- Видео 644
- Просмотров 451 997
Joy of Urdu
Объединенные Арабские Эмираты
Добавлен 10 мар 2017
Joy of Urdu is a volunteer-run, BILINGUAL organization promoting Urdu language and literature, making it accessible via bilingual content, with Reading Group Chapters around the world.
The Joy of Urdu Reading Group initiative is aimed at creating a space for beginners, and even advanced readers start (or get back to) reading Urdu. We have Joy of Urdu Reading Groups in 5 cities in Pakistan and around the world.
Continue the discussion on our Facebook Group: groups/joyofurduonline/
The Joy of Urdu Reading Group initiative is aimed at creating a space for beginners, and even advanced readers start (or get back to) reading Urdu. We have Joy of Urdu Reading Groups in 5 cities in Pakistan and around the world.
Continue the discussion on our Facebook Group: groups/joyofurduonline/
Shakeel Badayuni's "mere ham-nafas mere ham-navā mujhe dost ban ke daġhā na de " | Ruby Haider
We are so grateful to Joy of Urdu Patron, Ruby Haider, from our Karachi Chapter, who sent this recital of a poem by poet Shakeel Badayuni.
mere ham-nafas mere ham-navā mujhe dost ban ke daġhā na de
- Shakeel Badayuni
mere ham-nafas mere ham-navā mujhe dost ban ke daġhā na de
maiñ huuñ dard-e-ishq se jāñ-ba-lab mujhe zindagī kī duā na de
mere dāġh-e-dil se hai raushnī isī raushnī se hai zindagī
mujhe Dar hai ai mire chāra-gar ye charāġh tū hī bujhā na de
mujhe chhoḌ de mire haal par tirā kyā bharosa hai chāra-gar
ye tirī navāzish-e-muḳhtasar mirā dard aur baḌhā na de
merā azm itnā buland hai ki parā.e sho.aloñ kā Dar nahīñ
mujhe ḳhauf ātish-e-gul se hai ye kahīñ chaman ko jalā na de
vo uThe haiñ le ...
mere ham-nafas mere ham-navā mujhe dost ban ke daġhā na de
- Shakeel Badayuni
mere ham-nafas mere ham-navā mujhe dost ban ke daġhā na de
maiñ huuñ dard-e-ishq se jāñ-ba-lab mujhe zindagī kī duā na de
mere dāġh-e-dil se hai raushnī isī raushnī se hai zindagī
mujhe Dar hai ai mire chāra-gar ye charāġh tū hī bujhā na de
mujhe chhoḌ de mire haal par tirā kyā bharosa hai chāra-gar
ye tirī navāzish-e-muḳhtasar mirā dard aur baḌhā na de
merā azm itnā buland hai ki parā.e sho.aloñ kā Dar nahīñ
mujhe ḳhauf ātish-e-gul se hai ye kahīñ chaman ko jalā na de
vo uThe haiñ le ...
Просмотров: 4 390
Видео
Somayya Alam, Public School, Sangota, Swat | Book Review | Joy of Urdu’s Bilingual Publication
Просмотров 3628 дней назад
Feedback Video: Somayya Alam, Grade 10 student from Public School, Sangota, Swat sends this glowing review of our first bilingual publication, “Three Tales From Gulistan-e-Saadi”. This truly makes it all worthwhile. Thank you from the entire team that worked on this labour of love, and from the larger team of volunteers at Joy of Urdu! Thank you to Muzna Malik, Joy of Urdu Germany Chapter Coord...
Zehra Nigah's Poetry | Qasim Jafri | Joy of Urdu Lahore | Annemarie Schimmel Haus
Просмотров 17928 дней назад
This session of Joy of Urdu Lahore Chapter was dedicated to Zehra Nigah, arguably one of the greatest contemporary Urdu poets. Joy of Urdu Advisor, Qasim Jafri Saheb recited a carefully curated selection from her poetry at the event hosted at @germancentrelhr. NOTE: Scroll down to see poem in Roman (Urdu available on Rekhta), we will try to add more in comments. Shāām Kā Pehlā Tārā Jab jhoñkā t...
Amjad Islam Amjad's "Muhammad Ali Jinnah Ke Liye Ek Nazm" | Aqsa Gharshin, Quetta
Просмотров 524 месяца назад
On the Death Anniversary (September 11, 1948) of the Father of the Nation, Muhammad Ali Jinnah, we are sharing a poem by the late, great Urdu poet, Amjad Islam Amjad, who was a great friend to Joy of Urdu, recited by Aqsa Gharshin, Quetta. Qaid-e-Azam Amjad Islam Amjad aadam kī tārīḳh ke siine meñ Duube haiñ kitne sūraj kitne chāñd kaise kaise rang the miTTī se phūTe mauj havā ke bante aur biga...
Clip: Viewer Letters From Texas, Karachi, New Delhi | 50th Episode of "Himaqatein"
Просмотров 515 месяцев назад
Clip: Letters by Viewers: Ali Raza, Texas & Simmo Zaidi, Karachi, Shamim Abdullah, New Delhi, read by Dr. Arfa, on Sunday December 19, 2021 in the 50th episode of Dr. Arfa Sayeda Aur Zarminae Ansari Ki Himaqatein. . Which was your favorite episode? Name one thing you learned? . Link to full recording of this session: ★ fb.watch/u86agIdZfZ/ Links to the episodes referenced in these letters: ★ Mi...
