Apka video dekh kr aaj mai vacuum pump lene ja raha hu.... Bahot time se mai compressor use kr rha hu..kaam or jada stantend karne ke liye aaj le hi leta hu socha
Sir ek baat puche aapse mera vacuum pump dszh single stage ka h lakin kisi machine ko vacuum karte time jisme vacuum mei oil daalte uska cap hata Dena h kya
GURU Ji 🙏🙏 Mere pass 3 kva stabilizer h m sirf INVERTER LOAD ko stabilizer se chlana chahta hu Inverter input ko stabilizer se connect kr skte h kya (Inverter load ka neutral to MAINS SE H aur inverter input neutral stablizer se 🙏🙏)???? Work krega kya sir ji
Sir vacuum pump se vacuum karne par kaise pata karen ki freedge me full vacuum ho chuka hai Vacuum pump ki aawaz se ya ghadi ki minutes ke hisaab se . Sir please mera dauts clear kar dijiye.
Sir R600a ka agr back pressure 15.18 hai aur standing pressure 40 .45 hai to kya problam hai jb ki hm vacuum krk Gas charging kiye the please sir jarur viedeo bnayiye
भाई जी मै भी पुराने काँम्परेसर से ही काम कर ता हुँ लेकिन एक बात बताये व्याकुम कितना होना चाहिये ताकी प्राब्लेम ना आये फुल्ल व्याकुम तो काँम्परेसर से होता नही...
Vaccum kbhi bhi time k hisab se nhi hota vaccum ka matlab sir hawa nikalna nhi h vaccum pump se system ka moisture bhi niklta h or ye kaam compressor nhi kr skta Refrigerator me 1000 micron or ac me 500 micron vaccum hona chahiye jitna acha aapka vaccum pump hoga utna hi jldi vaccum ho jayega vaccum pump ki capacity CFM me hota h 1.5 CFM se 12cfm tak se vaccum pump hote h mere pass i-rex company ka rx6d model vaccum pump h jo ki 12cfm ka h or ye 5-7 mint me 500 micron vaccum le aata h 250000micron hota h vaccum suru krne se phle hme acha kaam krna k liye ac me 250000micron se 500micron or refrigerator me 250000micron se 1000 micron vaccum chaiye
Hello sir ek help chaiye ..:> LG, 3door refrigerator mai uper niche cooling ho raha hai lekin bich wala cooling nhi ho raha plz sir help 4/5din se fasa hu fan bhi change kr diya hu Help plz sir
dob ke anusar pani ka ublne ka tapman 759968 micron=100° & 500 micron= -23° single stage ka vacuum pump 500 micron nahin jata hai yah Maine practical kar dekha hun
achcha aapke channel ka naam badal gaya hain tabhi nhi mil rha tha, water pump and motor repairing ke bare me janna tha, in detail with its all types of problems with reason, plz help.
Apka video dekh kr aaj mai vacuum pump lene ja raha hu.... Bahot time se mai compressor use kr rha hu..kaam or jada stantend karne ke liye aaj le hi leta hu socha
OK good 👍
flushing Ke liye konsi gase thik rahega.
Sir ab jo dual air purpose pump aata hai usse vaccum or pressure dono process kara sakte hai uska video banaiae vo pump le sajate hai kya
Sir ek baat puche aapse mera vacuum pump dszh single stage ka h lakin kisi machine ko vacuum karte time jisme vacuum mei oil daalte uska cap hata Dena h kya
ustad ji mai to 1.5 ton ka rotry use krta hu vacuum krne k lie uski power vacuum pump k barabr hoti hai ya kam hoti hai
Niterozen gass small slendor mill sakta hai sir. Please tell me
Sir kon sa compesser le vaccume banane ke liye model n. Bata do
Lg ka ma88 lelo
Sir irex company ka vacume pump copper winding ka hai ya aluminiyum winding ka
Sir value ve115n or ve215n mein kausa kharide bol dona please
Vaccum pump main new compressor oil bi daal saktain hain kya
GURU Ji 🙏🙏
Mere pass 3 kva stabilizer h m sirf INVERTER LOAD ko stabilizer se chlana chahta hu
Inverter input ko stabilizer se connect kr skte h kya
(Inverter load ka neutral to MAINS SE H aur inverter input neutral stablizer se 🙏🙏)????
Work krega kya sir ji
Sir, barish ke dino me, kiya compressor se pressure dena or vaccum kar sakte he?
Kar sakte hai lekin jaldi machine chokeup hoga kiv ki barish ke hava me maushcher jyada rahta hai isiliye
Kya nitrogen dhup mein kitne deri Tak rakh sakte hain
Hello Bro window Ac ke sath Voltmeter jo laga hota us me VOLTAGE TO 200 a h or AMPS be badta h ja nhi
Ac slow chlta h bohut please tell me
Jay hind
Guru ji kita vacuum pump
Inwartar modal bhi hota he kiya
Sir ji maine freeze ka old compressor ka vacuum pump bnya hai but oil nikl gya hai ab usme kon oil feel kru please tell me
Sir, Kya keh vaccume pump R32 aur R410a gas ko B keh vaccume kr sakta hai
Paaji iska oil window fut gya he ye cover plate new kaha se milega,jugad bhi nhi ho pa Rahi he ,or koi repair bhi nhi ho rha hai
Sir vacuum pump se vacuum karne par kaise pata karen ki freedge me full vacuum ho chuka hai
Vacuum pump ki aawaz se ya ghadi ki minutes ke hisaab se .
Sir please mera dauts clear kar dijiye.
