arre bhai kaha se seekh kar aaye ho yeh kabza lagaane.. jo aap ne door ke upar poora kabza galla diya..wo side cupboard ke andar lagti hai .aur kabja sirf palle ki takar me ek dedh soot hee galana padta hai..bhai kyu kisi bechaare ko maar padwayega . 🤣🤣🤣🤣🤣
Very useful information 👍🙏
Sir I like your video very nice, thank you sir.👏💥
Most welcome
O bhai kya vdeo banate ho apka sab video mai dekta aap bahut achchhe se samjhate ho
🙏🙏🙏🙏
L kabja bhi rukawat wala aata h...
Paly me 2inch pech laga sakte h majbooti puri
Very nice 👍
🙏🙏🙏
L वाले इंजेस की वॉल थिकनेस 1.5 mm से ज्यादा कितने की आता है
Nice work
Bhut bdiya
can these hinges be used for shutter made of size 25mm ply+8mm charcoal sheet?
Yes
Nice work bor 👍
Very good work ava video mokal jo
Ok
Nice sir ji
Very nice 👌
youtube.com/@wood825?sub_confirmation=1
आपकी प्रवरिस भले ही गरीबी हुई हो ।। लेकिन आपके माता पिता की प्रवरिस अमीरी में होनी चाहिए।। 🙏🙏 धन्यवाद 🙏🙏 ।।
Thank you sir
I8
कबजा 6mm भी आता है
RUclips per category kaun sa Rakha hua hai please
Science and technology
Thanks ji
👍👍
Ek hi takkar per donon taraf kabja lagakar dikhaiye
Ok
❤❤@@Furniturework
Bahut khoob 👍🏻
Double 18mm ke takkar per dono side
kitne mm ka duck hinges lagega plz kahiye
19mm +9mm
35 mm k darwazy py ion saw lagyy ga? Darwaza frame k Ander lagna ha
Sar ji mujhe kuchh samajh nahin a raha hai
Higess ke upar whit valla sanmaica laga saktee hay ky
Ji sir laga saktey hai
Super nice
Thank you
Good working ⚒
youtube.com/@wood825?sub_confirmation=1
Dhruve rathe?
Normal hing m or iss m kya antr rha dono 90 degree pr khul rhe h
Ismein chain lagane ki jarurat nahin hai aur yah Dak Hinges dikhta bhi nahin hai
@@Furniturework ohk
Jab sanmaika lagane ke liye use kholte he to gruuv me fark ata he
Matlab kaise mujhe kuchh samajh nahin aaya
Nice bro
Thanks
Sunmica kithe lagna
वाह
Very good
Thanks you sir ji
Sunmica kabje ke uper lagega
Ha
Bhai saeb 19 mm ply pe ke thar par 2 darvaaje betaana he to aap ne 8mm vaale hingish lagwaana padega
Ok
6mm aata h isme
8°
25 mm ka hinge kaha mil sakta hai? Hame kahi nahi mila. 19 mm hinge, 25 mm darwaje par kaise lagaenge, iska video banaiye pl. Bahut jaroorat hai
Ok
Nice
Duck kabja ek hi takkar per donon taraf lagakar dikhaiye
Ok
Very very thanks bro.
Welcome
❤
Yaar humne bahut lagaya hai aisa Hinjis
Ok
Sata keel pitteeng dayp etu vestu
1 set Hingic ka kya price hai..