Clip: Letters by Viewers: Meena Malik, Karachi | 50th episode of "Himaqatein"
Просмотров 355 месяцев назад
Clip: Letters by viewers: Meena Malik, read by Dr. Arfa, on Sunday December 19, 2021 in the 50th episode of Dr. Arfa Sayeda Aur Zarminae Ansari Ki Himaqatein. . Which was your favorite episode? Name one thing you learned? . Link to full recording of this session: ★ fb.watch/u86agIdZfZ/ Links to the episodes referenced in these letters: ★ Ismat Chughtai's "Aik Qatra Khoon" Link to Urdu book: www...
Clip: Letters by Viewers: Anum, Karachi | 50th episode of "Arfa Sayeda Aur Zarminae Ki Himaqatein"
Просмотров 175 месяцев назад
Clip: Letters by Viewers: Anum, Karachi, read by Dr. Arfa, on Sunday December 19, 2021 in the 50th episode of Himaqatein . Which was your favorite episode? Name one thing you learned? . Link to full recording of this session: ★ fb.watch/u86agIdZfZ/ BACKGROUND OF HIMAQATEIN: When the Joy of of Urdu Worldwide Reading Group Initiative began in 2013, the idea was to provide a space for people to ...
Clip 6: Prof. Naazish Ataullah | Joy of Urdu Publications Launch
Просмотров 245 месяцев назад
Clip 6: Joy of Urdu Advisor, Prof. Naazish Ataullah at the Joy of Urdu Publications Online Launch speaking about her involvement in the project. It’s the 10th anniversary of Joy of Urdu, and our first publication, a bilingual book for children (and parents)! Our book was launched at Jashne Rekhta Dubai with Dr Arfa Sayeda Zehra and Zehra Nigah, and Founder, Zarminae Ansari, and Faiz Festival 20...
Clip 5: Ambassador Attiya Mahmood | Joy of Urdu Publications Launch
Просмотров 125 месяцев назад
Clip 5: Joy of Urdu Karachi Chapter Coordinator and Advisor, Ambassador (retd.) Attiya Mahmood at the Joy of Urdu Publications Online Launch. It’s the 10th anniversary of Joy of Urdu, and our first publication, a bilingual book for children (and parents)! Our book was launched at Jashne Rekhta Dubai with Dr Arfa Sayeda Zehra and Zehra Nigah, and Founder, Zarminae Ansari, and Faiz Festival 2024 ...
Clip 4: Taimoor Khan Mumtaz | Joy of Urdu Publications Launch
Просмотров 195 месяцев назад
Clip 4: Architect Taimoor Khan Mumtaz, Board of Trustees of Hast-o-Neest Institute of Traditional Studies spoke at the Joy of Urdu Publications Launch. It’s the 10th anniversary of Joy of Urdu, and our first publication, a bilingual book for children (and parents)! Our book was launched at Jashne Rekhta Dubai with Dr Arfa Sayeda Zehra and Zehra Nigah, and Founder, Zarminae Ansari, and Faiz Fest...
Clip 3: Kazim Saeed | Joy of Urdu Publications Launch
Просмотров 65 месяцев назад
Clip 3: Joy of Urdu Advisor, and part of the writing and translation team of the book, economist and author of the award-winning "Dou Pakistan", Kazim Saeed spoke at the Joy of Urdu Publications Online Launch. It’s the 10th anniversary of Joy of Urdu, and our first publication, a bilingual book for children (and parents)! Our book was launched at Jashne Rekhta Dubai with Dr Arfa Sayeda Zehra an...
Muzna Malik | Words Common to Urdu in a Farsi Verse from Gulistan e Saadi | Joy of Urdu Vocabulary
Просмотров 195 месяцев назад
Muzna Malik, beloved host of our Saturday Storytime, and Coordinator the Joy of Urdu Germany Chapter, is not just an architect, artist, and filmmaker, she is also a linguist studying Persian/ Farsi. In this video, she recites a Persian verse from Gulistan-e-Saadi, and discusses those words which were absorbed into Urdu. Incidentally, Joy of Urdu Bilingual Publications' first book launched at Ja...
Clip 2: Keynote by Dr. Arfa Sayeda Zehra | Joy of Urdu Publications Launch
Просмотров 515 месяцев назад
Clip 2: Keynote by Dr. Arfa Sayeda Zehra, Joy of Urdu's Chief Patron and Advisor who proofread our manuscript and wrote the foreword., at the Joy of Urdu Publications Online Launch. . It’s the 10th anniversary of Joy of Urdu, and our first publication, a bilingual book for children (and parents)! Our book was launched at Jashne Rekhta Dubai with Dr Arfa Sayeda Zehra and Zehra Nigah, and Founder...
Clip 1: Introduction | Aleem Zubair | Joy of Urdu Publications Launch
Просмотров 105 месяцев назад
Clip 1: Introduction to the launch event by Joy of Urdu Advisor Aleem Zubair. . It’s the 10th anniversary of Joy of Urdu, and our first publication, a bilingual book for children (and parents)! Our book was launched at Jashne Rekhta Dubai with Dr Arfa Sayeda Zehra and Zehra Nigah, and Founder, Zarminae Ansari, and Faiz Festival 2024 with Dr Arfa, Aleem Zubair and Zehra Nigah. Link to the full e...
