sar namaskar sar bahut behtarin video aapka yah hai bahut behtarin se bataya bahut achcha laga aur jhataka bhi bahut tagada lag raha hai dikhne mein usko karke dekhenge bahut badhiya sar dhanyvad sar
Bhai phle pcb kitna ampere liya and output voltage kitni thi or parts change krne k bad kitne ampere liye and output volatge kitni thi kripya krke bataye
सर मेरी झटका मशीन के ट्रांसफार्मर के अर्थिंग में भी झटका आता है क्या प्रॉब्लम हो सकती है प्लीज सर❤❤ और अगर मैं टर्मिनल चेंज कर देता हूं तो झटका मशीन की बॉडी में करंट आने लग जाता है😢😢
Ase nahi hota sir ya to zenor kharab hai ya maltimeater agr zenor sahi hoga to maltimeater ak side value show karega or agar short hai to dono side value aayegi or open hai to kisi bhi side koi value nhi aayegi
@@sunilelectrical857 mane pura check Kiya muje pura repair karna aate he zatka masin ki 3 no pCB ye folt mere pass pahli baar aaya me zenar ko PCB me se bahar nikalta hu to uski value show hoti he or chalu he mene pura check karne k baad kahi short to nahi lekin mene usko bhi eye 👀 glass se dekh bhi liya to bhi uski value show nahi ho rahi sab combonet bhi oky he kahi pr bhai koi short nahi he aap apna nambr de to me aap ko baat kar sakta hu plzz
Machine m power switch on karne par jatka nahi aata par jab switch off karte h uske bad ek bar jatka aata h . Kya problem h 616 , 6027 bhi badal dia par yahi problem h
Sir insulator par ptake aane ka matalab ye nahi hota ke transformer bahut jyada voltage ka hai or agar sabhi insulator par spark karega to transformer jaldi khrab ho jayega sath me battery bhi jaldi discharge ho jayegi
Khet ke charo or jo wire lagai gayi hai sari wire test kro kahi se spark to nahi ho Raha ya asi problem jab wire kahi se earth ke samprak me aati tab hota hai agar kahi se thoda sa bhi Spark ho raha hai to use thik kre
@@sunilelectrical857 sir hame jhatka badana h. Ham ne buster bhi laga ke dekh liya lekin tar me current utna hi jitna buster lagane se pahle tha. Machine ke pichhe current bada raha h tar me nahi bada raha.
@@sunilelectrical857 bhayi jo hamra ztka chal raha h usme thoda sa or badana h kyu ki jagali suar kheto me nuksan karte h chalti machine par ghus jate h.
@rameshwarsinghrawat4278 eska solution aapne Jo khet ke charo or fencing kar rakhi hai usme jitne bhi joint hai unko kholkar regmarg se aachi tarah se saf kar de or sabhi joint dobara lagaye or sath me agar fencing me kahi bhi sparking ya ptake ki aavaz aati hai to unhe sahi kare or Earthing bhi thik hai ya nahi check kar le tabhi aapki machine ki full voltage end Tak pahunch payegi
sar namaskar sar bahut behtarin video aapka yah hai bahut behtarin se bataya bahut achcha laga aur jhataka bhi bahut tagada lag raha hai dikhne mein usko karke dekhenge bahut badhiya sar dhanyvad sar
Thanks sir ❣️
Aap ke jaankari achi lagi
Thanks sir ❣️
Thanks bro❤
जी आपकी जानकारी बहुत अच्छी लगी
Thanks sir ❣️💐
Very good info.
Thanks sir ❣️
Nice🙏
सुपर विडीओ
Can you please make a video for how to check 2n6027 also how exactly voltage on each components both sides on working time
Useful information
Thanks sir ❣️
Bhai phle pcb kitna ampere liya and output voltage kitni thi or parts change krne k bad kitne ampere liye and output volatge kitni thi kripya krke bataye
Muje pcb aur 18kv ya 20kv tranformer lena hai
Zatka badhane se kya battery backup time kam hoga
Yes
When we know voltage on working time reduces components removing for repairing
Super
Thanks sir ❣️
સરસ માહિતી આપી
💐
Don't change free. Set it control pc b voltage
And it gives veriable current turn left and right
सर मेरी झटका मशीन के ट्रांसफार्मर के अर्थिंग में भी झटका आता है क्या प्रॉब्लम हो सकती है प्लीज सर❤❤
और अगर मैं टर्मिनल चेंज कर देता हूं तो झटका मशीन की बॉडी में करंट आने लग जाता है😢😢
Transformer change karke dekh
Adapter 12 volt par Kitna apm ki chahiye??
