4 saal pehle aapne byan kiya tha molana Sahab shabe qadar ki raat bahot afzal hai is raat ko tlaashiye is raat mai ibadat karne ka 1000 mahine ki ibadat ka Sawab hai aaj aap mna Kar rahe ho
*15 Shabaan Rat Me Ibadat Aur Din Me Roza Rakhna* *Hadees* “Hazrat Aliyul Murtazaa Radiallahu Anhu Ka Farmaan E Azeem Hai *Jab 15 Shaban Ki Raat Aaye To Us Me Kiyaam (Yaani Ibadat) Karo Aur Din Me Roza Rakho* Beshak ALLAH Taala Guroob E Aftaab Se Aasman E Duniya Par Khas Tajalli Farmaataa Hai Aur Kehtaa Hai Hai Koi Mujh Se Magfirat Talab Karne Wala Ki Use Baksh Doon Hai koi Rozi Talab Karne Wala Ki Use Rozi Doon Hai koi Musibat Jadaa Ki Use Aafiyat Ataa Karoon Hai koi Aisa ! Hai koi Aisa ! Aur Yeh Us Waqt Tak Farmaataa Hai ki Fazr Tuloo Hojaye” Reference : Sunan Ibn Majah : Kitab Iqamusalat Wasunnat, Baab : Maa Jaa Fi Lailatul Min Nisf Shabaan, Hadees : 1388 *Hazrat Ali Radiallahu Anhu* *Ki Ahaadees Ko Mukhtalif Hadees Ki Kitabo Se Jamaa Kiya Phir Aakhir Me Apnaa Faislaa Sunaya Ke* *To Yeh Ahaadees Majmooi Taur Par* *HUJJAT Hai, Unlogo Ke* *KHILAAF Jo Ye Dawa Karte Hain Ke Koi Baat 15 Shabaan Ki Fazeelat Me Saabit Nahi, Wallahu Ta’ala Alam* *Tohfatul Ahwazi* #ShabeBarat
Jahil kuch padh leta😅 *15 Shabaan Rat Me Ibadat Aur Din Me Roza Rakhna* *Hadees* “Hazrat Aliyul Murtazaa Radiallahu Anhu Ka Farmaan E Azeem Hai *Jab 15 Shaban Ki Raat Aaye To Us Me Kiyaam (Yaani Ibadat) Karo Aur Din Me Roza Rakho* Beshak ALLAH Taala Guroob E Aftaab Se Aasman E Duniya Par Khas Tajalli Farmaataa Hai Aur Kehtaa Hai Hai Koi Mujh Se Magfirat Talab Karne Wala Ki Use Baksh Doon Hai koi Rozi Talab Karne Wala Ki Use Rozi Doon Hai koi Musibat Jadaa Ki Use Aafiyat Ataa Karoon Hai koi Aisa ! Hai koi Aisa ! Aur Yeh Us Waqt Tak Farmaataa Hai ki Fazr Tuloo Hojaye” Reference : Sunan Ibn Majah : Kitab Iqamusalat Wasunnat, Baab : Maa Jaa Fi Lailatul Min Nisf Shabaan, Hadees : 1388 *Hazrat Ali Radiallahu Anhu* *Ki Ahaadees Ko Mukhtalif Hadees Ki Kitabo Se Jamaa Kiya Phir Aakhir Me Apnaa Faislaa Sunaya Ke* *To Yeh Ahaadees Majmooi Taur Par* *HUJJAT Hai, Unlogo Ke* *KHILAAF Jo Ye Dawa Karte Hain Ke Koi Baat 15 Shabaan Ki Fazeelat Me Saabit Nahi, Wallahu Ta’ala Alam* *Tohfatul Ahwazi* #ShabeBarat
Sahih farmaya.
ماشاءالله تبارک الرحمٰن ، جَزَاکَ اللہُ خَیراً وَ اَحسَنَ الجَزا
Masha Allah
Alhamdulillah I was confused now I am clear Alhamdulillah thanks
Masha Allah
Allah hum sab ko deen ki samaj de hame Sahih Rasta Dikhaye
Respect Syed tausif ur Rahman Sahab from India
ALLAH protect u ❤❤❤
ماشاءاللّٰه جزاک اللّٰه
Masha allah shaikh rehnumayi ke liye
Alhamdullillah I am cleared..🤲🤲
Masha Allah
4 saal pehle aapne byan kiya tha molana Sahab shabe qadar ki raat bahot afzal hai is raat ko tlaashiye is raat mai ibadat karne ka 1000 mahine ki ibadat ka Sawab hai aaj aap mna Kar rahe ho
Shab e Qadar Se Kisne Manah Kya Hai?