Kashif Naqvi | Importance of Childhood Memories of Storytelling | Joy of Urdu Bilingual Publications
Просмотров 305 месяцев назад
Kashif Naqvi | Importance of Childhood Memories of Storytelling | Joy of Urdu Bilingual Publications
Ghalib | Couplets from "dil hi to hai na sang-o-KHisht dard se bhar na aae kyun” | Ruby Haider
Просмотров 808 месяцев назад
Ghalib | Couplets from "dil hi to hai na sang-o-KHisht dard se bhar na aae kyun” | Ruby Haider
Kamil Khan Mumtaz | Sacred Texts & Layers of Meaning | Joy of Urdu Bilingual Publications
Просмотров 918 месяцев назад
Kamil Khan Mumtaz | Sacred Texts & Layers of Meaning | Joy of Urdu Bilingual Publications
Faiz Ahmad Faiz | "shām-e-firāq ab na pūchh aa.ī aur aa ke Tal ga.ī" | Ruby Haider 4
Просмотров 768 месяцев назад
Faiz Ahmad Faiz | "shām-e-firāq ab na pūchh aa.ī aur aa ke Tal ga.ī" | Ruby Haider 4
Couplets by Josh Malihabadi; Verses About Karachi by Rais Amrohvi| Ruby Haider 3
Просмотров 1838 месяцев назад
Couplets by Josh Malihabadi; Verses About Karachi by Rais Amrohvi| Ruby Haider 3
Munir Niazi | "hamesha der kar detā huuñ " | Ruby Haider
Просмотров 118 месяцев назад
Munir Niazi | "hamesha der kar detā huuñ " | Ruby Haider
Couplets by Faiz, Josh, Qaisar Barahvi | Kashif Naqvi, India | Joy of Urdu Poetry of Resistance
Просмотров 358 месяцев назад
Couplets by Faiz, Josh, Qaisar Barahvi | Kashif Naqvi, India | Joy of Urdu Poetry of Resistance
Zehra Nigah | Joy of Urdu’s Bilingual Publication
Просмотров 11510 месяцев назад
Zehra Nigah | Joy of Urdu’s Bilingual Publication
Urdu Pedagogy | Chloe Mais Hagen | Joy of Urdu Publications
Просмотров 1 тыс.10 месяцев назад
Urdu Pedagogy | Chloe Mais Hagen | Joy of Urdu Publications
Urdu in Russia | Joy of Urdu & Gulistan | Suno Tonight Show in Moscow
Просмотров 10310 месяцев назад
Urdu in Russia | Joy of Urdu & Gulistan | Suno Tonight Show in Moscow
Joy of Urdu’s Bilingual Publication | Aunty Tashi | Dawn Morning Show “Chai Toast Aur Host”
Просмотров 10310 месяцев назад
Joy of Urdu’s Bilingual Publication | Aunty Tashi | Dawn Morning Show “Chai Toast Aur Host”
Salima Hashmi | Reaction | Joy of Urdu’s Bilingual Publication: “Three Tales From Gulistan-e-Saadi"
Просмотров 6410 месяцев назад
Salima Hashmi | Reaction | Joy of Urdu’s Bilingual Publication: “Three Tales From Gulistan-e-Saadi"
Aamir Jafarey | Reaction | Joy of Urdu’s Bilingual Publication: “Three Tales From Gulistan-e-Saadi"
Просмотров 9510 месяцев назад
Aamir Jafarey | Reaction | Joy of Urdu’s Bilingual Publication: “Three Tales From Gulistan-e-Saadi"
Couplets by Mir, Sauda, Ghalib, Faiz | Bari Mian | Joy of Urdu Verse of The Day Narrations
Просмотров 66810 месяцев назад
Couplets by Mir, Sauda, Ghalib, Faiz | Bari Mian | Joy of Urdu Verse of The Day Narrations
Aamir Jafarey Reads Ada Jafarey's couplet | Joy of Urdu Verse of The Day Booklet
Просмотров 1610 месяцев назад
Aamir Jafarey Reads Ada Jafarey's couplet | Joy of Urdu Verse of The Day Booklet
Ahmed Mushtaq | Aleem Zubair | Joy of Urdu Verse of The Day Narrations
Просмотров 6310 месяцев назад
Ahmed Mushtaq | Aleem Zubair | Joy of Urdu Verse of The Day Narrations
بہت خوب
Beautiful!
Wah wa ❤
Keep it up❤ I am from Karachi & my ancestors were from GORAKHPUR UP, good to listen your nice velog
thank you for watching
🇨🇦🇵🇰..BOHAT UMDA KALAM …❤️❤️❤️
Zabardust ❤. This is my first time watching your video. Stay blessed.
