Jai hind sir aap ka explains mujhe bht achha lga, aur ek baat sir mne same alternator ka cutout nahi mila phir mne SR60 modify kiya tha uske baad 13 volt toh agaya lekin cutout heat ho rha hai connections ke bare ma bata dijiye plz
Hlo sir,agr hum ac series sea rectifier plate ko check krtea hai toh negative positive wair ko change krnea pr bhi series blub dono side jlta hai ,ac series sea kaisea check krea,
@@girnaraautoelectric sir tractor par alto car ka altinator lga Hua hai jab tractor ke switch on rehte hae to altinator garm ho jata hai par tractor start karne par wark shi karta hai
Alternater gadi ko speed dana par charging karaha par slowing par charge nahi kar raha hai Aur is router garam horaha ha jis wajha say altanater sa duoa nekal raha hai Plz sir jee batae is mai keya problem hai plz sir jee plz bataya
Mera ek problem ho raha hai bulb to 12 v supply se jal raha hai Lakin voltage 0v a raha hai new cutout replace karke ve same problem a raha hai plz suggest
Sir g Agar alternator puri tarah thik hai to charging bulb band ho jana chahiye. Agar bulb thik nhi hai to koi mistek jarur hai. Agar aap alternator khol kar check kar sakte hai to khol lijiye or mene video bana rakhe hai aap dekh kar har part ko check kijiye. Koi na koi proble jarur niklegi. Fir bhi sahi na ho to mujhe bataye . aapki puri help karunga. 🙏🏻
Mere alternator me sb kuch ok hai charging wala bulb khrab tha use bhi maine change kr diya lekin phir bhi alternator charge nhi kr raha hai or jb tracter ko start krte hai to charging wala bulb bnd b nhi hota on hi rhta hai kya problem ho skti hai
Ek baar cutout or rectifier check kar lijiye. In dono ke karan ye samsya aati hai. Agar kuch samjh na aaye to channel par videodekh lena Mene channel par video bana rakhi hai🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Ek ek baar saree chej check kar lijiye. Roter or stater par magnet bhi check kar lijiye. Or alternator par jo 10 number bolt par battery ka positive current aata hai vo bhi dekh lijiye.
@@girnaraautoelectriccharging lite jal bujh rhi h aur rpm bhi 10 pr jaate hi kaam krna band kr deta h slow krte hi phir kaam krne lgta h kya problem h 😢😢
Apke kirpa se hamne dukaan khool de hai thoda apki sahiyog se thank you thank you thank you sir
🙏🏻
Very nice demonstration and explanation appreciate you brother Namaste to you 🙏💐
Behtreen Jankari di aapane sir 👍👍
Gjb भाई
Dhanyvad bahut acchi jankari he
Thank sir g🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Technical Education is must important and app vhi de rhe h .. nice video
Thanks bhai
Thanks bhai help dene ke liye
Badhiya jankari di dhanyabad aapko
Nice bhai apne hame bahot achhe se samjhhaya ha 👌👌🙏🙏
Thanks sir g🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Nice sir good job 👍
Sir bahut achha bataua
Sir aapne bahut acchi jankari Di
Sir bhaut acha btaye tqs
Bahut sunder
Thanks bhiya....
Bhai bahut badhiya ustad hai
Apka video bahut achha hai sir
Main aapke liye bahut bahut aabhar Shukriya
Good job 👍
Vah Vah sir Kya video banayi hai love you sir ji
Thanks sir g🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Super Bhai tku
Nice video sir
Sandar bhai
Thank you sir🙏🏻
Nice video sir 👍👍👍👍👍🙏❤️🤝
Thank u sir
from Pakistan
सही है बिल्कुल आप लगे रहिये
Good job
Namste sir. Sir cataut ke pile tar ke canection bataye. Pile tar ko rectifier par kew lagate hee
Ok sir next video me jarur bataunga 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
bahut accha hai
Dhanyavad bhaiya thoda ilektrik fayar plet and kataut alag alag chek karke dataiye pleej
1,नंबर,भाई
Thanks sir g
Sir old Ashok lylends ka diode plate ka check ar altanater repair ka video thoda banae
Ok sir g 🙏🏻
Good video 👍👍👍👍👍
Aap aise video aur bhi banaaiye
Great,,,, thanks sir
Very nice 👌👌 bhai
Thanks sis🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Hello Bhai main puchna chahta hun jo alternator ki rectifier per bulb ka Arth aata hai charging wala vah Arth kahan se
Jai hind sir aap ka explains mujhe bht achha lga, aur ek baat sir mne same alternator ka cutout nahi mila phir mne SR60 modify kiya tha uske baad 13 volt toh agaya lekin cutout heat ho rha hai connections ke bare ma bata dijiye plz
Thank you sir g🙏🏻
Sir alternator ko bina dekhe me aapko kese bata paunga. But kisi video me explain kar dunga 🙏🏻
electric sir aapne is video ma 407 cutout wala alternator dikhaye thee wohi same hai sir plz help me to modify the cutout
@@rajsunar5168 sr60 set hogya kya
Bhai ji.