Mera machine 10 kv ka hai
Direct electric 230 volt se vi chalta hai
Sir meri machine battery low indicator kaam nhi karta bilkul low hone per bhi nhi jalta kya karna padega
Sir kya aap machine hai
@@sunilelectrical857 mera mtlb zatka machine ka battery low indicator kaam nhi karta
470uf 50volt hi badle to chalega ki thrmipot bhi badal na pdega
Only capecitor
Sir pulse timing badhane aur kam karne ke liye port se kam jyada kaise kare?
सर हाई लो पावर के लिए सीरीज में लगे डायोड को काट देने से झटका बढ़ जाता है इसलिए क्या हम सीरीज में लगे डायोड को काटसकते हैं
Nice sar
Nyc
Thanks mam ❣️
Agr transfer 15 kv lgaye to cornet bdega ya nahi
Yes
@@sunilelectrical857 thank you 🙂
Sir mera mother bord me jinar 9v me reading nahi aa rahi mene jinar new dal diya to bi
Ase nahi hota sir ya to zenor kharab hai ya maltimeater agr zenor sahi hoga to maltimeater ak side value show karega or agar short hai to dono side value aayegi or open hai to kisi bhi side koi value nhi aayegi
@@sunilelectrical857 mane pura check Kiya muje pura repair karna aate he zatka masin ki 3 no pCB ye folt mere pass pahli baar aaya me zenar ko PCB me se bahar nikalta hu to uski value show hoti he or chalu he mene pura check karne k baad kahi short to nahi lekin mene usko bhi eye 👀 glass se dekh bhi liya to bhi uski value show nahi ho rahi sab combonet bhi oky he kahi pr bhai koi short nahi he aap apna nambr de to me aap ko baat kar sakta hu plzz
सर मेरा भी यही हाल है जिनर सही पर रिडीग नहीं आती है
सर आप का नंबर देना व्हाट्सएप फोटो भेजता हूं
@@sunilelectrical857हेलो सर
Adapter se continue chalane se machine ko kuch dhiket hoga kya????
Thanks
❣️
માહિતી બદલ ધન્યવાદ
Thanks sir ❣️
एक मशीन है जिसमे करेंट ज्यादा बन रहे है आवाज भी चेंज है थोड़ी देर बाढ़ चलने पर आउट पूत ट्रांजिस्टर खराब हो जाते है लया करे.
Transformar kitane amp ka hee aap bhejsakate hee
Bhaiy ye component kitne ke honge alag se lene pe
10-20₹
झटका मशीन और सभी रिपेयरिंग पार्ट्स होलसेल प्राइज में उपलब्ध है whatsup 9649815074
Pcb or transfer ki price
झटका मशीन और सभी रिपेयरिंग पार्ट्स होलसेल प्राइज में उपलब्ध है whatsup 9649815074
12v 8 Ah ki bettary pr masin kitna time chal jayegi bhai
Z44 ki jage konsi lage sir ji jo
Triport se bhi zatka badhata hai bhai badlne ki kya jarur hai
Dono me difrence hai
Plus ki timing kese bhadhaye
Esase pulse ki speed me bhi change hogi akbar try kro
2 Vali pcb me capisitor lagya hua hai
Jhataka machine 2n 6027 Bina transistor ke Kaise chalayen
झटका मशीन बनाने के लिए एक पी सी बी और एक कन्डेनसर चाहिए क्या आप मुझे भेज देंगे जानकारी देवें
Sir 1-1 pis nahi bhej skte aapko kam se kam 10-10pis lene honge
झटका मशीन में डबल कैपेसिटर लगाने से क्या करंट बढ़ेगा
Nahi sir aap 15ya 20mfd ka 1 hi capecitor lagaye
कन्डेशर कयो चार्जर्स हो जाता है 12 वोल्ट देने पर झटका नही आता है
Tyn 616 or pas me jo diode hai unhe check kro
Sir no. De dijiye apna
Sir iska plate kaise milega
Sir Kitne volt ka jhataka nikal ta h
Jitne bhi output ka transformer machine me laga hai 8kv 10kv 12kv 15kv 18kv 20kv ke hisab se output voltage niklega
Jhataka machine 6027 ki jagah kaun sa tonic star lagaen
Mov kaunsi hai, iski value kya hai?
Jhtke ki speed tej karne se battery bhi discharge jaldi nahi hogi kya
Sath me jhtke ka current bhi km nahi hota kya
Battery Par effect padega pehle se jaldi discharge hogi or jhatke ka current bhi pehle se double tez ho jayega
or pcb ki life bi kum hota he ji
Sir agar is tarah microlable par dekhege to nuksan bhi bahot hai or fayde bhi bahot hai
Circuit diagram?
