Sir aapne kitne achche se bataye nahi to kuch log bas online form bata dete hai aur fir pata nahi kiya karna hota hai form ka apne sab kuch achche se bataya thx sir❤❤❤
Mai apne mata ji ka aur pitaji ka ek hi din apply kar diya aur lekhpal ne mujhe bola ki ek hi din husband aur wife ka apply karne ke wajah se kewal ek log ka pension aayega aisa hai kya please bataye
Sir ye btaiye ki agr income certificate purana hai 7 8 sal purana to o chal jayega or agar account kisi b bank ka hai post office ka ni mtlb allahabad bank ka hai to chlega ki ni or mobile no parivar me kisi ka b daal skte hai?
Sir voter id card me age 01/01/1961 year ha addhar ma 01/01/1971 year ha yadi पर्सनल detail ma 01/01/1961de or addhar autentication ma 01/01/1971 year dal de to apply hoga please tell
Sir aapne kitne achche se bataye nahi to kuch log bas online form bata dete hai aur fir pata nahi kiya karna hota hai form ka apne sab kuch achche se bataya thx sir❤❤❤
Sir mene form Kiya hai or final submit kar diya hai print nikali or us print mein photo nahin dikh rahi hai
Sir reply me
Same problem
जिसको विधवा पेंशन मिलता है वो भी वृद्धा पेंशन के लिए अप्लाई कर सकते हैं प्लीज रिप्लाई
Yes
No
Nhi
Nhi
No
Bhaiya income certificate nya jruri h ya kitne saal purana lg skta h?
Timeout Problem Show ho rha hai new apply par kise solve hogi se problm
Mai apne mata ji ka aur pitaji ka ek hi din apply kar diya aur lekhpal ne mujhe bola ki ek hi din husband aur wife ka apply karne ke wajah se kewal ek log ka pension aayega aisa hai kya please bataye
Ji ha
Agar raseed dlt Ho jaye ya gum jaye to kya kre Sir please zrur btana
Already video hai channel par aap dekh sakte hain
ledies ki pension k form bhar rhe hai to unka income certificate to hai nhi or unke husband job nhi krte kiska lgaye
Us ladies ka income certificate banwayea
Income certificate online banta h kya??? ,,maine apply kiya hua h wo to under process hi dikhta h ,,aega income certificate ya nai kbhi
Kitna din hua
Sir ji mobsil se karne ke bad Gram panchayat me jane ki jarurt to nhi padegi sor kitne din me chau ho jayegi sir ji
3 mahine ke bad
Thank you so much sir aapki is vesio se meri problem solve ho gai
Bhiya Ab Jo New Income certificate wle Form se kyu nhi online ho rhe iska koi sloution btao
Female ka bharne me pati ka hi income certificate lagega
Ya bete ka bhi lag sakta hai
Female ka hi lagega
Sir mere father ka varda pension bna hua h or mujhe apne mother ka apply Krna h to usme kis ka income certificate lagega please reply
Income certificate kaha se banaye? Description me form ki link bhejo na.
E district upgovin 😊
Kitna samay lagta hai block me jama karne ke baad mera 3 mahina ho gya abhi tak kuch bhi nhi pata chala😢
Status check kijiye kaha tak pahucha hai.....
Block me jama karna jaruri hai ya nhi
Jaruri h
Sir abhi maine bhara hai form form bharagaya hai ragitain number bhi mil gaya hai login nhi ho raha hai kitne der baad login ho ga
Ha bhai login nahi ho raha hai website problem hai.
Lagbhag 1 month se jyada Ho gya login nahi ho raha hai.
Ab login ho raha hai abhi aaj se
But ab aadhar Authentication nhi ho raha kya problem hai PLZ bataiye
Age kitni chhye@@kartikjaiswal7924
Final print nhi nikal raha hai
Bohat badiya 👍
Sir ji mobail se form bhara ho to kya vo manya karege print kese nikale thodi details
Income certificate nahi hai sir,lady ka form fill karna hai old-age pension ke liye,or income ka koi source bhi nahi hai kya kare is case me
Income apply Kara dijiye apne AAP lekhpal sir khud hi report laga denge । Pareshan na ho aap
Kya hum sirf online apply karte he to Paise nahi ayenge kya
Submit karne par bhai Cross ❌ aa ja rha hai kaise sahi hoga help me
Ha Bhai is time website ka problem hai
Same problem
Sir vriddha pension me income kitna hona chahiye
46080 Rs se kam hona chahiye
Iska age 60 saal tab bas hota hai ki uske niche wale bhi apply kar sakte Hain kya bolo 😢
Only 60+ age wale
Hlo sir pdf me jo upload karna h tho kya usme upload kare aadhar card ya aay parmanpatr
आय प्रमाण पत्र नहीं न लिखा है
वहां लिखा है आयु प्रमाण पत्र
Maharashtra k liye kr skte h kya?
