But the 70 battery be charged with that ups curcit ? And if it can be charged with that ups curcit then can I connect that 70 ah battery with the ups while using my PC Or should I recharge the 70 ah battery previously ? Waiting for your valuable reply . Thanks a lot for the creative video ,
bhaiya ek baat batao agar mai iss cmputer ups ko 24*7 use karna chata hoo aur maine isme koi si bhi battery install kar rakhi >35ah maan lo to mujhe ye batao ki isse kuch battery ki life pe kuch effect padega kya ? because ek time baad to battery full charge ho jayegi na agar ye 24*7 operate hoga to. and iska matalb baterry over charge bhi ho sakti h kya jisse battery kharab hone kar darr ho ? and one more thing kya ye ups 35ah battery ko charge karne me saksam (kaargar) h agar h to kitni derr me me charge ho jayegi ? aur nhi to kya karna hoga ? appki ye video solution poore youtube par nhi h thanks for this solution and waitng for your reply
bro, but the transformer temperature was increase during charging and discharging condition. when fully discharged condition the battery takes longer time while charging. And the high ampere is goes to the circuit board, any fault does not occurs? please briefly explain bro.
Vai maine ei setup kiya to ek problem ho raha hai!!! Led bulb aram se jal raha hai..lekin filament wala bulb(jaisa apne jalaya )nehi jal raha hai!! Usse connect karne se ups bandh ho raha hai!!! Kaya kare kuch bata sakte ho???
Sir please reply agar Mai 4 wheeler ka alternator 12 v ke battery ke jage laga du to ye kam ka ? Mai alternator ko Luna ke engine mai fit karne wala hu aur altnator ka wire ups mai laga du to ye project success hogan?
Sunil Todkari :)) Ups ko Input Pure DC. voltage me dena hota hai...max 12.8 volts...Don't use alternater directly ..use battery in parallel...battery parallel me nhin loge to pakka Ups fail ho jayega...main use kiya tha..ek baar..
Aap ne thik kaha hai, basically jada ter log DC dinamo ko alternater kahate hai, maine vi wahi sochke bataya hai... But asalme ac dinamo ko hi alternater kahate hai jo UPS mai input ke liya use nahi ker sakte. Firvi ager chahe to DC dinamo laga sakte hai Capacitor ke sath... Sirf voltage eutectic hona chahiya...
Y u removed original battery? Couldn't u add on the car battery to it to get extra storage? Y did u leave the ups open? For cooling? Other such videos mention that ups circuitry cannot take extended period of load and may over heat. What's your opinion? Also this setup will damage the car battery as it not designed for slow discharge and should not be discharged >80%. The ups circuitry is designed to discharge (the default lead battery) to more than this.
+Krishna M - no bro, aisa nahi hota hai, kuki ma issko 3 mounth sa used kar raha hu... Or lord ki bat karo, to AMH lord jada hai voltage nahi... Ager voltage jada hota to problem hota... Amp jitna jada doge utnahi bakap jada hoga... Haa, thora bohut to unbalanced hogahi, isme koi dikkat nahi hai, Jo log nahi kharid pate inverter unn logo ke liya ya tarika bohiti batter hai
+rajesh sarkar - accha sa suno, Red wire bettry ka' + ' sa or dusre wire battery ka' - ' sa,,,, Galat mat karna nahito, UPS kharap ho jayaga... Problems hua to batana...
Sir mene ups ki battery me distilled water dala tha... Jb use bapas ups me laga ke charging pe lgaya to Battery ke upr dhakkan fat fat aabaj karke nikal gye.. Battery fat to nhi jayegi agr me upr wale dhakkan ko laga du to...?
Not advisable as UPS can charge only up to 7AH battery .Car battery is 40 to 70 AH. Will overheat the small charger and melt the wire if use for long time.Use with care.
Yes, that process is not switly. But working not bad.... Not melting any wire, only transformer genarate some heat... So for meaddl class people usedable technices...
Can I use my home UPS battery 70 ampere to my computer UPS to get more backup when I have no electricity I want to use 2 monitor and one CPU at the same time is it possible?
