Tata Punch ABS check light common reason

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 1 фев 2025

Комментарии • 7

  • @mdchoudhari3634
    @mdchoudhari3634 2 месяца назад +1

    Very informative help sir👍
    Sir 3rd service me punch ka oil change hua tha. Iske baad gaadi 7800km chal chuki hai aur oil dipstick me engine Oil Dark colour dikh raha. Kya mai 4th service me phir se oil change karlu? Service book me to 15000km ke baad diya hai, par mujhe toh oil condition kuch theek nahi lagri hai.
    Aur ek sawaal sir, service centre wale Packed castrol Oil nahi use karte hai, kahi se Jug me bhar ke le aate hai..kya ye Original oil hi hai sir? Kya wo Castrol ka packed bottle bhi rakhte hai Sir? Please help

    • @Punch_Riders
      @Punch_Riders  2 месяца назад

      @@mdchoudhari3634
      Paise de kar kitni bar bhi oil change karwa sakte ho par dekh lo sach mai zarurat hai ki nahi. Kyu ki its costly and ab se labour charge bhi lagega.
      Bahut service centre engine oil ke drum le lete hai aur jug se bharte hai, normal hai. Aap unse drum check karwane aur kaunsi company ka engine oil hai check karwane ko bol sakte hai. Woh check karwa dete hai.

    • @mdchoudhari3634
      @mdchoudhari3634 2 месяца назад

      @Punch_Riders ji sir. Thank you for the help

  • @windowmedia3472
    @windowmedia3472 2 месяца назад

    Bhai aap Genuine mechanic ho. Very informative 👍
    Sir mere Punch me Chuhe ne ECU ke wire ki Coverihg kaat di.. wire to damage nahi hua. Maine ise properly Electrical Tape laga di hai. Kya ye sahi hai? Service centre ne Call pe bola ki wo bhi yahi kaam karte. Kya ye chalega ya phir iske liye mujhe Service centre pe jaana padega?
    Maine Rat spray bhi maara hua hai sir.
    Please help sir

    • @Punch_Riders
      @Punch_Riders  2 месяца назад

      @@windowmedia3472
      Ecu is most important part to run vehicle and costly. 150 degree cotton tape lagao acche se. Uspe 3M rat coating bhi karo. Fir tobacco aur camphor ki potli bhi latka do alag alag jagah par.
      Last mai ghar mai jo body pe lagane wala talcum powder rehta hai thoda thoda engine area aur tyre pe spray kar do.

    • @windowmedia3472
      @windowmedia3472 2 месяца назад

      @Punch_Riders ok. Thanks for your prompt suggestion

  • @PriyeshAsthana-w6c
    @PriyeshAsthana-w6c 8 дней назад

    Mere tata punch me abs on ho jaa rha aur caar off krne par bhi ek fan aage lga h wo chalta jaa rha h 5 min ... Bahut preshan hu ky kru .m 500 deke ek din bnwaya 989 dekr tata motors pr bnwaya fir 30 min me waps on ho gya . Aaj to 2500 dekr labour charges aaya hu fir raatme aakr bigad gyi ... Thakk gya hu mnn kr rha bech du 2 saal 6 month hua liye huye
    Ere