Ropeway Protest In Katra: कटरा में रोपवे प्रोजेक्ट का विरोध जारी, 25 December से बंद हैं बाजार

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 3 янв 2025

Комментарии • 4

  • @raghuram9481
    @raghuram9481 2 дня назад +3

    Ropeway zindabad... Stop animal abuse

  • @rakeshkumarias
    @rakeshkumarias 2 дня назад +2

    Ropeway is good for the pilgrimage

  • @puneetbadyal609
    @puneetbadyal609 2 дня назад

    Aap sab jo ropeway ka Samarthan kar rahe hain, thoda thande dimag se sochiye.
    1. Trikuta parvat par pehle hi bahut construction ho chuki hai. 2 helipad, ek purana rasta, ek battery car wala rasta . Aur ek Naya tarakote wala rasta. Phir bhawan se bhairon ghati tak ropeway jo sab rules ko na maan kar kiya gaya. Abhi bhi court me wo case pending hai.
    Isi parvat ke neeche se railway ne bhi ek tunnel banaya hai.
    Ese hi aage aur bhi project lagte rahenge jis se puri van sampada aur jungle ke niwasi pashu pakshiyon ka Nash hua aur hoga. Pahad asthir ho gaye hain. Aur aane wale time me uttarakhand jaisa kuch yahan bhi ho sakta hai
    Shrine board me sab Bahar ke log hain Jinko is sab cheezon se koi farak nahi padta.
    Isliye aap sabse nivedan hai ki apne shuliyat ke liye prakriti ka vinash na hone dein.
    Helicopter me aur battery car me sirf divyang log , senior citizen ke liye reservation hona chahiye wo bhi subsidized rate pe ya free me. Usi se is samasya ka hal nikal sakta hai. Katra walon ko bura bhala bolne se nahi. Jai Mata di 🙏

  • @amitkharwar9468
    @amitkharwar9468 2 дня назад

    Aagye salo development me rajneeti karne