Sir agar me scuty ki batry isse charge karu to koi broblwm to nahi h kya ye charging work krega and kitne time me full charge hojaegi battry plz rply ..me apke channel per new hu
Sir...Mere pass INVITER hai But Mera Battery purana wala kharab ho gaya kya mai usme new battery car wala chal jayegaa kyaa... Mujhe PC me use karnaa hai plzz batayee...pLzzz
+Abhishek Prabhakar - - - Vai dyan sa suno, ager 2 battery bala UPS used karoge to thik hai, ager 1 battery bala UPS used karoge to ups kharap ho jayaga... Kuki lord UPS mahi paraga... UPS jitna a66a doge utnahi a66a lord da sakte ho...
Uske liye aapko sinewave ups use karna padega...nahi to pankha hit hoga...tubelight chal sakti hai... Or ek bat aapko 24 to 230 volt or uske uper ka ups hi use karna chahiye..
SIR MUJE ENERG KA COMPANY KA DESKTOP UPS MAE BADI BATTERY ATTACHED KERNI HAI, YE KITNE HOURS KAAM KAREGI 1 FAN YA FIR LED 9 W KE LED BULB , LED 9 W KE KITNE BULB CHALA SAKTE HAI
mere ups ka battery kharab ho gya hai aur mere pas inverter h aur mai chah rha hun k inverter k battery se ups ko chalaun aur ups ko bhi supply dun kya aisa krna thik rhe ga ?.?
i am so sorry ki problem face karna para... vai avivi mera ups chal raha hai... or ak bat batana vull gaya hau,ki jab battry cunnect karoge tab ups ka power butten on karke rakhna chaiya...uska bad battry ka wire cunnect karo... ya koi problem nahi hai,but config wahi kahata hai {kavi kavi ya vi nahi karna parta hai}....uske bad firsa off karo fir on karo...koi problem nahi hoga... ager hua to comment karna okkk... thank you...
Ajay ki koracho.... Fatafati... Kotha gulo o kub valo... And concept tao kub valo hoyacha.... Kub valo kub valo kub valo... ...
This is International RUclips. I suggest you should at least add
English subtitles if your material us not in English language.
Sir is system KO power socket KO connect karke battery ke super tester rakhaa to power aatharahtha jai,so he pblm sola kardhijiyey bass
But the 70 battery be charged with that ups curcit ? And if it can be charged with that ups curcit then can I connect that 70 ah battery with the ups while using my PC Or should I recharge the 70 ah battery previously ? Waiting for your valuable reply . Thanks a lot for the creative video ,
bhaiya ek baat batao agar mai iss cmputer ups ko 24*7 use karna chata hoo aur maine isme koi si bhi battery install kar rakhi >35ah maan lo to mujhe ye batao ki isse kuch battery ki life pe kuch effect padega kya ? because ek time baad to battery full charge ho jayegi na agar ye 24*7 operate hoga to. and iska matalb baterry over charge bhi ho sakti h kya jisse battery kharab hone kar darr ho ? and one more thing kya ye ups 35ah battery ko charge karne me saksam (kaargar) h agar h to kitni derr me me charge ho jayegi ? aur nhi to kya karna hoga ? appki ye video solution poore youtube par nhi h thanks for this solution and waitng for your reply
Bhai 4o ampire ki bettary ups load lelegi ky
Battery ko charg ups se hoga
Backup kitna hour deta hey dc fan or led tulite chalate hey to
क्या इसमे computer चलेगा...?
कितना टाइम तक बैक आप देगा...?
Bhai I want to build it.. Please need ur assistance
agar 2 7ah ka battery ko connect kare apas me toh ups isko charge kar payega kya or battery backup badega kya
bro, but the transformer temperature was increase during charging and discharging condition. when fully discharged condition the battery takes longer time while charging.
And the high ampere is goes to the circuit board, any fault does not occurs? please briefly explain bro.
2 ups se ek bara owala battery charge kar sakte hey ? agar charge kar sakte hey to kitne time lag sakte hey!
इसकी charging amp बढ़ा सकते है क्या
Hi amr battery charges computer ups pe until Kiya battery charger on Kiya to ups off ho ja ra he
Simpili computer use ke liye kiya karna hai
cut out ge jage MCB kaam karega ??????
Vai maine ei setup kiya to ek problem ho raha hai!!! Led bulb aram se jal raha hai..lekin filament wala bulb(jaisa apne jalaya )nehi jal raha hai!! Usse connect karne se ups bandh ho raha hai!!! Kaya kare kuch bata sakte ho???
