M bhi aaj shani pradosh virat satan k liye rakh rahi hu to ye ek hi virat rakhna h kya ya Or ya har mahine day change ho kr jb bhi shanivaar ko shani pradho rhe jb hi santan k liye rakhe plz ans me
Om namah Shivay mujhe aapse kuchh puchna hai mujhe Santan prapti chahie to kya main sirf Shani pradosh ki vrat Karun ya jitne pradosh padhte Hain sab karo please reply kyunki shaniwar pad raha hai
Aap sirf Shani pradosh ka vrat bhi rah sakti hain aur agar ichcha hai to sabhi pradosh ke vrat dharan kar sakte hain yah Puri tarah se aapki ichcha per depend karta hai
Is din agar upwas rehkar pooja karna chah rahe hai aur Doctor ne Oulation day agar shani pradosh ke din bataya hai aur kaha hai sath rehne to kya kare...
Maglvar se padosh vat kar sakte hai santan prapti ke liye q ki 2024 me August mein padh raha hai per Mera man ho raha hai ki main abhi se rah lu padosh vat plz reply 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@@babli6963 बाकी के दिनों में आप शिवलिंग को बेलपत्र के पौधे के गमले में स्थापित कर सकते हैं और अगर आप घर के मंदिर में शिवलिंग रखते हैं तो आसन पर शिवलिंग स्थापित करें |
Ek bat btaye k Mai santan prapti k liye Shani pardosh rkhne Bali hu to muje Baki pardosh jo ate ha vo b rkhne ha muje 11 pardosh karne ha plz btaye Mai confuse hu k Baki pardosh rkhne ha vrat k sirf shani pardosh rkhna ha
@@nehakaushal7904 please mujhe bhi yah jarur batana meri shaadi ko bhi 7 saal ho gaye hain per abhi tak koi baccha nahin hai please mujhe bhi vrat karna hai please mujhe bhi iske bare mein thoda sa bataiye
जी हां पूजन आपको प्रदोष काल यानी शाम के समय ही करना होगा | पूजा विधि जैसी वीडियो में दिखाई गई है वैसे ही करनी है | बस शनि प्रदोष में शिवलिंग पर सरसों का तेल चढ़ाते हैं और सोम प्रदोष में आप पंचामृत से शिवलिंग का अभिषेक कर सकते हैं |अच्छे पति की कामना के लिए आप गौरी मां को सोलह सिंगार की सामग्री अर्पित करते हुए पूजा करें।
Beautiful, 🌹🙏Radhe Radhe
Jai bhole baba ji ki
Behan mahadev ki puja k liye itni cheejo ki jarurt ni hai.. Woh toh itne bhole hai sirf pani chadne se bhi khush ho jaate hai
🙏Har Har Mahadev 🪔🙏
Tx mam ❤
Jai vasundhra 🙏🙏
Santan prapti ke liye kitne pradosh vrt Krna chahiye
Aapne kapoor havan mai kya kya dala please bataye
M bhi aaj shani pradosh virat satan k liye rakh rahi hu to ye ek hi virat rakhna h kya ya Or ya har mahine day change ho kr jb bhi shanivaar ko shani pradho rhe jb hi santan k liye rakhe plz ans me
जो भी शनिवार के दिन त्रयोदशी की तिथि पड़ेगी उस शनि प्रदोष का व्रत आपको रहना है |
@@GyanAnusar thank you so much😊 for rply.... 🙏
Di august me kitane tarikh ko sani pradosh vrat hai please di bataiye hame vrat rakhana hai
शनि प्रदोष व्रत अगस्त में नहीं है
2023 में 25 नवंबर दिन शनिवार को शनि प्रदोष का व्रत पड़ रहा है
@@GyanAnusar 2023 25 November Ko to nahin hai didi Shani pradosh vrat 24 tarikh mein likh Raha hai yah to use din Tulsi Vivah bhi hai
@@GyanAnusarbut drik panchang me to 24 nov Friday ko btaya h vrat
Di jo janeu chadhaya aapne o hmesa wahi wala chadhna hai
Ji ..per dhulkar chadhana hai
Shiv mandir me kr sakte he kya
Ji
Om namah Shivay mujhe aapse kuchh puchna hai mujhe Santan prapti chahie to kya main sirf Shani pradosh ki vrat Karun ya jitne pradosh padhte Hain sab karo please reply kyunki shaniwar pad raha hai
Aap sirf Shani pradosh ka vrat bhi rah sakti hain aur agar ichcha hai to sabhi pradosh ke vrat dharan kar sakte hain yah Puri tarah se aapki ichcha per depend karta hai
Mai shani pradosh vrat se vrat karr rahi hun to baki dino me padne waale vrat me kaun si kathas padi hai
जिस वार में भी प्रदोष व्रत पड़े आपको उसी वार की कथा पढ़नी चाहिए |
Is din agar upwas rehkar pooja karna chah rahe hai aur Doctor ne Oulation day agar shani pradosh ke din bataya hai aur kaha hai sath rehne to kya kare...