Sir ye btaiye ki agr income certificate purana hai 7 8 sal purana to o chal jayega or agar account kisi b bank ka hai post office ka ni mtlb allahabad bank ka hai to chlega ki ni or mobile no parivar me kisi ka b daal skte hai?
Income certificate 3 year Tak valid rahta hai
Captca se phle ji box hota h....isme tick kyu nhi ho raha ...??????
Bahi side nahi chal rahi hai
Bina aay prmaan ptra ke nhi online kr skty sir
Nahi
Sir voter id card me age 01/01/1961 year ha addhar ma 01/01/1971 year ha yadi पर्सनल detail ma 01/01/1961de or addhar autentication ma 01/01/1971 year dal de to apply hoga please tell
Nahi
Voter card ki age kahi manya nahi hai sayad esa card per he likha hota hai
sir block me kise dene hai print bataye sir
Samaj kalyan adhikari ko
Apply nhi ho rha Sara karne ke bd Aisa kyu
Ha is time problem aa raha hai
Website problem hai....
Jiska birth certificate nahi h wo kya kare?
Bahut dhanyawad ❤❤❤
Very Very nice 👌 explained
वृद्धा पेंशन आनलाइन करने में निवास प्रमाण पत्र भी लगता है सर
Nahi
Income certificate jaruri hai kya??
Ha
Ha
Kitne ka hona chahiye
Sir Kay pati or patni ka ak sath form apply kar sakte hai please bataye
Sir kya joint account chalega ki nhi
Single account lagayenge to accha hai but NPCI check kar lijiye kis bank me hai ya nahi
Proceed for final print .nahi ho raha,back website bta raha ..
Ha is time problem chal raha hai
Sir adhaar card me 01/01/1964 hai
Aur nirvachan card me 1971 hai
Koi dikkat ro nahi....
Voter card Sudhar karwa lijiye apne blo se ya apne mobile se bhi
online full form bharne ke baad bdo pass jana jruri hai
Income certificate online apply kr sakte hai kya
Dhanyavad bhai😊
Sir bataiye ki pension online karne ke baad kab tak aa jayega please please please
House wife ki income certificate kya hogi?
Aapk pati ka income certificate lagega
Aay praman Patra kitne hajar ka hona chahie
46080 Rs se kam hona chahiye
Sir mujhe csc ki id leni hai kaise kre apply
Bhaiya Ham bhi Padrauna Kahan
गवर्मेन्ट रिटायरमेंट की पत्नी भी भर सकती है ये फॉर्म
Rule ke hisab se to nahi banana chahiye kyonki uska aay 46080 rs se jyada to hai hi.......
Abhi 13/03/24 ko website work kr rhi hai sir ?
Ha
साइड कब से open होगा sir जी
Sir dadi ka aye prmadh patr nhi h
Banwa lijiye 46080Rs se kam aay hona chahiye
Aay praman patra ka format kya hai
कब से अप्लाई होगा
Hamesa
800.sy.ky.huta.hi.sir
Agar koi income tax return bharta hai wo bhi apply kar skta hai
Income tax return bharne wale ka aay 46080 se kam banega hi nahi to pension.....
dhanyabaad
साइट कब चलेगी सर
Income kitni honi chahiye
46000
इनकम सर्टिफिकेट कितनेका जोडनेका है....
Income certificate nahi hai toh kya kare
Income certificate compulsory hai
To apply karwa lijiye
Yadi kisi ki income zero hai tab bhi patwari se certificate Lena hoga
Ha
साइड नहीं चल रही
Thanks
Es smy nhi ho Raha hai kisi ka ho rha ho to btaye please 09/10/2024 ki bat kr rhe h kisi ka ho Raha ho to btaye please
Hello sir mere masi ka income certificate 54k yearly bana hain kya wo widow pension ke liye apply kar sakte hain
Nahi
Love you sir
Plz sir tell me its very imp
good
Thanks
Income kitne ki vanwani hai
46000 से कम होना चाहिए
46080 se Kam honi chahiye
120000 की हैं। इससे कम की नही बन रही 1 साल से try kar रहा हु
😊
Thanks sir
Sirji side chal rahi hai ka
Ha Aaj mai Kiya hun
15-01-1967
Pending BDO
Nhi Bhai
Ok
good