Is ups se battery charge hoga ya battery ko charge karne k liye dusra charger chahiye
200ah battery me laga sakte hai
hi bro, can i connect my personal computer and printer? is it possible? jyadha load badega kya?
35ah battery kintne time backup degi agar load 200watt ho??
+Rintu Biswas - Ups ki hisab sa hota hai... Kisa ups hai(singal /dual battery) ??
Wasa 3 hours sa jada date hai....
12v battery x 35ah÷ watts= 2.1 hours
Kya ups ke pcb ko hatta ke inverter 500 pcb lga de transformer yehi rhe to achhe se kaam krega ki nhi.
1 ya 2 din battery full charge kar na sa battery life pa koi effect to nai hoga and I can use ups for charging car battery
Koi problem nahi ayaga, ager ups sa charge kar raha ho...
can I use 24volt battery isme
Bro agar mera normal ups mere power consuming computer ko chala raha hai, tab kya car battery pe bhi waisa he Chalega?
Sir,maine ye kiya.ups 1 din chala aur kharab ho gaya.
DJ Bhushan Music company :)) circuit board kharaab hua ya...Transformer
9 Watt ka 2 go bulb jyayege to...or charge kaise hoga
Ser printer chal sakta hai essa
Sir please reply agar Mai 4 wheeler ka alternator 12 v ke battery ke jage laga du to ye kam ka ? Mai alternator ko Luna ke engine mai fit karne wala hu aur altnator ka wire ups mai laga du to ye project success hogan?
Ha hoga,,,
Dhyan rakna ki, parallel mai ak jada farad ka capacitar lagana paraga... Kuki ups 'run wave' voltage support korta hai...
Sunil Todkari :)) Ups ko Input Pure DC. voltage me dena hota hai...max 12.8 volts...Don't use alternater directly ..use battery in parallel...battery parallel me nhin loge to pakka Ups fail ho jayega...main use kiya tha..ek baar..
Aap ne thik kaha hai,
basically jada ter log DC dinamo ko alternater kahate hai, maine vi wahi sochke bataya hai...
But asalme ac dinamo ko hi alternater kahate hai jo UPS mai input ke liya use nahi ker sakte.
Firvi ager chahe to DC dinamo laga sakte hai Capacitor ke sath...
Sirf voltage eutectic hona chahiya...
Dada ispe table ya celling fan run hoga kya
By this process,Ups transformer heat jayada hota hai.
Y u removed original battery? Couldn't u add on the car battery to it to get extra storage?
Y did u leave the ups open? For cooling?
Other such videos mention that ups circuitry cannot take extended period of load and may over heat. What's your opinion?
Also this setup will damage the car battery as it not designed for slow discharge and should not be discharged >80%. The ups circuitry is designed to discharge (the default lead battery) to more than this.
+Krishna M - no bro, aisa nahi hota hai, kuki ma issko 3 mounth sa used kar raha hu...
Or lord ki bat karo, to AMH lord jada hai voltage nahi...
Ager voltage jada hota to problem hota...
Amp jitna jada doge utnahi bakap jada hoga...
Haa, thora bohut to unbalanced hogahi, isme koi dikkat nahi hai,
Jo log nahi kharid pate inverter unn logo ke liya ya tarika bohiti batter hai
35 amp. Battery chalegii?
Isme DC 12 volt ka computer fan lagana padega nahi to ye garam hota hai our band ho jata hai ya thode din bad kharab ho jata hai
यूपीएस का चार्जिंग बढ़ाने के क्या करना होगा
How many amperes is this battery?
Charge karne me ups karab to nahi hoga
sir isko inverter ki tarah hmesa charging me laga ke bhi kaam me le skte hain kya ..ye inverter ki yarah ki kaam kregi na.?
90 %
Cooling fan use karlo ek... computer ka
10 with ka led lemp se ups 10 minit ma ups ban ho jata he to kiya kare
hiiiii,,,,aap to inviter to banaye lekin kaise banaye samaj me nhi aaya please please wire ko kaise judna hai fir se bataiye
+rajesh sarkar - accha sa suno,
Red wire bettry ka' + ' sa or dusre wire battery ka' - ' sa,,,,
Galat mat karna nahito, UPS kharap ho jayaga...
Problems hua to batana...
