September, October or November safe hota h or rahi bat musidat aane ki to vo kahi bhi aa jati h apne ghr bhi aa jati h to Man Main sacchi shradha rakho or aaram se baba kedarnath jao
Barish ke mousam me Jane se bache kyoki barish me jyada landslide hoti hai... aur baki landslide se dar lagta hai tu aap kedarnath yatra bhul hi jao to apke liye jyada behtar hai... Jab Bhole par bharosa ho tabhi Kedarnath jaye... Jay Baba Kedar 🙏🙏🙏
Bro does buses available from haridwar to kedarnath in December month? Can u tell me becoz I want to travel some people telling becoz snow all buses will be cancelled
Sonpryag m apko 1 room 3 bed 1000 ka mil jayega or negotiation bhi ho jata h vaha sb rush pr depend hota h rush jyada hota h to negotiation nhi karte or rush km hota h to sb log kr lete h
Bro apko direct bus nhi milegi panch Kedar k liye apko bus aalag aalag jagha se badlni padegi or rahi rent bike to bat to apko haridwar or rishikesh se bike aaram se mil jaygi bike ka per day ka hisab hota h agr ap scooty lete ho to apko 400 se 600 k bich m mil jaygi or bike apko 800 se 1200 k bich m
Hello ji 🙏 Very nice video 👌 Ji Solo Traveler ko Room mil jayega kya ? Sonprayag ya Gaurikund me ??? Mae female solo traveler hun maene suna hai ki femlaes ko solo me room nai dete mana kar dete hain. Hotel me safety kaisi hai ? Mae mere sath Laddu Gopa ji ko lekar ja rahi hun to kya Wahan Hotel ye ya Tent me safety rehti hai ?
Ha koi problem nhi h mil jate h hotel solo ko bhi or rahi laddu gopal ji ki bat to ap unhe apne pass hi rakhna problem to koi nhi h but fr bhi apne pass hi rakhna
Bhai himgiri bus service sabse worst bus service hai ,always book uttrakhand roadways..bus conductor and driver not have good manner ,aise behave karte hai jaise ye hum pe ehsan kar rahe h
इतना ज्यादा वहां पर होटल बना दिया गया है जैसे लोग तिर्थ यात्रा पर नहीं खाने के लिए ही जातें हो उस प्रकार से पहाडों को काटकर होटल रेस्टोरेंट बना दिया गया है बहुत जल्द पृथ्वी पलटेगा क्योंकि अब तीर्थ स्थल जो पहाड़ के अंदर भगवान ने जाकर शरणा लिए कि यहाँ कोई नहीं आए लोगों ने वहाँ भी जाने लगे और बड़े बड़े होटल बनाने लगे इसी लिए जोशीमठ जमीन में धस रहा है पहाड़ काटकर घर बनाने क्या होगा
Informative vlog ❤
Me diwali Ko treck start karunga
Awesome blog keep it up brother ❤
Very Good👍👍
VERY GOOD VIDEO. BABA KEDARNATH MAHADEV PRASANN BHAVTU
Thankyou har har mahadev 💐
Har Har Mahadev
Har har mahadev
Jai shiv shambhu 🙏🙏
Har har mahadev ji
Hm to aj hi aye kedarnath darsan krke
Kaise rahi apki yatra
@@SBTSTORYs bhut acha wha jake bt raste me halat khrab bhut tuff h paidal chlna... Pr hm 5 bje chlna start kiye aur 12 bje phuch gye
🌺 Har Har Mahadev 🌺
Very nice video - HAR HAR MAHADEV
Thankyou 🙏🏻
Har har Mahadev 🙏
Good job
Thankyou Bharat ji
informitive
Thank ☺️
Jai bhole ki
Har Har Mahadev❤
HAR HAR MAHADEV😍🌷
Jai baba ki 🙏
Wel explained bhai❤
Thankyou Bhai 💐
Jai mahadev sir.....🙏
Aapko sasta mila ticket par online me badrinath Or sonprayag kahi bhi jao... 1000/- rate dikhate he...
