Jaanta Hoon Woh Nahin Aayi Hai - A Ghazal by Jamal Roomi - Urdu Ghazal - اُردو غزل

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 15 сен 2024
  • #ghazal #urdughazal #urdughazalpoetry #besturdughazal #newghazal #newurdughazal #beautifulghazal #sadghazal #sadurdughazal #urdushayari #ghazalshayari #ghazalshayariurdu #bestghazalshayari #urdupoetry #sadurdupoetry
    Jaanta Hoon Woh Nahin Aayi Hai - A Ghazal by Jamal Roomi
    Ghazal text in Roman Urdu:
    Jaanta Hoon Woh Nahin Aayi Hai
    Us Ki Dastak Se Shanasai Hai
    Kyun Tasalli De Raha Hoon Khud Ko
    Log Kehte Hain Woh Harjai Hai
    Jane Kya Ramz Hai Jo Aaj Saba
    Us Ki Khushboo Ko Urra Layi Hai
    Aankh Par Bas Nahin Hai Mera Ab
    Jane Kis Baat Peh Bhar Aayi Hai
    Hijr E Yaran Ke Ghany Jungle Mein
    Chaar Soo Bekaraan Tanhai Hai
    غزل کا اُردو متن:
    جانتا ہُوں وہ نہیں آئی ہے
    اُس کی دستک سے شناسائی ہے
    کیوں تسلی دے رہا ہوں خود کو
    لوگ کہتے ہیں وہ ہرجائی ہے
    جانے کیا رمز ہے جو آج صبا
    اُس کی خوشبو کو اُڑا لائی ہے
    آنکھ پر بس نہیں ہے میرا اب
    جانے کس بات پہ بھر آئی ہے
    ہجرِ یاراں کے گھنے جنگل میں
    چار سُو بیکراں تنہائی ہے
    Subscribe RUclips channel: bit.ly/3nPMmBG
    Follow on:
    FB: / jamalroomi
    IG: / jamalroomi
    Twitter: / jamalroomi

Комментарии • 9