Charging bulb jal band ho raha hai.
Kya dikkat ho sakti hai?
12 volt gaddi k selfmotor or alternators k part ko ac sea check krea ki DC sea kon sea series achi h part ko check krnea k lea
Good explanation 👍🏻I like ur vedeo
Aapka video bahut badhiya hai
Aapka video apne chanal par daal sakta hu . Bataye , thenku
Thank you sir 🙏
Nice video
Thanks sir g
V nice sir
Hlo sir,agr hum ac series sea rectifier plate ko check krtea hai toh negative positive wair ko change krnea pr bhi series blub dono side jlta hai ,ac series sea kaisea check krea,
Bhaiya out put wiring nikalna hai plz video banao
Thank you sir
Bhai kitne empier current deta hai Tata 407 ka
bhaiya g mera alternetar sletar lene par charging balb bughne ke bajay jyada jalne lagta hai kya kharab ho saktahai bataiye 🙏🙏🙏
Sir g alternator ki rectifier me problem hai.🙏🏻
Very good payi
Sir ji ye capacitor hai ye jabi kabi ac voltage ko filter karke pure DC suplay detha hai. 🙏💐
Thanks for information🙏
Sir Alternator ka charging indicator nahi jal raha but body se logane par jol raha hai bulb prblm keya hai.
Sir agar bulb alternator ki body par jal raha hai to alternator me problem hai. 🙏🏻
Altinetr ki problem h
Kya problem hai ?
Thank u sir 👍
Mere tracrtor swaraj855 hai charging batti jal rahi charging nhi ho rahi hai upay batae kya change kar de
Sir g video bana kar bhej de 9826942187 is whatsapp number par🙏🏻
Sir helpfull video 👌👌
Thanks sir g🙏🏻🙏🏻🙏🏻
@@girnaraautoelectric sir tractor par alto car ka altinator lga Hua hai jab tractor ke switch on rehte hae to altinator garm ho jata hai par tractor start karne par wark shi karta hai
Charging bulb laga lijiye. Fir garam nhi hoga.
@@girnaraautoelectric sir bulb to lga Hua hai fer be switch lge shodne par altinator garm ho rha hai
@@rajvir-brar sir ek baar bulb change kar ke dekh lijiye
Keep do videos bhai
Nice
John Deere tractor ka alternator kitne ampr ka hota hai sir jii
Mere pass 24 volt series me do battery lagaya tha uske bad aur do battery series me lagaya to alternated bulb nahi jal raha hai.problem kya hua hoga
Thanks sir
Thanks🙏🙏
Thanks sir g🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Super
Sir mera alternator res me chage hota hai aur slow me nahi hota hai aur RPM meter bhi nahi chalta hai kya kare
Alternater gadi ko speed dana par charging karaha par slowing par charge nahi kar raha hai
Aur is router garam horaha ha jis wajha say altanater sa duoa nekal raha hai
Plz sir jee batae is mai keya problem hai plz sir jee plz bataya
Mera ek problem ho raha hai bulb to 12 v supply se jal raha hai Lakin voltage 0v a raha hai new cutout replace karke ve same problem a raha hai plz suggest
Any one plz suggest
Alternet puri tarha thik hone par bhi battery ka light chalu rahata hai to kiya problam ho sakta hai
Sir g
Agar alternator puri tarah thik hai to charging bulb band ho jana chahiye. Agar bulb thik nhi hai to koi mistek jarur hai. Agar aap alternator khol kar check kar sakte hai to khol lijiye or mene video bana rakhe hai aap dekh kar har part ko check kijiye. Koi na koi proble jarur niklegi. Fir bhi sahi na ho to mujhe bataye . aapki puri help karunga. 🙏🏻
Ok👌
टीवीएस लुकास अल्टरनेटर में क्या आरपीएम मीटर की तार जोड़ी जा सकती है
Bilkul jod sakte hai. Kisi bhi company ke alternator me empir metre ko jod sakte hai.
