Tera Naam (Unplugged Version) by Tulsi Kumar | Darshan Raval | Manan Bharadwaj | Vicky Katiyar

Поделиться
HTML-код
  • Опубликовано: 19 сен 2024
  • This video contains the unplugged version of Tera Naam song by ‪@tulsikumarofficial‬ .
    Hope U like it.
    please like comment subscribe and press the bell icon for more updates
    #TeraNaam #Tulsikumar #DarshanRaval
    Haan Banu Tera Kaidi Kasam Hai Khayi
    Haan Banu Tera Kaidi Kasam Hai Khayi
    Maangu Kabhi Na Phir Tujhse Rihai
    Bediyan Laga Doon Tujhe Ishq Ki
    Phir Chahe Jo Bhi De Teri Gawahi
    Chhod Ke Tujhko Jaana Kahan Hai
    Jahan Hai Tu Bas Rehna Wahan Hai
    Bandh Lena Kass Ke Mujhe
    Mera Naam Hai Likha Wahan Ik Ped Pe
    Tu Bhi Likh Dena Apna Sath Mein
    Haan Mere Naam Ki Kalam
    Syahi Tere Naam Ki
    Bas Yehi Tu Rakhna Hath Mein
    Aaj Kal Khayalon Mein
    Rehti Hoon Main Tere
    Kehti Hain Saheliyan Meri
    Dikhta Kyun Har Jagah Tu
    Baar Baar Mujhko
    Kaisi Yeh Paheliyan Teri
    Tere Bina Nahi Hai
    Mera Bhi Guzara
    Tera Mera Kya Alag Hai
    Ab Hai Humara
    Jahan Lika Hai Naam Humara
    Usi Jagah Hai Ek Kinara
    Milna Wahin Pe Mujhe
    Tera Naam Tha Padha Maine Ik Ped Pe
    Maine Likh Diya Apna Sath Mein
    Tere Naam Ki Kalam Syahi Mere Naam Ki
    Bas Yehi Tha Mere Hath Mein
    Maine Suna Tha Ek Jogi Se
    Ishq Ke Baare Mein
    Maine Suna Tha Ek Jogi Se
    Ishq Ke Baare Mein
    Kanha Mile The Radha Ji Ko
    Nadi Kinare Pe
    Kanha Mile The Radha Ji Ko
    Nadi Kinare Pe
    Main Ja Pahuncha Uss Nadi
    Aas Leke Bas Teri
    Aur Ishq Leke Sath Mein
    Main Ja Pahuncha Uss Nadi
    Aas Leke Bas Teri
    Aur Ishq Leke Sath Mein
    Aur Ishq Leke Sath Mein
    Tera Naam Tha Padha Maine Ik Ped Pe
    Maine Likh Diya Apna Sath Mein
    Ho Tere Naam Ki Kalam Syahi Mere Naam Ki
    Bas Yehi Tha Mere Hath Mein
    DISCLAIMER: This Following Audio/Video is Strictly meant for Promotional Purpose.We Do not Wish to make any Commercial Use of this & Intended to Showcase the Creativity Of the Artist Involved.
    The original Copyright(s) is (are) Solely owned by the Companies/Original-Artist(s)/Record-label(s).All the contents are intended to Showcase the creativity of the artist involved and is strictly done for a promotional purpose.
    *DISCLAIMER: As per 3rd Section of Fair use guidelines Borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for fair use
    ----------------------------------------------------------------------------------------------

Комментарии • 4