Don't drink alkaline water before or after meals . It's best to drink in early morning when stomach is empty . Have breakfast after 1 hour. Drink alkaline water again after 2 hours of any meal . Thank you.
Alkaline water if generated from chemicals... is bad , but water that we get from Kangen Machine is not bad at all, it has helped millions of people in last 46 years.
Sir is Alkaline Water ko store kiya to is ke values kitne ghanton tak tike rahenge matlab ek botel bharliya after 5hour's ke baad piliya to us Alkaline Water ke values tike rahenge .
Sir apka vidoe accha lga but ek cheez bataiye alkeline water se pet me jo asid hai wo kam kaise hoga.....agar hum khane k beech me alkeine water lete hai to shyad kuch problem ho ....plz guide
Alkaline water jo excessive acid hai use neutralize kar sakta hai... Iska bina soche samje upyog karte ho to digestive system re related problem ho sakti hai... Khane ke bich me alkaline water nahi pina hai... Khane ke sath buttermilk aur curd hi best hai.
SIR OVER MEDICATION KI VAJAH SE STOMACH ME INFLAMMATION HO GAYI HAI AUR PURE DIN DAKARE AATI REHTI HAI. MUJHE DIABETES BHI HAI KYA ME YE ALKALINE WATER PI SAKTA HU?
Dekhiye alkaline water ke jo bhi benefits claim kiye jate hai us par abhi bhi research chal rahe hai... Apne doctor se puchhe bina aapko alkaline water pina start nahi karna hai...
@@HEALTHANDMEDICINESHINDI lekin mere ko left side ke stomach me sujan hai aur jalan bhi hai aur gases bhi muh se upar aate rehte hai. so agar me yeh innocernt pani pita hu which is made of 1 liter pani me 4 kakdi ke tukde aur 2 lemon ke tukde to us se konsa negative result aa sakta hai? i am curious to know. please reply
Yes.. structured water pi sakte ho... Usse achha fayda hota hai... Diff tarike se aap bana sakte ho usme simple to complex methods hoti hai... Aapko kis prakar ke baare me jankari chahiye?
Arey bhai saab agar doctor ke pass gaye ya pharmacists ke pass jake suggestion lege to wo log kabhi nahi peene ko kahenge... Agar sab log healthy rahenge to unka business bandh ho jayega... Aaj bhi agar normal rehke kisi hospital mein medical checkup keliye jate hai to patients hoke bahar ate hai... Alkaline water ghar mein banake hafte mein 3 baar piyenge to koi nuksaan nahi hoga aaj bhi hamare gaaon mein ek talaab hai jaha pani ko sirf peene keliye use karte hai koi gandagi nahi karete...naturally mineral loaded water hai.. sab log healthy hai bacchon se lekar boodhon tak sab wahi peete hai... Govt hospital ke alawa aur koi private doctor nahi hai...
Sir if i store water in copper jar for 24 hours is it good to drink copper water whole day then or any limit of consumption ?? + alkaline water in a day how many glass we can take and at what timmings ?? Pl answer Thankyou
Please mix it with normal water and then consume it... But usse pahle aapko aapki body ka nature Janna hoga... Agar aap alkaline water use kare aur pet me gadbad yaa gas yaa nausea jesa feel ho to you should stop
Alkaline purifier ka kaam paani me se acid dur karna hai aur saath hi saath alkaline purifier paani ki pH value bhi badhata hai... Aap alkaline purifier ka istemaal kar sakte ho lekin it is quite expensive... Aur ek khas baat ka dhyan rakhna hai ki aapko keval alkaline water hi nahin pina hai.apko regular water aur alkaline water dono ko ek santulit matra me pina hai...
Kindly add this information in ur video that Ionized Alkaline water doesn't effect our stomach acid which help in digestion . M a water trainer with Kangen Ionizer Machine. I provide Health tips to make our life disease free.
Sir mujhe gastric or immunoglobulin E ( IgE ) taste mai 609 high hai asthma type se ho raha hai mai kiya alkaline water pee sakta hun please sir help me or mujhe zyada gastric hai please sir
Mere hisab se nahi pina chahiye... Aapko doctor se consult karke unhe bhi puchhna chahiye. Wo bhi mana karenge .. alkaline water is not the last solution... There are so many others
@PARESH GAJJAR maira manufacturing hai.. world's first natural concentrated alkaline water 225ml ..15 din jata hai..bs din me 2 bar 10ml kar k pina padta hai
Hi, I purchased Havells Max Alkaline 7ltr water purifier. Is it good to drink alkaline water daily ? Now TDS reduced to 280 Earlier it was 2200. Havells is good ?