Pooja karne ke baad 12 bajne ke baad rah sakti ho
@@PriyankaGupta-uy2qg Thank you so much.
Please di bata dena
Maglvar se padosh vat kar sakte hai santan prapti ke liye q ki 2024 me August mein padh raha hai per Mera man ho raha hai ki main abhi se rah lu padosh vat plz reply 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Ji rakh sakte hain
Putrh prapti ke liye kr s krskte h h kya meri do beti h
Ji
Shivling ko aise hi rakh sakte h
अक्षत या बेलपत्र का आसन देकर रखिए .
@@GyanAnusar Puja ke baad baaki aur din kaise rakhna hai
@@babli6963 बाकी के दिनों में आप शिवलिंग को बेलपत्र के पौधे के गमले में स्थापित कर सकते हैं और अगर आप घर के मंदिर में शिवलिंग रखते हैं तो आसन पर शिवलिंग स्थापित करें |
पुजा करने के बाद इन सामाग्री का क्या करना है
Ek bat btaye k Mai santan prapti k liye Shani pardosh rkhne Bali hu to muje Baki pardosh jo ate ha vo b rkhne ha muje 11 pardosh karne ha plz btaye Mai confuse hu k Baki pardosh rkhne ha vrat k sirf shani pardosh rkhna ha
आप सिर्फ शनि प्रदोष के व्रत ही रहेंगे `
@@GyanAnusar ok thnkyou
@@nehakaushal7904Aap shani vrat kar rahe ho aap Santan Prapti ke liye kar rahi ho
@@nehakaushal7904 aap kitne vrat rakh rahi hain tu yah but shaniwar se shuru karna hai to yah vrat FIR agale mahine shaniwar ko hi rakhna
@@nehakaushal7904 please mujhe bhi yah jarur batana meri shaadi ko bhi 7 saal ho gaye hain per abhi tak koi baccha nahin hai please mujhe bhi vrat karna hai please mujhe bhi iske bare mein thoda sa bataiye
Agr somvar prodosh padata he to kaise kre aur ache pati ki kamne ke liye kre to kaise kre aur isko saam me karte he kya
जी हां पूजन आपको प्रदोष काल यानी शाम के समय ही करना होगा | पूजा विधि जैसी वीडियो में दिखाई गई है वैसे ही करनी है | बस शनि प्रदोष में शिवलिंग पर सरसों का तेल चढ़ाते हैं और सोम प्रदोष में आप पंचामृत से शिवलिंग का अभिषेक कर सकते हैं |अच्छे पति की कामना के लिए आप गौरी मां को सोलह सिंगार की सामग्री अर्पित करते हुए पूजा करें।
Sirf Shani pradosh karna h toh kaise karnge , kya Shani pradosh kabhi kabhi aata h ya her 15 din shadi pradosh aata h , please bataye ?
Agar sirf Shani pradosh rahana chahte Hain to rah sakte hain har mahine nahin aata कभी-कभी aata hai
Di santan ke liye sirf shani pradosh vrat karna hota hai
Yes .