Gorakhnath Mandir Delhi || Guru Gorakhnath Temple Delhi ||Gorakhnath Temple IndialGod of Gorkhnath

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 4 фев 2025
  • Please - like,comments, Subscribe my #Mithundutraaz channel ko taki ki apko meri lestest videos apko milta rahe thanks.
    you can follow me on
    instagram- / mithundutraaz
    facebook:- / mithun.bishukarma
    sarojini nagar market :- • Video
    Nizamuddin Dargh:- • Nizamuddin Dargah ! kh...
    Guru Gorakhnath Mandir
    yeh mandir hazaron sal purana hai. yahan shree ram ke samaya se ek talab hua karta tha.jo aaj bhee yahan per moujood hai.kal der kal yah sthan lop hota raha or jagrat hota raha. kaliyog main yahan shree guru gorakhnath jii ke dawara iss sthan ko jagrat kiya gaya. gaon ke ek vyahti ko guru jii ne darshan diye or iss shree ram ji ke talab ko khod kar dobara se jagrat karwaya. iss talab main se kuchh murtiyan nikali gai jo aaj bhee iss mandir per moujood hain.kyonkii iss sthan ko guru gorakhnath jii dawara jagrat kiya gaya tha issliye yahan per guru gorakhnath jii ka mandir sthapit kiya gaya or unhii kii pooja yahan hoti hai.yaha mandir guru gorakhnath jii ke samprday ke santon ko de diya gaya.iss mandir per anek aise sant huye hain jo kafi sidd huyen hain.yahan mahant baba munshi nath jii, mahant baba bahni nath jii,mahant baba prathvi nath jii,mahant baba shambhu nath jii,jaise siddh babaon ka jivan kal bita hai.jinhon ne gaon katwaria sarai kii janta kii bhalai ki hai. is mandir per sal main do bar mela lagta hai jismain har saal gurukul ramtal dawara kushtiyan ka aayojan kiya jata hai.iss kushti aayojan main harayana, rajisthan,uttar pradesh, madhya pradesh, maharashtra or delhi ke pahalwan hissa letye hain.

Комментарии •