Sir aap ke videos bahut achche hain magar sir mujhe yeh pata nahi lagta ha ki kaun sa farmula kahan par lagega main bhul jata hun sir aap batayin.thanks
Sir mere ek question tha jo abhi tak RUclips me nahi mila hai, tally me stock item , opening karte hai , lekin us item ko mere soap me used ke liye karte hai, fir muje usse item ka closing dekhna hai, Fir dusra din use opening karna hai , fir wo item Lana hai, fir use me se kuch used karna hai , ye mera daily ka kaam hai, jise tally me kaise karna hai Tally me stock item opening kar sakta hu , lekin jo used karta hu uski Entry kaise hoga ,
Best teacher on you tube for DCA cource,,,, thanks sir ❤❤
Bahut hi achha video hai or bahut ache se samjaya hai ❤
nice video
Thank you so much 🥰 sir one of the most informative video
Sir app bahut achhe tarike se batate hai
Apki har videos informative hoti hai
Thank you sir , apka video bahut helpful hai
Most useful excel work bare bhai
Thank you sir ❤️
Sir aapki video bahut acchi hoti hai
Nice experience ❤❤❤❤
Thank you so much hello dear sir
Sir data entry oprator ka interview ke upar vidoes banay
You are letest sir
sir Receipt voucher me Entry karne ke liye bataye Double Entry & single Entry ke sath Aap ka video nahi is Voucher ka please bnaye sir
Sir mis report ki pivot table ke saath video banao bahut sari
Video informative hai lakan voice low hai
Vai app Microsoft powerpoint ki video do ...
Tally ka bhi proper video laeye sir
sir, a sare formula windows 7 me kam karega na ❤
Sir aap ke videos bahut achche hain magar sir mujhe yeh pata nahi lagta ha ki kaun sa farmula kahan par lagega main bhul jata hun sir aap batayin.thanks
All shortcuts ki video banaye dear (Excel)
Sir mere ek question tha jo abhi tak RUclips me nahi mila hai, tally me stock item , opening karte hai , lekin us item ko mere soap me used ke liye karte hai, fir muje usse item ka closing dekhna hai,
Fir dusra din use opening karna hai , fir wo item Lana hai, fir use me se kuch used karna hai , ye mera daily ka kaam hai, jise tally me kaise karna hai
Tally me stock item opening kar sakta hu , lekin jo used karta hu uski Entry kaise hoga ,
Salary slip, Half day salary kaise calculate kre
Hello Bro bundle of thanks for guide but some questions for you please share any connect No
Thank u sir❤