Language paper ke baare me koi ni bata rahe hai.....english me kya aayega chapters ko padhna hai....ya graduation level rahega....ya 12 level ka.....grammar dekhna hai ya kya ....sirf subject se related bol diya ja rha hai.....
Hlo sir.. prt k liye bed compulsory h ya deled vale bhi eligible honge.. kiunki jnha apply kia h vnha Vo Bol rhe the k ntt k lie bhr lo. Lekin mene Prt k lie fill kr Lia to kya Vo reject kr denge??
Sir main ne nursery k liye apply Kiya ha tho individual koi subject Nehi Diya, notice me vi Nehi tha or apne vi bola tha ki blank chor sakte hai tho main e koi subject Nehi likha tho Mera exam agar hoga tho mixed matlab science or arts milkar hoga iya Keya hoga? Keya form reject ho jaiega ?
@StudyInDepth sir maine deoghar se tgt ke liye apply kiya hu....or balasore (Orissa) se librarian ke liye apply kr raha tha ... but wo form lene se hi mna kar diye.... bole 2 form dalne se dono reject ho jayega
😓Sir me gujarat se hu mene school me from submit Kiya or Mera pgt gujarati subject hai to unhone bola ki Apka subject gujarati hai or hamare school me 10th Tak hi gujarati subject hai or pgt wale 11/12th ko padhate hai isliye apka from approve nahi kar sakte or aap CBT exam nahi de sakte 😢ab me kya karu 😓???
Iska exam ka mediam kya rahata hai ji,,, Only English ya hindi english dono???
Thank you sir your valuable information.
Thanku so much sir
Sr mujhe physical education teacher ka exm dena hy question paper ka medium ky hoga hindi english dono ya sirf English
Sir nursery teacher walo ko kya padna hai
Bengali subject ke liye interview main kya English main fluency chaiye ?
No need
Apko bangla ache se ana chahiye...
Language me apke subject ke according
Hindi ka hindi
Eng ka eng
Other language to whi ana chahiye..
Sir prt ka syllabus milega?
What to read for PRT all subjects
Sir tgt medical m sirf subject m bio aayegi bus or chemistry ni aayegi
Sir mara ldc ka paper abhi january 2025 main hai toh kaise pass karein , kahan se pade or time bhi kam hai toh hum kaya karein
Very good sir. Salute to your commitment ❤❤
Subject vala hindi medium me puchhega ya hindi medium me please reply sir??
Apka subject hindi hai to hindi me hi hoga question..regional language ka v ussi laguage me baki sab ka english
I forgot to self attest (sign) my documents before submitting my application form via post will I get rejected can anyone help with my query???
Reject nahi hogi
What to study for PRT English?
Only english up to class 8 (few questions comes from 9th 10th
Sir,hindi tgt me grammar rahega bs ya hindi sahitya ka itihaas aur lekhak bhi. Plz reply sir
NT k liye kya padhna hoga?
Sir tgt english me kya kya padhna h...boht confused hu...pls guide kare
Language paper ke baare me koi ni bata rahe hai.....english me kya aayega chapters ko padhna hai....ya graduation level rahega....ya 12 level ka.....grammar dekhna hai ya kya ....sirf subject se related bol diya ja rha hai.....
@akashkumarmahto4266 haa wahi ....class 6to 12 ka chapters padhna hai...yaa grammar se related aayega exm me...kuch clear nai ho para hai🙂
Kya NCERT me prose n poetry v krni hai??
Sir 🙏 main non teaching main apply kiya heyyy accountant main kya mujhe only computer related things padna chahiye joo subject kiliye haeee
Sir main only pgdca Kiya hnuu tally nahi kiya hnuu kya problem hoosakta hai
Prt science k liye koun se class tak padhe??
Isme hindi medium wale bhi apply kr skte h ky?
Yes
Sir me odia sub ke liye tgt per apply kiya hun....me kya padhungi plzz reply dijiye...
