Aa gya bhai? Bhai agr Bank ka check ya sign kia hua kuch na ho qki mera online banking h to mere pas passbook or check nahi h to bina iske nahi ho skta ??
Osonkho donno bad baia tumr video deke ami nije nije pf advance balance apply korsi online a 6 a September a apply korsi 12 September a taka dukse .tnq so much
Abhi epfo ka koi time fix nhi hai kyuki technical problem ho rhi hai ha lekin 7 se 20 din to lag jate hai claim settled ka aapke mobile message aa jayega
Sir Employee or Employer, Pension contribution , in sb ka jo Paisa hai Spouse that jaise pension ka paisa 6,000 hai or hmne pension ka paisa niklvana h to kya 6,000 me se 5,000 bhi niklva skte h kya ya Sara 6 ka 6000 hi niklvana pdega
Apko wait karna chahiye 20 din tak 1 se 20 din ke bich me kabhi bhi sakta hai 1 se 3 din me claim settled ka message aa jata hai 4 din ke baad paise bank account me kabhi bhi aa sakta technical issue it system ke karan time bhi lag jata hai
Jo company mein resign na kiye chhod diye Hain to uska Paisa nikal sakte hain aur dusre company mein 6 Mahina se kar raha hun usmein bhi PF katata hai usmein koi problem to Nahin aaegi na please batao
Sir raise claim krne k bad please update your latest Bank account number and valid ifsc details through your employer ... Esa aa rha h ... Sir kya krna chahiye
Sir mujhe paralysis hua tha job chod di thi Maine par 9 saal ho gye hai Mera pf number bhi hai UAN number bhi hai or meri purani sim blocked ho gayi hai kya kre please advise me
Bhai maine apne company se resign de diya hai or mere pass 4 bf account hai to mujhe us company ka sare paise nikalne hai jha se mai resign diya hu..sare paise niklnenge
Hello sir ..aadhar pan or bank me name same h bt fir bhi kyc krte h tab name mismatch dika rha h ...ase q ho rha h kya bank account name se pahle ms. Ya mrs jo lga rhta h vo dikkt krta h kya sir Plz reply kre
Meri 2 members id thi jaise apne bataya baise hi follow kiya maine but mere me amount bharne ka option nhi aaya waki sab pura bhar diya.. Lekin mai dono hi company resign kr chuka tha 2 saal pahle hi..
Sir resign karne ke baad amount add karne ka option nhi aata kyunki agar aap form 19 ya form 10c apply karte hai to agar aap form 31 ko select karte hai to jab aapko amount add karne ka option milega
Sir maine resign de diya hai company me lekin mujhe only form 31 ka option dikha raha hai .... please batayiye ab mai kya karu mai bahot confuse ho gyi hu aur mujhe paise ki bhi dikkat hai ....
Mera join date 1aug2017 or regine date 31 March 2024 mere ko pura ka pura pf withdrawal karna hai option mai from 19 or 10c show kar raha hai kya dono ko apply karna padega yaa only from 19 main ho jayega
Bhai mne jo account numbr diya tha usme mere name me spelling mistake thi to mis matche dikha rha h to me vaha pe apna dusra ac. No. Daal skta hun kya?
Sir mere previous company ki members id show nhi ho rhi hai kya kre pf account deactivate dikhata hai jab epfo ki site pr login krta hu. Or umang app me pf show hota hai
Agar aap ka Bank kyc pending me hai to aap pf withdrawal nahi kar sakte or aapka pen card kyc me hai or aap pf withdrawal karte hai to aapka Tds tex kat sakta hai
मेरे friend के 14 तारीक को अप्लाय किया था और आज 18 तारीख को पैसै अकाऊंट मैं आगये जैसे अपने कहा था वैसे ही किया था धन्यवाद आपका
धन्यवाद आपका भी वीडियो को पूरा देखने के लिए
Name show ho raha hai
बहुत ही अच्छी तरीके से समझाया आपने बहुत अच्छा लगा मुझे प्लीज एक उमंग एप से केवाईसी कैसे करते हैं वह भी बता दो नए अपडेट में ❤❤❤
बहुत अच्छा समझाया आपने भाई ।
thank you sir
आप का बहुत बहुत धन्यवाद मेरे भाई
सर जी आपका भी धन्यवाद वीडियो पूरा देखने के लिए
Thank you bhai g mera epf mil gya apki video dekh ke sem apply kiya tha 25 april ko kiya tha 14 may ko mil gya dhanyawad bhai g
jhut to nhi bol Rahe ho na
20 din me ataa hai pff account me kiya
@@pradeepswami-yu8bs bhai mera v nikal do yr please
30day main
@@Advganaramindliya888 are toh bhaiya aur kitne din lagenge claim bhi sattle aa raha hai phir bhi account mein nahi aaye.