Welcome! Please continue to explore this channel, and share our videos
Nice idea
اردو کی ترویج کے لئے آپ کو خراج تحسین پیش کرتا ہوں عبید ع لاہور
شکریہ لازوال شاعری بہترین گائیکی۔
Adaab buhat khub meri dada ji hazrat behzed lucknowi ji ka kalam bhi suniye ga
Loved it more today - to get to know better even your own mother and your mother tongue is the first step towards love
Thank yoou. DO explore more in our Shayeri Samajhiye series
Bohat acha andaz e baiyan ha aur khubsoraat andaz a sa shairi sonae ha lajha bhi bohat acha ha
وہ اٹھے ہیں لے کے خمو سبو ارے او شکیل کہاں ہے تو ترا جام لینے کو بزم میں کوئی اور ہاتھ بڑھا نہ دے
غزل ادھوری ہے
I expect some more from you as to explain in a deep meaning
Wa alaikum Salam behen
Reminder of excellent poetry
Madam this is the last ghazal of Shakeel Badayuni marhoom. Each and every sher is beyond imagination.
Subhanallah!
واہ
WOW ✌VERY BEAUTIFUL SHARING
Wrong selection of a friend.who betrayed ultimately.
us andhi laDki ke naam jise ''huduud'' me.n sazaa dii gaii thii۔ maiñ is chhoTe se kamre meñ āzād bhī huuñ aur qaid bhī huuñ is kamre meñ ik khiḌkī hai jo chhat ke barābar ūñchī hai jab sūraj Dūbne lagtā hai kamre kī chhat se guzartā hai muTThī bhar kirnoñ ke zarre khiḌkī se andar aate haiñ maiñ is raste par chaltī huuñ aur apne ghar ho aatī huuñ mirā baap abhī tak mere liye jab shahr se vāpas aatā hai chādar kañghī kājal chūḌī jaane kyā kyā le aatā hai mere donoñ bhaa.ī ab bhī masjid meñ paḌhne jaate haiñ ahkām-e-ḳhudāvandī saare paḌhte haiñ aur dohrāte haiñ aapā mire hisse kī roTī chañgīr meñ Dhak kar rakhtī hai aur sub.h savere uTh kar vo roTī chiḌiyoñ ko detī hai maañ merī kuchh pāgal sī hai yā patthar chuntī rahtī hai yā daana chugtī chiḌiyoñ se kuchh bāteñ kartī rahtī hai vo kahtī hai jab ye chiḌiyāñ sab is kī baat samajh leñgī choñchoñ meñ patthar bhar leñgī panjoñ meñ sañg samo leñgī phir vo tūfāñ aa jā.egā jis se har mimbar har munsif pāra-pāra ho jā.egā merā insāf karegā vo jo sab kā hākim-e-ālā hai sab jis kī nazar meñ yaksāñ haiñ jo munsif izzat vaalā hai maiñ maañ ko kaise samjhā.ūñ kyā maiñ koī ḳhāna-ka.aba huuñ زہرہؔ نگا نظم، انصاف، اُس اندھی لڑکی کے نام جسے "حدود" میں سزا سنائی گئی تھی۔ میں اس چھوٹے سے کمرے میں آزاد بھی ہوں، اور قید بھی ہوں اس کمرے میں اک کھڑکی ہے جو چھت کے برابر اونچی ہے جب سورج ڈوبنے لگتا ہے کمرے کی چھت سے گزرتا ہے مٹھی بھر کرنوں کے ذرّے کھڑکی سے اندر آتے ہیں میں اس رستے پر چلتی ہوں مرا باپ اب بھی مرے لیے جب شہرسے واپس آتا ہے چادر، کنگھی، کاجل، چُوڑی جانے کیا کیا لے آتا ہے میرے دونوں بھائی اب بھی مسجد میں پڑھنے جاتے ہیں احکامِ خُداوندی سارے پڑھتے ہیں اور دہراتے ہیں آپا مِرے حصے کی روٹی چنگیر میں ڈھک کر رکھتی ہے اور صبح سویرے اُٹھ کر وہ روٹی چڑیوں کو دیتی ہے ماں میری کچھ پاگل سی ہے یا پتھر چنتی رہتی ہے یا دانہ چگتی چڑیوں سے کچھ باتیں کرتی رہتی ہے وہ کہتی ہے جب یہ چڑیاں سب اس کی بات سمجھ لیں گی چونچوں میں پتھر بھر لیں گی پنجوں میں سنگ سمو لیں گی پھر وہ طوفاں آ جائے گا جس سے ہر منبر، ہر منصف پارہ پارہ ہو جائے گا میرا انصاف کرے گا وہ جو سب کا حاکمِ اعلیٰ ہے سب جس کی نظر میں یکساں ہیں جو منصف عزت والا ہے میں ماں کو کیسے سمجھاؤں کیا میں کوئی خانہ کعبہ ہوں؟