भाई मैं अपनी कार की बैटरी लगाना चाहता हूं तो क्या लगा सकता हूं बगैर कटआउट के koi problem to nahi hogi
No problem
Hi sir mere paas 1000va ups ise ghar par kitana lode de sakate hi kitana amp ka batteri daal sakate hi and batteri charg kise kare plz rply.tanku
Sir mene ups ki battery me distilled water dala tha...
Jb use bapas ups me laga ke charging pe lgaya to Battery ke upr dhakkan fat fat aabaj karke nikal gye.. Battery fat to nhi jayegi agr me upr wale dhakkan ko laga du to...?
Battery kharap ho chuka hai......
Or fat naki koi bat nahi hai...
I want to cannection solar 12v barttary. any poroblem. for desktop computer. plz replay me quiqly ans
No problem...
Battery kitna ampere or watt ka ha
Can used with pc
My ups turns off after 2 min automatically. I have contacted it to a car battery so give to resolve this problem
Soon in the next video
Ye kitne ghante ka backup dega
Fuse ka Ampere rating kya hai??. Kitna watts load max hai??
Bhai yah kitne ghante Tak chalegi 1 bulb
Why does my UPS kept on beeping while connected to the car battery?
Not advisable as UPS can charge only up to 7AH battery .Car battery is 40 to 70 AH.
Will overheat the small charger and melt the wire if use for long time.Use with care.
Yes, that process is not switly.
But working not bad....
Not melting any wire, only transformer genarate some heat...
So for meaddl class people usedable technices...
Can I charge 12 v 9 amp bike battery to charge it?
80ah bettry charge kar payega ups
how can i running in low load of ups.
Can I use my home UPS battery 70 ampere to my computer UPS to get more backup when I have no electricity I want to use 2 monitor and one CPU at the same time is it possible?
Yes, its possible...
I tried it today but after 10 minutes ups started heating and stopped working, which big ups should I use to keep my desktop on when no electricity?
Ups kitne hor me fulk charge ho jata hai
Ya video dakh sakte ho - ruclips.net/video/d3wyJ13V3qI/видео.html
Sir agar me scuty ki batry isse charge karu to koi broblwm to nahi h kya ye charging work krega and kitne time me full charge hojaegi battry plz rply ..me apke channel per new hu
hmm hoga , but 12 volt ka hona chahiya... or per Amp mai 1 hour lagega...
Ups me mobile charge lagaye to ups 30-35sec. Me hi off ho gaya. Iska kya problem ho sakta hai.
Normal TV
Sir 5w ka led bulb kitna Laga sakta.hu ismei ???
Please reply sir??
Bhai is ups me 4 battery ups ka hi aur jod denge to kitna backup dega
Bhai is battery ko chalu kaise karen please batao
Baik ki bettery lga ne se avaaj arhi h transfarmar se bhut tej Essa kyo
Fuse konsa lagana ha?
mera suckm ka camputer ups me ake 90 mah ka bettery lagane par v becap nehi dekhata he to osme kyaa prublem he
battery ka vi problem ho sakta hai...
mera bettery naya he
Sir...Mere pass INVITER hai But Mera Battery purana wala kharab ho gaya kya mai usme new battery car wala chal jayegaa kyaa...
Mujhe PC me use karnaa hai plzz batayee...pLzzz
+RAJaÑ SIÑģh - 100% chalaga.....
अगर यूपीएस ऑन की है और उसी पर कोई लोड ना तो ऑटोमेटिक ऑफ क्यों हो जा रहा है इसका क्या उपाय है
Kya main aisa karke 2 pankhe 4 led bulbs chala sakta hoon plzz reply
+Abhishek Prabhakar - - -
Vai dyan sa suno, ager 2 battery bala UPS used karoge to thik hai, ager 1 battery bala UPS used karoge to ups kharap ho jayaga...
Kuki lord UPS mahi paraga...
UPS jitna a66a doge utnahi a66a lord da sakte ho...
Uske liye aapko sinewave ups use karna padega...nahi to pankha hit hoga...tubelight chal sakti hai...
Or ek bat aapko 24 to 230 volt or uske uper ka ups hi use karna chahiye..