Thank you Sir, Great Information 👍👌
Sir ji thanks
Thank you sooooo muxx bhai bohot pasand aaya aapka video 😊😊😊😊
Thank you sir
Sir maine aapka video dekh kr full and final cleam kr diya ,dekhte hai kab tak settle hota😊
Aa gya bhai?
Bhai agr Bank ka check ya sign kia hua kuch na ho qki mera online banking h to mere pas passbook or check nahi h to bina iske nahi ho skta ??
Sir, claim settle to dikha Raha hai but Paisa kab Tak aacount me aaiga plz.reply😮
12 din ke andar
very nice sir
AA Gaya Kya pesa jitne din me Aaya plz bato@@heartelsboyrajan7998
Thank you bhiya aap ka video dekh kar aap jaise bole ho waise hi Kiya hu mera ek hapte me hi aa gaya matlab ki 6 day me hi aaya hai
Good sir
Or tum sms karne aye ho video me dubara 😅
Thank bhai love you bro mera ho gaya love you❤😘🤟 bro
Thank you
Kitne din me account me aaya pesa
@@DipeshKumarSingh-y3o 4
3 दिनो में
Osonkho donno bad baia tumr video deke ami nije nije pf advance balance apply korsi online a 6 a September a apply korsi 12 September a taka dukse .tnq so much
Thank you sir
Sir mera paisa nikal aaya h love❤you sir thanks sir
Thank you
Sir Mera nikaal doge kya
Thank you , helpful your information
thanks
Thnks bhai very very helpful your information
❤❤❤tq sirji information denekeliye
Bhai raise request per click Karne per gender details not available, contact with epfo aisa Bata Raha Hai, kya karu
sir epfo ki website par jakar apna pf account login karke apna gender ko select kar ke Sahi kare fir aap apply kar sakte hai
Dhanybaad mai khud RUclipserr hi lekin nahi pata tha mero ko
Thank you sir 🙏
Thanks you so much sir ji very very very helpful information
Thank you sir aapko video dekhne ke liye
Thanxs so much dost....bus itna bta do jese claims ke lie dal dya kitne dino main aa jata h paisa
Abhi epfo ka koi time fix nhi hai kyuki technical problem ho rhi hai ha lekin 7 se 20 din to lag jate hai claim settled ka aapke mobile message aa jayega
Hy sir 2 week ho chuke hain ...avi tak mera pf nhi free hua
Aapka pf ka rupay mila ya nahi batao please Mera abi Tak nahi mila
KYA Karoon?@@meghanshichuahan5411😔
Thanks Bhai Mera aagya 2 din Mai ❤
Sahi me 2 days me aa gaya
Jhut
Bhai kyo jhut bol Raha hai mera Abhi 7 din ho gaye jo nahi Aaya or tera 2 din me Aa jayega
Tanxx bahi. Use karkye dekhta hun
Sir ofcourse
Thanq sir mera apply ho gaya treking id mil gaya
Sir Employee or Employer, Pension contribution , in sb ka jo Paisa hai Spouse that jaise pension ka paisa 6,000 hai or hmne pension ka paisa niklvana h to kya 6,000 me se 5,000 bhi niklva skte h kya ya Sara 6 ka 6000 hi niklvana pdega
Pension ka paisa aapko pura hi nikalna hoga automatic pension full withdrawal hota hai
Thank you Bhai. Very helpful video
Bhai etna shut cut me nahi batana tha kuki samjh se bahar ho ja raha hi video banae ke liye dhanyawad
thank you sir
Aacha bhai❤❤❤❤❤
Ji sir
Thank you Bhai
3 din me mil gya ❤ yar
Good
Thanks sir really helpfull nhi to cefe pr 100 rupees lagte thanks sir🙏🙏
Thank u so Mach sar batane ke liye aapka bahut bahut dhanyvad Maine to form bhar diya ab dekhna yah hai ki PF ka Paisa kab tak mein aata hai❤❤❤❤
ji sir bohot jaldi aa jayega aapka pf
Aya ki nhi paise
Thanks bhaiya jii mera ho gaya
Thank you bro ❤❤❤
👌👌👌 Very Nice 👌👌👌
Thank you
डेट ऑफ़ बर्थ नॉट मैचिंग दिखता है उसे क्या करें
Aapko apne pf account me aadhar se related date of birth ko thik karna chahiye
Aaj maine apply kiya jaise bataya waise... Lekin mere pass passbook nhi thi.. Toh hdfc bank ka statement se screen shot nikal kr dala bank detail
koi problem nahi hai sir ji
Thank You🙏💕😊😊😊
Thanks sir bohut boria
Thanks bro 🙏
👍👍
Good sir Thanku ji mai job karte have sare rupee kase nakal sakta hu sir pansion ke bhi batna sir teno nikala chata hu sir batna video bana ke
Thank u sir ami akhon claim korlm. Dekhi ki hoy .. success toh dekhalo
Thank you ❤ bhaiya ji paisa kitane dino me aa jate
Sir 1 se 10 tarik aa jata hai
Thanx bro ❤❤❤