Sir pmp type alternator me duseri company ka cutout laga sakta hu pmp ka cutout nehi mil rha h batana
Ji sir lga sakte hai.
@@girnaraautoelectric thank you so much
Sr Ap ek side se sikhaye sr
407denam let after nai uota kay parbam bolu
Sir aapki baat samjh nhi aai. Ya to hindi ya fir english me likheyi🙏🏻
407 model alternator light glowing but not charging what is fault
Make a video what's happen and send me on WhatsApp 9826942187
Altanator kaha par milaga
Auto parts ki shop par
Mere alternator me sb kuch ok hai charging wala bulb khrab tha use bhi maine change kr diya lekin phir bhi alternator charge nhi kr raha hai or jb tracter ko start krte hai to charging wala bulb bnd b nhi hota on hi rhta hai kya problem ho skti hai
Ek baar cutout or rectifier check kar lijiye. In dono ke karan ye samsya aati hai. Agar kuch samjh na aaye to channel par videodekh lena Mene channel par video bana rakhi hai🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Ok hai ji dono
Cut out to nya dal ke dekh liya
Ek ek baar saree chej check kar lijiye. Roter or stater par magnet bhi check kar lijiye. Or alternator par jo 10 number bolt par battery ka positive current aata hai vo bhi dekh lijiye.
अरे भाई डेली ऐक विडियो बनाई करो
Sir swich cut karne par bhi altirntor charg karta rehta hai kya kare
Sir g cut out change kar ke dekh lijiye
Aap kaha se ho
Mp Ujjain se 🙏🏻
Meri kuch help karoge
@@shaikhmusahid8017 batao kya problem hai
Galt bat nahi hai
Bhai amps meter se alternater wiring diagram
Sir iski kimat kya he
Kis ki kimat ?
Sir Alternator ki
@@faridpatel9972 1650
बैटरी से शोल्डर कैसे करें
Kya mai bata sakta hu?
मिनी ट्रैक्टर का अल्टरनेटर बराबर करंट बना रहा है इसका क्या कारण है कृपया बताएं
Upay jaldi batao bhai
Sorry sir me aapka question samjh nhi paya.
Music kyo lagate ho bhai
Battery conuction hai ya nahi hai why u are not showing battery conuction bulb Kausar jallraha hai ye nahi hai 👌
Laet banthhorahihe lekin amp nahi bataraha
मेरे ट्रेकटर नागर चलणे पर चार्जिंग नही कर रहा है
Hi
Log much bi kahen
Agar app achha kaun kar raheem ho to
Kam aklwalon ki baat
Bhai alternator sahi se work nahin kar raha hai
Kya problem aa rahi hai?
Bati jalta hai mijhata nahi hai karban chenj hai aur charging nahi deta hai
ਮਿਉਜਿਕ ਬਹੁਤ ਜਾਦਾ ਬਾਤ ਪੱਲੇ ਨਹੀਂ ਪਈ
Bhai aap apna nambar sand karo bhai
Sar.ham
Plate.bante.h
Very good👍🙏
Sir Battery Mai Acid kase dal te hai practical video sahiei
Ok next time 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Bhai lait Aati h aur jati h
Bhai me samjha nhi aap kya puch rahe ho ?
@@girnaraautoelectriccharging lite jal bujh rhi h aur rpm bhi 10 pr jaate hi kaam krna band kr deta h slow krte hi phir kaam krne lgta h kya problem h 😢😢
Don't music
Lal batti me lite Kam hi to what
Sorry me samjha nhi
Plate.ham.sab.banate h
Content number Karnataka