Aunty ji aapki video dekh kr Maine night suit pjama stich kiya. Bhut sunder bna. Thanku Aunty. Aise hi aur video bnate rhi. Vo bhi full detail k sath. ❤❤❤❤❤❤
Namaste aunty ji Bht mushkil se naam yaad aaya aapke channel ka kyunki main kuch he din se aapka channel subscribe kiya tha kyunki new ph liya h maine isliye abi sunita silai channel likhke search kiya jb mila aapka channel Aati tou nhi h silayi mujhe pr aapki vdos bht khoob aunty ji
Mam aapka video dekh kar mai bhi fabric le aaye hu.plz bataye agar Bina hoodie wala banana ho to kitna gala le aage nnpeeche ka aur gale ki patti kaise lagaye fur Wale kapde mai. Agar ho sake to chain wala ans collar wala bhi bataye fur fabric mai Aur ek bat ki arm cutting ke liye 8 inch gehra kyu liya, normal to 7 inch ka himlete hai na
Okay, front gala- 3.5 inch, back gala-1 inch Arm ki cutting 8 inch isliye li h kyunki hoodie loose hi chalti h fitting ki nhi hoti, or shoulder pe se 1 inch down bhi lete h isliye
Di bhoot badiya
Thank you 😊
Beautiful ❤️❤️
Thank you! 😊
Aunty ji aapki video dekh kr Maine night suit pjama stich kiya. Bhut sunder bna. Thanku Aunty. Aise hi aur video bnate rhi. Vo bhi full detail k sath. ❤❤❤❤❤❤
Okay 😊👍
Ok bhut badhiya ji
Mast night suit reddy kr diya anty aapn 😊 or sikhane ka trika bhi Acha hai aapka
Thank you ♥️
Bahut sunder
Thank you 😊
Very nice di
Bahut Sundar winter dress Banai hai❤❤
बहुत बढ़िया सुनीता जी
Very very very nice I love it aap bot ache se btate ho
Thank you so much 😊
So beautiful and thanks for sharing this video
Thank you too 😊
laajwab ❤❤❤❤
Thank you 😊
Bhut hi badhiya 👌🥰 hai Di or simple h banana thanks 🙏
♥️♥️♥️
Beutiful ❤❤❤
Thank you 😊
Bahut badhiya banaya s aapne 👌👍
Velvet ke liye kitne number ki सूंई use hoti hai .Sunita didi Bata dijiye.
18 number ki sui se sil jata hai
11 no.ki sui use hoti h
11
11no.ki needle
Bhot acha ji❤❤❤
Thank you 😊
Wao ❤❤
Very Very nice 👌 ❤❤❤❤❤
Bahot sudar
Very Nice 👌👌❤️❤️🙏🙏
Thank you 😊
Bhut badhiya bhan tarikha bi bhut Andi laga aap ka btan ka
So beautiful ❤❤❤❤❤❤❤
Nyc
Very nice madam 🎉🎉🎉🎉🎉
Mast
Hissar me konsi jgh se ye fabric liya hai aapne
❤❤❤❤❤❤❤😊
Good
Veri nice aapane bahut acche se samjhaya Happy New Year Badi didi
Thank you 😊 Happy New Year ♥️
Namaste aunty ji
Bht mushkil se naam yaad aaya aapke channel ka kyunki main kuch he din se aapka channel subscribe kiya tha kyunki new ph liya h maine isliye abi sunita silai channel likhke search kiya jb mila aapka channel
Aati tou nhi h silayi mujhe pr aapki vdos bht khoob aunty ji
Thank you so much ☺️♥️, keep supporting
🙏🙏🙏🙏👌👌👌👌
Instagram ka trending coat set bhi sikhayega . I will wait for your video
Nice ❤❤❤mam
Nice ❤❤
Very Nice 👍👍🎉🎉🎉🎉
Thanks 🤗
Are ke bat se madam ji madi bhi thannd koi lakdi . hoodie dekh ke ....😊😊😊
Bhot acha mam
Thank you 😊
Very nice mam
Thank you 😊
Suprub❤❤❤❤❤
Thank you 😊
Beautiful 👍🏻👍🏻❤️❤️❤️❤
Thank you so much 😊
Bahut hi badiya,bs y batayen is kapde pr kitne no ki sui lagani hi
Very nice di
Thank you ♥️
Thanks for this teaching 🥲💯👏🫡
Hisar main konse shop se liya tha uska naam btana aur 1 kg main kitna mtr velvet fabric mil jata h
M bhi Trai krugi aunty ji ❤fer btaugi kasa bnya aa merpa😅k pta bnega aak nhi or sooyi kon si chligi please btana ji ❤
Very nice iss kpre per neddle (suii) kon c lge gi
Maine toh 16 no k saath hi sila h
⬇️
ruclips.net/user/shortsvnbMpNy44Zw?si=hDhRImLO7qWTKHry
😅Very nice mam velvet k cloth pe kitne no. ki needle use kre Usha Janome allure machine mein
Thank you so much mam❤
Most welcome 😊
Very nice mam konsi selai or❤ needle use hogi mam plz tell me
Mai toh 16 no se hi silti hu, meri machine pe yahi chalti h
@@SunitaJigyasa thank u so much
Plz tulip salwar bhi sikha dijiye plz
⬇️
ruclips.net/video/ST2Dhft3sK4/видео.htmlsi=BxawbgpSM6KDDyyD
ISI kapde mein girls coat ki cutting and stitching bhi bataen mam please
👌👍
