@@skelectrical551 matlb pressure gauge lagnae ke bad maine suppose 25kg set kiya pressure switch se .....to kitne range me ya kitna kam hone ke bad swiching hoga ?? ? Plz bataye ..kuchh range rahta hai...ya 25 se 24 kg b ho gya to swiching ho jayega no se nc
Bhai jitna aap set karenge pressure utne pressure hote hi aap ki machine stop ho jayegi, supposed aap 25 kg pe set kiya or aap ka pressure pura ho gya 25 kg Uske bad aap ki machine stop ho jayegi
Pressure switch ka kam sirf aap ka pressure jitna aap ko chahiye utna aap le sakte h Or wo aap ki machine pe depend karti h ki aap ko pressure switch ka NC use karna h ya NO
Kaafi help hui h sir apki video se.🙏
Super information tq Sir ji
Good information sir
Most of the things cleared
Sir parker ka microswitch kahi milega, pls answer me
Hydraulic Wale ya electrical Wale ke pass mil jayega ya online bhi order kar sakte ho
Best
Pressure switch ko off korke rakhnese kiya ho sakta jai sir
Kuch nahi hoga wo apni normal position me he rahega
Elen key Tite Karne me pressure bdega ya gatega Apne ya to bataya hi nhi
L key tight karne pe pressure bhadega
Iska pressure jispe switching hota hai..phle se fix rahta hai ..?
Good explanation
Very nice videos
SUPER INFORMATION T Q SIR!
Thanku you for support me
Preshar set kaise kare iska
10 number ki lkey se aap pressure ko kam Jayda kar sakte ho
Nice video very useful. Thanks kya ye 24 volt DC pur kam karega.
Ha Kar sakti h yadi iski coil 24 volt DC ki ho
@@skelectrical551 is pr 50v DC likha hai.
Isme coil nahi hai . Micro switch hai.
Sorry is me limit switch h(micro switch) aap is me DC supply de sakte ho
Aap ko is me DC supply wire use Kar ke NC, NO ka use kar sakte ho
( maphi chahunga mene relay samag ke aap ko coil ke bare me Bata diya)
Iska switching kitne pressure pe hota hai.??
Iska pressure 5000 kg tak Kar sakte h
Kaise pta chalega agar ham 25 kg se kam pressure pe switching karana chaahte hai...to kaise pta lagega ki 25 kg pressure set ho gya hai..???
Bhai pressure ka pata pressure Gus se lagega
@@skelectrical551 matlb pressure gauge lagnae ke bad maine suppose 25kg set kiya pressure switch se .....to kitne range me ya kitna kam hone ke bad swiching hoga ?? ? Plz bataye ..kuchh range rahta hai...ya 25 se 24 kg b ho gya to swiching ho jayega no se nc
Bhai jitna aap set karenge pressure utne pressure hote hi aap ki machine stop ho jayegi, supposed aap 25 kg pe set kiya or aap ka pressure pura ho gya 25 kg Uske bad aap ki machine stop ho jayegi
Pressure switch ka kam sirf aap ka pressure jitna aap ko chahiye utna aap le sakte h
Or wo aap ki machine pe depend karti h ki aap ko pressure switch ka NC use karna h ya NO
👍👍👍
Very nice sir
Thanks for support me
price
1500/-
www.tradeindia.com/Seller-7758568-AGARWAL-PNEUMATICS-HYDRAULIC-PRODUCT/
Sir ap Kya bataya
10 mm laki
Apna no bhe share kr dete bhai
bhai aap n video na hi daalo to accha hai ek dum third class explanation hai aapki