Bhai Aap kidar h batay Mai AP k pas Training layna chahata hu Wiring ki or Koile Checking ki, Led Light Setting plz batay k Ap kidar sey h or ap k Address, Cell No.,I'm from Kadapa, A.P. Reply Me Bhai.
Sir, mere pass activa 2013 hai, chalte chalte gaadi band jo jati hai....aur overheating ho jaati hai....aur pickup b kam lgti hai baari baari si lagti hai.....band padne pe check karo toh current chala jata hai uska aur self chalta hai lekin start nai hoti Plz btaye kya problem ho sakti hai?
Scootty pep plus jese hi battery terminal alag karta hu bandh ho jati h… uska mtlb battery charge nhi ho rhi to ab kya kru? Multimeter se battery terminal par pta kar sakta hu ki kitna voltage aa rha h coil se?? Plz batao
@@safetymechanic7699 aapne jo blue socket dikhaya hai vo magnet 🧲 coil se aata hai? Usme jo red n yellow wire aapne dikhaye usme Ac voltage kitna aana chahiye? Mene rectifier change kia battery 🔋 new dali phir v battery charge nhi ho rhi.
Wiring, chajar, statig rile, coil plet , betrry, nya dalne ke bad bi betrry charj nahi ho rah he coil plet se bhi carnat aa rha he kya problem ho sakta he..
Sir mera scooty pep plus self nahi ho raha hai,naya battery dhalke 6 mahina hogaya Maine battery bi check karaya WO bi sahi hai,mera battery KA charge down hota hai ,running me charge hota hai,horn button dhabane me down hota hai,kya peblm rahega
@@safetymechanic7699 sir battery running me charge hota hai,aur gaadi off karke thoda dher baad start karenge to self nahi hota hai.batter ka charge discharge horaha hai kya prblm rahega?
Mere paas scooty Pep old model ka uska riten karan yane uska bettere charjar lagay iska solution kya hai jab tak battery mein charging rahata hai ek do din chalta FIR aur band Ho jaate Hain aur charger ko dabbi Ko Maine bahut dhundha per Mila nahin to aap please mujhe uska solution batao ki main use kaise chalu Karen Chennai gadi chalu hai 1 2 din ke bad FIR band Ho jaate Hain
Battery jabtak hai tabtak gadi chal rahi hai, indicator, horn lagaya to gadi band ho rahi hai, sab conectors check kiye, fualt nahi mil raha, kaha check kare
Tvs scooty pep plus में बहुत ज्यादा kick मरना padta है, तब start होती है, वो भी accelarator badana aur kick marna dono ek साथ हो. कभी कभी एक ही kick me start हो जाती. क्या प्रॉब्लम हो सकता है. गाड़ी चलने के साथ battery चार्ज नहीं होती, जिससे battery डिस्चार्ज हो जाती है. चार्जर सही है, दुकान में चेक karwaya है
Battery nikal Dene se current Nahin a raha hai aur battery lagane se current a raha hai aur battery Ke bhi charge Nahin ho raha hai iska solution thoda batao
Bhi pap old may 6 kuvali nikli hay 7 ki lag jay gi
Uncle Ji Battery Dead Hone Par Chalu Nahi Hoti Kya Gaadi Kick Se
Chalu hoti hai
Thanks Guru ji
Very nice 👌👍
Veri nais
Compressor ni bna rha to kya spark plugs change krayr?
Video bani hai
Bhai Aap kidar h batay Mai AP k pas Training layna chahata hu Wiring ki or Koile Checking ki, Led Light Setting plz batay k Ap kidar sey h or ap k Address, Cell No.,I'm from Kadapa, A.P. Reply Me Bhai.
Yelloew coler wir kya karga sir
Lighting ka hai wo wire
Tvs scooty Pep plus me current ka samasya hai kya kare
new Scotty pep + 2021wiring detail
Video bana hua hai
स्कॉटी पेप + लोड नहीं लेती है सर
Hello sair pep+m he'd lite chlu ho to bike start rhitih bene bettry k agar lite band kar do to bike band ho jati h to sair kiya kare
Charger problem hoga
Sir, mere pass activa 2013 hai, chalte chalte gaadi band jo jati hai....aur overheating ho jaati hai....aur pickup b kam lgti hai baari baari si lagti hai.....band padne pe check karo toh current chala jata hai uska aur self chalta hai lekin start nai hoti
Plz btaye kya problem ho sakti hai?
CDI ka problem ho skta hai
@@safetymechanic7699 CDI Theek Hai, Kya Ignition Coil Kharab Ho Sakta Hai?
CDI
Batla coil
Pick up coil
3 no ma sa ek ma problem hoga
@@safetymechanic7699 Thanks Sir.
@@safetymechanic7699 CDI kese pta kre ki sahi h ya nhi? Multimeter se pta kar sakte h?
Scootty pep plus jese hi battery terminal alag karta hu bandh ho jati h… uska mtlb battery charge nhi ho rhi to ab kya kru? Multimeter se battery terminal par pta kar sakta hu ki kitna voltage aa rha h coil se?? Plz batao
Charging wiring dono ma sa ek
@@safetymechanic7699 aapne jo blue socket dikhaya hai vo magnet 🧲 coil se aata hai? Usme jo red n yellow wire aapne dikhaye usme Ac voltage kitna aana chahiye? Mene rectifier change kia battery 🔋 new dali phir v battery charge nhi ho rhi.
