Mam dudk ki bani kheer ko parathe k sath kha sakte hai like aaloo k parathe, paneer paratha kyuki nikita kohli in sab k liye mna karti hai.... Please reply mam 🙏mere 6 year bachhe ko segmental vitiligo hai...
Dudh se bani kheer ko namak ke saath 30 mins ke gap se lena chahiye Isliye paranthe bhi kheer se 30 mins pahle le Tea, butter, paneer and ghee in sab milk products ki tasveer alag alag hoti hai, Inka upyog namak ke saath kar sakte hai Lekin milk ko namak ke saath 2 hours ke gap ke lena chahiye
Hlo mam mujhe ak chij puchna tha kiya ham ajwain ka pani pi sakte h ..? Or kiya ajwain ka pani copper ke bartan me pi sakte h ..? please mam reply dijiyega please mam 🙏🙏🙏🙏mai bahut presan hu😢🙏🙏
Dr bharti se mujhe fayda hua hai, yeh achchi dr hai
Thank you for information ma'am 🙏
paneer kha sakte hai mam
Ma’am absolutely right apne ghar ki vegetable me kabhi b dudh malai na use kare ..
Safed daag ka dava kahan se milega mam
Mam dud saliya ly skte h kya vitligo m
Coffee pee sakte hai?
Bornvita के साथ ले सकते क्या
Kaun sa kaun sa dava hota hai please bataiye mam
Mam kya safed daag thik ho skata hai???
Please reply me
❤
Nice 👍
Hloo mam can we take tea with salty pranrha.plz reply
Ma'am baccho ko dudh me bornvita powder daal k de sakte hai
Can we take curd one or two times in a month
Safed dag me dudh ( milk ) me kesar dal ke pi sakte hai mem? please 🙏
Mam dudk ki bani kheer ko parathe k sath kha sakte hai like aaloo k parathe, paneer paratha kyuki nikita kohli in sab k liye mna karti hai.... Please reply mam 🙏mere 6 year bachhe ko segmental vitiligo hai...
Nahi bilkul nahi khana chahiye. Dudh ya dudh se bani koi v dish ko namak k sath nahi khana chahiye...
But mam to kahti hai ki dudh se bani cheejo ki taseer alag ho jati hai jaise tea ,dudh se bani mithai
Dudh se bani kheer ko namak ke saath 30 mins ke gap se lena chahiye
Isliye paranthe bhi kheer se 30 mins pahle le
Tea, butter, paneer and ghee in sab milk products ki tasveer alag alag hoti hai, Inka upyog namak ke saath kar sakte hai
Lekin milk ko namak ke saath 2 hours ke gap ke lena chahiye
Thanks mam❤
Mam whey protein le sakhtahu ya plant protein
Plant ok
Whey protein is not advisable
Hlo mam mujhe ak chij puchna tha kiya ham ajwain ka pani pi sakte h ..?
Or kiya ajwain ka pani copper ke bartan me pi sakte h ..? please mam reply dijiyega please mam 🙏🙏🙏🙏mai bahut presan hu😢🙏🙏
Yes pi sakte hai
Thank u mam ❤❤@@ayurushealinghub
Safed dag me chai (tea) pi sakte hai mem?🙏
Yes
Maam palk sneer kha skte hai
Palak paneer yes
Mam doodh k saat banana le skte hai kya
Better to avoid
Maam peer ki sabji kha skte hai
Paneer ki sabji yes
Bajra ki roti kha sakte hi
Yes
Mam doodh k saat bina namak bala roti le skte hai kya🙏🙏
Occasionally yee
Thank you so much ma'am maene dar ki wajha se 2 sal se milk chor diya