Ha online apko 800 se km ki nhi milegi to isliye offline hi ticket book kre
aap kon si date me gye the kedarnath
10 September 2023
Nice Vlog😍👌
October last m dormetry kitne m mil jaygi bhai
Konsi jagha pr sonpryag m ya gaurikund m ya kedarnath mandir k pass
@@SBTSTORYs sonprayag or kedarnath m
Sonpryag m apko 200 ka milega or kedarnath mandir k pass 500
Bhaii jii,Bus haridwar se guptkashii kitne time letee haiii
Last bus Badrinath ke liye kitne bje h
Kaha se
@@SBTSTORYs haridwar se Badrinath
Kal hi jane wala hu mai
Last bus apko haridwar se 7 bje tk mil.jaygi but ap jaldi le lena
@@SBTSTORYs thank
Bhaiya upar kedarnath mein toilet bathroom ki subhidha kya hai agar tent lete hai upar
Ab jo kedarnath ki dusri video aaygi usme apko pta chl jayga vese jaha mene tent liya tha uske bilkul 50 metter aage hi washroom tha
@@SBTSTORYs waiting for next vlog 😊
Kl 11 bje aa jayga
9 November ko haridwar se koi solo traveler h kya kedarnath ke liye
Me
Mai 20siptambar ko phuchununga
Kk thik h
हम भी आ रहे भाई गुजरात से 19 को हरिद्वार,,और 20 को केदारनाथ केलिए रवाना होंगे
Naxt video
Thankyou
6 nov ko koi ja rha h akela
9 November ko m
Haridwar se
Bro what was last bus timing
Haridwar se ya Sonpryag se
Haridwarse sonuprayag
Haridwar se apko sonpryag k liye subha 4 bje se 6 bje tk mil jaygi or sonpryag se haridwar k liye bhi yehi timing h
Akri bus 6am sirf after noon nayi hai kya?
Nhi subha 4 bje se le kr 6 bje tk hi bus milegi apko uska bad koi bus nhi milegi
How far is this hotel Shikhar frm sonprayag bus stand
100 meter only
@@SBTSTORYs thank u 🙏
bus debprayag par rukta hai?
Kuch bus wale rokte h kuch nhi rokte
October yaa phir June safe travel kab hoga?itna landslide ki news ate hai....dar lagta hai.
September, October or November safe hota h or rahi bat musidat aane ki to vo kahi bhi aa jati h apne ghr bhi aa jati h to Man Main sacchi shradha rakho or aaram se baba kedarnath jao
Barish ke mousam me Jane se bache kyoki barish me jyada landslide hoti hai... aur baki landslide se dar lagta hai tu aap kedarnath yatra bhul hi jao to apke liye jyada behtar hai...
Jab Bhole par bharosa ho tabhi Kedarnath jaye... Jay Baba Kedar 🙏🙏🙏
Yatra parchi kaha par verify hota hai
Yatra Registration Sonpryag m Verify hoti h
@@SBTSTORYs or timing kya hai verify ka
Subha 4 bje se le kr sham ko 5 bje tk
@@SBTSTORYs thanks
Ap Devprayag kitne baje pohoche the ? Aur Bus kya Dhari Devi pe rukti hai?
M devpryag 11 bje tk phocha tha or Dhari Devi jb m Sonpryag se Haridwar aa raha tha tb bus ruki thi jate tym nhi ruki
@@SBTSTORYs ohh ok Wapsi me apki bus Public wali hi thi na ? I mean jo normal buses chalti hain wahi wali na ?
Hnji normal bus hi thi ap muje insta pr DM kro sb bta dunga acche se @sbt_storys
@@SBTSTORYs ok ji
Bro does buses available from haridwar to kedarnath in December month? Can u tell me becoz I want to travel some people telling becoz snow all buses will be cancelled
14 November Tak hi kadarnath open rehega
Ha 15 ko Pooja hogi or kedarnath k kapat band ho jaynge
Bhaiya bus ka ticket aap bus ke pas aakar kiye the ya kisi office se book kiye hai
Mene bus k pass ja kr liye tha raat ko 10 bje
Ji jo Bus aapne dikhaayi hai isme Windows open kar sakte hain kya ? Ventilation kaisi hai ? Motion sickness ho to ye log bus rokte hain ya nahi ?
Ha Windows Open kr sakte h or koi problem hoti h to ruk dete h bus
@@SBTSTORYs ok Thankyou so much 🙏🙏🙏🙏
Bhaiya double bed room ka kya price hoga aur negotiation hota hai ya nahi
Kis location ki puch rahe ho ap
@@SBTSTORYs sonprayag
Sonpryag m apko 1 room 3 bed 1000 ka mil jayega or negotiation bhi ho jata h vaha sb rush pr depend hota h rush jyada hota h to negotiation nhi karte or rush km hota h to sb log kr lete h
bhai panch kedar yatra ke liye bus chalta he kya ? aur hum bike rent kar sakte he kya haridwar/rishikesh se panch kedar ke liye
Bro apko direct bus nhi milegi panch Kedar k liye apko bus aalag aalag jagha se badlni padegi or rahi rent bike to bat to apko haridwar or rishikesh se bike aaram se mil jaygi bike ka per day ka hisab hota h agr ap scooty lete ho to apko 400 se 600 k bich m mil jaygi or bike apko 800 se 1200 k bich m
@@SBTSTORYs thank you bhai itne detail se batane ke liye sirf ek last question panch kedar ke liye scooty se jaane ke liye har road sahi he ki nahin
Bhai dekho kuch kuch to bhot acche but kahi kahi apko khrab bhi milenge qki pahado ka rasta esa hi hota h
October 4 Tarik ko Jaa rhe h....itne price pe hotel mil jayenge kya?