350
Think you
❤
90 डिग्री घूमने वाला कब्जा भी आता हे क्या
W कब्जा L कब्जा Duck कब्जा ओटो कब्जा ऑलरेडी 90डिग्री ही आता है एक और कब्जा आता है उसको हम 180 डिग्री बोलते हैं और वह किचन में कॉर्नर में लगता है
3 darvaja hai konsa hijes lagav
Call kariye mujhe about mein number hai
25 mm ko kon sa lagwaye
Hamare ghar par almirah bn rhi h par kholo to side se bahut gap aata h kon sa kabja lagwaye
Darvaja kholne ki baat gab to aaega
Duck hinges lagao
16mm par lag sakta hai kya
No sir
Kor sepalla chupak jaega kiya gef to nahi dhikhega
Nhi dikhega
Super but price rate
1 pis 300
Or 0 degree ka kya price hai
Kichen Conor me dobol door me kese lagai
Kichen door me L darvaje me 3*3/4*3/4 sada hingis lagega
Use 165 degree soft hinge for corner
Arvind
🙏🙏🙏
Bhi muja kaam shika da
Number and address send
Sir isme dono palle sath me kholne par kabje side apas me takrayenge to nahi
Nahin takraega bich mein 6 mm ka gap rakho
Ok
Is kabja ka nam kya h
Duck Hinges
Esme y bich me gurup kyu aa rha h
Kon sa wala gurup
Said pea sanimaika lage ka
Ha said me Maica lag sakta hai
इंग्लिश का नाम क्या है
Jay Hind
Jai Hind
Suno injis ke upar sarmaik tutega keya
Nahin tutega
Tut jayega beta
मैं 18 वर्ष पहले ही लगा चुका हूं
Maica lagane me koi dikat
No sir
एल ईजिस 6एम ओर12एम कैसे
यह डक इनजींस है L इनजिस भी आता है
Kebza ka ka nam hai
Duck Hinges
Dhruve rathi
19 mm ply
Ok
क्यों भाई उल्टा समझ रहे हो वार्डरोब पर लगाकर समझते तो समझ में आता मेजर कारपेंटर
सर यह एक डेमो है
good
Bhai aap ka no do
Side se takkar dikh
Maica lagne ke bad takkar nahin dikhega
Bhai gunnis nahi unnis hota hai
Ok thank you sir
Bhai kam se kam cutter ki plate to nayi lagale
Ok
Lekin isko to adjust kar hi nhi sakte hai na🙄 isse aacha to auto Hinges hai usko adjust kar sakte hai
Yes 👍👍
Adjust karne me to auto hings ache rhte he faltu ki magajmari nahi rehti pr yr majbooti vesi nahi rehti bhai
@@rjeducation7181 feenising bhi hona chahiye na
Sar aap mobile Se Sab Ko Mistri banaa Doge
Mistri haath se hi bante h, mobile se Aajkal ke Thekedar bante h....😂😂😂
Aap no do
Bhai 8° he wo galat information mt do inko mangwane dikkat hoti hai aap video bnate ho to puri jankari ke sath bnao
Ismein yah size aati hai 75mmx19x19
75mmx19x8
75mmx25x25
75mmx25x19
75mmx25x8
@@Furniturework ye degree me aate h 8°~0°~16°
Sar Sar front ki mica mica nahi tutegi kya
Ha nahin tutegi
4*४/३19mm लागावो
किया मतलब सामने से इंजिस डिक रहा है
इस पर माइक आएगी
arre bhai kaha se seekh kar aaye ho yeh kabza lagaane..
jo aap ne door ke upar poora kabza galla diya..wo side cupboard ke andar lagti hai .aur kabja sirf palle ki takar me ek dedh soot hee galana padta hai..bhai kyu kisi bechaare ko maar padwayega . 🤣🤣🤣🤣🤣
Vaise aap kah rahe ho vaisa bhi ho sakta hai lekin ek bar aap Laga kar dekhna ki kis prakar hinjis lagana easy rahata hai
To yaar sida hi ael kabza lga le itna kyo dimag ghuma raha h logo ka
Sir side me label me nahi aata hai 3mm pichhe rah jata hai
to takkar se 3mm andar laganaa padta ha
इंजीस भी तो डिक रही है
Sir English kaise Lagate Hain
Ya ingisa kaha milata ha
Full wrong trick w kabja aise nahi lagta hai leminet toot jayegi
Leminet nhi tootegi sir
Reason batao sir
Dak inches 15 degree ka bhi aata hai kya bataen Jara 19 mm To Bata Diye 8 degree Bata Diye 15 degree ke bare mein bataen
0 degree aata hai or 8 degree aata hai or 16 degree aata hai
Are babu tu apne cutting machine ka pahle plate Sahi kar uske bad tab yah sab Bata ki kabja kaise lagta hai
🤣🤣👎👎👎👎
Sala drill machine Nahin hai
Takar pr Leminet lag sakta hai kya?
Ha takkar per laminate lag sakta hai
Bhai 4 inch diwar pe darwaza lag jata hai?
Video dek lo link par click kare ruclips.net/video/cjsVJmOxtWg/видео.html
Lag jayega koi bhi materiyal ka ho
Bhi muja kaam shika da
Aap no do