Uske Bare me to Quran Me Bhi Mukammal Surah hai
@@dawatussalaf Matlab alla se mafi maang sakte hai na raat ko ibadat Kar sakte hai ya nahi shabe qadar ki raat ko
Janab sabe kadar ki baat thee jo rmjan men aatee hai aapko agar aapko Subrat mananee hi hai to manayen dusare par apnee baat na thhopiye
*15 Shabaan Rat Me Ibadat Aur Din Me Roza Rakhna*
*Hadees*
“Hazrat Aliyul Murtazaa Radiallahu Anhu Ka Farmaan E Azeem Hai *Jab 15 Shaban Ki Raat Aaye To Us Me Kiyaam (Yaani Ibadat) Karo Aur Din Me Roza Rakho* Beshak ALLAH Taala Guroob E Aftaab Se Aasman E Duniya Par Khas Tajalli Farmaataa Hai Aur Kehtaa Hai Hai Koi Mujh Se Magfirat Talab Karne Wala Ki Use Baksh Doon Hai koi Rozi Talab Karne Wala Ki Use Rozi Doon Hai koi Musibat Jadaa Ki Use Aafiyat Ataa Karoon Hai koi Aisa ! Hai koi Aisa ! Aur Yeh Us Waqt Tak Farmaataa Hai ki Fazr Tuloo Hojaye”
Reference :
Sunan Ibn Majah : Kitab Iqamusalat Wasunnat, Baab : Maa Jaa Fi Lailatul Min Nisf Shabaan, Hadees : 1388
*Hazrat Ali Radiallahu Anhu*
*Ki Ahaadees Ko Mukhtalif Hadees Ki Kitabo Se Jamaa Kiya Phir Aakhir Me Apnaa Faislaa Sunaya Ke*
*To Yeh Ahaadees Majmooi Taur Par* *HUJJAT Hai, Unlogo Ke*
*KHILAAF Jo Ye Dawa Karte Hain Ke Koi Baat 15 Shabaan Ki Fazeelat Me Saabit Nahi, Wallahu Ta’ala Alam*
*Tohfatul Ahwazi*
#ShabeBarat
Shab e barat aur shab e qadar me fark hey bhaii
Shabe barat ka jagna roza rkhna biddat h Allah hm sbko biddat se bachae gumrahi se bachae
Aameen
Jahil kuch padh leta😅
*15 Shabaan Rat Me Ibadat Aur Din Me Roza Rakhna*
*Hadees*
“Hazrat Aliyul Murtazaa Radiallahu Anhu Ka Farmaan E Azeem Hai *Jab 15 Shaban Ki Raat Aaye To Us Me Kiyaam (Yaani Ibadat) Karo Aur Din Me Roza Rakho* Beshak ALLAH Taala Guroob E Aftaab Se Aasman E Duniya Par Khas Tajalli Farmaataa Hai Aur Kehtaa Hai Hai Koi Mujh Se Magfirat Talab Karne Wala Ki Use Baksh Doon Hai koi Rozi Talab Karne Wala Ki Use Rozi Doon Hai koi Musibat Jadaa Ki Use Aafiyat Ataa Karoon Hai koi Aisa ! Hai koi Aisa ! Aur Yeh Us Waqt Tak Farmaataa Hai ki Fazr Tuloo Hojaye”
Reference :
Sunan Ibn Majah : Kitab Iqamusalat Wasunnat, Baab : Maa Jaa Fi Lailatul Min Nisf Shabaan, Hadees : 1388
*Hazrat Ali Radiallahu Anhu*
*Ki Ahaadees Ko Mukhtalif Hadees Ki Kitabo Se Jamaa Kiya Phir Aakhir Me Apnaa Faislaa Sunaya Ke*
*To Yeh Ahaadees Majmooi Taur Par* *HUJJAT Hai, Unlogo Ke*
*KHILAAF Jo Ye Dawa Karte Hain Ke Koi Baat 15 Shabaan Ki Fazeelat Me Saabit Nahi, Wallahu Ta’ala Alam*
*Tohfatul Ahwazi*
#ShabeBarat
Ye lal rumaal kiski sunnat hai? 😊
Wih sunnat samajhke nahi kar rhw hai, lekkn tum karte ho
Ye khud gunraah hai aur dusrao ko bhi gumraah kar raha hai allah aisao Se ummat ki hifazat farmaye
Dajaal insaan ..
Nasbi 😁
Laal roomal party no1bidty of islam see life style of ale saud no1 ayyash un ko tableeg kro otherwise be silent your enemy is only bralvi