In stomache h c l is secreted which is acidic in nature, when alkaline is super added it may hamper digetion, which particle is mixed to increase ph level, the mechanism is not clearly understood
Ghar par alkaline water se jaha tak muje pata hai koi problem nahi hoti. Kya aap cold water piti hai yaa normal temperature par? Kya aap bata sakte hai ki aap Ghar par alkaline water kese banate ho?
Alkaline water wala achha hai lekin jab bhi pani piye mix karke pina hai...sirf aur sirf alkaline water pe depend nahi rahena hai.. kyunki alkaline water ke Faydo ke saath saath uske nukshan bhi hote hai...
Can we store Alkaline water in steel jar or steel utensil because I do not have glass jar or glass utensil and can I make alkaline water from RO water..
Esa koi thumb rule nahi hai ki din me itni baar pina hi hai... Jis tarah se hum regular water ka use karte hai ussi tarah se alkaline water ka use kar sakte hai... Aapko sabse pahle apna body type jisse hum tasir kahte hai wo pata honi chahiye ki aapki body type ko alkaline water suit karega ki nahi... Doctor ki salah Bina kisi bhi advertisement ke chhalave me aakar alkaline pani pina aapki health ko Nukshan de sakta hai
Tambe ke bartan me aap normal filter pani rakhoge to bhi aapko bahot fayda milega... Raat ko filter pani tambe ke bartan me rakhna hai aur fir subah ushi bartan mese aapko pani pina hai... Dusre kisi bhi bartan me use transfer nahin karna hai...
@@HEALTHANDMEDICINESHINDI sir normal water filter nhi laga h.. jo filter h usase alkline water hi aata h 9.5 ph ka.. kya ese mai tambe ke bottel me bharkar office le ja sakta hu.
Jab aap sada pani copper ke bartan me rakhte ho to sada pani natural alkaline water me convert hota hai... Jaise aapne bataya aapke waha alkaline water ki suvidha hai to fir use tambe ke bartan me store karne ki jarurat nahi hai...
Hi, I purchased Havells Max Alkaline 7ltr water purifier. Is it good to drink alkaline water daily ? Now TDS reduced to 280 Earlier it was 2200. Havells is good ?
Agar regular water ki baat kare to din me 10-12 glasses pani pina hai lekin in case of alkaline water aapko sade filter pani me add karke pina hai... Agar ideal retio ki baat kare to Basic to acidic 51:49 hota hai... Matlab aap ko dono pani lagbhag ek saman matra me mix karke use karna hai
Aap mujse personal chat karke bolate hai,ki Aapne Kangen water ka jikra bhi Nahi kiya hai,aapko sirf Alkline water se matlab hai,per Kangen water is field me pioneer hai,uske binaa is subject per gyaan dena matlab logo ko misguide karna hota hai, Kangen water ke benefits ke kaafi testimonials U tube per bhi available hai,aap study karke fir baat karenge,toh trustworthy rahega..........!!!
Wo sab testimonials paid promotion aur sponsorship based hote hai bhai mere... Marketing ke aadmi hote bhi aapko yeh malum nahi hai... 100 baat ki ek baat alkaline water ke fayde to he hi lekin saath me Nukshaan bhi hai yeh baat sabhi ko manni hi hogi...
Aap aur kuchh mat dimaag lagaye aap bas itna mujhe bataye ki Kangen water ke literature me.... 1. Erythrocyte Hexokinase Activity 2. Increase Metabolic Activity 3. Nacrosis In Myocardial Muscles 4. Hyperkalemia Etc... Ke baare me koi jaankari hai?
@@HEALTHANDMEDICINESHINDI Aap toh khud gyaani hai......., Kisi humanbody ke baare me bolate samay oxigen ka jikra hi nahi hogaa toh........,vaise hi Alkline water ke subject me Kangen water ka sthaan hai........!!! Bina kisi advertisement ke bhi worldwide jo product itna costly hone ke baavjud bhi hajaaro me bikata hai,usme kuchh toh khaas hogaa hi........,yeh jaan ne ke liye koi rocket science ki bhi jarurat nahi hai.........,fraud 1-2 ya 5-7 saal tik sakta hai, 45 years koi chhota span nahi hai !!!
Bhavesh Ji aap samajne ki koshish hi nhi kar rahe ho yaha par mene kya bola hai ki sirf aap dinbhar alkaline water hi pioge to nahi chalega. Aapko alkaline water aur normal water ka ratio malum hona chahiye taki apke body me pH balance ho... Sirf aur sirf alkaline water par hum depend nahi rah sakte... Baat itni simple hi hai...
मैं ordinary Alkline water की नहीं,पर Enagic Kangen water की बात करता हु,जो 45 years से लोग use करते हैं,दुनियाभर के सेलीब्रिटी,डोक्टर्स, उद्योगपति, खिलाड़ी,स्पिरीच्युअल गुरु भी use करते हैं,तो कुछ तो खास होगा ही..........,जीसकी जानकारी ना होते हुए भी आप इस विषय में ज्ञान बांट रहे हैं !!!??