Good vedio guruji
Megnit coil kayse chakcare mitape
Chacha har bike ki bare me video banaiye bs6 bike ki
Ok
Bhaiya red light aa jati hai self nhi chalta battery ki dikkat hai kya
Bina battery k carrent nahi aata hai kya sir ya bina battery k chalu nahi hota hai kya sir
Charger ka problem hoga to nhi hoga
Black & Red line you have to say.
Wiring, chajar, statig rile, coil plet , betrry, nya dalne ke bad bi betrry charj nahi ho rah he coil plet se bhi carnat aa rha he kya problem ho sakta he..
Charger ya magnet coil dono ma sa ek
Sir mera scooty pep plus self nahi ho raha hai,naya battery dhalke 6 mahina hogaya Maine battery bi check karaya WO bi sahi hai,mera battery KA charge down hota hai ,running me charge hota hai,horn button dhabane me down hota hai,kya peblm rahega
Apka gadi ka charger kharab hoga isliya battery down hota ha
@@safetymechanic7699 sir battery running me charge hota hai,aur gaadi off karke thoda dher baad start karenge to self nahi hota hai.batter ka charge discharge horaha hai kya prblm rahega?
Sorry apko late reply dena ka liya app ka problem solve hua ya nhi
@@safetymechanic7699 nahi huva hai sir mai gaadi ka charger change kiya magar prblm waisa hi hai
Battery ka bhi problem ho skta ha
Mere paas scooty Pep old model ka uska riten karan yane uska bettere charjar lagay iska solution kya hai jab tak battery mein charging rahata hai ek do din chalta FIR aur band Ho jaate Hain aur charger ko dabbi Ko Maine bahut dhundha per Mila nahin to aap please mujhe uska solution batao ki main use kaise chalu Karen Chennai gadi chalu hai 1 2 din ke bad FIR band Ho jaate Hain
Aapka number dedo mai call back karunga ispai video bani hai aap check kare
Sir mera gadhi bhagti nahi scooty Pep plus hai same hai kya problem hoga
Iska upar video bana hua ha honda activa ka dekhlo
Hi bhai lila tar katt hi charchigh wala kaise pta kar
How to learn C.D.I woking condition.
I'll gonna to make video soon
Bhai 1 Malum h k fuse battery k pas atah lakin,2no. Fuse kidar aata h bataya plz. Upload more
Kisi mai ek rehta hai kisi mai do rehta hai
आपसे विनती हैं
कोई उत्तर जरूर देवे ?
Regulatara kharab hai to
Change karna padega
Sir
चार्जर भी नया लगवा लिया
फिर भी चार्ज प्रोब्लम हो रहा है ?
Gav se aa gaye kya ?
Nhi
Sir honda dio morning start problem self
Battery check kero
Battery jabtak hai tabtak gadi chal rahi hai, indicator, horn lagaya to gadi band ho rahi hai,
sab conectors check kiye, fualt nahi mil raha, kaha check kare
Charging problem hai
Cdi ke black pe red wire me current nahi aa raha Hai...battery se current supply kar ne per start ho rahi Hai...please help
Hi
Self lg rha he lekin start nhi ho rhe h
Current check kero
Mara bhi yahi problem he
Current check karo
Oil check kriye oil kam ho Jane se bhi start nhi hoti kitni bhi self maro kick maro or aesi Candition me jyada self marne se battery down ho jaati hai
Power on(green light) ni ho rha
Pep+ scooty
Switch kharab hoga
Bhai chadi gum gai hai kya kare
Konsi gadi ka
Hai bhai bina key seat dikky kyo open karna bolo
Aapka problem solve huwa
@@safetymechanic7699 huva bhai
Thanks
Fuse kaha he sir j
Kiska
@@safetymechanic7699 starting fuse
Sir agar Scotty chalu nahi ho raha hai.. tho?
Kuchh bhi samajh mey nahi aayaa. Aap ney 2 fuse ki baat kahi toe fuse kahaa hotaa hey ye nahi bataayaa.
Mere paas b hai vo chabi band krne pr band nhi hoti sb chek kr liya hai
Arting ka problem hai
Hii
Continually starter chal raha hai
Aapka problem solve huwa
Tvs scooty pep plus में बहुत ज्यादा kick मरना padta है, तब start होती है, वो भी accelarator badana aur kick marna dono ek साथ हो.
कभी कभी एक ही kick me start हो जाती.
क्या प्रॉब्लम हो सकता है.
गाड़ी चलने के साथ battery चार्ज नहीं होती, जिससे battery डिस्चार्ज हो जाती है.
चार्जर सही है, दुकान में चेक karwaya है
Battery nikal Dene se current Nahin a raha hai aur battery lagane se current a raha hai aur battery Ke bhi charge Nahin ho raha hai iska solution thoda batao
என்னடா என்கிட்ட பேசுடா
Thanks