Sir es topic par Jaldi hi video bnauga
Machine m power switch on karne par jatka nahi aata par jab switch off karte h uske bad ek bar jatka aata h . Kya problem h 616 , 6027 bhi badal dia par yahi problem h
Ak bar pcb ko direct 12v supply dekar dekho chal Rahi hai ya nahi
Sahi ho gai Bhai R8 resistence badal kar bade pf ke pass wali
👍
Mera mecine me jo trans forma kharab ho gaya he
सुनील भाई प्रीसेट की जगह 1k रेजिस्टेंस लगेगी या 1.5 के
1k ki lga do
Sir jatka machine ko 100 watt solar pannel laga sakthe kya?
Nahi bhai zataka jal jayegha
@@narshibhaivilogh4556 ha mene buck converter use kar raha hu
Good 👍
Good 👍
@@sunilelectrical857 makers should give atleast inbuilt solar charge controller for 100 watt pannel
50 wat ka capacitor lagane se battery khapat per kya prabhav
Sir pura question type kre
Amare zatakamashin levanuchehamitbhaisidhataveda.
Jhataka machine me live light indicator kaise bnaye
Live light meins
@@sunilelectrical857 खेतों में जो चारों तरफ तार लगाए जाते हैं उन तारों में कैसे इंडिकेटर लगाए
Sir high voltage hoti hai esliye indicator bar bar kharab ho jayega
Adit kiya huwa sounds he
Sir m fake video nahi banata aap pura channel check kr lo aapko jis video me jo bat batayi gyi hai vo 100% sahi milegi
बाईं मैरी मसीन झटका कम कर दिया है क्या करु
PCB ko direct 12 volt ki supply dekar check kro agar jhatke me koi fark na lage to transformer or capecitor bari bari se change karke dekho
Sir hamari zatka machin output nahi de rahi hai
Sir es topic par already video bna di gyi hai aap channel par jakar video dekh skte hai ❣️
Hello sar jhataka machine ka board kitne ka
Wholesale price 550-650
450-500₹
Alag alag quality or place ke hisab se kam jyada ho skta hai
Bhayi aapki dukan kaha par h mujhe aana h aapki dukan par
sardargarh me "bagoriya electrical hub"
@@sunilelectrical857 ye kaha padta h bhayi me agra se hu
Rajsthan me
Jhatke machine me battery low indigetar parmanent jalti rhati he better full charg he
Solar PCB par jo relay or bc 547 lga h vo check Kare
Sir app es par ek video bana do please
@rohitbhadoriya4097 ok sir
Bhai Mera jhatka machine thik jhatka deti hai magar fence mein jhatka naa ke barabar deti hai
Sir zatka kuch der baad bandh ho jata hai aur capasitor(440v20uf) check karte hai toh discharge nahi hota hai please solve this problem.
Sir 9 watt led bulb me kitne kiloms ki ragister lagaye jise replacement kam ho jaye
Pcb kaha se magwae
Sir kuch dino me ye service bhi hum suru karenge
Sar pura system kitne ka
Es topic par channel par video hai jisme mene jhatka machine ke sabhi parts ka price bataya hai aap channel par jakar video dekh skte hai
Z44 jaldi jaldi kharb ho raha he 50 v 470uf ka candensor or1.5 ki registration lagane par
Eske liye aap Hitsink thodi badi laga skte hai kyoki MOSFET ab dual work kar raha hai
Ok
is se badi konsi lagaye sir ji @@sunilelectrical857
Sabhi insuletar pe patake ki aavaj aaye esa tf
Sir insulator par ptake aane ka matalab ye nahi hota ke transformer bahut jyada voltage ka hai or agar sabhi insulator par spark karega to transformer jaldi khrab ho jayega sath me battery bhi jaldi discharge ho jayegi
Sir shop kha pr h machine thik krani h
Suratgarh ke area me aana padega sir
@@sunilelectrical857 up
Rajasthan
Ji sir
@@sunilelectrical857 location dena sir
Sir kya kroge location ka
Resistor value
1.5 kilo ohm
भाई मेरी मशीन का अलार्म भी नहीं बज रहा है और झटका भी बहुत कम हो गया है जानवर खेत में घुस जाते है प्लीज bataye
540 bahut garam hota hai Maine kar kar dekha hai
Sir sahi type kare aapne kya karke dekha hai
Rasistance 1.5 k and 50 volt 470 uf candancer badala zata machine ka current badha par 540 bahut garam ho raha hai
Sir MOSFET pehle se zyada garm jarur hoga kyoki MOSFET pehle se dual work kar raha hai eske liye aap thodi badi hitsink lga skte hai
Fieladmarshl ka zatka he
Zatka keshe badhaye
Mashine me batti nahi AA Rahi.
