Sir ji mera railway mein 5 saal service ho gaya hai.. Abhi 3 set of pass mil raha hai is sal se.. Toh main pehle 2 set pass mein jo journey kiya hai woh sab sleeper mein kar chuka hu... Mera jo last pass hai usme se 3rd AC ticket booking nehi ho raha hai... Aisa kyon??
Maine do baar confirm ticket cancel kiya tha privilege pass pe. Teesri baar ticket karne ka raha hu usi paas pe to " pass has been marked as used ka message aa raha hai"
Maine three times conform ticket cancel kiya hai, lakin iske bad ticket reservation nahi ho raha hai. Aap bol rahe hai ki three times kar sakte hai, kya karna hoga
@@StudyKeedasir main full privilege pass lagaya tha lekin dono ticket confirm nhi Hui aur cancel ho gayi. Aur ab us pass se koi bhi ticket book nhi ho rhi hai. Journey completed bta rha h. Please reply
Sir mene pass par 2 bar unconfirmed ticket ko cancel karke 3rd time ticket book ksr lia hai jo abhi waiting me hai..kya me use cancel kr karke rebooking kar sakta hu?
Sir maine Pass par apne or wife ka ticket kiya tha mera confirm ho gya unka nhi....ab Gaadi ka departure mere yaha se 2.30 ghnta baad hai abhi se.. jbki originating station se khul chuka hai... To ab kya cancel hoga ticket
Mere dad railway me hai unone pto nikala hai mere question ye hai ki agar mera ticket confirm ahi aur muje dusre date me ticket book karna hai kya me ticket cancel kar k rebook kar sakti hu
I used my pass to book up & down but for some reason I cancelled my ticket ....& Then I booked for any other city to book tickets..but backyard journey was not .. booked..
Bhaiya ji hamne pass and PTO generate kar liya hai aur ticket bhe book kr liya hai ab kisi urgency ke karan mai ticket cancel karna chahta hu aur pass/pto bhe us route ka cancel karna chahta hu kya karna hoga ki again pass&pto mil jay?
Sir mera break journey k sath 3 reservation howrah to patna,patna to Delhi, Delhi to Jammu tavi part by part me hai agar cancel karte hai ticket to pass khatam ho jayega
Sir maine railway pass par reservation ki hai 2AC me to meri waiting hai RLWL 2 or 3..17 OCT 24 ki to maine cancel kar ke dusri train me karni hai reservation to kya jo jaayega same pass par cancel kr k.dusri train me dobara se reservation
Sir mene pass par 2 bar unconfirmed ticket ko cancel karke 3rd time ticket book ksr lia hai jo abhi waiting me hai..kya me use cancel kr karke rebooking kar sakta hu?
Kindly tell about school pass, How many school pass issue if my twin child study in same school and same class ?
2nd time m twins h toh dono ko milega..
Sir ji mera railway mein 5 saal service ho gaya hai.. Abhi 3 set of pass mil raha hai is sal se.. Toh main pehle 2 set pass mein jo journey kiya hai woh sab sleeper mein kar chuka hu... Mera jo last pass hai usme se 3rd AC ticket booking nehi ho raha hai... Aisa kyon??
Maine do baar confirm ticket cancel kiya tha privilege pass pe. Teesri baar ticket karne ka raha hu usi paas pe to " pass has been marked as used ka message aa raha hai"
Same problem
Maine three times conform ticket cancel kiya hai, lakin iske bad ticket reservation nahi ho raha hai. Aap bol rahe hai ki three times kar sakte hai, kya karna hoga
Three time cancel nhi..book kr skte h..ap toh 4 time book kr rhe h...
@@StudyKeedasir main full privilege pass lagaya tha lekin dono ticket confirm nhi Hui aur cancel ho gayi. Aur ab us pass se koi bhi ticket book nhi ho rhi hai. Journey completed bta rha h. Please reply
@@StudyKeeda hm 2baar CNF ticket cancel kiye or 3rd time Indian railway train cancel kar diya ab pass used bta Raha hai
Sir mene pass par 2 bar unconfirmed ticket ko cancel karke 3rd time ticket book ksr lia hai jo abhi waiting me hai..kya me use cancel kr karke rebooking kar sakta hu?
Ha ji kr lijiye rebooking
First Chart prepare hone ke baad Privilege Pass ke ticket ko cancel kar sakte hae kya , taki usi pass pe doosri train mein ticket kara sake
Same question
नहीं Chart बनने से पहले
Pass pe tickt banaya hu cancel kar ke turant reservation hoga kya
Ek dum hoga pass pr 2 baar to bina soche samje Cancel kr skte ho
Pto confirm ticket tha cancel karne par Paisa refund hota hai nhi, plss give reply
Pesa refund hota h
Kitna percent refund hota h, I mean Kitna deduct hoga sir
Sir maine Pass par apne or wife ka ticket kiya tha mera confirm ho gya unka nhi....ab Gaadi ka departure mere yaha se 2.30 ghnta baad hai abhi se.. jbki originating station se khul chuka hai... To ab kya cancel hoga ticket
Online pass pe tickets waiting rahne pe pass kya hoga?, kya dusra ticket usi pas se book kar dakte hai?
Pto cancle karne per ...waiting ticut he paisa kitna return hota he...
Kuch clerical charges lagega
Sir full set hone ke bad bhi return ticket par error aaya hai journey completed wala aara h
Sir pass walon ki kitne percent reservation seat rehti hai train me
kuch special trains vandebharat and shatabdi inme hi fix rhti h..