1000 se 1500 tk k bich m mil jayga
बस ड्राइवर तो बिहारी भाषा में बात कर रहा है हमने पकड़ लिया
बिहार का होकर बस को पहाड़ी रास्ता में चलाने बहुत बड़ा बात है
2,3 baje dopehar me sonprayag pahuch gye to seedhe gourikund jaa skte hai taxi leke????
Ha Jaa sakte h koi problem nhi h
@@SBTSTORYs gourikund me 3 logo ke room ka kitna lag jyga?
@@vickydas461 1 room 3 bed 1000 se 1500 tk mil jayga
Room gorikund meim le ya sonprayaga mein sasta kaha padrga
Hotel ap gaurikund m hi lo sahi rahega or 1000 se km ka hotel kahi nhi milega na gaurikund or ya sonpryag m
Offline registration kaha per hoga
@rajashekarjojode4963 sir offline Registration apki Sonpryag m hi ho jaygi bs ap apna Aadhar card sath rakhna
@@SBTSTORYsaadhar card ki photo se kaam hoga
Nhi aadhar card le kr Jana padega apko
Kedarnath jane k liye kha se bus lena zada shi he? Haridwar ya rishikesh?
Haridwar se lo bus vaha se bhot sare option milte h
@@SBTSTORYs darshan karne ka shi time kya he pure din me jab rush kam ho and darshan kabhi bhi ho jate he ya koi specific time he?
@SThakur1990 Din m 1 Bje k Bad Or Sham Ki Aarti Se Pele Rush Km Hota Hai
🙏
Bro apka all expenses kitna huaa kedarnath ke liye...
Mere Total 3000/- lage h Haridwar To Haridwar
@@SBTSTORYs thanks❤ for information💝
Any Solo traveler going on 5 or 6 October ? Any Solo person ?
Yes🖐️
I’m going
Yes
Me
Yes
Hello ji 🙏 Very nice video 👌
Ji Solo Traveler ko Room mil jayega kya ? Sonprayag ya Gaurikund me ???
Mae female solo traveler hun maene suna hai ki femlaes ko solo me room nai dete mana kar dete hain.
Hotel me safety kaisi hai ? Mae mere sath Laddu Gopa ji ko lekar ja rahi hun to kya Wahan Hotel ye ya Tent me safety rehti hai ?
Ha koi problem nhi h mil jate h hotel solo ko bhi or rahi laddu gopal ji ki bat to ap unhe apne pass hi rakhna problem to koi nhi h but fr bhi apne pass hi rakhna
At sonprayag hotel name and phone number .... ? .
Hotel Shikhar Sonpryag
Contact No : 078308 53637
Thanks....
Bhai I want to contact uh.. I need some route guide for my panch kedar yatra... Wil uh help me??
DM my Instagram account @sbt_storys
Bhai himgiri bus service sabse worst bus service hai ,always book uttrakhand roadways..bus conductor and driver not have good manner ,aise behave karte hai jaise ye hum pe ehsan kar rahe h
Bhai m apko bta du Uttrakhand k Char Dham uttrakhand roadways bus nhi jati vaha sari G.M.O.U buses chalti h
रात को 2 बजे बस निकलती है हरिद्वार से। सर जी किस डेट का वीडियो है आपका
11 sep ka
@@SBTSTORYs नाईट होल्ड कहा लिया आपने सोनप्रयाग सीतापुर या गौरीकुंड ओर चार्ज क्या लगा
@padamsingh2912 Sonpryag m kiya tha or ap bhi gaurikund m hi Lena or hotel ka room 1000 ka milega 3 bed or dormitory per person 200 ka h
Dormetry lete hai tho nahane ke kya subhidha hai
@@SBTSTORYs👍👍👍👍
इतना ज्यादा वहां पर होटल बना दिया गया है जैसे लोग तिर्थ यात्रा पर नहीं खाने के लिए ही जातें हो
उस प्रकार से पहाडों को काटकर होटल रेस्टोरेंट बना दिया गया है बहुत जल्द पृथ्वी पलटेगा क्योंकि अब तीर्थ स्थल जो पहाड़ के अंदर भगवान ने जाकर शरणा लिए कि यहाँ कोई नहीं आए लोगों ने वहाँ भी जाने लगे
और बड़े बड़े होटल बनाने लगे इसी लिए जोशीमठ जमीन में धस रहा है पहाड़ काटकर घर बनाने क्या होगा
Har har mahadev
Har har Mahadev🙏