@@HEALTHANDMEDICINESHINDI Kangen water bhi Alkline water hi hai, Alkline water ki duniya me pioneer hai,uske jikra ke bina hi is subject per gyaan kaise ????
@@manojvermamgs Google search kar ke dekh lo,........Enagic Kangen water drinker celebrities................,naam padhte-padhte thak jaayenge.........!
One shouldn't make videos on the topic which he/she doesn't have enough knowledge. In stomach, thare is no sachets of HCL and it secretes to digest as per need basis..water science should not be misinterpreted. NaCl +H2O+CO2 reversible HCL + NaHCo3 and this bicarbonate buffers used to balance the pH of blood
The blogger has not even liked ur comment he did not like it... 😄😄 aaj kal to koi bhi kuch bhi volg banaleta hai bus likes leke kamaayi kare... India mein unemployment zyada hai na ... Kya karenge bechare...🤦♂️ Pani ka mahatva jab experience karenge tabhi pata chalega... Mera severe Ringworm infection ayurved aur jangle mein behnewali pani mein nahake chala gaya
Aapne apni baat ka koi test report ya testimonials dikhaya nahi hai,log kaise trust kare ? Jab ki Enagic Kangen water ko world ke diggaj doctors ne recommend kiya hai,top leaders,businessman, athletes, celebrities saare yeh use karte hai,kya unko ya unke personal doctor-diaticions ko yeh knowledge nahi hai !!! 45 years se day by day Kangen water peene vale badh rahe hai !!!
Mene jo bhi source se information collect ki hai wo world ki best websites and articles hai... Mera kahna yahi hai ki sirf aur sirf alkaline water per depend rahena thik nahin hai... Esa nahi hai ki alkaline water se fayde hote hi hai aur nuksaan nhi hote... Alkline water ke side effects hote hi hai... Aur aap logo ko alkaline water hi pijiye esa nahin kah sakte aur expensive alkaline maker kharidne par majboor nahi kar sakte... Kyun ki ghar par bhi hum simple alkaline water bana hi sakte hai... Baat ekdam simple hai ki alkaline water per hi depend rahna sahi baat nahi hai...
@@HEALTHANDMEDICINESHINDI Pahele aap ekbaar specially Kangen water (not an ordinary Alkline water) ka full knowledge lijiye,fir aap yeh subject per logo ko information dijiye,taa ki log misguide na ho,logo ki bhalai karna alag baat hai,aur logo ko misguide karna bhi alag baat hai,kisi bhi subject per gyaan baatne se pahele uske baare me puri jaankari hona adhik aavsyak hai !!!
@@HEALTHANDMEDICINESHINDI 1 toh aap Alkline water ke side effect bataa rahe hai,aur Saath me isse ghar per bhi banaane ki baat kar rahe hai !!!?? Jab yeh nuksaan hi karta hai,toh usse ghar pe kyo banaana ????
Are bhai me esa bol raha hun ki sirf aur sirf alkaline water per depend nahi rahena chahiye... Saath hi saath ordinary water bhi pina hi hai... Aur jaha tak side effects ki baat hai to alkaline water ki side effects hoti hai agar sirf aur sirf alkaline water hi pite rahe to... Samje ki nahi samje...
Abhi to bhai mujhe specially aapke alkaline water ke baare me search karke special video banana hi padega... Aur agar aapke paas aapke alkaline water ke baare me bahot achhi jankari hai to please muje mail kare taki me bhi special aapke alkaline water ke baare me video bana pau...
Sara din main 3 Ltr pani pene ko to kehte hai but iska sahi Quantity kia hai pene ka tarika.......gap kia hona chahiye aur ek bar main kitna paani pena hai
Half knowledge is always danger, Aapko Enagic Kangen water ke baare me jaankari nahi hai,jo best water on earth aur Mirecle water kahaa jaata hai. Aur koi bhi amaryadit paani pee hi nahi saktaa,kyoki bina pyaas koi paani nahi peeta......,itni basic knowledge bhi aapko nahi hai............!!!!
@@HEALTHANDMEDICINESHINDI Maine apna koi contact number nahi diya hai,toh advertisement kaise ho gaya ????? Agar public ko knowledge dena hai,toh poora study kiya karo........🙏
hahahahaha Ek hi cheez lekin agar me tumhe du to achhi.. Agar koi aur wahi cheez tumhe de to buri...competition is going to be worst.. Take pause.. Think over it..!
Let me know if other ph filters like mi ,blue star work as they are cheaper than kangen and they also provide the same features . It would be a perfect comparision You are just mentioning the same thing what kangen agents tell . If it clears all the acids why does it does not affect uteric acid like HCL I think it's just scripted event Wikipedia says there is no specific evidence which says that low oh water helps in cancer or any other chronic disease. We need a more transparency No offence
Don't drink alkaline water before or after meals . It's best to drink in early morning when stomach is empty . Have breakfast after 1 hour. Drink alkaline water again after 2 hours of any meal .
