Uloom e Aal e Muhammad Ka Aasma Baqir a.s (Zulqarnain Haider)

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 4 фев 2025

Комментарии • 1

  • @PureStreamVisuals
    @PureStreamVisuals Месяц назад

    Uloom e Aal-e-Mohammad ka aasma'n Baqar -3
    Rumooz-e-Kaun o Maka'n ka hai raazda'n Baqar -2
    1. Ali ka Roop hai ye mimbar e Salooni par -2
    Diyaar e Jehl mei'n hai Ilm ki azaa'n Baqar -2
    Pohonch na paaenge afkaar uske saahil tak -2
    Fazeelato'n ka hai ek behr bekaraa'n Baqar -2
    Maula Ali ki shaan mei'n 2 Ashaar
    1. Khaak ke zarro'n pe suraj sa muqaddar dekhiye
    Qambar o Salman o Miqdad o Abuzar dekhiye
    Hazrat e Maryam se Khud (Jibreel ne jaakar kaha) -2
    Aagayi binte Asad Kaabe ke andar dekhiye
    Adl ke maalik ki toh (talwaar mei'n bhi adl hai) -2
    Kardiye Taqseem tukdo mei'n barabar dekhiye
    Khaak pe Suraj sa muqaddar dekhiye