PTO cancel krne pee kitna charge cut hota hai plz reply
Normal Jo cancellation ke clerkical charged cut honge
Rajdhani express and vande Bharat express ka bhi 😢 please bato
Pto is not generated but pto is shown deducted what is the solution
Bro draft m dekhna vha hoga..
Sir ye btao ek pass pr with break journey 4 tickets kta h
Cancil kranae pr kya times cancil count ho jaega
First chart banne ke bad cancel krne par dobara pass use kr skte h ky ?
Previlage pass ma break journey station sa ticket banane par paisa lagta hai????
Plz inform
Nhi paisaa ni lgta
@StudyKeeda SL or 2s ticket me '0' fare but cc and 3rd AC 50% of base fare leraha hai
Paisa kitna refund hota he....pto bala pura ya charge lega
Confirm/RAC hua to charge lgagea bus Pass main free hota hai.
@@StudyKeedaconfirm ticket ko cancel karne ke liye TDR file karni padegi
Mere dad railway me hai unone pto nikala hai mere question ye hai ki agar mera ticket confirm ahi aur muje dusre date me ticket book karna hai kya me ticket cancel kar k rebook kar sakti hu
Haji kr skte h..cancel
PTO cancel karne ke baad dusraate pe confirm hua tha kya ?
Kya ye rule pto ke liye hai
Haji
Bhaiya e oass me ye rule valid ha?????
haji
Sir Rajdhani me waiting tha ticket3Ac cancel kar diya kya pass validity rahega
Answer please
Maine 2 time ticket cancel Kiya tha but ab ticket nahi ban raha hai
Impossible bhai..2 se jyada bar kr dia hoga pass pr😃 2 bar cancel krk khud try kia h bhaii..ho jati third time..
@@StudyKeedaonline nahi ho raha hai &
Windows ticket v nhi ho raha hai
I used my pass to book up & down but for some reason I cancelled my ticket ....& Then I booked for any other city to book tickets..but backyard journey was not .. booked..
Sir excuse me me PTO se ticket booking kiya hua he Madgao se newdelhi tak woh ticket waiting 17 ho rahe he wo 2 nov tak confirm ho sakta he
Es time pr chance km hai
Bhaiya ji hamne pass and PTO generate kar liya hai aur ticket bhe book kr liya hai ab kisi urgency ke karan mai ticket cancel karna chahta hu aur pass/pto bhe us route ka cancel karna chahta hu kya karna hoga ki again pass&pto mil jay?
Ticket ho jygi but pass pto cancel nhi hoga..jb tk koi achha reason na ho..usk liye documents bhi attach krne pdenge
Mene pass se ticket kata, jana ana, mujhe jane wala cancel krke koi or date pein katana hein.. Hoga keya?
Half set pr ticket cancel krlo jane wala ho jayga.. ho jayga
@@StudyKeeda mujhe srep janewala cancel krke koi or date mein jana hein.. Return nahi cancel krna.. Hoga?
3 bar cancel kar diya ab nahi ho raha h
2 bar cancel krk third time book kr skte h..confirm ticket hone pr
@StudyKeeda but sir 2 train me tha to ek train me to ho gaya 3 bar cancel karne ke bad bi but aage bali train me nahi huha
Pto nikala hai Sealdah Kolkata se toh kya mai booking Howrah kolkata se kar skta hu ya fir koi edit ka option milta hai??
Edit ka koi option nhi h..jha s jha tk nikala h vha tk hi use kr skte h
Sir mera break journey k sath 3 reservation howrah to patna,patna to Delhi, Delhi to Jammu tavi part by part me hai agar cancel karte hai ticket to pass khatam ho jayega
only ticket cancel hoga
Sir agar confirm ticket hai to usme cancel charge nhi lagta hai
Mera ticket cancel hone ke baad bhi mera pass refund kyo nhi hua
Confirm ticket cancel krne k bad..ap usi pas p dubara ticket nikal skte h..apne kitne time phle cancel ki tkt?
@@StudyKeeda ek v time nhi 1st baar cancel kiya hu
O v 45 days pehle
Thank you very much for providing very good information.
Thanks u so much
Thank you for your information sir
Pto pd confirm ticket hai kya cancel krke rebook krr skte pto used to nhi show krega
Kr skte h
Background music r irritating please stop it🙏
Ok ji sure
एक ही पास पर एक स्टेशन से दो अलग अलग ट्रेनो में बुकिंग कर सकते है क्या
AK hi pass par?? How?? It's not possible , break journey dal kr skte hai
E pass ye valid hoga
bilkul
Ye railway waale pehle ye sab circular spread n krte h sab online krna h bus employees ko perna hai koi suvidha n hai
to agar ticket cancel ki to refund milega??
Pto pr milega bro
Confirm ticket ka chart prepare hone ke baad cancel kar sakte hai kya yadi train 3 hours se jada late ho to
Pass pr??
@@StudyKeeda ha
@@StudyKeeda pass se booking kiya tha aur chart prepared hai train 5 hrs delay hai mere boarding station aane me
Sir maine railway pass par reservation ki hai 2AC me to meri waiting hai RLWL 2 or 3..17 OCT 24 ki to maine cancel kar ke dusri train me karni hai reservation to kya jo jaayega same pass par cancel kr k.dusri train me dobara se reservation
Haan beta hojayega
Sir mene pass par 2 bar unconfirmed ticket ko cancel karke 3rd time ticket book ksr lia hai jo abhi waiting me hai..kya me use cancel kr karke rebooking kar sakta hu?
Kr skte ho book