Thank you.
thanq good usefull information every body must watch this vedeo for good health
Thank you for appreciation ..
Very knowledgable video sirji thanks 👍👌
Really fair n genuine information . Thanks you
Sir thanks aapne sach batayaa
Alkaline water if generated from chemicals... is bad , but water that we get from Kangen Machine is not bad at all, it has helped millions of people in last 46 years.
wah Padriya wah
love from skpcper
Thank you so much...
Amazing information sir
Sir which is best water copper water or Alkaline water please tell
Copper water is best... For that you should pour water in copper container for 24 hours and then use it...
Alkaline water copper 800ML RS 2050/
Nice sir
Sir is Alkaline Water ko store kiya to is ke values kitne ghanton tak tike rahenge matlab ek botel bharliya after 5hour's ke baad piliya to us Alkaline Water ke values tike rahenge .
Wo aap kaunse bartan me use store karke rakhte ho uske upar depend hai...
Sir ro mai alkaline filter lgana chahiye ya nahi.ja fir minral filter lgana chahiye ja nhi
Aapke waha ke pani me TDS kitna hai??? River ka pani aata hai yaa borewell ka?
@@HEALTHANDMEDICINESHINDI tds 338 municipal ka pani hai ue nhi pta kha se ata hai
@@g.lsharma1452 you only need RO system .. don't waste your money on alkaline water... Make sure TDS of your drinking water is between 60-140...
@@HEALTHANDMEDICINESHINDI sir kya nf membrane theek thega nf40
Kyoki doosri membrame to tds bhut km kr degi
Good information🤗
Sir apka vidoe accha lga but ek cheez bataiye alkeline water se pet me jo asid hai wo kam kaise hoga.....agar hum khane k beech me alkeine water lete hai to shyad kuch problem ho ....plz guide
Alkaline water jo excessive acid hai use neutralize kar sakta hai... Iska bina soche samje upyog karte ho to digestive system re related problem ho sakti hai... Khane ke bich me alkaline water nahi pina hai... Khane ke sath buttermilk aur curd hi best hai.
SIR OVER MEDICATION KI VAJAH SE STOMACH ME INFLAMMATION HO GAYI HAI AUR PURE DIN DAKARE AATI REHTI HAI. MUJHE DIABETES BHI HAI KYA ME YE ALKALINE WATER PI SAKTA HU?
Dekhiye alkaline water ke jo bhi benefits claim kiye jate hai us par abhi bhi research chal rahe hai... Apne doctor se puchhe bina aapko alkaline water pina start nahi karna hai...
@@HEALTHANDMEDICINESHINDI मतलब क्या ये रिस्की है?
Yes yeh risky hai.. kyun ki sufficient evidence nahi hai... Isisliye...
@@HEALTHANDMEDICINESHINDI lekin mere ko left side ke stomach me sujan hai aur jalan bhi hai aur gases bhi muh se upar aate rehte hai. so agar me yeh innocernt pani pita hu which is made of 1 liter pani me 4 kakdi ke tukde aur 2 lemon ke tukde to us se konsa negative result aa sakta hai? i am curious to know. please reply
Aap ek baar doctor ko consult kare... Gharelu nuskhe aajma ne se pahele ek baar doctor se baat karni chahiye...
Sir structure water se kuch faida hota hai kya hota hai thoa ghar pe kaise banake pina chaiye pls reply sir
Yes.. structured water pi sakte ho... Usse achha fayda hota hai... Diff tarike se aap bana sakte ho usme simple to complex methods hoti hai... Aapko kis prakar ke baare me jankari chahiye?
@@HEALTHANDMEDICINESHINDI 20 ltr earthen pot mai kitna size ka copper plate chaiye padta hai aur thickness kitna rehna chaiye
Sir isme filter water dalna ha ya normal water bhi dal skte ha
Agar aapke waha normal water ka source achha hai aur normal water clean hai to normal water bhi chalega... Otherwise filter water add kar sakte ho...
I am using this and I have a stomach blotting issue after having for last 3 months. So what to do? Can u suggest
If you have a bloating issue plz stop using alkaline water or mix it with normal water....
Which alkaline water have you been drinking
Arey bhai saab agar doctor ke pass gaye ya pharmacists ke pass jake suggestion lege to wo log kabhi nahi peene ko kahenge... Agar sab log healthy rahenge to unka business bandh ho jayega... Aaj bhi agar normal rehke kisi hospital mein medical checkup keliye jate hai to patients hoke bahar ate hai... Alkaline water ghar mein banake hafte mein 3 baar piyenge to koi nuksaan nahi hoga aaj bhi hamare gaaon mein ek talaab hai jaha pani ko sirf peene keliye use karte hai koi gandagi nahi karete...naturally mineral loaded water hai.. sab log healthy hai bacchon se lekar boodhon tak sab wahi peete hai... Govt hospital ke alawa aur koi private doctor nahi hai...
