर में 5G कैसे इस्तेमाल करवा सकते हैं सभी को बिना राउटर के भी

  • @A.P.Singh-Chess
    @A.P.Singh-Chess Месяц назад +1

    Bhai USB Tethering k option ka use karo mobile m and easily full speed interenet apne PC m chalao iske sath mobile ka hotspot on kr do jisse ghar m sabhi mobile bhi 5g new ka use kr payge wifi se. M apne 5G mobile se apne PC m net chalata hu and hotspot on kr k ghar m dusre mobile wifi se connect kr leta hu.😍

  • @santoshshukla3452
    @santoshshukla3452 Месяц назад +1

    तू दिमाग मत लगा

  • @himalyan.boy.negi783
    @himalyan.boy.negi783 Месяц назад +1

    Bhai use to jio hi kr rha hai na to kyu fiber ko badnam kr rha hai

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Kyunki bhai jio manmani karta hai aur paise bhi bahut jyada charge kar raha hai upar se

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Upar se postpaid connection prepaid karen to sahi hai

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Aur bhai main kisi Ko Badnaam nahin kar raha main sirf chijen karke dikhata hun baki samne wala karna chahe kar sakta hai nahin karna chahe nahin Karen main kisi per dabav nahin dalta Hun ki aapko Aisa hi karna hai bus sujhav deta hun ki kam paise mein aap internet chala sakte hain bus

  • @LavkushMeena-k4q
    @LavkushMeena-k4q Месяц назад +1

    Pin kardo nhi to viral nhi hoga video 😅

  • @Ravi.23227
    @Ravi.23227 Месяц назад

    Bhai phone ke jagah jiofi ka use kr sate hain kya

  • @myfur5011
    @myfur5011 Месяц назад

    कुछ उपाय बताइए प्लीज

    • @adg2302
      @adg2302 7 дней назад

      Wifi hotspot on karo. Phone ko charge pe lagao. Ek Windows Laptop lo, Internet Connection Sharing (ICS) on karo aur Laptop ke ethernet se Internet ko kheecho!!!

  • @bituhax
    @bituhax Месяц назад +1

    Bhai maine pahle wala jugaad aapke video se set kiya lekin ek problem aa rha hai, Jab phone ka screen off ho jata hai to ethernet tethring se data dena automatic band ho jata h, mujhe hamesa screen ko on karke rakhna pad raha hai.
    iska koi solution bataye?

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад +1

      Ek bar pura apna Phone restore kar lo kyunki yah problem hone nahin chahie pata nahin kyon ho rahi hai aur automatic Jo hotspot off wala option hota hai usko bhi band kar do uske bad FIR batao

    • @PrabirsLofi
      @PrabirsLofi Месяц назад +1

      Kaise bhai please batao​@Hindistoryindiaplus12

    • @manojhalder4285
      @manojhalder4285 Месяц назад +1

      ​@Hindistoryindiaplus12VPN use karte ho

    • @sandipmakwana9926
      @sandipmakwana9926 Месяц назад +1

      Poco ka phone hai kya apka?

    • @sandipmakwana9926
      @sandipmakwana9926 Месяц назад +1

      Poco phone me a problem hai

  • @maholbhau
    @maholbhau Месяц назад +1

    Bad khau 😡😡

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      अरे क्या हो गया भाई

  • @Bikkiahmad
    @Bikkiahmad Месяц назад +1

    Ap ke Chakkar mein Mera 2000 Barbaad Ho Gaya

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Aree bhai ye kya bolll rhe ho

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  Месяц назад

      Kya problem hai

    • @adg2302
      @adg2302 7 дней назад

      Wifi hotspot on karo. Phone ko charge pe lagao. Ek Windows Laptop lo, Internet Connection Sharing (ICS) on karo aur Laptop ke ethernet se Internet ko kheecho!!!

  • @daljeetsinghjohal4938
    @daljeetsinghjohal4938 Месяц назад

    logo ko Choti a Bana Raha Hai a company Hai Kabhi B plan recharge change Kar Sakti Hai

  • @hackingandearning4259
    @hackingandearning4259 14 дней назад +1

    Mobile charge kaise hoga imse

    • @SanjuPathshala
      @SanjuPathshala  14 дней назад

      Shayad aapane sahi se video dekha nahin