Sir videocon ka outdoor cooper condenser 20×30 size ka kitne ka market me mil sakta hai
Very nice information Sir jii 🙏
Sir akto split ac ke system ma pani cala giya to usko kaise sahi kare?❤️🙏
N2 se flushing maro or dhup me rakho
What micron does compressor give
Bhai mujhe ek help chaiye
Value ve245n model vacuum pump
5CFM 2stage ye kitne ltr. Ka hota he
Means 2ltr. Ya fir 4ltr.
iska waiding copper he kya aluminum
Single step ka pump ka rate kitna hai
Sar ji good afternoon
sar ji my Dubai me tha 2014 se lekar ab tak aapke video dekha lekin Abhi Tak Amazon cash ka koi pata nahin
Band ho gaya hai Kafi Sare viewers comment Karke Nahin Bata rahe the ki unhen Kitna cash mil raha hai isliye band ho gaya hai
Vaccum pump मे कौनसा ऑईल डाला जाता है?
सर जी रोटरी १टन के सा रहे गा वेकयूम के लीये
Sirji isse vacuum bhi toh karke dekhao ki kitna time leta hai ac full vaccum karne me
Good information sir.
irex ke vaccum pump se vaccum karne pe charging line me oil kyo aa rha hai vaccum pump ka ye problem 1.5 saal baad aayi hai
Sir 1 se 10 tun ke liye konsa becunm pump sahi rahega
Sir R600a ka agr back pressure 15.18 hai aur standing pressure 40 .45 hai to kya problam hai jb ki hm vacuum krk Gas charging kiye the please sir jarur viedeo bnayiye
पहली चीज तो R 600 का बैक प्रेशर 15 से 18 होता नहीं है - 1 मे होती है और क्या चीज़ मे गैस चार्जिंग कर रहे हो भाई
भाई क्या चीज़ मे गैस चार्जिंग किए हो
भाई जी मै भी पुराने काँम्परेसर से ही काम कर ता हुँ लेकिन एक बात बताये व्याकुम कितना होना चाहिये ताकी प्राब्लेम ना आये फुल्ल व्याकुम तो काँम्परेसर से होता नही...
Sir phul hojayega 88namar se karo 30 minat tak
Vaccum kbhi bhi time k hisab se nhi hota vaccum ka matlab sir hawa nikalna nhi h vaccum pump se system ka moisture bhi niklta h or ye kaam compressor nhi kr skta
Refrigerator me 1000 micron or ac me 500 micron vaccum hona chahiye jitna acha aapka vaccum pump hoga utna hi jldi vaccum ho jayega vaccum pump ki capacity CFM me hota h 1.5 CFM se 12cfm tak se vaccum pump hote h mere pass i-rex company ka rx6d model vaccum pump h jo ki 12cfm ka h or ye 5-7 mint me 500 micron vaccum le aata h 250000micron hota h vaccum suru krne se phle hme acha kaam krna k liye ac me 250000micron se 500micron or refrigerator me 250000micron se 1000 micron vaccum chaiye
@@hemantjakhar1585
True
Inverter Analyzer OR Micron Meter chahiye ek video banake samjayee
Hello sir ek help chaiye ..:> LG, 3door refrigerator mai uper niche cooling ho raha hai lekin bich wala cooling nhi ho raha plz sir help 4/5din se fasa hu fan bhi change kr diya hu
Help plz sir
Use repair kayse kare
Vacuum pump mujhe chahie sar ji ka batao kya karna
EMI par kaise le Bhai batao na
Sir comprasar/vacuum pump kosa a6a ha up bol do??
Irex ka
Sir ap video bhot lambi bnate ho please ap ke video sort bnaye
Okay 👍
Sir mere pass bhi i-rex rx6d model h 12cfm vaccum pump h zbrdst vaccum pump h
सर इसमे आपने हवा को खिचने वाला पौइट तो बताया लेकिन ये पंप आऊट कहा से करेगा
Handle se
nahin diya yah badhai ho perfect mekenik hai
Mujhe mere sawal ka jawab dijiye aapane Jo ISI feeding kya pipe joint maar ke usne insulation kyon nahin kiya aapane
Sir please advice 🙏 aap ka pump kaisa work kar raha hai even I want 2 purchase
बहुत ही बढ़िया वर्क कर रहा है आप ले सकते हो
dob ke anusar pani ka ublne ka tapman 759968 micron=100° & 500 micron= -23° single stage ka vacuum pump 500 micron nahin jata hai yah Maine practical kar dekha hun
क्या जुगार लगा कर इसे प्रेशर भरा जा सकता है??
आखिर हवा तो बाहर निकालता ही है !!
Yes
If it is 1.4hp then how is this 150w only
Bhai yaar Samajh Mein Nahin a Raha aap vacuum pump Ka review ya FIR Amazon ko promote kar rahe hain
achcha aapke channel ka naam badal gaya hain tabhi nhi mil rha tha, water pump and motor repairing ke bare me janna tha, in detail with its all types of problems with reason, plz help.
How much
Vacuum pamp jo kaam krega wo compress er nahi kr sakta
Good
BHUJ CITY ME REHTA HU ME YAHA PAR VACCUME PUMP 4500 KA MILTA HE VALUE KA VACCUME PUMP
Good morning sir
Thank you sir
❤❤❤
Bhai main itna Sara comment mara aapane jawab nahin diya
Mere pas hai badiya result hai becum 1500 micron
Jawab kyon nahin diya Apne Apne ki nahin
Hii
Maine value ka liya 3800
Kaha se
Muze bhi Lena hai
Kaam ki cheej kam dikhate hai dukaandari jayda karte ho Sardaar ji
Mehga h Mane liya h 3200 ka
Main aapki video ko like share sab karta hun bada aap galat kaam karenge to aap ko like aur sab Ko bataunga unfollow kar le
5000 muje bhi do
❤❤❤❤❤