Pls understand more about this sir
I wil try my best to make another video on this topic...
Sir if i store water in copper jar for 24 hours is it good to drink copper water whole day then or any limit of consumption ?? + alkaline water in a day how many glass we can take and at what timmings ??
Pl answer
Thankyou
Please mix it with normal water and then consume it... But usse pahle aapko aapki body ka nature Janna hoga... Agar aap alkaline water use kare aur pet me gadbad yaa gas yaa nausea jesa feel ho to you should stop
@@HEALTHANDMEDICINESHINDI please answer when i test through ph paper why it dont show alkaline result .
Sir is it good to use alkaline water purifier
Alkaline purifier ka kaam paani me se acid dur karna hai aur saath hi saath alkaline purifier paani ki pH value bhi badhata hai...
Aap alkaline purifier ka istemaal kar sakte ho lekin it is quite expensive...
Aur ek khas baat ka dhyan rakhna hai ki aapko keval alkaline water hi nahin pina hai.apko regular water aur alkaline water dono ko ek santulit matra me pina hai...
14 LTR 5500
25 LTR 6999
Alkaline purifier
I am water expect .. we are providing natural alkaline water with Cooper ..
Kindly add this information in ur video that Ionized Alkaline water doesn't effect our stomach acid which help in digestion .
M a water trainer with Kangen Ionizer Machine. I provide Health tips to make our life disease free.
डिटेल इन्फो सेंड me on 9762190394
Is it true please confirm on 9302420298
Ostiyoporsis me lena chahiye
No... It is not advisable.
Sirji Aap Left Hand Me jo Raksha Dhagaa Hai Use Right Hand me Bandhe.
II Jai Shree Ram ll
Sir mujhe gastric or immunoglobulin E ( IgE ) taste mai 609 high hai asthma type se ho raha hai mai kiya alkaline water pee sakta hun please sir help me or mujhe zyada gastric hai please sir
Mere hisab se nahi pina chahiye... Aapko doctor se consult karke unhe bhi puchhna chahiye. Wo bhi mana karenge .. alkaline water is not the last solution... There are so many others
Ro purifier ka pani pine se gale ( throt ) me dard kyu hota h?
Apka pani acidic ho rha hoga T.d.s Laval 150 and 200 ke bich me rakho...and ph 7 our 9.5 hona chahiye..ORP negative to healthy drinking water
Which Ro is good-alkaline one or copper one?
It is depend on your internal nature...
Stomach acid kabhi alkaline water se effect nahi hota ,.
Do experiment first
With hydrochloric acid first
@PARESH GAJJAR maira manufacturing hai.. world's first natural concentrated alkaline water
225ml ..15 din jata hai..bs din me 2 bar 10ml kar k pina padta hai
@PARESH GAJJAR mai bhi.. alkaline water he peeta hoon .. bs natural peeta hoon. machine wala nahi 😊
Good information
Great info
Mujhe pimples problems hy toh mere stomach ka acid low hy ya high
Pimples hone ke pichhe bahot saare reasons responsible hote hai... Agar aap teenager ho to hormonal changes ki vajah se bhi ho sakte hai.
Good Topic and Very Interesting information
Thank you bro...
Can you drink alkaline water ?
Very nice and well explained vedio👍😊
Thank you for watching... 😊🙏
Can you drink alkaline ionizer water ?
Hi, I purchased Havells Max Alkaline 7ltr water purifier. Is it good to drink alkaline water daily ? Now TDS reduced to 280
Earlier it was 2200. Havells is good ?
Only alkaline water is not proper solution... There is no sufficient evidence for that...
@@HEALTHANDMEDICINESHINDI www.ncbi.nlm.nih.gov/pmc/articles/PMC6352572/
Are you satisfied with Havells Max Alkaline?
Whate is this alkylin water
Contact me to know about alkaline water
Plz make ा वीडियो different between alkaline water n copper water
Good topic... Thanks for suggestion...
Alkline water never affects any organs
What's the proof
Good
Thank you 😊
Hi
In stomache h c l is secreted which is acidic in nature, when alkaline is super added it may hamper digetion, which particle is mixed to increase ph level, the mechanism is not clearly understood
एल्कलाइन वाटर घर पर बनाती हु लेकिन ये पानी पीने से मुझे खासी सर्दी हो जाती हैं तो क्या करे
Ghar par alkaline water se jaha tak muje pata hai koi problem nahi hoti. Kya aap cold water piti hai yaa normal temperature par? Kya aap bata sakte hai ki aap Ghar par alkaline water kese banate ho?