Jānāb-e-wālā Yāh māzhāb-e-zindāgì haì, ìs māín māāfìyon kì bārì jāgāh haì جنابِ والا! یہ مذہبِ زندگی ہے، اس میں معافیوں کی بڑی جگہ ہے حضورِ والا! یہ مذہبِ زندگی ہے، اس میں تلافیوں کے سبک راستے کهلے ہیں وه صرف قهار ہی نہیں وه صرف جبار ہی نہیں وه رحمتوں سے بهرا سمندر ہے، موج در موج جس میں عفو و کرم کے موتی بهرے ہوے ہیں حضور ہم کو عذاب کی آیتیں سنا کر ڈرائیے مت کہ ہم نہ تهے وه یہودی جو اپنے وعدوں سے منحرف تهے نہ لشکرِ ابرہه کی ہم وه سپاه ٹهرے جو خانه ربّ محتشم په چڑهائ کرنے کےمرتکب تهے سزا کی تفصیل سن کے ہم لوگ کیا کریں گے ہمارے زہنوں میں خوف سے بڑهه کے اس کی رحمت بسی ہوی ہے حضور اربابِ علم ہیں، سب کے علم میں ہے پر اس کی رحمت کو جان لینا اور اس کی شفقت کو مظہرِ جاں بنا کے اس کو رحیم و غفار مان لینا جنابِ والا کی مصلحت کے خلاف ہے اتنا مان لیجئے! حضور یہ بات جان لیجئے! زہره نگاه
zahra' ne bahut din se kuchh bhī nahīñ likkhā hai hālāñki dar-īñ-asnā kyā kuchh nahīñ dekhā hai par likkhe to kyā likkhe? aur soche to kyā soche? kuchh fikr bhī mub.ham hai kuchh haath laraztā hai 'zahra' ne bahut din se kuchh bhī nahīñ likkhā hai! dīvānī nahīñ itnī jo muñh meñ ho bak jaa.e chup-shāh kā roza bhī yūñhī nahīñ rakkhā hai būḌhī bhī nahīñ itnī is tarah vo thak jaa.e ab jaan ke us ne ye andāz banāyā hai har chiiz bhulāve ke sandūq meñ rakh dī hai āsānī se jiine kā achchhā ye tarīqa hai 'zahra' ne bahut din se kuchh bhī nahīñ likkhā hai! ghar baar, samajhtī thii, qil.a hai hifāzat kā dekhā ki grihastī bhī miTTī kā khilaunā hai miTTī ho ki patthar ho hiirā ho ki motī ho ghar-bār ke mālik kā ghar-bār pe qabza hai ehsās-e-hukūmat ke iz.hār kā kyā kahnā! in.aam hai maz.hab kā jo haath meñ koḌā hai 'zehrā' ne bahut din se kuchh bhī nahīñ likkhā hai! dīvār pe Tāñgā thā farmān rifāqat kā kyā vaqt ke dariyā ne dīvār ko Dhāyā hai farmān-e-rifāqat kī taqdīs bas itnī hai ik jumbish-e-lab par hai, rishta jo azal kā hai 'zahra' ne bahut din se kuchh bhī nahīñ likkhā hai! do beToñ ko kyā paalā nādāñ ye samajhtī thī is daulat-e-duniyā kī mālik vahī tanhā hai par vaqt ne ā.īna kuchh aisā dikhāyā hai tasvīr kā ye pahlū ab sāmne aayā hai baḌhte hue bachchoñ par khultī huī duniyā hai khultī huī duniyā kā har baab tamāsha hai maañ baap kī sūrat to dekhā huā naqsha hai dekhe hue naqshe kā har rañg purānā hai 'zehrā' ne bahut din se kuchh bhī nahīñ likkhā hai! sochā thā bahan bhaa.ī dariyā haiñ mohabbat ke dekhā ki kabhī dariyā rasta bhī badaltā hai bhaa.ī bhī giraftār-e-majbūrī-e-ḳhidmat haiñ bahnoñ pe bhī taarī hai qismat kā jo likkhā hai ik maañ hai jo peḌoñ se bāteñ kiye jaatī hai kahne ko haiñ das bachche aur phir bhī vo tanhā hai 'zehrā' ne bahut din se kuchh bhī nahīñ likkhā hai زہرا نگاہ زہراؔ نے بہت دن سے کچھ بھی نہیں لکھا ہے حالانکہ درایں اثنا کیا کچھ نہیں دیکھا ہے پر لکھے تو کیا لکھے؟ اور سوچے تو کیا سوچے؟ کچھ فکر بھی مبہم ہے کچھ ہاتھ لرزتا ہے زہراؔ نے بہت دن سے کچھ بھی نہیں لکھا ہے! دیوانی نہیں اتنی جو منہ میں ہو بک جائے چپ شاہ کا روزہ بھی یوں ہی نہیں رکھا ہے بوڑھی بھی نہیں اتنی اس طرح وہ تھک جائے اب جان کے اس نے یہ انداز بنایا ہے ہر چیز بھلاوے کے صندوق میں رکھ دی ہے آسانی سے جینے کا اچھا یہ طریقہ ہے زہراؔ نے بہت دن سے کچھ بھی نہیں لکھا ہے! گھر بار، سمجھتی تھی، قلعہ ہے حفاظت کا دیکھا کہ گرہستی بھی مٹی کا کھلونا ہے مٹی ہو کہ پتھر ہو ہیرا ہو کہ موتی ہو گھر بار کے مالک کا گھر بار پہ قبضہ ہے احساس حکومت کے اظہار کا کیا کہنا! انعام ہے مذہب کا جو ہاتھ میں کوڑا ہے زہراؔ نے بہت دن سے کچھ بھی نہیں لکھا ہے! دیوار پہ ٹانگا تھا فرمان رفاقت کا کیا وقت کے دریا نے دیوار کو ڈھایا ہے فرمان رفاقت کی تقدیس بس اتنی ہے اک جنبش لب پر ہے، رشتہ جو ازل کا ہے زہراؔ نے بہت دن سے کچھ بھی نہیں لکھا ہے! دو بیٹوں کو کیا پالا ناداں یہ سمجھتی تھی اس دولت دنیا کی مالک وہی تنہا ہے پر وقت نے آئینہ کچھ ایسا دکھایا ہے تصویر کا یہ پہلو اب سامنے آیا ہے بڑھتے ہوئے بچوں پر کھلتی ہوئی دنیا ہے کھلتی ہوئی دنیا کا ہر باب تماشہ ہے ماں باپ کی صورت تو دیکھا ہوا نقشہ ہے دیکھے ہوئے نقشے کا ہر رنگ پرانا ہے زہراؔ نے بہت دن سے کچھ بھی نہیں لکھا ہے! سوچا تھا بہن بھائی دریا ہیں محبت کے دیکھا کہ کبھی دریا رستہ بھی بدلتا ہے بھائی بھی گرفتار مجبوریٔ خدمت ہیں بہنوں پہ بھی طاری ہے قسمت کا جو لکھا ہے اک ماں ہے جو پیڑوں سے باتیں کیے جاتی ہے کہنے کو ہیں دس بچے اور پھر بھی وہ تنہا ہے زہراؔ نے بہت دن سے کچھ بھی نہیں لکھا ہے
Iràn "Z Khàāk-E-Sáādi Sherāāz Booy Ißhq Āàyed" Meri Zámin Bhi tumhàri Zàmin sày milti hai Meri zubàn sày rishtà tumhāry lāfzoun kàà Tumhāry shàir ābhi tak Meri kitàboun māin Rewāyātoun ßày tàluq merry fasanoun kà Deedàh pàhàni bàybàsi bhi àik ßi hài Hàr àik deedàh pàr āāb àik jesà hài Hàr ik khiyààl, hàr ik khuwàb āik jesà hāi Āgār hài farq Kahin pàr tu báy-irādāh hài Kah mere shāāhoun ki tààdād kuch ziàdà hāi. Jo tàár tààr Kàry hàr libāās-e-mehromi Khudā Kàry kàh woh dāst-e-janoun mujhy mil jāāy Tumhārāy koocha-o-bazaar màin jo mehki hài Woh Booy ißhq kbhi Meri khààk sày bhi āāy Zehrā Nigāāh ایران ”ز خاکِ سعدئ شیراز بوئے عشق آید“ مری زمیں بھی تمہاری زمیں سے ملتی ہے مری زبان سے رشتہ تمہارے لفظوں کا تمہارے شعر ابھی تک مری کتابوں میں روایتوں سے تعلق مرے فسانوں کا! دریدہ پیرہنی، بے بسی بھی ایک سی ہے برہنہ پائی، شکستہ دلی بھی ایک سی ہے ہر ایک دیدۂ پر آب ایک جیسا ہے ہر اک خیال، ہر اک خواب ایک جیسا ہے اگر ہے فرق کہیں پر تو بے ارادہ ہے کہ میرے شاہوں کی تعداد کچھ زیادہ ہے جو تار تار کرے ہر لباسِ محرومی خدا کرے کہ وہ دستِ جنوں مجھے مل جائے تمہارے کوچہ و بازار میں جو مہکی ہے وہ بوئے عشق کبھی میری خاک سے بھی آئے زہرا نگاہ
Bholāín āgār tujhày tou Kāhàn jāin kià kerāin Hār ràh guzàr māin tere guzàrny kā hussn hāi. بھولیں اگر تجھے تو کہاں جائیں کیا کریں۔ ہر رہ گزر میں تیرے گزرنے کا حُسن ہے۔ Zehra nigah زہرہ نگاہ
apnā har andāz āñkhoñ ko tar-o-tāza lagā kitne din ke baad mujh ko ā.īna achchhā lagā saara ārāish kā sāmāñ mez par sotā rahā aur chehra jagmagātā jāgtā hañstā lagā malgaje kapḌoñ pe us din kis ġhazab kī aab thī saare din kā kaam us din kis qadar halkā lagā chaal par phir se numāyāñ thā dil-āvezī kā zoam jis ko vāpas aate aate kis qadar arsa lagā maiñ to apne aap ko us din bahut achchhī lagī vo jo thak kar der se aayā use kaisā lagā اپنا ہر انداز آنکھوں کو تر و تازہ لگا کتنے دن کے بعد مجھ کو آئینہ اچھا لگا سارہ آرائش کا ساماں میز پر سوتا رہا اور چہرہ جگمگاتا جاگتا ہنستا لگا ملگجے کپڑوں پہ اس دن کس غضب کی آب تھی سارے دن کا کام اس دن کس قدر ہلکا لگا چال پر پھر سے نمایاں تھا دلآویزی کا زعم جس کو واپس آتے آتے کس قدر عرصہ لگا میں تو اپنے آپ کو اس دن بہت اچھی لگی وہ جو تھک کر دیر سے آیا اسے کیسا لگا شاعرہ: زہرا نگاہ
