@@toastperoast2348 bhai vadodara Tak 3 saal ki guarantee main leta hu abhi Kota tunnel ka 2 saal ka kaam baaki hai, Gujarat me kuch package ka just abhi kaam start hua hai... Last 5 saal me kitna kaam hua dekh lo, aur ab next 5 me utna hi hoga End end Delhi se Vodadara 3 saal lagega time
Thanks brother for your efforts. Nice update. Gujarat mein double engine sarkar to gai but engine ulti direction mein pull kar rahe hain. One again most shameless Gujarat government.
Actually first planning meh yeh gujrat seh nahi Jane ka tha . Iska route indore - ratlam ka beech se dhule ho kar shirdi ka pass samruddhi meh milna tha. Gujrat lobby ka pressure meh isko vadodara ho kar ghumaya gaya hai. Isliye land acquisition meh , planning meh sab kuch meh der huya hai. Length bhi bar giya hai. I can tell you , it will become an white elephant .
Roadways solution company ne kiya hai ye problem Baki rajsthan me dam and tunnel And gujrat me tribal area of dahod me problem hai Baki gujrat ka barabar kam hai
@@SonofIndia1999Ha bro kuch bhi bhokne lagte hain ye log dahod aur bharuch side bhi tribal areas bohot hai to land acquisition me bohot problems aati hai
Jab tak , ahmedabad-indore highway interchange tak open nai hoga🔥🔥, ..is expressway pe traffic 🚦 nahi badhega.., Kyuki bich bich mai logo ko highway badalna risky lagta hai,
Great update. I hope these 3 dry months will help fast track complete this section
Next 5 saal Tak complete na ho paye vadodara Tak.
@@luvahuja247 haan bhai, 10 bol dete they, bolne me kahan tax hai..
@@toastperoast2348 bhai 5 saal baad is post pe milenge, agar complete Delhi till JNPT 5 saal se pehle ban to rhi baat
@@luvahuja247 bhai lagta hai tumne apna comment nahi padha, tumne vadodara taka bola hai, padho fir se.
@@toastperoast2348 bhai vadodara Tak 3 saal ki guarantee main leta hu abhi Kota tunnel ka 2 saal ka kaam baaki hai, Gujarat me kuch package ka just abhi kaam start hua hai...
Last 5 saal me kitna kaam hua dekh lo, aur ab next 5 me utna hi hoga
End end Delhi se Vodadara 3 saal lagega time
Thanks bhai, aapka update achha laga..
Jabardast update thanks
Thank you Brother
Great update bro thanks
Good Video 😊
NICE UPDATE
Thanks for sharing updates.
That's why china is far ahead from us. They're complete all work with in deadline.
Nice update
Good road quality 👌👌👌
Ur work is commendable
Bhai 4 days me vido leaanaa yarr itna lamba intezar mt kraoo
Thanks brother for your efforts. Nice update. Gujarat mein double engine sarkar to gai but engine ulti direction mein pull kar rahe hain. One again most shameless Gujarat government.
Rightly said.
Sir you dont show kim to bharuch update
After some time.... please wait
Ena- Kim to Bharuch ka update dijiye.
Jai Hind Jai Bharat 🙏
Ena se Kim tak to kuch din pahle hi update dekha tha.....Kim se bharuch jaldi hi dekhnewale h
kya abhi drive karke ja sakte hai kya?
Happy birthday dost
Nhi ja sakte
@@Infraliveindiato aap kese gye😅
@@guptadheerbaat to shi he😂
No
Bhai sawai madhopur se kota tak chalu hua kya
Nhi huaa
@Infraliveindia bhai kuch update waha ka kuch
Godhra to Dahod video banao sir
Actually ab bohut zyada late ho gaya hai .. the complete expressway should have been ready by now
Actually first planning meh yeh gujrat seh nahi Jane ka tha . Iska route indore - ratlam ka beech se dhule ho kar shirdi ka pass samruddhi meh milna tha. Gujrat lobby ka pressure meh isko vadodara ho kar ghumaya gaya hai. Isliye land acquisition meh , planning meh sab kuch meh der huya hai. Length bhi bar giya hai. I can tell you , it will become an white elephant .
Swaimadhipur se Kota ka update do na Kafi time ho gya
Gujarat mein sirf bullet train ka kaam speed mein chal raha hai...
Very nice update...
Esa lag raha hai ki 2027 tak pura banega...
Sabse lazy work Gujarat me hai...Gujarat model dhila pad gaya kya...
No sir ji गुजरात is up to mark।।। main kaam rajatshn ka and aur mazor section maharsta ka bacha hua hai।।।।।
Roadways solution company ne kiya hai ye problem
Baki rajsthan me dam and tunnel
And gujrat me tribal area of dahod me problem hai
Baki gujrat ka barabar kam hai
@@SonofIndia1999Ha bro kuch bhi bhokne lagte hain ye log dahod aur bharuch side bhi tribal areas bohot hai to land acquisition me bohot problems aati hai
Jab tak , ahmedabad-indore highway interchange tak open nai hoga🔥🔥, ..is expressway pe traffic 🚦 nahi badhega..,
Kyuki bich bich mai logo ko highway badalna risky lagta hai,
Nice updatee
Nice update