Alkaline ionizer available all authentic decoments
Sr kitna hp ka pina chahiye
7.5 se 9.5 leval ph prefect ORP negative honi chahiye
Alkaline or mineral catrge wale filter mai se kon sa filter add kren?
Alkaline water wala achha hai lekin jab bhi pani piye mix karke pina hai...sirf aur sirf alkaline water pe depend nahi rahena hai.. kyunki alkaline water ke Faydo ke saath saath uske nukshan bhi hote hai...
Who is here for sahil khan ?
how alkaline water to be maintained ?
Matlab?
Allergy h mujhe to thank you m use Nhi krugi
Can we store Alkaline water in steel jar or steel utensil because I do not have glass jar or glass utensil and can I make alkaline water from RO water..
Achha rahega agar glass me hi store kare...
Kyun ki glass me reaction nahi hoga... Wess to jyadatar log steel me store karte hai lekin fir bhi glass is better
@@HEALTHANDMEDICINESHINDI Thank you for this information
अलकला ईन वाॅटर का सेवन दिन मे कितने बार पिना जरूरी है?
Esa koi thumb rule nahi hai ki din me itni baar pina hi hai... Jis tarah se hum regular water ka use karte hai ussi tarah se alkaline water ka use kar sakte hai... Aapko sabse pahle apna body type jisse hum tasir kahte hai wo pata honi chahiye ki aapki body type ko alkaline water suit karega ki nahi... Doctor ki salah Bina kisi bhi advertisement ke chhalave me aakar alkaline pani pina aapki health ko Nukshan de sakta hai
kya tambe ke bartan me alkaline water rkha ja skta h...
Tambe ke bartan me aap normal filter pani rakhoge to bhi aapko bahot fayda milega...
Raat ko filter pani tambe ke bartan me rakhna hai aur fir subah ushi bartan mese aapko pani pina hai... Dusre kisi bhi bartan me use transfer nahin karna hai...
@@HEALTHANDMEDICINESHINDI sir normal water filter nhi laga h.. jo filter h usase alkline water hi aata h 9.5 ph ka.. kya ese mai tambe ke bottel me bharkar office le ja sakta hu.
Jab aap sada pani copper ke bartan me rakhte ho to sada pani natural alkaline water me convert hota hai...
Jaise aapne bataya aapke waha alkaline water ki suvidha hai to fir use tambe ke bartan me store karne ki jarurat nahi hai...
@@HEALTHANDMEDICINESHINDI thnks sir for this important information...
Hi, I purchased Havells Max Alkaline 7ltr water purifier. Is it good to drink alkaline water daily ? Now TDS reduced to 280
Earlier it was 2200. Havells is good ?
PH Level.. Narrate it or persuade in details.
Price of 1l ky h
Hi
Can you use kangen water machine ?
Yes you can use kangen machine. Contact me for more details
Sir Har roj kitna pani pina chahiye alkaline
Agar regular water ki baat kare to din me 10-12 glasses pani pina hai lekin in case of alkaline water aapko sade filter pani me add karke pina hai...
Agar ideal retio ki baat kare to Basic to acidic 51:49 hota hai... Matlab aap ko dono pani lagbhag ek saman matra me mix karke use karna hai
Sir weak me ek bottle pee skte h
Try kar sakte hai agar aapko koi side effects hoti hai to turant hi use discontinue kar dena hai...
@@HEALTHANDMEDICINESHINDI sir side affect kis trah ke ho skte hai matlb symptoms kaise honge
Nausea
Vomiting
Confusion
Gas
Abdominal Pain
Constipation
Kidney Stone
Loss Of Appetite etc...
Machine alkline konsi Leni chahie?
Aapke jankari me koi doctor hai??? Means aapke koi family doctor hai???
Kangen is good
Aap mujse personal chat karke bolate hai,ki Aapne Kangen water ka jikra bhi Nahi kiya hai,aapko sirf Alkline water se matlab hai,per Kangen water is field me pioneer hai,uske binaa is subject per gyaan dena matlab logo ko misguide karna hota hai, Kangen water ke benefits ke kaafi testimonials U tube per bhi available hai,aap study karke fir baat karenge,toh trustworthy rahega..........!!!
Wo sab testimonials paid promotion aur sponsorship based hote hai bhai mere... Marketing ke aadmi hote bhi aapko yeh malum nahi hai... 100 baat ki ek baat alkaline water ke fayde to he hi lekin saath me Nukshaan bhi hai yeh baat sabhi ko manni hi hogi...
@@HEALTHANDMEDICINESHINDI vaise toh Aapka bhi koi wasted interest hoga.................!!?!!!
Aap aur kuchh mat dimaag lagaye aap bas itna mujhe bataye ki Kangen water ke literature me....
