सोयाबीन में खरपतवार नाशक दवा || ग्वार में खरपतवार नाशक दवा || odyssey herbicide basf

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 16 дек 2024

Комментарии • 14

  • @nathurambhati529
    @nathurambhati529 2 года назад +1

    गुड भाई

  • @yashjakhar9182
    @yashjakhar9182 3 года назад +2

    Bahut bdia bhai thank you 👍

    • @kavitad2510
      @kavitad2510 3 года назад

      Kisan ko Natural farming karne ki salah dijiye. Koi bhi herbicide kisan aur anaj ko khane wale logon ki sehet me nuksan pahunchata hai.
      Jaise ghas ko herbicide marta hai usi tarah insan ke sharir me jo acche jeev hote hai unko bhi maar dete hai aur cancer, liver,kidney ki bimariyan ho jati hai. Ye duniya me bahut deshon me sabit kiya gaya hai.

    • @yashjakhar9182
      @yashjakhar9182 3 года назад +1

      @@kavitad2510 agr fasal ke shi dam mile to kisi ko pesticide krne ki jrurt h. Agr kisan ko apni mehnat ka pesa mil jaye to vo lalach nhi krta or jis desh me kisan ki koi sunta hi nhi h mange puri nhi krta to kisan kya kre ye dusre desho ne bhi kh diya

  • @kavitad2510
    @kavitad2510 3 года назад

    Natural tarikon se kharpatwar niyantran batayen.

    • @TashanTones18
      @TashanTones18  3 года назад

      Natural tarika jyada time or jyada lebar Bala hota h . Jis ke istmal se hmara psa or time thono barbad hote h.

  • @Mohitbhatia_16
    @Mohitbhatia_16 3 года назад +1

    Plz koi batayega nidai gudai kya hota h

    • @TashanTones18
      @TashanTones18  3 года назад

      Niraai gudai ka matlab hota hai fasal mein se kharpatwar ko nasht karna machine ke dwara .

  • @yatishjanghel1747
    @yatishjanghel1747 Год назад

    Sbji wale gwar me dal skthe hai kya bhai

  • @rambrar5638
    @rambrar5638 3 года назад +2

    Sir, ye Sbhi trh ke kharpatwar ko khtam Kar deti h kya . Please reply.

    • @kavitad2510
      @kavitad2510 3 года назад

      Kisan ko Natural farming karne ki salah dijiye. Koi bhi herbicide kisan aur anaj ko khane wale logon ki sehet me nuksan pahunchata hai.
      Jaise ghas ko herbicide marta hai usi tarah insan ke sharir me jo acche jeev hote hai unko bhi maar dete hai aur cancer, liver,kidney ki bimariyan ho jati hai.
      Ye duniya me bahut deshon me sabit kiya gaya hai.

  • @kadarshekh6569
    @kadarshekh6569 2 года назад

    Basf odyssey kaha milega