vahshat meñ bhī minnat-kash-e-sahrā nahīñ hote kuchh log bikhar kar bhī tamāshā nahīñ hote jaañ dete haiñ jaañ dene kā saudā nahīñ karte sharminda-e-ejāz-e-masīhā nahīñ hote ham ḳhaak the par jab use dekhā to bahut ro.e sunte the ki sahrāoñ meñ dariyā nahīñ hote ik tār-e-garebāñ kā rahe dhyān ki sab log mahfil meñ to hote haiñ shanāsā nahīñ hote وحشت میں بھی منت کش صحرا نہیں ہوتے کچھ لوگ بکھر کر بھی تماشا نہیں ہوتے جاں دیتے ہیں جاں دینے کا سودا نہیں کرتے شرمندۂ اعجاز مسیحا نہیں ہوتے ہم خاک تھے پر جب اسے دیکھا تو بہت روئے سنتے تھے کہ صحراؤں میں دریا نہیں ہوتے اک تار گریباں کا رہے دھیان کہ سب لوگ محفل میں تو ہوتے ہیں شناسا نہیں ہوتے۔۔۔۔۔۔!! زہرا نگاہ
Sāmjhāùtā mulā.em garm samjhaute kī chādar ye chādar maiñ ne barsoñ meñ bunī hai kahīñ bhī sach ke gul-būTe nahīñ haiñ kisī bhī jhuuT kā Tāñkā nahīñ hai isī se maiñ bhī tan Dhak lūñgī apnā isī se tum bhī āsūda rahoge! na ḳhush hoge na pazhmurda rahoge isī ko taan kar ban jā.egā ghar bichhā leñge to khil uTThegā āñgan uThā leñge to gir jā.egī chilman سمجھوتہ ملائم گرم سمجھوتے کی چادر یہ چادر میں نے برسوں میں بنی ہے کہیں بھی سچ کے گل بوٹے نہیں ہیں کسی بھی جھوٹ کا ٹانکا نہیں ہے اسی سے میں بھی تن ڈھک لوں گی اپنا اسی سے تم بھی آسودہ رہوگے! نہ خوش ہوگے نہ پژمردہ رہوگے اسی کو تان کر بن جائے گا گھر بچھا لیں گے تو کھل اٹھے گا آنگن اٹھا لیں گے تو گر جائے گی چلمن زہرا نگاہ
Gul-Chāñdnī kal shaam yaad aayā mujhe! aise ki jaise ḳhvāb thā kone meñ āñgan ke mire gul-chāñdnī kā piiḌā thā maiñ saarī saarī dopahar saa.e meñ us ke kheltī phūloñ ko chhū kar bhāgtī shāḳhoñ se mil kar jhūltī is ke tane meñ bīsiyoñ! lohe ki kīleñ thiiñ jaḌī kīloñ ko mat chhūnā kabhī tākīd thī mujh ko yahī! ye raaz mujh pe faash thā is peḌ par aaseb thaa! ik mard-e-kāmil ne magar aisā amal us par kiyā bāhar vo aa saktā nahīñ!! kīloñ meñ us ko jaḌ diyā haañ koī kīloñ ko agar khīñgā uupar kī taraf! aaseb bhī chhuT jā.egā phūloñ ko bhī khā jā.egā pattoñ pe bhī mañDlāyegā phir dekhte hī dekhte ye ghar kā ghar jal jā.egā is sahn-e-jism-o-jāñ meñ bhī gul chāñdnī kā peḌ hai! sab phuul mere saath haiñ patte mire hamrāz haiñ is peḌ kā saaya mujhe! ab bhī bahut mahbūb hai is ke tane meñ aaj tak aaseb vo mahsūr hai ye sochtī huuñ aaj bhii! kīloñ ko gar chheḌā kabhī aaseb bhī chhuT jā.egā pattoñ se kiyā lenā use phūloñ se kiyā matlab use bas ghar mirā jal jā.egā kyā ghar mirā jal jā.egā? گل چاندنی کل شام یاد آیا مجھے ۔۔ ایسے کہ جیسے خواب تھا ۔۔ کونے میں آنگن کے مرے۔۔ گل چاندنی کا پیڑ تھا۔۔ میں ساری ساری دوپہر ۔۔ سائے میں اس کے کھیلتی ۔۔ پھولوں کو چھو کے بھاگتی ۔ شاخوں سے مل کے جھولتی ۔۔ اس کے تنے میں بیسیوں! ۔۔ لوہے کی کیلیں تھیں جڑی۔۔ کیلوں کو مت چھونا کبھی ۔۔۔ تاکید تھی مجھ کو یہی ۔! یہ راز مجھ پر فاش تھا۔۔ اس پیڑ پر آسیب تھا ۔۔ اک مرد کامل نے مگر ۔۔ اس پر عمل ایسا کیا۔۔ باہر وہ آ سکتا نہیں ۔۔ کیلوں میں اس کو جڑ دیا۔۔ ہاں کوئی کیلوں کو اگر ۔ کھینچے گا اوپر کی طرف ۔ آسیب بھی چھٹ جائے گا ۔ پھولوں کو بھی کھا جائے گا ۔۔ پتوں پہ بھی منڈلائے گا ۔۔ پھر دیکھتے ہی دیکھتے ۔۔ یہ گھر کا گھر جل جائے گا۔۔ اس صحن جسم و جاں میں بھی ۔۔ گل چاندنی کا پیڑ ہے !۔ سب پھول میرے ساتھ ہیں ۔۔ پتے مرے ہم راز ہیں۔۔ اس پیڑ کا سایہ مجھے! اب بھی بہت محبوب ہے۔۔ اس کے تنے میں آج تک ۔۔ آسیب وہ محصور ہے۔۔ یہ سوچتی ہوں آج بھی۔۔ کیلوں کو گر چھیڑا کبھی۔۔ آسیب بھی چھٹ جائے گا ۔ پتوں سے کیا لینا اسے ۔ پھولوں سے کیا مطلب اسے۔۔ بس گھر مرا جل جائے گا ۔۔ کیا گھر مرا جل جائے گا ۔۔ ۔۔۔زہرا نگار۔۔