1. Erythrocyte Hexokinase Activity
2. Increase Metabolic Activity
3. Nacrosis In Myocardial Muscles
4. Hyperkalemia
Etc... Ke baare me koi jaankari hai?
@@HEALTHANDMEDICINESHINDI Aap toh khud gyaani hai......., Kisi humanbody ke baare me bolate samay oxigen ka jikra hi nahi hogaa toh........,vaise hi Alkline water ke subject me Kangen water ka sthaan hai........!!!
Bina kisi advertisement ke bhi worldwide jo product itna costly hone ke baavjud bhi hajaaro me bikata hai,usme kuchh toh khaas hogaa hi........,yeh jaan ne ke liye koi rocket science ki bhi jarurat nahi hai.........,fraud 1-2 ya 5-7 saal tik sakta hai, 45 years koi chhota span nahi hai !!!
Bhavesh Ji aap samajne ki koshish hi nhi kar rahe ho yaha par mene kya bola hai ki sirf aap dinbhar alkaline water hi pioge to nahi chalega. Aapko alkaline water aur normal water ka ratio malum hona chahiye taki apke body me pH balance ho... Sirf aur sirf alkaline water par hum depend nahi rah sakte... Baat itni simple hi hai...
stomach acid ko alkaline water affect nahi karta hcl balance karta he wrong information
Sahi time aur samay aur quantity to aapne bataya nahi. Baki video informative hai
Alkaline water & kangen water same?
Kangen water is type of alkaline water... Remember You do not need to install high priced water purifier for alkaline water... Baware of advertisement
He’s awesome.
#DrOseghaleSundayHerbalHome
We need a world full of kind genuine people like him..
Alkline water kaise liter hai price batao
WhatsApp for details will send you the pictures of bottles and other information
Can you drink alkaline water ?
@@ishakatare4700 Hi
Give me information.
@@gopaldobariya2909 yes...
Plz give your what's app number .
I will send you Alkaline proudect.
Meal k 2 hrs k baad le toh Digestion problem nhi hoga
30 mins ke baad bhi pi sakte ho...
Sir agar roj ek glass peeye to koi problem to nhi hogi or mummy Ko de skte h
No problem...lekin sirf aur sirf alkaline water hi use nahi karna hai...
Aur alkaline water keliye costly purifier nahin lagvana hai... Esa koi kharcha karne ki jarurat nahi hai...
Alkaline water peene k sath part time Mei extra income krna chahte ho 4k-5k per day toh contact me:-9643155448
मैं ordinary Alkline water की नहीं,पर Enagic Kangen water की बात करता हु,जो 45 years से लोग use करते हैं,दुनियाभर के सेलीब्रिटी,डोक्टर्स, उद्योगपति, खिलाड़ी,स्पिरीच्युअल गुरु भी use करते हैं,तो कुछ तो खास होगा ही..........,जीसकी जानकारी ना होते हुए भी आप इस विषय में ज्ञान बांट रहे हैं !!!??
Mere video me kahin pe bhi Enagic Kangen water ka thoda sa bhi jikra hai kya??? Muje sirf alkaline water se matlab hai...
@@HEALTHANDMEDICINESHINDI
Kangen water bhi Alkline water hi hai, Alkline water ki duniya me pioneer hai,uske jikra ke bina hi is subject per gyaan kaise ????
@@bhaveshshah6354 mere pass kangen ka k8 modal he kangen is best
आपको कैसे पता कि बङे-बङे लोग kengen water ही प्रयोग करते हैं?
@@manojvermamgs
Google search kar ke dekh lo,........Enagic Kangen water drinker celebrities................,naam padhte-padhte thak jaayenge.........!
You don't have enough information and knowledge on Alkaline water..
Because I am not promoting any alkaline water brand or any alkaline water purifier brand...
Alkaline water se mere pet me pain hota he jab bhi pita hu tab
So you can mix it with regular RO water or you should discontinue using alkaline water...
One shouldn't make videos on the topic which he/she doesn't have enough knowledge. In stomach, thare is no sachets of HCL and it secretes to digest as per need basis..water science should not be misinterpreted. NaCl +H2O+CO2 reversible HCL + NaHCo3 and this bicarbonate buffers used to balance the pH of blood
The blogger has not even liked ur comment he did not like it... 😄😄 aaj kal to koi bhi kuch bhi volg banaleta hai bus likes leke kamaayi kare... India mein unemployment zyada hai na ... Kya karenge bechare...🤦♂️ Pani ka mahatva jab experience karenge tabhi pata chalega... Mera severe Ringworm infection ayurved aur jangle mein behnewali pani mein nahake chala gaya
Alkaline water garam karke piye na piye
You should mix alkaline water with normal water ... No need to warm it ..
डॉक्टर hai kya aap jo benefits aur side effect bata rahe ho
Wrong information..in hills people drinking alkaline water all time.they not feel any kind of issues.
