Shukria bhi video bany k liyee Kiyaa khassi krnaa lazmi ha ? goat farming or bakraa farming min? ager khassi ku na karyy too kiyaa ham k bakry sell nhi hon gye ? EID pr bee?????? Min Bakra EID k liye bkra farming krna chta tha tab Ya khassi karny wlaa kam muskl ha aur mery liye to ya janwar prr zulm ha kafii Pakistan min log be inkoo krnaa pasnd nhi kartyy hin Likan ku log Nabi Pak ki hades share karty hin k onkoo khasi janwar Qurbani krnaa pasndd thaa
Welcome 🤗 Bhai khasi karne ke bagair bhi Bakra Pala ja sakta hai lekin yeh aasan Kam Nahin hai khasi karne se bakre ki shining aur gosht badhta hai aur yeh tarika zyada hygienic bhi hai aapane Eid ke liye bakaron ko palna hai aur bachna hai aapane khud Hi jawab de diya hai ki log jo Hain aandu bakre ko Pasand Nahin karte Hain yani vah bhi khasi ko hi Pasand karte Hain dekhen bhai ismein aapka bhi fayda hai vah is Tarah se ki agar aap Bakra khassi Karke taiyar karte hain to bada achcha aur acche Damon mein sel hoga aur log bhi khassi bakre ko Pasand karte Hain yaani donon logon ka fayda hai gahak ko hi fayda hai Yahan per Jo Paal Kar bechta hai usko bhi fayda hai Agar bhai aap bakre ko aadu hi rakhna chahte Hain to isko handle karna aana chahie yah behad zaruri hai handle is Tarah se andu Bakra jab do dant per ho jata hai to yah apnay utra ke sath bahut zyada chair char karta hai agli 2 tangon per peshab karna luthra ko moon...............agay ap samj saktay hain is Agar sarson tel mein lassi Mila kar dete rahenge to shayad aisi harkatein na Karey shayad main is vajah se kah Raha Hun kyunki qurbani ke bakaron ko gaddam ke Dane vagaira lajmi dalne padte Hain aur sarson ka tel ka asar bhi takriban jald hi khatm ho jata hai yani ek hafta Bam mushkil Baki Bhai aap dekh lain jaise aap rakhna chahain Duaon mein yad rakhna Allah Hafiz, 💕💕
لمبی لمبی چھوڑ رہا ہے ہم پیدائشی بکروں کو بچپن میں ہی رنگ چڑہا دیتے ہیں کچھ بھی نہی ہوتا بحترین گوتھ کرتے ہیں نہ ٹانگے جوڑتی۔ ہیں نہ کوی کمزوری ہوتی ہے
Shukria bhi video bany k liyee
Kiyaa khassi krnaa lazmi ha ? goat farming or bakraa farming min? ager khassi ku na karyy too kiyaa ham k bakry sell nhi hon gye ? EID pr bee??????
Min Bakra EID k liye bkra farming krna chta tha tab Ya khassi karny wlaa kam muskl ha aur mery liye to ya janwar prr zulm ha kafii Pakistan min log be inkoo krnaa pasnd nhi kartyy hin Likan ku log Nabi Pak ki hades share karty hin k onkoo khasi janwar Qurbani krnaa pasndd thaa
Welcome 🤗
Bhai khasi karne ke bagair bhi Bakra Pala ja sakta hai lekin yeh aasan Kam Nahin hai khasi karne se bakre ki shining aur gosht badhta hai aur yeh tarika zyada hygienic bhi hai aapane Eid ke liye bakaron ko palna hai aur bachna hai aapane khud Hi jawab de diya hai ki log jo Hain aandu bakre ko Pasand Nahin karte Hain yani vah bhi khasi ko hi Pasand karte Hain dekhen bhai ismein aapka bhi fayda hai vah is Tarah se ki agar aap Bakra khassi Karke taiyar karte hain to bada achcha aur acche Damon mein sel hoga aur log bhi khassi bakre ko Pasand karte Hain yaani donon logon ka fayda hai gahak ko hi fayda hai Yahan per Jo Paal Kar bechta hai usko bhi fayda hai Agar bhai aap bakre ko aadu hi rakhna chahte Hain to isko handle karna aana chahie yah behad zaruri hai handle is Tarah se andu Bakra jab do dant per ho jata hai to yah apnay utra ke sath bahut zyada chair char karta hai agli 2 tangon per peshab karna luthra ko moon...............agay ap samj saktay hain is Agar sarson tel mein lassi Mila kar dete rahenge to shayad aisi harkatein na Karey shayad main is vajah se kah Raha Hun kyunki qurbani ke bakaron ko gaddam ke Dane vagaira lajmi dalne padte Hain aur sarson ka tel ka asar bhi takriban jald hi khatm ho jata hai yani ek hafta Bam mushkil
Baki Bhai aap dekh lain jaise aap rakhna chahain
Duaon mein yad rakhna Allah Hafiz, 💕💕
@@Saleemgoatform Ok bhut shukria bhi
Kiya 2 dant prr phir khasii krnaa zidaa theek ha?? ya phly 12 month min....
لمبی لمبی چھوڑ رہا ہے ہم پیدائشی بکروں کو بچپن میں ہی رنگ چڑہا دیتے ہیں کچھ بھی نہی ہوتا بحترین گوتھ کرتے ہیں نہ ٹانگے جوڑتی۔ ہیں نہ کوی کمزوری ہوتی ہے
Ap key pas bakerian b choson jitni hain
In key harmon to pehlay hi disorder hain
M desi baray bakeron ki baat ker raha hoon choson ki nahein😄😄😄