जब एक शिष्य काम वासना का शिकार बनता है (When a disciple is hunted by lusty desires)

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 4 янв 2025

Комментарии • 20

  • @suchismitabehera1811
    @suchismitabehera1811 Год назад +5

    App ki ye lecture mere jivan badal diya prabhuji dhanyawad app ko koti koti pranam 🙏🙏 Gurudev ki Jay ho mere jivan mein v yesa hone wala tha par kal hi maine Krishna ko pray kiya ki Krishna mein kitna achhi devotees ban rahi thi 16 Rounds daily chanting kar rahi thi spiritual books padh rahi thi krishna k liye dress , pagdi aur ornaments bana kar seva kar rahi thi but ak ledka ki prem mein padne wali thi aur RUclips pe yahi lecture aaya maine play kar k sab lecture suna tabhi Maine socha ki Krishna ne ye lecture only mujhe dikhane k liye hi aaya hai tabhi maine soch liye ki bhagwan kisi na kisi madhyam se hum ko sudhar lete hai ..My Krishna and Radha Rani ko pranam 🙇🏻‍♀️🙇🏻‍♀️

  • @niteshpardeshi3881
    @niteshpardeshi3881 Год назад +2

    👏 हरे कृष्ण श्री श्रीमद गौर गोविंद स्वामी महाराज की जय

  • @harshalyutkar3468
    @harshalyutkar3468 3 месяца назад

    Hare Krishna Hari bol ❤❤

  • @Vanssyy_
    @Vanssyy_ 9 месяцев назад

    Hare Krishna ✨ Prabhu ji 🙏🙏💝

  • @jaishreeradhekrishnajaishr8636
    @jaishreeradhekrishnajaishr8636 7 месяцев назад

    Hare Krishna prabhuji

  • @Kumaruttpaluttpal
    @Kumaruttpaluttpal Месяц назад

    🙏🙏🙏🙏🙏 Hari bol ❤

  • @NandDulalDas2810
    @NandDulalDas2810 Год назад

    All Glories to Srila Gurudeb

  • @BiswanathGhosh-ob7fv
    @BiswanathGhosh-ob7fv 7 месяцев назад

    HDG Srila Gaur Govind Swami Maharaj ki jay 🙇🏻‍♀️🌸

  • @birenjena3758
    @birenjena3758 Год назад

    Jay Gour Govinda Swami maharaja ki jay🙏🌹🌹🌹🌹🌹🌹🙏

  • @omprakashpradhan8701
    @omprakashpradhan8701 Год назад

    Jay shrila guru dev 🙏🙏🙏🙏 hare Krishna prabhuji dandavat pranam 🙏🙏🙏🙏

  • @saswatiacharya
    @saswatiacharya Год назад

    Hare Krishna 🙏🏻
    Dandabat pranam 🙇🏻‍♀️🙏🏻
    Jay Shrila Gurudev 🙇🏻‍♀️🪔
    Jay Shrila Guru Maharaj 🙇🏻‍♀️

  • @xyz-t1j
    @xyz-t1j Год назад

    HARI BOL

  • @HIThere-hg1py
    @HIThere-hg1py Год назад

    Jay! ❤

  • @rounaksinha3886
    @rounaksinha3886 Год назад

    Hare Krishna prabhuji
    Dandwat Pranam
    Prabhuji hum Sri Gurudev ke suraksha me kaise rah sakte hai?

    • @AchintyaBhakti
      @AchintyaBhakti  Год назад +2

      Hare Krishna Prabhu ji
      Jaise Ek obedient Son Apne pita ka pyara hota hai.
      pita usko hamesha apne nigrani mein rakhta hai.
      vaise hi Jab ham Gurudev ke obedient shishya ban jaenge to Gurudev hamare bare mein sochenge ki kaise is ladke ka uddhar ho aur tab vah hamen Apne Suraksha Mein rakhenge.
      hamen Maya Mein girne nehi denge. Lekin Jab ham unki shasan Ko nahin manenge aur apne man Ko manenge tab hum aur unke surakhya ke patra nahin ban payenge. Aur maya mein gir jayenge.

  • @suchismitabehera1811
    @suchismitabehera1811 Год назад

    But mere ak question hai ki kya hum ko v yese guru ki prapt ho sakte hai ? Wo hum ko apna kripa kar k manav jiban ko sarthak kar k golak dham pahachadenge

    • @AchintyaBhakti
      @AchintyaBhakti  Год назад +4

      Hare Krishna
      Bhagwan Krishna ke liye Kuchh bhi asambhav nahin hai vah chahe to kya nahin kar sakte.
      isliye hamen Guru kyon nahin mil sakte jarur milenge bus hamara ichcha hona chahie, desire hona chahie.
      Agar hamara ichcha Maya Mein hoga to hamen Maya milega aur Agar Krishna ko pane ki ichcha hogi to Krishna milenge.
      Bhagwan Krishna iska intejaam kar dete Hain Guru ko bhejkar hamen bus hamari ichcha Mein sincere hona padega.
      Hare Krishna

  • @radhabhaav9217
    @radhabhaav9217 Год назад

    Atmaram prabhu hai kya wo devotee

    • @AchintyaBhakti
      @AchintyaBhakti  Год назад +1

      He is not Atmaram Prabhu.
      Whoever may be that fortunate soul we are asked not to mention his name. So my request is please don't let our mind speculate rather engage it in appreciating the power of a Sudhha Sadhu Guru.
      YS 🙏🙏🙏

    • @radhabhaav9217
      @radhabhaav9217 Год назад

      @@AchintyaBhakti then how can we associate with that sincere devotee who is following his guru by remaining forever bramhachari, by his association we can learn how to become serious in guru's service