Jhataka pura h es per video banao
Crown company ke h
Ok sir ❣️
Sirnayaboardmilegakya
Kuch dino me hum available kra Diya karenge jhatka machine ka total sman
Hamari machine me Siren halka halka bajta rahta hai or fencing wire tutne par bilkul band ho jata hai....
Khet ke charo or jo wire lagai gayi hai sari wire test kro kahi se spark to nahi ho Raha ya asi problem jab wire kahi se earth ke samprak me aati tab hota hai agar kahi se thoda sa bhi Spark ho raha hai to use thik kre
@@sunilelectrical857 sir lekin jab wire jamin par tach hoti hai tab Siren band kyu ho Rahi hai jabki use time pe chalu hona chahiye....
Sir siran PCB me bhi fault ho skta hai pcb ke sabhi camponet test kar le or pcb ko aache se clean kr le
@@sunilelectrical857 ji ok right
15mfd carg nahi ho rha
Hamari machine na to cut kar rahe ho na hi current maar rahi hai
Sir Kya aap machnic hai
Jadha se jadha machine kharab hogi
No sir
Transformer konsa lagega A wala chodkar dusra
Sir aap kis transformer ki bat kr rahe hai
@@sunilelectrical857 jatka wala nahi dusra 12012
@nawazshek6678 12-0-12 3ampere ya 5ampere dono me se koi bhi use kar skte hai
@@sunilelectrical857 isme 8 kv 10 k 15 kv konsa Ampear ka dalna hoga
Sir muzebhi zhatka machine; banani hai please PCB with component kaha milega please send address/mob no
Kitni quantity me Lena chahte hai
🎉
मेरे पास मोनेकस का झटका है दिन को स लता है व रात को बन होजा ता है
Sahi type kre sir ❣️
Hame jarurt ha mashin ki
Ok purchase kr lo sir ❣️💐
@@sunilelectrical857 your content
@preetkamalu6178 sir please full question type kre
Sir kiya tha mene pcb me par kuch nhi hua
Hoga sir 1.5k resistance or 50V470uf sahi value ke camponet lagaye
@@sunilelectrical857 ok
@@rohitbhadoriya4097 bada kya aapka jhtka sahi valu me camponet lagakar
shAlage
Sir jhatka macine me tranfarmar ka vair jodne par puls band ho jata hai kya kare
Jhatka lagaataar aa rha h
Ek baar me 5,6 baar bolata h
Kya karan h
Pehle to PCB clean kro or fir bhi na thik to 2n6027 or 616 bari bari se change karke dekho
616 chenj karde
@GPwhatsappstatus sir Machine me kya problem hai
Yah jhataka machine ka PCB board Banaras Mein KahanKahan Milega sar
Sir Banaras me aap apne najdik ke wholesaler se contact kre
हम घर पे नही कर सकते
Bhayi anpa number dedo
Sir aap jo bhi question puchana chahte hai comment box me puch liya kre m hamesha reply deta hu ❣️
@@sunilelectrical857 sir hame jhatka badana h. Ham ne buster bhi laga ke dekh liya lekin tar me current utna hi jitna buster lagane se pahle tha. Machine ke pichhe current bada raha h tar me nahi bada raha.
@@sunilelectrical857 bhayi jo hamra ztka chal raha h usme thoda sa or badana h kyu ki jagali suar kheto me nuksan karte h chalti machine par ghus jate h.
@rameshwarsinghrawat4278 eska solution aapne Jo khet ke charo or fencing kar rakhi hai usme jitne bhi joint hai unko kholkar regmarg se aachi tarah se saf kar de or sabhi joint dobara lagaye or sath me agar fencing me kahi bhi sparking ya ptake ki aavaz aati hai to unhe sahi kare or Earthing bhi thik hai ya nahi check kar le tabhi aapki machine ki full voltage end Tak pahunch payegi
@@sunilelectrical857 joint to sabhi saf kiye huye h or earthing bhi bahut gahari h. Machine me kuchh kar ke thoda sa or badaya ja sakta h jhatka.
आप अपना फोन नंबर भी शामिल करें
Bhai number send kar
Aapka mobile number do sir
Sir aap jo bhi question puchana chahte hai comment box me puch liya kre m hamesha reply deta hu ❣️
Nice sar
Thanks sir ❣️