Thank u sir for this information 🙏
Sir ntt ka kya syllabus hai plzz btaye 🙏🙏🙏
humne nurse k liye apply kiya hai to kya pdna pdega
Nurse ka course me jo padhe hain same wahi padhiye
@ nursing me 4 salo me to bda kuch pda hota hai to school level me kya pdna pdna kyu ki ye to school k liye hai hospital k liye nhi
@ apke pass previous question paper nhi hoga school nusre ka jo hua hoga
Sir M.ed ka fofm kz fill kb or kaise karna h iska bhi updates batayega .😊
Nursery teacher ko kya padhna hai commerce subject walo ke liye
N T me sab ke liye common rahta hain
Apko notes mil jayega kal ke bad
Details notes
Sir b.ed compulsory hai TGT science post ke liye meri degree nhi ayi hai
Yes
@@StudyInDepthPgt ka paper 50 number ke question mcq honge ya subjective hoga
Mcq
Thank you sir🎉🎉🎉
Sir NT teacher k liye kya pucha jayega plz reply
@@spraj5433 i will provide
Sir previous year question paper pdf kanha se miliga?
Cbt mode exam hoti hai to pyq milna muskil hai but jo v hogi ...
Bata dunga
@StudyInDepth thank you sir
Hlo sir.. prt k liye bed compulsory h ya deled vale bhi eligible honge.. kiunki jnha apply kia h vnha Vo Bol rhe the k ntt k lie bhr lo. Lekin mene Prt k lie fill kr Lia to kya Vo reject kr denge??
B.ed and D.el.ed both are eligible for PRT
@ ok thank you
Dono eligible hain...
Apka graduation hoga to PRT me koi issue nahi hogi...
Without graduation NTT me apply karna tha
Sir pgt eco exam format is in MCQ form or it may also present written questions
???
Tgt Sanskrit keliye kya padhna hai sir ?
Apne TGT sanskrit dala hai kya
@pragyaaagarwal6361 ji
Last time CBT English pgt mai only English ka exam tha 80 marks ka.
Abki baar 80 English ka hai ya 30+50 ka hoga . means reasoning ayegi kya isme
😢meine science and Maths dono fill kar diya h aur mera msg v aaya h lekin pata nahi ki padhai kya karun,dono ya ek??
@@ankitarani-c4v iski last date h mhuj bhi bharna please btana
Sir PRT me apply Kiya hun subject soical science dia nhu .pzs sir bataye ki me kn si subject me c.b.t keliye padhungi. Plzzzzzz sir.
@@deepasahoo1885 class 8 tak sst
@@StudyInDepthsir meine science and Maths dono fill Kiya h toh mein konsa subject study Karu,plz sir bataiye.msg v aa gaya h.😢
English tgt me ncert book se padhna h yaa grammar.... kindly bataye
Ncert book aur grammar v ...
Sir tgt english ka pls bataeyega CBT ka pattern
@@StudyInDepth sir ncert book me prose aur poetry bhi krna hai
Sr pgt me subject ncert se aayega???? Ya m.a b.a se
Sir PRT math ke liye kya podhna hai?
@@monalishasahoo2745 class 8 tak ache se aur 9th 10th ka kuch selected chapter ko padhiye
For english....will literature also be asked along with grammar and comprehension?
Tgt math k liye kya study kre
Personal details me city wale option me kuch city ka name hi nahi hai.
Kuch to hoga n
Town village city ussi ko fill kijiye
Sir pgt biology ke liye kya padhe...?
Will tell u
PGT biology ke liye kya padhe ?
Mera subject pgt geography hai, mere zone me nearest schools me is subject ki vecancy nhi hai, to kya mujhe form fill karna chahiye
Yes
From me b.ed ka percentage galat de diya.. documents attached hai...from rejected ho jayega kya ?
No
Sir PGT commerce me 2 subjects hote hai Business studies aur Accountancy toh koi ek particular ke liye form bhar skte hai?
Haa
Sir TGt m subject hindi nd social science dono likhne h
Ap kiss subject se apply krna chahte h
PGT physics what to prepare could you please tell me
Sir any book for library post .. Author or book name.. Can you suggest
Sir main ne nursery k liye apply Kiya ha tho individual koi subject Nehi Diya, notice me vi Nehi tha or apne vi bola tha ki blank chor sakte hai tho main e koi subject Nehi likha tho Mera exam agar hoga tho mixed matlab science or arts milkar hoga iya Keya hoga?