Dee is kpde pr konci soi ka use kia apne
11 number sui lagti Hai velvet ke kapde per
Kitne number ki Needle use ki hai apne madam g???plz reply apke kangan bht ache hai❤❤❤❤❤
14 no ki
Aap kha se ho di 😮😮😮❤❤❤❤
❤❤❤
😊♥️
Hello Di apnay isko banane ke liye kaise naap liya
Please ye cutting and stitching karke batao sina 32, 30 size hai
Aunty pls ye bhi batana isme teera vgera simple suit k hisab se liya jata h ya nahi
Simple suit se 1 inch extra lete h kyunki piche se gala band hota h or yeh thoda loose hi chalta h
Is kapde pe sui kon si lage gi
Is kpde pr nidle konse no. Ki lgegi mam please btao
Di nap kese lena hai
Mam ase kpde kitne no ki suyi lgti hai machine me....nic vedio g
11 or 14 no ki best h. Par mai 16 no ki se silai krti hu, meri machine pe yahi chalti h. 11 or 14 no ki tut jati h ya tap aati h
Okay mam thank you batane k lye
Is fabric per kaun si sui chalti hai
16 no
Sui kitne number ki use kri apne plz btaiyega jroor bahan
16 no
@SunitaJigyasa Thank you ma'am
सुनीता जी वैलवेट पर कितने नंबर की सुई व ऊषा जीनोम या नार्मल मशीन से सिल सकते है
Maam cap ka nap kaise lege plz ye bhi btado
Yeh medium size h, baaki aap apne hisab se kam jyada kr skte ho
Konsi machine se silte ho ap... Or kitne number sui se.... Plzzz reply
Jack ki machine h mai 16 no. Ki sui se hi silti hu
Mam gaints jacket batado pls
Kapda kaha se liya h or kitne ka aaya
Aap valo mashine me velvet p kon si sui lgani h
⬇️
ruclips.net/user/shortsvnbMpNy44Zw?si=RZq7Tq1h4OgjYuJc
Mam Hisar kha sa liya.or kitna rupya miter liya
दीदी इसे बनाने में कितना कपड़ा Laga hai
Double panna ka 1 meter
Ise kapde pe coat ki cutting and stitching bhi btao ji please
Fabric mil jayega
Mam aapka video dekh kar mai bhi fabric le aaye hu.plz bataye agar Bina hoodie wala banana ho to kitna gala le aage nnpeeche ka aur gale ki patti kaise lagaye fur Wale kapde mai.
Agar ho sake to chain wala ans collar wala bhi bataye fur fabric mai
Aur ek bat ki arm cutting ke liye 8 inch gehra kyu liya, normal to 7 inch ka himlete hai na
Okay, front gala- 3.5 inch, back gala-1 inch
Arm ki cutting 8 inch isliye li h kyunki hoodie loose hi chalti h fitting ki nhi hoti, or shoulder pe se 1 inch down bhi lete h isliye
@@SunitaJigyasa thanks
Konse nidal dala h apne
Aap kaha se ho
Ye machine kaisi h aunty ji
Koi problem to nhi ati h isme
Achi h machine, maine 4-5 mahine pehle li thi abhi tak koi problem nhi aayi h
@@SunitaJigyasa thank u 😘🙏
Needle kon si chlegi ispe
Plz rply
Agar topa bda rha gya di gle se fir kya kre
Toh aap tope ke chordai kam kr lo
@@SunitaJigyasa thank you di reply ke liye 😊
Valvet ke kapde par kitne number ki suyi lagte ho anti ji
⬇️
ruclips.net/user/shortsvnbMpNy44Zw?si=bPdFuHvV5HwZ_LM0
Hlo jigyasa ye fabric kitne rupye meter aata h
Ye kilo ke hisab se ata h
200-300 ₹ se suru ho jata h
@SunitaJigyasa ok thanks
Mem 3 4 saal k bacche ke liye bnao na please
Okay
Anty ji kya rupees pr meter Diya h shop pr kpda
Anuty ase kapde m ladies ke coti ke video dal do
Kitna kapdha lgta he ..?
Aunty ji 3 year ki ldki ki hoodi btayiy please
इसमें सुई कितने नंबर की लगाई है
16 no
Pura suit kitne meter mein tyar hoga
Double araj 2 meter fabric
aapne yeh garam hoodie ka kapda kha se liya hai or kitne rupee meter..... please tell
Mam 6sal k boys hudie maserment btao please
Okay
Iski silai normal machine par ho sakti hai kya
yes
Haan ho sakti h
Kitne no ki nudle lgegi velvet me
➡️ ruclips.net/user/shortsvnbMpNy44Zw?si=HfP9lsPBCXjWSQR_
Aunty ji aap ne kors grur kr rkha h please replay dena
Kitne number ki sui use ki hai
Mai toh 16 no ki use krti hu, meri machine pe yahi chalti h
Velvet ke fabric m sui kitne no. Ji chalti h ji
11no. Ki
⬇️
ruclips.net/user/shortsvnbMpNy44Zw?si=M2E1plyuigiQC0lO
Ap ✂️ konse use krte ho
Jupiter brand ki h
Iss fabrik m sui kansi lagai h aapne
Thankyou mam
Most welcome 😊