Shāām Kā Pehlā Tārā Jab jhoñkā tez havāoñ kā kuchh soch ke dhīme guzrā thā jab tapte sūraj kā chehra uudī chādar meñ lipTā thā jab sūkhī miTTī kā siina sāñsoñ kī namī se jaagā thā ham log us shaam ikaTThe the jis ne hameñ hañs kar dekhā thā vo pahlā dost hamārā thā vo shaam kā pahlā taarā thā jo shāyad ham donoñ ke liye kuchh vaqt se pahle niklā thā jab jhilmil kartā vo kamra cigaret ke dhueñ se dhundlā thā jab nashsha-e-mai kī talḳhī se! har shaḳhs kā lahja mīThā thā har fikr kī apnī manzil thī har soch kā apnā rasta thā ham log us raat ikaTThe the us raat bhī kyā hañgāma thā maiñ mahv-e-mudārāt-e-ālam aur tum ko zauq-e-tamāshā thā mauzū-e-suḳhan jis par ham ne raa.e dī thī aur sochā thā duniyā kī badaltī hālat thī kuchh āb-o-havā kā qissa thā jab sab logoñ kī āñkhoñ meñ kamre kā dhuāñ bhar aayā thā tab maiñ ne khiḌkī kholī thii! tum ne parda sarkāyā thā jis ne hameñ dukh se dekhā thā vo pahlā dost hamārā thā vo shaam kā pahlā taarā thā jo shāyad ham donoñ ke liye us raat sahar tak jaagā thā vo shaam kā pahlā taarā thā شام کا پہلا تارا جب جھونکا تیز ہواؤں کا کچھ سوچ کے دھیمے گزرا تھا جب تپتے سورج کا چہرہ اودی چادر میں لپٹا تھا جب سوکھی مٹی کا سینہ سانسوں کی نمی سے جاگا تھا ہم لوگ اس شام اکٹھے تھے جس نے ہمیں ہنس کر دیکھا تھا وہ پہلا دوست ہمارا تھا وہ شام کا پہلا تارا تھا جو شاید ہم دونوں کے لئے کچھ وقت سے پہلے نکلا تھا جب جھلمل کرتا وہ کمرہ سگرٹ کے دھوئیں سے دھندلا تھا جب نشۂ مے کی تلخی سے! ہر شخص کا لہجہ میٹھا تھا ہر فکر کی اپنی منزل تھی ہر سوچ کا اپنا رستہ تھا ہم لوگ اس رات اکٹھے تھے اس رات بھی کیا ہنگامہ تھا میں محو مدارات عالم اور تم کو ذوق تماشا تھا موضوع سخن جس پر ہم نے رائے دی تھی اور سوچا تھا دنیا کی بدلتی حالت تھی کچھ آب و ہوا کا قصہ تھا جب سب لوگوں کی آنکھوں میں کمرے کا دھواں بھر آیا تھا تب میں نے کھڑکی کھولی تھی! تم نے پردہ سرکایا تھا جس نے ہمیں دکھ سے دیکھا تھا وہ پہلا دوست ہمارا تھا وہ شام کا پہلا تارا تھا جو شاید ہم دونوں کے لئے اس رات سحر تک جاگا تھا وہ شام کا پہلا تارا تھا Zahra Nigah
Achchi information hai
glad you found it useful
Wow!!! Such a pleasure seeing you again. I remember hearing your voice growing up in Kasette Kahanis...later in life is got to see your face Ma Sha Allah
Thank you for watching
Wah wah
Miss u sooo much
❤🥹🫂
Zabardast
❤
Living nations don't abandon their heritage, music, arts and traditions included.
Jazak Allah
میزبان اگر ایسی ہی درست اردو بولتی جیسے سلیمہ ہاشمی بول رہی ہیں ۔۔ ادھا جملہ اردو کا دو تین ٹانکے انگریزی کے لگا کر ہیجڑہ زبان بول رہی ہے
The host is the Founder of Joy of Urdu which is a bilingual organization for people like her- to make Urdu accessible. SInce this event, her Urdu has improved significantly, thanks to Joy of Urdu's programing, especially Dr Arfa Sayeda Aur Zarminae Ansari ki Himaqatein which you can find clips of on this channel and on Facebook.
We miss Vinod Dua a great journalist,kind human being and lover of delicious all kind of foods
Chacha ka asaan Alfaz ma biyan napyoo kre!
Kya baat hai
so beautiful!
It really is!
💕
❤️
Zabardast
❤️
❤
❤️
❤
♥️