thank you sir
❤Hii🎉
ji sir ji
Bahut bhai❤❤❤❤
Thank you sir ji
Sir bank statement upload kar sakte hai kya jisme sari details aa rahi hai. Bank daily or cheque nahi hai
good
Bohot badiya video
Thank you
Isse pension ajaygi bhai@@bk.technologydl
Jaisa aapne bataya sir waise maine kar diya but ho to gaya rupees aayege kab tak
Hello bhaiya
Apko wait karna chahiye 20 din tak 1 se 20 din ke bich me kabhi bhi sakta hai 1 se 3 din me claim settled ka message aa jata hai 4 din ke baad paise bank account me kabhi bhi aa sakta technical issue it system ke karan time bhi lag jata hai
Very good
thank you sir
Hello Bhaiya Mai Hu Pankaj ASL Company Se
Ji sir boliye me aapki kya help kar sakta hun
Nice information
Thank you
thank you very much vad sir
Ji thanks sir
Jo company mein resign na kiye chhod diye Hain to uska Paisa nikal sakte hain aur dusre company mein 6 Mahina se kar raha hun usmein bhi PF katata hai usmein koi problem to Nahin aaegi na please batao
sir ji koi problem nahi hogi aap ko purani company ka pf ka pesa hai usee aap transfer kar sakte hai nayi company me
Sir mene 14 nov se from 19 or from 10c bhara hai abhi taak dec 15 tarik ho gaya abhi tak settle nhi hua....? Kiya hoga..??
koi baat nahi aap thoda aur wait kare aap status check bhi kare
Sir raise claim krne k bad please update your latest Bank account number and valid ifsc details through your employer ... Esa aa rha h ... Sir kya krna chahiye
Sir aapko apne pf account me bank account number mention karna chahiye or IFSC code bhi sahi fil karna chahiye
@@bk.technologydl thik h sir ye kha se mention kr skte h ?? Mujhe bank m jana pdega ya yhi se umang app se ho jayega
Cyber cafe
Thankyou bhaiya 🎉
sir aapko thanks
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
thank you sir ji
sir lamsam kitana samye lagta pf ka pesa widhrol hone me
Sir epfo ke IT sestym ke uper hai epfo ka IT sestym sahi se work karega to pf 15 se 20 din me aajata hai usse pehle bhi aa jata hai
very nice sir
Sir mujhe paralysis hua tha job chod di thi Maine par 9 saal ho gye hai Mera pf number bhi hai UAN number bhi hai or meri purani sim blocked ho gayi hai kya kre please advise me
Sir me illness from file kiya hum kinta din paise aaga mera
sir agar aap first time withdraw karte hai to teen din me aa jayega agar aapne kabhi pehel bhi bhra hai to 1 se 20 din ka time lag jata hai
Kya gramin bank me pf ka amount aa sakta h .meri salary to usi me aati thi
Bhai maine apne company se resign de diya hai or mere pass 4 bf account hai to mujhe us company ka sare paise nikalne hai jha se mai resign diya hu..sare paise niklnenge
sir Sabse pahle aap old sabhi company ka paise current company me transfer kare fir aap last company ka hi option aayega fir aap withdraw kare
Sir Sare company ka Balance ak account me kaise hoga
@RahulGupta-tf5ze sir hamare channel me jakar pf transfer kaise hota video hai aap video ko dekhe
Super
Thank you sir ji thank you
Final pf settlement kar sakte h kya aur pension v ??
Ofcourse sir lekin aap ko present company me resign karna hoga
@@bk.technologydl mene Aaj apply kitna din me aa jayega pf aur pension
Without company me region diye pention withdraw kr sakte hai kya
Sir nahi kar sakte aapko apne company me resign karna hoga
100%Real Video❤❤❤❤❤❤❤❤
Thank you sir
Sir mujhe employee and employer share nikalna hai pension wala nhi nikalna toh konsa form bharna hai
Sir form 19 bharna hoga
@@bk.technologydl thanks
Hello sir ..aadhar pan or bank me name same h bt fir bhi kyc krte h tab name mismatch dika rha h ...ase q ho rha h kya bank account name se pahle ms. Ya mrs jo lga rhta h vo dikkt krta h kya sir
Plz reply kre
Ji sir details same Mach hona jaruri hai
@@bk.technologydl kya name ke sath ms/miss hota h vo dikkt krta h kya .
Meri 2 members id thi jaise apne bataya baise hi follow kiya maine but mere me amount bharne ka option nhi aaya waki sab pura bhar diya..