Keya form reject ho jaiega ?
Ha
Koi issue nahi
Bas apko notes provode kar dunga kal ke bad
Study material telegram pe
@@StudyInDepth oo ok sir
11nov tak form fill kr skte hai... Dav ne extend kr dia hn.. submission date
Yes
@@StudyInDepthb.ed,ctet pass hoon sst subject se form fill kar sakta hoon bro
Form kiase submit krne h online ho jate h kya submit
@@abhishekkumar-o5x1y ha
But konsa post ke liye apply karna chahte hai app?
@@niksangwan6285 online sab jagah nahi ap apne area me pata kar le ki online ho rhi hai ya offline
Mostly offline ho rhi hai dav ke site pe jaye
Sir mera geography hai TGT ke liye to CBT me mere subject se kitana question hoga aur kis class tak
Class 10th tak ...level high hoga
80 marks ka exam hoga
Mcq
@StudyInDepth sir PRT ke liye bhi vacancy hai kya DAV school jharkhand me
Thankyou sir
sir prt social science me kya padhna hai ?
Class 8tk
Sst ncert book se
@ thankyou sir
@ sir plz share last year questions of sst ..
whats the pattern of questions ??
Prt science me 8 STD . tuk Ncert ka math bhi ayega ki only science??
English mein ncert book snd grammar ke satb grafuation level ka bhi parna hain kya?
Hello sir....prt m bhi subject fill krna hoga kya or kl school open rehnge kl form submit kr skte h?
Ye app apne area me ke school me pata kijiye kal aur parso may be band rahega
Prt me v subject choose karna hoga
PRT General main all subjects aayenge kya?
No
Jo subject choose kiye honge wahi
Sir any Hindi book with name for TGt hindi ,,plz suggest me ,,
Kuch nahi hai books sab andha system haii😂😂😂😂😂 sirf paisa ekktha karna hai
Sir 1 post 1 form hi aply kar sakte kya??? All over India
Yes
@StudyInDepth sir maine deoghar se tgt ke liye apply kiya hu....or balasore (Orissa) se librarian ke liye apply kr raha tha ... but wo form lene se hi mna kar diye.... bole 2 form dalne se dono reject ho jayega
Question kis language me puchha jayega?
English except hindi sank and other language paper
Hlo sr question paper kon kon SA language me rahega physical education teacher ke leye
Hlo sir last date kvh h school m sumbit krne ki
@@PallaviChoudhary-l4p 11th nov
Mera graduation me public administration subject tha to me social science k liye apply kr skta hu ?
Mera 12th 42%
Graduation 47%
B.ed 65% hai
Kya me gov. Teaching ke liye apply kar sakti hu tet bhi qualified hai
Apka 12th me kafi kam..hain
At least 45% hona chahiye tha...
Apka caste kya hain..
@mahadev__483 bas padhne ka man tha
@@StudyInDepth sc
Sir please aaj mere doubt clear kar dijiye kya mera gov. Job ka apna adhoora hi reh jayega % ki wajah se
@@sandhyasingh585 ap telgram pe msg kijiyga..link description box m diya hoga
Is Distance education is eligible for prt post?
PRT ke liye kya padhu sir plz jldi kuch kijye Jisse help ho skhe
Kal ke baad me kuch share karunga Telegram pe
Pedagogy se questions nahi atha hei kya sir
Sir dav school se abhi tk koi update and call ms nhi aya ab kese pta. Lagega ki mai CBT ke liye eligible hu....??
11 ke baad
Mere email par aaya tha cbt form apply k liye payment kar chuka hu
Sir mujhe aye heij cbt exam eligiykeliye mail kiya karu usekebaad
Mail me kya likha hain
Ap humse telegram pe contact kijiye
Link description box me diya hoga
mujse to form jma krne ke 300 ruppe liye hai
kya cbt ke liye alag fee lgegi
Nhi lenge syd apka online wahi kar denge..
