Good video tousif bhai same problem mujhe Mahindra Bolero Camper me aya tha mene saf karke lgaya tha lekin uski fuel motor bahut bahut awaaz maar rahi thi takriban ek Mahina chali gadi or uske bad Ke rhi thi uske bad mene new motor dali problem solve ho gya tha
Jab gari me fuel ki jarurat hoti hi tab fcu units and rail pressure sensor in dono ki madad se ecm ko pata chalta hi ki kab kitna fuel ki jarurat hai utna fuel milte hi ecm tank moter me suply band kar deta hai fir jarurat ke hisab se deta hai
Bina laptop k kase pta ki wo 1673 tha..or agar 1673 tha to wo cooling temperature sensor...ya cooling temperature radiator fan ka code ha...check sensor...
Sir my mechanic hu LCV ka kaam karta hu muje Tata ace Leyland dost Mahindra maximo jeeto karta mu konsa scanner lena chahiye usme bs6 kabhi regeneration def reset ka rahana chahiye
Apka first like or comment mera hai
Thanks 😊🤩
Good video tousif bhai same problem mujhe Mahindra Bolero Camper me aya tha mene saf karke lgaya tha lekin uski fuel motor bahut bahut awaaz maar rahi thi takriban ek Mahina chali gadi or uske bad Ke rhi thi uske bad mene new motor dali problem solve ho gya tha
Good ☺️
Bahut badhiya sar
Vai yeetoo Kamal hogaya. thanks
Thanks ☺️
Aacha video laga bhai
Thanks ☺️
Nice information bhiyya ji good bless you
Sukriya janab
Barhiya bhaiya ji
Thanks please share my video all groups
Md sukur ali Mera magaxl he kalas pelet ches ki firvi lod gari charai pe khisti nahi he problem Kiya hogi
Jali Ko kaise Safai Kiya hai, itna achchha safe hua hai |
Mehnat se petrol se dhoya
Ik dam mast ❤
Bohot acha video hbhai
Thank you sir.
Very good sir
Thanks
Tousif sir aap ne har video banya fir bhi aap apna Face review nhi kiya
Mega xl chek laidt Keu dekhatihe
Ji bhai ji bhaut se proglum ke karan dikhati hi
Sir atcha loga . But Mera ak request hai app ko yei fuel pump motor kase automatically off and on hota hai ?
Jab gari me fuel ki jarurat hoti hi tab fcu units and rail pressure sensor in dono ki madad se ecm ko pata chalta hi ki kab kitna fuel ki jarurat hai utna fuel milte hi ecm tank moter me suply band kar deta hai fir jarurat ke hisab se deta hai
Nice
Bhai ek tata zip xl bs4 k fuel and wiring harness par video
Ok gari abhi aa nahi rahi hai agr aayegi to video jarur banegi ok
Sir fcu unit ka video sahiei.
Ok
Tousif bhai 👋. Kya mega ka recon engine company ka bana hua thik hota ha ya nhi please send me reply
Ha thik hota hai
Mujh super ace tata ka gari thike karbana ha
Mega xl long tim ke liye sahi hye kya nahi
No
👍👍👍
🙏🙏🙏🙏
Thanks
4923 truck Mein 16 73 code aa raha hai M plate Bina laptop Ke Dekha Tha yah fault code kis chij ka hai
Tank ke under urea def nahi hoga ya fir पीछे से वायर chuta hua hoga ok। Please cheak tank level SENSAR
@@MTELECTRICTECHHINDI thanks bhai
Bina laptop k kase pta ki wo 1673 tha..or agar 1673 tha to wo cooling temperature sensor...ya cooling temperature radiator fan ka code ha...check sensor...
@@VishalGyanwali 16 73 urea tank ke andar urea Khatam hua hua tha
Mara maga xl ka same problem tha or motor clin v kiya lakin fer v band ho raha ha
Fcu control ka wairing check karo
Sir my mechanic hu LCV ka kaam karta hu muje Tata ace Leyland dost Mahindra maximo jeeto karta mu konsa scanner lena chahiye usme bs6 kabhi regeneration def reset ka rahana chahiye
Lounch x431 ya ps70pro
@@MTELECTRICTECHHINDI sir isme commercial ka ayegana sir kyu ki mera section small commercial ka hai
Aap kon city sa ha
Bihar
Sir mere tata majic subhah start nahi hota hai. धक्का-lagane ke bad hi start hota hai. Fir. Min. Start hone k bad fir band ho jata hai.
Sir mera megha xl running me jyada exileter band hojatahe
Bro hamara mazic expres Bs4 start hone bat Thora Jane bat gari Ruta hai aur star nahi hota hai
Hello
Meena excellence later chhod deta kyon
F E controlar keya hai
Metring valve
Sir mere Tata AC megha he par Khali gadi chalti he thik par jab lord hota he kyu band hojati he please bataeye🙏😞
Turbo
Sir apka mobile no dejieya
Bhaiaapkanobardo
Call me
Sir g aapka number dijiye pls🙏
𝑩𝒉𝒂𝒊 𝒓𝒆𝒑𝒍𝒚 𝒅𝒆𝒏𝒂 𝒚𝒂𝒓