Sir battery charging karneme koi nuksan to nahi hoga
Vai ye mene try kiya he
SIR MUJE ENERG KA COMPANY KA DESKTOP UPS MAE BADI BATTERY ATTACHED KERNI HAI, YE KITNE HOURS KAAM KAREGI 1 FAN YA FIR LED 9 W KE LED BULB , LED 9 W KE KITNE BULB CHALA SAKTE HAI
+mansiagrawal2010 - total 300 wt tak,,,
Or time ki bat karu, to battery ka Amp sa hota haiii.....
mene bhi try kiya tha par ups is not working bilkul bhi par nahi kar ta h
mere ups ka battery kharab ho gya hai aur mere pas inverter h aur mai chah rha hun k inverter k battery se ups ko chalaun aur ups ko bhi supply dun kya aisa krna thik rhe ga ?.?
Aap kar sakte hai, but efficiency kam milega...
after connecting my car car battery to ups dosent on what shoud i do
भाई आप ने यूपीएस ओर बैटरी के बीच फ्यूज लगाया है क्या में इस जगह MCB यूज़ कर सकता हु? क्या वही काम करेगा!
Haa kar sakte ho...
how to recharge this big battery
Sai mere pas 60Ah ka car bettery he kya me ise inverter Ups me laga kar chala sakta hu kya
2 ups ek sath use kar sakte hai kya bada batrry charge k liye
Nahi
To ek pus se to jyada time lagta hai charch karne me
Main du battery ek sath kaise charge korunga
40 ah ka battery home ups see chalega kya
Hamari battery Is Tarah Se Nahin charge ho rahi hai
Ma ups ma woofer connect karna Chahata Hun koi problem to nahi hogi
Brother mera bhi yahi swaal hai
Apne connect kiya kya ??
Bai without battery usp deret kaise chelaya
क्या हम एक साथ चार्जिंग और output use कर सकते है.
Yes
pc ups use 1 led light bulb bat 15 mins after automatic off
ruclips.net/video/d3wyJ13V3qI/видео.html
bettery car me lagi ho tab use kar sakte he , or 9v ke led bulb kitne cala sakte he
+Vishal Patel - Haa used kar sakte ho.....
9 volt bulb direct nahi chala sakte, elimiter lagana paraga.......
My ups has 12v two batt can I add a car bat
Yes, you can ..
YE BLAST HO JAYEGA,
Restarting
Ek problem 5 minutes chalne band.ho jate hay.fir on karte hoo uske bad bohi problem sirf 5 minutes chalte hay
Kitni time lagegi 32 ah battery ko???
20ah battery ke saath kitne der ka backup de ga
सर में खाली ups को कार की बैटरी के साथ जोड़ रहा हु तो सिर्फ 10 मिनिट चल रहा है उसमें कोई भी लोड नही दे रहा हु फिर भी
Iske liya next video coming soon..
UPS बनाएं इसलिए गया है 10 मिनट बैकअप देने के लिए
Bhole Shyam Sahu :)) Load kitna diya tha aapne?
Bhai mene battery ko lagaya to red light beep ke sath band ho jata hai mera ups sahi tha ab nahi chalta solution
Kitme time ka backup
Bhai ups pip pip Kar ka band Ho jat ha
Charj kase ho
I m connected to external car battery to Ups but timer ko kaise increase kare jo 30 sec ke baad ups off ho jaa rha h.....help me..bhai?
ruclips.net/video/d3wyJ13V3qI/видео.html
How to increase battery power after 30 sec switch off...so help me...I am also connected car battery same process your video..!??????
Badi Mai car wali 1battry me 2 ups challega kya aur charging Ka bhi batana
Yes chalaga...
But charge 1 ups sa hi dana hoga.... Nahi to dono ups kharap ho jayaga...
Vai maine tomare video dekh naise pahele esa kia tha our mere ups kharb ho gaya. Sukar hai meri ups ka warentry chal raha tha our mere ups thik ho gya
i am so sorry ki problem face karna para...
vai avivi mera ups chal raha hai...
or ak bat batana vull gaya hau,ki jab battry cunnect karoge tab ups ka power butten on karke rakhna chaiya...uska bad battry ka wire cunnect karo... ya koi problem nahi hai,but config wahi kahata hai {kavi kavi ya vi nahi karna parta hai}....uske bad firsa off karo fir on karo...koi problem nahi hoga...
ager hua to comment karna okkk... thank you...
ky mere ups ko koi furk nhi pade ky
jai ki kit kharab hone ka
+krishna kumar - vai ar akber bolo, samaj me nahi aya..