Lekin fr v confirm ho lijiyga...msg ayga agar karna hoga to
Sir maine net application pdf download karke form varke documents ko or form ko msine speed post kardi meri nearest dav school mein chalega kya sir
Kya last year qualified kisi student ko job mili h
Sir librarian ke liye 50 marks ka library subject se hi rhega n?
Bhai previous year question paper mila kya librarian me?
Yes
Sir....TGT painting/art and craft ka syllabus ke liye guide kr dijiye...kya 11th ,12th ki NCERT pdhne se ho jayega?
@@sahrajni8045 iska to waisa idea nahi hain...but I will try
Sir speed post kis address mein hoga?
Near DAV School
Dav school nehi Hai Hamri locality pe to kaise speed post hoga?
Kahan per Ho, area
Odisha ,balugaon
Advertisement me diya hoga jiss area ya zone me ap aate hai ussi school me speed post karna hai proper school ka name with full address
Tgt me subject kon se class tak aayega
10tk tak
High level ki...11th 12th se v ate h
@StudyInDepth TQ sir
Sir English tgt mein sirf subject prepare karu?
What about genral aptitude?
Exam qualified ke liye kite marks chihye
Around 60%
00 number
Sir tgt science only ayega or subject wise tgt post cbt kliye ayega?
Ntt k liye ya syllabus hai cbt main
TQ sir 🙏
Sir sign sab degree me hdi bud adhaar card me sign nahi hai toh koi problem toh nahi hoga n please sir bataye
Form fill ho chuka kya please bataiye
Syllabus kha se milega ji iska
Sir subject ka paper objective hota hai ya subjective
Objective
Maths Tgt ka level aur syllabus kya hoga
@@rajaryandey5134 ap 10 tak ache se padhiye aur kuch questions +2 se v hogi
@StudyInDepth Thanku
Sir paper 1 kha se prep kare?
Apply karne ke liye deled B.ed ka degree bhi hona chahiye?
Sir NTT ke liye notes provide keriye Or kya kya padhna hoga exam clear kerne k liye
Chatth puja ke baad mil jayega
@@StudyInDepth kaha pe?
Sir agat tgt English hain to pura 80 marks ka English hoga ya general aptitude bhi hoga?
When will be the exam held for commerce?
Sir m pg hindi letarature m ki hu to kya hindi letrature ka questions hi ayega
लाइब्रेरी के लिए क्या पढ़े सर
Mai bhi librarian me feel up kiya hun bahot pareshan hun aapka no. Milega kya bahot???
M bi form bhri hu smjh nhi aara h kuch pta chle toh btayenge kya
Sir tgt kliye current affairs, reasoning, pedagogy needed?
😓Sir me gujarat se hu mene school me from submit Kiya or Mera pgt gujarati subject hai to unhone bola ki
Apka subject gujarati hai or hamare school me 10th Tak hi gujarati subject hai or pgt wale 11/12th ko padhate hai isliye apka from approve nahi kar sakte or aap CBT exam nahi de sakte 😢ab me kya karu 😓???
To unko boliye ki TGT me apply kr denge
Fr ho jayega
@StudyInDepth sir par mera ctet exam clear nahi h tgt k liye ctet hona chahiye na
Appearing me apply kijiye.
@@StudyInDepth sir vo kese samj nahi aya please samajye 🥲
Ap phir se form fill karke TGT post me apply kijiye
Aur CTET appearing me dal ke de sakte hain..
Agar December CTET ka apply kiye h tb
Overall cut off hota h ya subject ka?? Mujhe tgt maths k lie guide kre syllabus pls upto 10th ka puchhenge ya 12th ka
Mostly questions upto 10th tak ayega...
But 5 to 7 marks ka 11th n 12th se ayega
Sir humara subject PRT ke liye s.st h to kya s.st or gernal english or aptitude se hi aayenge ya maths se bha aayenge kya sir please reply me🙏🙏🙏
PRT Odia ke liye kya padhana hai please sir reply....
Odia
sir dates extend hue hai apply karne ki???
Yes
Upto 11th nov
Already telegram n youtube post kiya hua h
Sir form kaise apply karna hai
Sir cbt k liye register kb krna hoga
20 nov ke bad
Mathematics PRT ke liyee kya padhe please help
Mention me if u got any answer