Lekin mai dono hi company resign kr chuka tha 2 saal pahle hi..
Sir resign karne ke baad amount add karne ka option nhi aata kyunki agar aap form 19 ya form 10c apply karte hai to agar aap form 31 ko select karte hai to jab aapko amount add karne ka option milega
Sir maine resign de diya hai company me lekin mujhe only form 31 ka option dikha raha hai .... please batayiye ab mai kya karu mai bahot confuse ho gyi hu aur mujhe paise ki bhi dikkat hai ....
If your problem solve please inform me I am also facing this problem 😮
Hi
Yhi mere ko dikkat ho rhi h ab mere ko kya krna chahiye @@tag473
Apki problem solve Hui kya
Dhane vaad bhai
Thank u sir
Thanks 😊
Video mast h but ek Q. H bhai apply karne ke bad kitna din ke bad account me paise aa jayenge 🙋
Thank you so much bro
Aap kaha se hain sir
DL
Bhai sub to hide kr rakha hy
Sir karna padta hai community ke liye aagar aapko kisi bhi tarah ki koi problem aa rha hai to sir aap mujhe comment karke jarur batye
Bhai thank you so much aise video upload dete raho hamesha support milega bhai nee reality video upload dete hai please subscribe kar do
thanks sir aapko bhi video complite dekhne ke liye 🙏
Sir mera account disabled hai ton Umang se apply Krne pr paise aa jayenge.
Puran wala member id change nahi ho Raha hai umang aap se Kiyo
Mera join date 1aug2017 or regine date 31 March 2024 mere ko pura ka pura pf withdrawal karna hai option mai from 19 or 10c show kar raha hai kya dono ko apply karna padega yaa only from 19 main ho jayega
Sir stutus main under process dikhaya hai par paise nahin aaya.15 din ho gya. Paise aane chance hai ki nahi hai. Please reply
Sir paisa to jarur aayega lekin thoda wait karna hoga kyuki technical problem ke Karan paisa let se resive ho rha hai
@@bk.technologydl thanks 👍
@@bk.technologydl kitne dino ka andar aa sakta hai
Mene bhi Kara pf nikal ne ke liye today kiya he kit na time lagega
Sir 20 din ka time hota hai
Sar Mera PF nahin Nikal Raha hai Bank mein koi dikkat Bata rahe hain kya dikkat ho sakti hai
Sir ae vala pai account details not available likh rahe hai 😢
Sir aap check kare aapka bank account details correct hai ya nahi
Sir bo check kese kare
Plz bolo sir😢😢
Bihar government teacher jo niyojan chhorkar BPSC main aagayen h, Uska pura money nikle ga please batayen
Bhai mne jo account numbr diya tha usme mere name me spelling mistake thi to mis matche dikha rha h to me vaha pe apna dusra ac. No. Daal skta hun kya?
Aapko apne pf account me bank account kyc fir se karna hoga Jo shi name hona chahiye aapka
Sir rise claim karne par gender details are not available bta rha
Pf passbook open kar ke dekhe aapke pf account me gender details available hai ya nahi
General details are not available please connect EPFO to get gender detail update or rise Grievance Service under EPFO
Kasi thik kra
sir epfo ki website par jakar aap apna uan ko login kare views me jakar gender ko sahi kare
❤❤❤❤❤
Good
Sir mere previous company ki members id show nhi ho rhi hai kya kre
pf account deactivate dikhata hai jab epfo ki site pr login krta hu. Or umang app me pf show hota hai
Bhai mene chekbook ka photo diya hai claim pass ho jyga na...Awr paisa kab tak ayga
Sir ho jayega lekin claim hone me 1 se 10 din me ho jata hai
Agar ham in less nahi dale Or kuch dal diye to koi problem hogi gya
Sir natural calamities ko chhod kar koi bhi para select kare
Suprbbbb
Sir thank you
Good job sir
Thank you sir
Sir mera kyc pending me hai.. kya mai withdrawal kar sakti hu without kyc updation
Agar aap ka Bank kyc pending me hai to aap pf withdrawal nahi kar sakte or aapka pen card kyc me hai or aap pf withdrawal karte hai to aapka Tds tex kat sakta hai
Nahi..without updation to mushkil hai mam ....web par jake bank pan aur aadhar update kariye. ... approval hone ke baad... claim kariye
Thank you
Ji sir ji
Sir plz reply kriye ki kitne din me aata h acc me pura ok kr Diya hu
Sir 1 se 10 din ka time lagta hai
Claim settlet ka matlab kya hota hai tracker claim mei yahi likh raha hai sir
sir iskaa matlab ab aapka pf epfo except kar liya hai aapka pf aapke khate me aa jayega
Sir under prosas under prosas hi chal rha h bas kaafhi din se