Can you drink alkaline water ?
@@gopaldobariya2909 yes of course
Hunk alkaline fitness water hai
Aapne apni baat ka koi test report ya testimonials dikhaya nahi hai,log kaise trust kare ? Jab ki Enagic Kangen water ko world ke diggaj doctors ne recommend kiya hai,top leaders,businessman, athletes, celebrities saare yeh use karte hai,kya unko ya unke personal doctor-diaticions ko yeh knowledge nahi hai !!! 45 years se day by day Kangen water peene vale badh rahe hai !!!
Mene jo bhi source se information collect ki hai wo world ki best websites and articles hai... Mera kahna yahi hai ki sirf aur sirf alkaline water per depend rahena thik nahin hai... Esa nahi hai ki alkaline water se fayde hote hi hai aur nuksaan nhi hote... Alkline water ke side effects hote hi hai... Aur aap logo ko alkaline water hi pijiye esa nahin kah sakte aur expensive alkaline maker kharidne par majboor nahi kar sakte... Kyun ki ghar par bhi hum simple alkaline water bana hi sakte hai... Baat ekdam simple hai ki alkaline water per hi depend rahna sahi baat nahi hai...
@@HEALTHANDMEDICINESHINDI Pahele aap ekbaar specially Kangen water (not an ordinary Alkline water) ka full knowledge lijiye,fir aap yeh subject per logo ko information dijiye,taa ki log misguide na ho,logo ki bhalai karna alag baat hai,aur logo ko misguide karna bhi alag baat hai,kisi bhi subject per gyaan baatne se pahele uske baare me puri jaankari hona adhik aavsyak hai !!!
@@HEALTHANDMEDICINESHINDI
1 toh aap Alkline water ke side effect bataa rahe hai,aur Saath me isse ghar per bhi banaane ki baat kar rahe hai !!!?? Jab yeh nuksaan hi karta hai,toh usse ghar pe kyo banaana ????
Are bhai me esa bol raha hun ki sirf aur sirf alkaline water per depend nahi rahena chahiye... Saath hi saath ordinary water bhi pina hi hai... Aur jaha tak side effects ki baat hai to alkaline water ki side effects hoti hai agar sirf aur sirf alkaline water hi pite rahe to... Samje ki nahi samje...
Abhi to bhai mujhe specially aapke alkaline water ke baare me search karke special video banana hi padega... Aur agar aapke paas aapke alkaline water ke baare me bahot achhi jankari hai to please muje mail kare taki me bhi special aapke alkaline water ke baare me video bana pau...
Not proved by science 🤦♂️
Sara din main 3 Ltr pani pene ko to kehte hai but iska sahi Quantity kia hai pene ka tarika.......gap kia hona chahiye aur ek bar main kitna paani pena hai
Ek baar me 200 - 400 ml paani pi sakte hai...
@@HEALTHANDMEDICINESHINDI kitne ghante ka gap..
As per your thirst and work...
hopeles..!!
sahi matra kya hai..!!
benefits kya hai wo clear cut batane me nakamiyab..!!👎
Wonderful video ..
Hi
Can you drink alkaline water ?
Half knowledge is always danger, Aapko Enagic Kangen water ke baare me jaankari nahi hai,jo best water on earth aur Mirecle water kahaa jaata hai. Aur koi bhi amaryadit paani pee hi nahi saktaa,kyoki bina pyaas koi paani nahi peeta......,itni basic knowledge bhi aapko nahi hai............!!!!
Bhai Sahab aap yaha par Kangen water purifier ki advertisement mat kijiye... Apne sales ko badhane ke liye logo ko galat advice mat dijiye.
@@HEALTHANDMEDICINESHINDI
Maine apna koi contact number nahi diya hai,toh advertisement kaise ho gaya ????? Agar public ko knowledge dena hai,toh poora study kiya karo........🙏
For your kind information... Yeh video upload karne ke baad mera mail box Kangen water purifier ke sales persons ke contact list se bhar gaya hai...
hahahahaha
Ek hi cheez lekin agar me tumhe du to achhi.. Agar koi aur wahi cheez tumhe de to buri...competition is going to be worst.. Take pause.. Think over it..!
Alkaline water chemical hai
No...
Let me know if other ph filters like mi ,blue star work as they are cheaper than kangen and they also provide the same features .
It would be a perfect comparision
You are just mentioning the same thing what kangen agents tell .
If it clears all the acids why does it does not affect uteric acid like HCL
I think it's just scripted event
Wikipedia says there is no specific evidence which says that low oh water helps in cancer or any other chronic disease.
We need a more transparency
No offence
Good information
Thank you for appreciating my efforts...
Good Topic and Very Interesting information
Glad you think so!
Good
He’s awesome.
#DrOseghaleSundayHerbalHome
We need a world full of kind genuine people like him..