Sir, meri company mujhe paternity leave nhi de rhi , bol rhi as per HR policy we give only 7 or 8 days , but I required 1month because of critical case
bhai me railway me job krta hu aur mera 1st child ka birth 12/10/2024 ko hua tha aur mene paternity leave 04/03/2024 to 18/03/2024 tk le but mujhe absent kiya ja rha hai . mere TI And AOM ne reject kr diya ab kya kre bhai
Sar meri jab joining Hui tab meri bacchi 2 mahine ki ho chuki thi uske bad joining mili hai bhut confusion hai chutii milegi ya nhi SE ne bola ki nhi milegi joing k bad hua hota bchha tb milti .,.....plz help
Mere knowledge se bacche ke Janm lene ke 15 Dinon ke andar father ko is Suvidha ka Labh uthana Hota Hai aur 15 Dinon Ki chhutti milati Hai isiliye Jis Din bacche ki delivery Ho use Din Se 15 Dinon Ki aapko chhutti mil Jayegi yah date Aage Nahin Ki sakti Le Jai Ja sakti father ke liye Agar ladiss pregnant hai to vah delivery se pahle bhi chhutti le sakti hai aur delivery ke bad bhi chhutti le sakte hain yah Sabhi ped leave hoti hai father ki 15 Dinon Ki
पहले बच्चे के समय paternity leave लिया,लेकिन बाद में वह गुजर गए, फिर दूसरे बच्चे के समय paternity leave नहीं लिए, क्या अब तीसरे बच्चे के समय paternity leave मिलेगी?क्योंकि कुल जीवित बच्चे तो दो ही हैं।
Jab dilevary me chaild off ho jaye tab paternity leave milti hai kya
Sir, meri company mujhe paternity leave nhi de rhi , bol rhi as per HR policy we give only 7 or 8 days , but I required 1month because of critical case
PL k sath NH kaisa milagi
Contractual employees ke liye milegi kya
State emp ko bhi milti h kya
nice, can you make a video on navi challenge ? i want to participate
Sir Is leave ka GO kaise milega UP Government
Patemity rule kon se rule me aata hai rule no. Btaye plz🙏
Agar birth certificate nhi ban paya kisi bas to 6 mahine to kya paternity leave milegi
Mere company me Paternity leave nahi he kya kare please suggest..... 🙏🙏🙏
Part by part le sakte h kya ex 08 ak baar 07
Sir
Kya leave 15 din se jada bhi milta hai
Mera portal pr ye 20 din dikha rha hai
I have first child before my bank job now i m blessed with third child. I can take paternity leave or not
Sir,Punjab police mein training kr waqt paternity leave ke kisi rule ka pako pta hai toh bataye
Paternity leave ka pure India mein ek hi rule hai
Ye paternity leave ka jo amount h wo kitne din me reflect hota h sirrr
कोई अमाउंट नहीं मिलता
15 din includes Saturday-Sunday?
Will leave can be granted.
If leave approved before ending of 6 month and leave period ending after 6 months
Yes
bhai me railway me job krta hu aur mera 1st child ka birth 12/10/2024 ko hua tha aur mene paternity leave 04/03/2024 to 18/03/2024 tk le but mujhe absent kiya ja rha hai . mere TI And AOM ne reject kr diya ab kya kre bhai
sorry birth 12/10/2023
12/10/2023
Sr meri centre mai gov job lgi hai or meri joining se 24 din phle muje ek beti huyee hai kya mai paternity leave le skta hun plz btye
Sir new joining valo ko b milti hai kya ye male ko un ka bacha 4 month ka ho gaya hai un ye leave ab milye gee kya
Government department main
No , same rule
Sar meri jab joining Hui tab meri bacchi 2 mahine ki ho chuki thi uske bad joining mili hai bhut confusion hai chutii milegi ya nhi SE ne bola ki nhi milegi joing k bad hua hota bchha tb milti .,.....plz help
Nahin milegi
Per child 15 milti hai..ya total 15...
2 child par 30 milegi ya nahi
Every pregnancy time 15
Holiday count hote hai 15 days me
Yes
Bhai GR hai kya? Please send me
Bhai new joining h jnv me kya paternity leave mil jayegi
Pregnancy ke kitne month ke ander ander pt.leave le sakte h ji ?
Margdarshan karen🙏
Mere knowledge se bacche ke Janm lene ke 15 Dinon ke andar father ko is Suvidha ka Labh uthana Hota Hai aur 15 Dinon Ki chhutti milati Hai isiliye Jis Din bacche ki delivery Ho use Din Se 15 Dinon Ki aapko chhutti mil Jayegi yah date Aage Nahin Ki sakti Le Jai Ja sakti father ke liye Agar ladiss pregnant hai to vah delivery se pahle bhi chhutti le sakti hai aur delivery ke bad bhi chhutti le sakte hain yah Sabhi ped leave hoti hai father ki 15 Dinon Ki
Different condition Mein father ko aur Dinon Ki chhutti bhi mil Jaati Hai
Thank you brother
Thank you
agar baby hone ke ek mahinae baad aap government service join karte ho to paternity leave milegi??
same issue sir if you find any solution pls tell me
Paternity leave breakup me le skte h, (jaise ki 5 days aak bar 10 days aak bar
No
Kese ho sar
15000 hzar se upar selry pe kitna pf katega kya pura pesa workar ka hi ktega jo company ke naam se jma hota hai
Gi
पहले बच्चे के समय paternity leave लिया,लेकिन बाद में वह गुजर गए, फिर दूसरे बच्चे के समय paternity leave नहीं लिए, क्या अब तीसरे बच्चे के समय paternity leave मिलेगी?क्योंकि कुल जीवित बच्चे तो दो ही हैं।
बच्चे 3 है दूसरे बच्चे पर पहली PL ली थी और अब तीसरे बच्चे है PL milegi ya nhi
Nehi 2 bachhe Tak milegi